Forex trading kay main risk factors kon kon say hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading kay main risk factors kon kon say hain?
    Forex trading business mai Tarders ko bohat say risk factors face kernay hotay hain. Maira sawaal hai kay forex trading mai basic risk factors kon kon say hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading kay main risk factors kon kon say hain?

    Forex market main investment per trade kerna bhi aik bahot bara risk hai ky hamari investment bahot jald wash ho sakti hai hamain agar forex market main risk free trading kerni hai tou hamain apni her open ki jany wali trade sy pehly market ky achy analysis kerny hongy jab hamain market ky trend ka pata chal jaey ga tou hamain phir forex market main trade open kerty huey loss ka risk kam hota aur profit ky chances zyada hongy jab ham forex market main trade ker rehy hoty hain tou bahot zyada risk factors involved hoty hain jin main sab sy bara factor market ka trend hota hai jo kisi waqat bhi change ho sakta hai ky ham trade open kerty huey trend ko find ker ky trend per trade open kerty hain tou trend kisi waqat bhi change ho sakta hai aur hamain open trade main loss bhi ho sakta hai isky sath sath market per fundamental effect bahot zyada market ko change ker dety hain ky market agar trend per move ker rehi hoti hai normaly tou fundamental effects ki waja sy market bahot fast bhi ho jati hai aur same trend per bari move ho jati hai lekin agar yeh fundamental effect market ko reverse ker dety hain tou bhi market reverse trend per bhi bahot bari move ker sakti hai

    Jab bam forex market main trade open kerny ky liay analysis kerty hain tou yeh hamary analysis main shamil hona chahiay ky hamari open trade main koi fundamental news tou nehi hai ky jo market ko bahot zyada effect ker sakti ho so agar koi aesi news ho tou phir same pair main trade open kerny ka risk nehi lena chahiay hamain kisi aur pair main trade ky liay analysis kerny chahien jis per koi fundamental effect na hony ja raha ho aur ham trend per trade open kerain tou market trend main hi move kerty huey hamain acha profit bhi dy saky

    Forex market main risk free trading tou possible hi nehi hai lekin ham different trading techniques aur stretigies use ker ky risk level ko kam ker sakty hain Jesy achy analysis ky bahd trade open kerna aur her open ki jany wali trade main achi terha calculation ker ky take profit aur stop loss use kerna waghers aesy options hain jin sy ham risk ky level ko minimize zarur ker sakty hain lekin completely remove nehi ker sakty risk factor hamari trading main hamesha involve rehta hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading kay main risk factors kon kon say hain?

      Forex market me risk factors bahot se hoty hey aur movement par traders risk ko face kar sakty hey traders ka market me supply and demand factors par hi depend kar leya karen gey to mery khayal me esy traders key ley risk factors ko samjna bahot asaan ho sakta hay, agar koshish ki jaye aur ye samja jaye key market me supply and demand kia hoty hey aur es key mutabeq trading kesy hoti hay to traders market ki har condition ko be samaj saken gey sath me risk ko kam karny aur risk factor ko be samjny me koi mushkil feel nahi karen gey, risk factors ko hi agar samja jaye to ye hamari risk management hi hamy kamyab bana sakti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading kay main risk factors kon kon say hain?

        Dear ais market mai ap ko pata hai k risk bahot hi zayda hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to aus k liay ap ko sab se phly learning karni ho gi aor aus k baad ap ko ais market mai kaam karna ho ga agar ap ais market mai learning ni karty aor kaam start kar dety hai to ap ko ais market mai loss hota rehta hai aisy hi agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko apni her trade k sath stop loss use karna hai agar ais k baghair kaam kary gay to ap ko aus par kafi zayda loss ho sakta hai aor hamesha choti lot k sath ais market mai kaam kary tab hi ap ko ais market mai faida ho ga aor ap ka account asasni se growth kary ga agar ap ais market mai risk ko manage kar lety hai to ap ka account safe rehta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading kay main risk factors kon kon say hain?

