jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga
    agar hum forex mai mistake kar ky kam kary gy to hamy loss he hota rahy ga hamra account baend ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai apne maraze sy time table baan akr kam kar sakty hain forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is maai maarket ka balm nahi htoa forex aik asa business hain ho hamy learning be deta hain or hamy earning be deta ahin hum is mai free account bana ark eb kam kaer sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hamy mistake sy learning gain karne chahe
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

    yes dear forex main jab bhi ham choti see mistake ko bhi ignore kar daity hain tu ham ko forex main ham ko aik din wohi choti galti bara nuksan daiit hai main nay asy choti choti galtion say forex main hazaron doller ka nuksan kia hai es la ap ko forex main ager success hona hai tu ap ko kabhi bhi aik mistake ko ignor nahi karna chaheay aur ap ajb forex main trading kar rahy houn tu ap ky mind main yehi bat honi chaheay ky ap ky pas galti ki aik bhi gunjaish nahi hai jab ap asa soch ky trade karain gay tu ap galti nahi karain gay jiss say ap ko forex market main kam nahi bany ga es lea forex main ap ko choi say choti galti ka bhi dhyhan rakhna parta hai phir he ap aik achy trader ban sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

      Ye aik bohat perfect baat hai kay Jo traders apni ghaltioo ko ignore karengay aur mistakes ko repeat kertay rahengay unhain musalsal loss hota rahey ga. Iss liye traders ko sub say pehlay apni mistakes ko control kerna hoga. Jab traders koi mistake baar baar dohratay hain unhain sub say pehlay apni mistakes ko dhundna chaiye aur ye pata lagana chaiye kay mistake kiyu ho rahi hai. Kiyu kay jab tak ye he pata nahi chaley uss waqt tak mistake pay qaabu bhi nahi paya jaa sakta hai.

      Traders mistakes ko ignore bhi ker daitay hain aur ye khayaal kertay hain kay aik he baar mistake hui hai tou dobara nahi hogi haalakay ye soch bohat ghalat hai. Traders ko mistakes ko kabhi bhi maamooli nahi samajhna chaiye kiyu kay forex business mai maamooli so mistake bhi bohat loss kerwa daiti hai aur baad mai pachtawa reh Jata hai. Aksar traders kay account aik choti si ghalti say he wash hojatey hain. Iss liye mistake ko kabhi bhi ignore nahi kerna chaiye
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

        Ham jab bhi kisi open trade ko loss main close kerty hain ya hamara stop loss hit ho jata hai tou same loss ki koi na koi wake hoti hai jis main aksar hamari apni mistskes hoti hain ky ham normal trade kerty huey tou routine main profit aur loss kerty rehty hain ky hamain regular bases per forex trading sy profit bhi hasil hota rehta hai lekin hamain loss tab hota hai jab ham routine sy hat ker trade open kerny ki mistake kerty hain tou market tou routine main hi move ker rehi hoti hai tou hamain phir aesi mistake kerny per loss hota hai agar hamari mistake Bari Ho tou hamain bara loss hota hai lekin normal mistake per bhi hamain kuch loss zarur hota hai lekin normal mistakes jin sy loss bhi kam hota hai aesi mistakes tou trading main chalti hi rehti hain

        Bari mistake ham jab bhi kerty hain tou hamain apni investment per bara loss bhi hota hai jis ko ham agar normal trade continue kerty huey recover kerny ki koshish kerty hain tou hamara loss red vet bhi ho jata hai ky thora thora profit hasil ker ky ham Bary loss ko recover bhi ker sakty hain lekin ham forex main loss recover kerny main bhi bahot jald kerty hain tou hamara loss recover tou nehi hota albata hamara account zarur wash ho jata hai kabhi bhi loss ko recover kerny main jaldi nehi kerni chahiay ky yeh bhi bahot bari mistake hoti hai agar ham bar bar aik hi mistake kerty rehain gy tou hamara account bahot jald wash ho jaey ga

        Jab hamain loss hota hai tou hamain phir sochna chahiay ky jis mistake ko waja sy yeh loss hua hai woh mistake hamain note ker leni chahiay ky jab ham next trades open ker ky continue kerain tou kam sy kam woh mistake repeat nehi honi chahiay ky mistake ko aik aik ker ky hamain remove ker leny sy hi ham trade kerty huey loss sy bhi bach sakty hain aur hamain acha profit bhi hasil ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

