Kitny percent balance loss main chala jaey tou account wash kerna behter hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kitny percent balance loss main chala jaey tou account wash kerna behter hota hai?
    Jab ham bonus per trade ker rehy hoty hain aur hamain loss hota hai tou jab tak ham loss ko recover nehi ker lety hamain hasil hony wala koi bhi profit withdrawable nehi hota but agar loss bahot zyada ho jaey tou hamari recover kerny ki koshish bhi zaya jati hai so hamain aesy time per accou wash ko priority deni perti hai but question yeh hai ky hamain bonus per trade kerty huey total balance ka kitny percent tak loss ho jaey tou hamain account wash kerny ko priority deni chahiay kyun ky account recover kerny sy hamain experience bhi milta hai aur balance bhi recover hony per next month ka bonus shamil ho ker hamary pas zyada balance aur zyada margin hota hai trade kerny ky liay tou loss ki kitni percentage per hamain account wash kerna chahiay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kitny percent balance loss main chala jaey tou account wash kerna behter hota hai

    Her trader ki koshish yehi hoti hai kay usay loss nahi ho. Aur uss ka account wash nahi ho. Iss kay liye traders koshish bhi yehi kertay hain kay unhain loss ziada honay ki soorat mai loss ki recovery na kerni parey aur account totally wash ho jaey. Ab Kitna loss ho ya kitnay percent loss ko daikh kay traders ko account wash kerwa laina chaiye tou ye trader kay apnay balance pay depend kerta Hai. Wesay bhi jab trader ko kisi trade mai loss hojaey tou iss ka Matlab yehi hai kay Agar loss ziada hai tou recovery mushkil he hogi. Trader ka account balance Agar 50$ ho aur trade mai loss 20 $ hogaya ho tou traders big lot size kay saath trade open ker kay loss recover kernay ki koshish kertay huay risk laitay hain aur aisi soorat mai Loss recovery ki bajaey ziada ter account balance wash he hojata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Kitny percent balance loss main chala jaey tou account wash kerna behter hota hai

      Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy forex trading main hr trader ko jahan profit milta hy wahin loss ka samna b krna prta hy or hr trader ki koshish hoti hy k wo loss sy apny account ko safe rakh sky zyada tar traders apni koshish m kamyab b ho jaty han mgr aksar traders loss hony k bad apny account ko bacha ni paty or recover karny k chkar m apna account wash kr dyty han hamy agr loss ho b jaiy to hamy apna loss cover krny ki koshish karni chaey hamy apna account khud wash ni karna chaiy balky akhri had tk koshish krni chaiy k hmara account wash na ho hamy koshish karty rahna chaiy jb tk agly month ka bonus hasil na ho jaiy agly month ka bonus mil jany pr ham achi trading kr skty han
      • #4 Collapse

        Re: Kitny percent balance loss main chala jaey tou account wash kerna behter hota hai

        bhai jan forex trading main har mamber apni trading ayse krta hai k wo kbhi loss ko face na karen q k jub wo trading karty hain tu un k dil main loss ka dar bhi hota hai jis se wo apni trading ko bary soch smjh kar karta hai es liye aghr hum chahty hain k hmain loss na ho tu haamin achy analysis k sat trading karni chahye jis se hmain loss nahi hota hai or aghr loss kam ho tu hmain apni trading ko small lot k sath trading karni chahye es sse hmain loss kam se kam hota hai or aghr hmain loss ho rha hai tu kam loss par apni trade close kar deni chahye or bhai jan jub loss zyda ho jata hai tu pher tarde ko open rahny den or khud he account wash ho jay ga pher ap apni trading ko dobra next month se start kar skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Kitny percent balance loss main chala jaey tou account wash kerna behter hota hai