          assalamu alaikum dear friend ji han aapane ek bahut hi achcha sawal Kiya hai jaise ke Ham sabko pata hai ki is market mein risk bahut jyada hota hai agar aapko is market mein kaam karna hai to aapke pass ek achcha experience aur knowledge ka hona bahut jaruri hai uske alava bhi aapko market ki movement ko dekhna hota hai agar aap par karke movement ko acche se dekhenge aur isko samjhenge tabhi aap ismein acche se padh kar payenge Varna aapko har waqt risk rahata hai atah time aapko har time to hota Hi hai chahe aap itna Marzitry kar le lekin agar aapke pass ek achcha experience knowledge hoga to aapka bahut kam ho jaega aur acche experience hone wali hasil karne ke liye aapko demo account mein kam karna chahie aap itna jyada jaam account mein kam karenge aapko apna hi achcha experience knowledge hasil ho jaega agar aap uske bad karenge to aapko jyada masla nahin hoga aur aap aasani se bahut hi kanta image bahut hi acchi aur fast are nahin kar payenge iske alava aur isko kam karne ke liye Ham stop loss or take profit ka use kar sakte hain take profit hamen ek achcha profit ho jata hai iske alava stop loss ek bahut jabardast aur kamal ka tour hai stop loss hamare account ko vash hone se chahta hai iske alava hamari red core loss mein jana jata hai agar hamari trade laws mein aane lagti hai to ja usko loss mein jaane se pahle hi close kar deta hai jisse hamare account per chalta hai aur hamari trade Windows mein nahin jaati to stop loss istemal karne se Ham apne account ka kafi fayda kar sakte hain aur yah ek bahut hi jabardast aur komal ka to hai jiski vajah se Ham kafi acchi trading kar sakte hain to Indore to usko use karte Ham ek bahut acchi trading kar sakte hain aur bahut hi accha profit earn kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading kay main risk factors kon kon say hain?

            dear forex trading main boht se common factors ayse hain jin se hum khud apni trading main risk k factors ko zyda rakhty hain or hmain loss hota hai forex aik over all he riksy bsuiness hai q k yah online hai or online ap koi bhi kam karty hain tu wo apk liye risk he hota hai q k apko kuj ilm nahi hota hai k ap ko kis trha k aresult mily ga ora yse kamon main jitn aexpiernce ho otna he kam hota hai es liye sub se pahly forex main jis main sub se zyda risk hota hai wo hoti hai market k ap apni trading main kis trha market ko follow karty hain aghr tu ap market ko achi trha se smjh skty hain tu he ap forex mai kamyab ho skty hain es k ilwa jlad bazi main bhi ap jub koi order lgaty hain o lot size bari lga dety hain tu bhi ap ki trading main risk zyda hota hai es liye ap aghr chahty hain k apko loss na ho tu apko chahye k small lot k sath trading karen jis main loss hony k chnaces bhi kam se kam hon or ap apni trading main acha profit bhi gain kar skan
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading kay main risk factors kon kon say hain?

              Friend is market m bot sy risk factor hoty han jin ka hamy samna karna prta hy q k forex trading hy hi aik risky business is m risk bot zyada hony ki waja sy ziada tar traders loss karty han agr ham lalich karty han to b humy loss hota hy ham agr achi learning knowledge or experience k bagar trading karty han to ye b hmari investment k leay nuqsan ka bais hy agr ham forex m trading karty hoay big lot size ka istamal karty han to ye b bot bara nuqsan hy hamy achi planning kr k or stertgy bna kr trading karni ho gi tbi ham loss factor ko km kar saken gy hamy loss ka samna karna ho ga tbi hum is sy sekh kr achi trading kar saken gy
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading kay main risk factors kon kon say hain?

                Ham log market Mein Jitna Jyada risk Lete Hain Ham Logon Ko iska itna hi jyada fayda hota hai isliye Ham Logon Ko chahie ki ham log market mein jyada Se Jyada risk Le ham log Jitna Jyada risk laenge Ham Logon Ko iska itna hi jyada fayda Hoga aur ham log Itni hi jaldi kamyabi Hasil kar sakte hain aur ham log itna hi Achcha prapt banaa sakte hain

                اب آن لائن

                Working...
                X