          Ager him log market ma mistake kre gye to is ka him logo ko zayada sy zayada nuksan ho skta ha is leya him logo ko mistake nhi krne ho gye wrna him logo ko bhot nuksan ho ga or account bi wash ho ga
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

            Dear forex trading main humy proper analysis karny hon gy agr hum sy koi galti ho bi jay to humy proper galti ko samjena ho ga jab tak hum logun ko samj ni aay ge ya hum log behtar planning or strategy sy trading karni ho ge or is galti ko dobra ni dohran gy is ley humy ziada sy ziada mehnat karni ho ge apna knowledge or experience ziada sy ziada karna ho ga or apni har galti pe practice karni ho ge ta k dubra ye galti na ho or hum behtar trading kar sakeny jtni ziada mehnat karny gy practice karny gy hum forex trading ko utna he ziada samj or seek sakeny gy or behtar trading kar sakeny gy jis sy hum ache earning kar k ache trading kar sakeny gy or forex trading main ache earning kar sakeny gy is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

              Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex trading main agr ham musalsal mistakes karty han to hamy loss hota hy or hmara account wash ho jata hy hamy forex trading main apni mistakes ko nzrandaz ni krna chaiy balky unan khtam kr k trading shro krni chaiy forex jasa k aik difficult or risky business hy is liay is m hamy apni mistakes ko khtam kr k trading karni ho ge hamy forum join kr k us sy trading k mutaliq knowledge hasil kr k apni mistakes ko khtam krna ho ga ham demo account bna kr us m practice kr k b apni mistakes ko khtam kr skty han hmari mistake hi hoti han jin sy ham sekhty han k hamy in baton ki wja sy loss hoa hamy ainda ye mistakes ni dohrani or in sy bach kr agy barhna ho ga tbi ham forex trading main successful hon gy
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

                g han bhai jan ap bikul sahi kah rahy hain forex main bar bar galtia karty hain un hi ko loss bhi bar bar hota hai es liye aghr hum chahty hain k hum apni trading main loss ko kam kar skaen tu hmin apni trading main galtiun ko rokna hoga jitna hum apni glatiun ko rollk kr trading jarengy otna he hmain loss kam se kam hota hai or hum aci eraning bhi kar sky hain forex in hmari mahnat yahan se he boht ho jati hai k jub hum apni trading main bar bar mahnat karty hain kamyab hony ki or jub hum apni he galtiun se sikhty hain tab bhi hmain loss kam hota hai or hmain hahye k hmain jub bhi loss ho os loss ki wjah ko dkehen pher osk bad osko ap aik nitw pad par likh len ta k apko yad rahy k ap ko ab ayse trading nahi karni hai
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

                  G ha dear agar ap ne dekha ho to ais market mai kamyab hony k liay jab trade lagaty hai to ap ko ais market mai kisi trade par mistake ki waja se loss hota hai to ap ko ais market mai mistake ni karni chaye agar ap bar bar ais market mai mistake kary gay to ap ko ais market mai faida ni ho ga aor ap ais market mai loss hi karty rahy gay agar ap ais market mai mistake karty rahy gay to ap ko ais market mai loss hota rahy ga aor ap ka account growth ni kary ga agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai discipline k sath kaam karna chaye tab hi ap ko ais market mai faida hota hai agar ap learning sahe ni karty hai to ap ko ais market mai trade lagaty waqat masla aye ga ya ap bar bar ais market mai ghalti kary gay jis se ap ko loss hota rahy ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

                    dear Agar Ham Forex me galtiyan Karke kam karte rahenge To Hamen loss hi hoga Kyunki iska Koi Jawab Nahin Banta ki Ham galtiyan ke kam Karen aur Hamen fayda Ho isiliye Hamen ismein acche se kam karna chahie Forex Mein Jab Yahan Chhoti Si mistake ko bhi ignore kar dete Hain To Humko Forex Mein Ek Din Vahi Chhoti Galti Bada nuksan Deti Hai Main Aise Chhoti Chhoti galti se Forex Mein hajaron dollar ka nuksan kiya hai isliye aapko Forex mein agar success hona hai to aapko Kabhi Bhi Ek mistake ho ek do nahin karna chahie aur aap job for X Mein trading kar rahe ho to aapke mind Mein Yahi Baat honi chahie ki aapke paas galti ki ek Bhi gunjaish Nahin Hai Jab aap ismein Galti Nahin Karte aur yah Jahan Banakar kam Karte Hain To aap FIR bahut success cancel kar sakte hain isiliye ismein aapko Chhoti Se Chhoti Galti ko bhi Jahan Mein Rakhna Hota Hai Tabhi aap kamyabi Hasil kar sakte hain aur acche trader Ban sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