          Dear sab se better to ye hai k ap jab ais market mai kaam karty hai to ap ko ais mai risk apny account k hisab se lena chaye agar ap ne ais market mai koi trade lagai ho aor wo loss mai chali jaye to aus ko loss mai close kary aor aus k baad aus loss ko recover kary agar ap k account k hisab se 80% loss ho jaye aor ap ko pata ho k ap abi ais loss ko recover ni kar sakty hai to ap aus time ais market mai aisi trade lagye jis se ap ka account wash ho jaye agar ap ais market mai trade lagaty hai to ap ko ais market mai atna to pata hota hai k market ap k thora sa opposite jaye gi aor ap ka account wash ho jaye ga agar ap lot bari lagaty hai to aus par ap asani se acha profit bana skaty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Kitny percent balance loss main chala jaey tou account wash kerna behter hota hai

            dear ager ap nay koi asi trade laga di ha jiss main ap ko bohut ziada nuksan ho sakta hai tu ap ko account wash hony ka wait karny ki bjay ap ko wo trade ko jitna bhi loss mil raha hai close kar daini chahea kyon ky ager account wash ho gea tu ap ki recovery nahi ho sakti hai es lea ager pechy thora sa bhi balence bach jay ga tu ap ko aik umeed lagi rehti hai ky ap wo loss cover kar lain gay ess lea ap ko account wash jan bojh kar nahi karwana chaheay aur jab bhi bhi koi trade karain apna risk pehly say set karain aur stop loss ky sath kam karain phir he ap apne account ko safe rakh sakty hain aur ju bhi trade karain money mangement ky sath karain phir he ap ko forex main success mil sakti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Kitny percent balance loss main chala jaey tou account wash kerna behter hota hai

              Dear sabse Behtar To Yahi Hai Jab aap kis market Mein kaam kar rahe hote hain to aapko Apne a a account K hisab se a risk Lena chahie Mere Khyal se Agar aapko kam ki knowledge hai to hi aap kam start karen Nahin to na Karen Kyunki Agar aapko kam ka Jara P experience ya knowledge Na Hoga to aap apna Kaun wash kar baithenge isiliye sab se yahi hai hi ki aap pahle market ke bare mein knowledge Hasil Karen Fir Bhi apni trade open Karen Varna na Karen Kyunki koi bhi kam Aisa Nahin Hai jismein experience Na Ho aur ham kam start kar de To Hamen profit ho aisa bilkul bhi nahin hai isiliye sabse pahle Hamen Yahi mind mein rakh ke business karna chahie ki Hamen ismein loss Na Ho aur ham ismein Achcha kam kar sake
              • #8 Collapse

                Re: Kitny percent balance loss main chala jaey tou account wash kerna behter hota hai

                Dear member trading account mein account Ka washout Hona ek bahut bura amaal hai jo ki trader community mein pasand Nahin Kiya jata lekin koi bhi trader is se baat Nahin sakta uski wajah yah hoti hai ki Jab initially wah trade karna start karta Hai to money management na karne ki vajah se bahut se trader apna account washout karvaty Hain. Trading account Wash out Hona kisi percentage per depend nahin karta koshish Karni chahie ki aap stop loss and take profit lagaya Karen agar aap aisa nahin kar sake aur aapka account 70% yah 80% Tak lose ho chuka hai to aap koshish karen hedging ki stretgy use Karen kyunki ki Jab 80 percent se cross kar jaate Hain to phir aap hedging me stretgy use nahin kar sakte aur aapka tamam account washout ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Kitny percent balance loss main chala jaey tou account wash kerna behter hota hai

                  Bro ap ki sahoolat ke liye ek informative cheez share kr raha hon jub ap bonus per trading kr rahe hain aur ap ka account wash ho jata hai tu next month jo bonus ap ko milta hai os per ap trading kr ke jo profit hoga wo withdrawal krwa sakte ho. aur rahe bat account ko kitne percentage per rakhna chahye tu ap 50/50% kr lain aur apna account proper maintain kren ager loss ho bhe tu 50% tk hona chahye is ke uper mazeed trading na kren aur wait kren next bonus ane tk then ap survive kr paye gyen
                  • #10 Collapse

                    Re: Kitny percent balance loss main chala jaey tou account wash kerna behter hota hai