                      insan jes bhi kaam main gulti py gulti karta jae ga to bel akher woh kaam aik na aik din band ho jae ga or woh bhi loss loss py loss diny ky baed to jo dost forex markit main kaam karty waqt woh kaam chahy postes kar rha ho ya trading kar raha ho is man kesi or shoeby main kaam kar rha ho agr woh mistake py mistake karta chala jae ga to us ko is busnus main baar baar loss hi ka samna karna parhy ga us ko nafah ni ho ga naffah us waqt ho ga or woh apny kaam main us waqt kamyab ho ga jub us hony wali mistake ko controwl kary ga jaisy jaisy woh mistakse ko controwl karta jae ga to woh apny meshun main kaamyab hota chala jae ga to usy chahy keh mistaks ko controwl kary
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

                        Trading karty huwy ap perfect nahi ho sakty ap sy mistakes ho hi jati hai lekin agar ap apni mistakes sy nahi seekhy gy to ap ko problem ho gi kai dafa mistakes choti hoti hai jis sy loss nahi hota agar ho b to kam hota hai or ham aisi mistakes ko ignore kar dety hai hala k ham ko aisa nahi karna chahiye. Q k ye choti choti mistakes hi baad me zeyada loss deti hai is liye ap ko chahiye k ap in mistakes ko b note kary.
                        Or agar ap mistakes ko note kary gy to is sy ap ka faida hai ap un ko note kar k dekhy k wo mistakes ap sy q hui un ki waja kaya hai or phir us ko door kary ta k baad me choti choti mistakes bari na ho jaye or ap ko loss na ho jaye or mistakes ko door karna bohat zroori hai agar ap door kary gy to ap ki trading me traqqi ho gi nahi to ap ki trading me traqi nahi ho gi bal k ap pehly sy b down jaye gy.
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

                          Trading me koi be esa mistake nahi hay jo key ghir mamooli ho agar apny sab key sab mistakes ko ignore karny ki koshish ki jaye to esy traders profit earn karny ki position me nahi a sakty hey aur har din trading me loss hi karen gey, esy traders jo apny har mistake aur ghalti ko big samjy aur es ko loss ki waja samjy to esy traders mistakes ko ignore nahi karty aur acha lesson apny hi mistakes se hasil kar key expert banty hey, mistakes ham har time ki trading me nahi karty magar per be daily koi na koi ham kar hi lety hey mery khayal me Forex trading me kamyabi hi yahi hay key ham mistakes ko control karen.
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

                            bhai jan ap ny jo bat ki hai bikul sahi ki hai jub k es reality ko hum sub trador bari aci trha janty hain jub k aghr dekha jay or socha jay tu hmari galtian he hmary liye ostad ka kam kar jati hain ayse he hum apni galtiun ko thek karty karty he apni trading ko bari achi trha sikh jaty hain or aysa kbhi nahi sochna chahye k hmain loss ho gya hai tu hmain nakami ho gai hai aysa bikul forex main concept nahi hai forex main bar bar girny or bar bar gir k othny se he kamaybhi hoti hai es liye hmain chahye k hum aghr forex main kamyab hona chahty hain tu hmain apni trading ko ayse krna chahye k hmari khud ki galti se hmain loss na ho q k jub hum khud he apni galtian thek nahi karty hain tu hum kbhi bhi kamayb bhi nahi ho skty hain ayse he hmain loss hota rhta hai tu apny kam se sikhen aghr ap chahty hain k ap ko dobra loss na ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : jo mistake ko ignore kary gy usy musalsal loss ho ga

                              Forex trading business Ek bahut hi profitable business hai aur bahut the technical business hai Forex trading business mein jo log apni mistakes ko recover karne ki koshish Nahin karte aur apni mistakes ko ignore Karte Hain Aise kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte Kamyab hone ke liye Hamen Hamesha apni mistakes ko identify karna chahie aur koshish Karni chahie mistakes ko remove karte hue Apne profit ko recover karne ki koshish karen Agar Ham Apne mistakes ko continuously ignore Karenge To Hamen Hamesha loss ka Samna karna padega Lu se bachne ke liye koshish karen ki apni mistakes ko likhva Karte Rahe aur Jyada acchi mehnat Karen aur struggle Karen Taki Apne goal ko achieve karne mein aasani rahe

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X