                    ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya mere hisab se agar aapko Forex mein kam karna hai to aapko experience ke sath karna hoga kyunki experience ke sath aapko launch hone ke Koi chances nahin honge aapko property hoga aur han jo aap ne sawal kiya hai iska jawab main data Jalan ke aapko himmat nahin harni chahie agar aapki trade galti se galat lag Gai hai aur aapke pass experience nahin hai to aap ko himmat nahin aani chahie aapko jab tak aapka full accounts loss mein Na hoye aapka himmat nahin aani chahie mere hisab se hundred friend aapka account lock mein chala jaaye fir bhi aapka himmat nahin aani chahie aapko fir se dobara apni galtiyon se sikhna chahiye fir se TRAI karke is loss karne ki koshish karni chahieForex mein kyunki aap jitna jyada ismein experience ke sath trade karenge aur jitni jyada mehnat karenge utna hi behtarin profit hasil kar sakenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Kitny percent balance loss main chala jaey tou account wash kerna behter hota hai

                      Dear bonus trading account ko kesi be condition me app ko khud wash karny ki koshish nahi karni chaye agar bonus trading account khud hi ghalat trading ki waja se wash ho jaye to ye hamary kam trading experience ki waja se wash ho sakta hay magar jab ham khud hi account ko wash karny ki koshish karen gey to ye cheez bilkul be teek nahi hay, hamy end tak ye koshish karni chaye key loss recover ho jaye, jab ham khud account ko jan bohj kar wash karny me lag jaty hey to previous jetna be hamy loss ho chuka hota hay es ko next month hamy recover karny key ley de dia jata hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kitny percent balance loss main chala jaey tou account wash kerna behter hota hai

                        jitnay percent b account loss main chalay jay account wash bilkul nai karna chayie balke aakhri balance tk market main fighting karny chayie account ko wash honay se bachana chayie 2nd big baat yeh hai jitn trade loss main hai wo seb profit main aa kar close ho gi phir jo profit ho ga wo withdraw ho sake ga agar bonus wash kar liya jay phir jo bonus wash howa hai wo recover nai karna parta balke profit jo hai wo withdraw ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Kitny percent balance loss main chala jaey tou account wash kerna behter hota hai

                          Tumhare pass Jitna data balance Hoga Ham Logon Ko itni jaldi kamyabi mil sakti hai isliye Ham Logon Ko sabse pahle Apne balon score increase karna hoga Jab ham log Apne balon score increase Karenge To Ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda Hoga aur ham log Achcha profile bhi Hasil kar sakte hain aur ham logon ko bahut hi jaldi kamyabi pe mil sakti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Kitny percent balance loss main chala jaey tou account wash kerna behter hota hai

                            forex main ham ko always stop loss ky sath kam karna chaheay ager ap ky pas kab bhi capital hai tab bhi ap ko stop loss ky sath kam karna chaheay kyon ky account wash hony par ap say bohut achi say achi oppertunity khtam ho jati hain ager ap ka stop loss hit ho ga atu ap ko ju bhi loss hoa hai ap us ko cover kar sakty hain es lea es main jazbati ho kar na chalain main nay aesy trader dekhy hain ju apna kam loss laina tu bardasht nahi karty hain mager ap sara capital loss kar daity hain forex trading main hamry emotions ka control main rakhna bohut ziada zorri hai hota hai kyon ky ager es par control nahi karain tu ap si galtian kar ky apna bohut ziada nuksan krwa sakty hain es lea forrex ko hamay rules ky sath he success milti hai jazbati ho kar kbhi bhi forex main success nahi milti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kitny percent balance loss main chala jaey tou account wash kerna behter hota hai

                              Ji Mere Bhai aapane bahut Achcha Sawal kiya hai mere hisab se Agar aapko frax main kam karna hai to aap ko experience ke sath karna hoga Kyunki experience ke sath aapko launch hone ke Koi chance Nahin Honge aapko property Hoga aur han jo aap ne Sawal kiya hai iska jawab main deta hun jo aapane Sawal Kiya Hai Jalan ke aapko Himmat Nahin Harni chahie Agar aapki trade galti se galat Lag Gai Hai To aapke pass experience Nahin Hai To aapko Himmat Nahin Harni chahie aapko Jab mere hisab se hundred friend aapka account Lok Mein chala jaaye Fir Bhi aapko vah Himmat Nahin Harni chahie fir se trade Karke is loss karne ki koshish Karni chahie frocks Mein Kyon Ki aap Jitna Jyada kisme experience ke sath trade Lagate Hain aapko itna hi fayda hota hai iske liye aapko accha experience on Knowledge Hona bahut hi best hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X