Scalping kay doraan take profit ka use kerna chaiye ya zarurat nahi hoti?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping kay doraan take profit ka use kerna chaiye ya zarurat nahi hoti?
    Forex mai scalping bhi aik strategy hai jiss mai traders short term trading kertay hain. Kia scalping kertay huay bhi take profit ko use ker laina chaiye ya uss ki zarurat nahi hoti?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Scalping kay doraan take profit ka use kerna chaiye ya zarurat nahi hoti?

    Beshak kam forex market main scalping ker rehy hon hamain phir bhi take profit zarur use kerna chahiay ky agar ham market ko continue observe ker rehy hain phir tou ham open trade bhi ker sakty hain ky ham baghair take profit ky bhi trade open ker ky continue kerain jab hamain required amount main profit hasil ho raha ho tou ham manualy open trade ko profit main hi close bhi ker lain lekin agar ham scalping ker rehy hain but market ko ham continue observe nehi ker sakty tou bahot zaruri hai ky ham her open ki jany wali trade main kam az kam take profit zarur use kerain warna jab ham market main present nehi hoty tou market hamari favour main Bari move kerny ky bahd reverse ho ker hamain open trade main loss bhi dy sakti hai tou aesy time sy bachny ky liay bahot zaruri hai ky ham forex market main beshak scalping hi ker rehy hon hamain her open ki jany wali trade main take profit zarur use kerna chahiay

    Take profit ka use hamari trade ko secure kerta hai ky jab hamari trade baghair take profit ky open hoti hai aur market hamari favour main move kerty huey hamain acha profit bhi dy rehi hoti hai lekin ham aesy time per decision nehi ker paty ky apni open trade ko kitny profit main close kerain jab tak ham decision kerty hain tab tak market achy profit sy reverse bhi ho chuki hoti hai tou is sy bachny ky liay hamain her open trade main take profit zarur use kerna chahiay jab ham trade open ker rehy hon tou achi planning ky sath hamain profit ka reasonable target select ker ky take profit laga dena chahiay jis sy ham secure trade kerty huey bary loss sy bhi bach jaty hain aur jab market hamari favour mainove Kerti hai tou hamari open trade automatically achy profit main close bhi ho jati hai

    Forex market main secure trade kerna bahot zaruri hai ky ham agar open trade kerty hain tou hamain acha profit bhi jo raha hota hai aur ham trade close nehi ker paty tou market reverse ho ker jab loss main move kerna shoru ker deti hai tou phir hamara dil nehi chahta ky ham open trade ko loss main hi close ker lain so loss increase hoty hoty account bhi wash ho jata hai secure trade kerny ky liay hamain take profit ky sath stop loss bhi zaruri use kerna chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Scalping kay doraan take profit ka use kerna chaiye ya zarurat nahi hoti?

      Dear jaisy ap ko pata hai k kisi time market kafi zayda fast hoti hai aor aus time agar ap ne take profit na lagya ho to aus time ap agar khud trade close kary to wo close ni hoti hai agar ap ne aus time take profit lagya ho ga to ap ki trade asani se close ho jati hai magar kai dafa market bahot zayda fast hoti hai aor ap ne agar take profit na lagya ho to aus trade par ap ko zayda profit bhi ho jata hai ais liay ap ko ais market mai agar kisi pair par trade lagani ho to aus par planing kar ley k ap ne sath take profit lagana hai ya nai agar take profit laga ley gay to ap discipline k sath kaam kar sakty hai aor ais market mai se profit bana sakty hai ais market mai ap jitna rules k hisab se kaam kary gay ap ka account atna hi zayda safe rahy ga.
      • #4 Collapse

        Re: Scalping kay doraan take profit ka use kerna chaiye ya zarurat nahi hoti?

        dear forex trading main tak profit aik boht e acha trading tool hai jis main hum apni trading ko miyari kar k miyari profit lay skty hain or mera khyal hai k hum jis trha bhi trading kar rahy hain jis startgy k sath bhi tradin karen hmain apni trading main take profit or stop loss ka lazmi use krna chahye yah hmari trading ko safe rakhny k iye set kiya jata hai jis main hum apni trading ko bhi achi trha kar sky hain or ayse hmain loss hony k chances bhi kam ho jaty hain es liye hmain sub ko chahye k hum apni trading main take profit or stop loss donu he ka use krna chahye ta k hum apni trading main achi trading kar k achi earning kar skty hain or kamyab trading kar skty hain forex main kisi bhi wjah se hmain loss ho skta hai es liye hmain soch smjh kar trading krni chahye k ta k hmra account save rahy
        • #5 Collapse

          Re: Scalping kay doraan take profit ka use kerna chaiye ya zarurat nahi hoti?

          scalping main ap ko take profit laga dena chaheay wesy ager ap na bhi lgain tu koi bat nahi hain kyon ky jab bhi ap nay scalping karni hoti hai tu scalping ka maqsad thori sa profit lay kar apni trade ko close kar daity hain aur thora thora profit kar ky apna profit ko ziada bharna hota hai wesy tu scalping main profit boht ziada hota hai mager es main jesy profit hota hai wesy eh loss bhi hjo sakta hai es lea p ko properly stop loss aur take profit ky sath kam karna chaheay aur ap ko pips ka aik he target rakh kar scalping karni chaheay phir he ap ki scalping trading kamyab rehti hai aur ap ko acha profit milta hai scalping main pehly ap ka experience hona bohut zrori hai aur ap ky pas strategy hona bhe boht zrori hai phir he ap es main success sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Scalping kay doraan take profit ka use kerna chaiye ya zarurat nahi hoti?

            Assalamu Alaikum dear Jaisa kya aapko pata hai ki Kisi time market Jyada fast hoti forest time Agar aapane perfect Na Lagaya ho to use use Waqt Agar aapko trade close karen to vah class Nahin Hoti Agar aapane use worker type perfect Lagaya hoga to aapki trade aapki dress laane se aasani se close Ho Jaati Hai Magar ki Dasha market bahut jyada fast hoti hai agar aapane perfect Na Laga Ho To Aapke Aane Se close Ho Jaati Hai To Hamen chahie ki Ham frocks mein jyada kam Karen aur Jyada Se Jyada Dollar kamaye aur Itihaas ke sath kam Karen aur senior members ko chahie ki vah acchi acchi post Karen Taka junior member se fayda Hasil kar sake
            • #7 Collapse

              Re: Scalping kay doraan take profit ka use kerna chaiye ya zarurat nahi hoti?

              Ji han dear friend hamy forex trading main scalping karty hoay b take profit ka istamal karna chaey ye short term trading hoti hy ham is m thory time k leay trade open karty han or profit hasil kar k trade close kar dyty han mgr ham kbi b market sy gar hazir ho sakty han ham kisi b time market ko wach ni kar rahy hoty to is sorat m take profit hmary liay bot zyada useful hota hy take profit or stop loss asy tools han jin ko ignore kar k ham achi trading ni kar sakty is leay hamy in dono ko apni trades m lazmi use karna chaey take profit m jb ham market ko wach ni kar rahy hoty to hmari trade profit sy wapis agr loss main ja rehe hoti hy market ki movement dosry rukh py hoti hy to humari trade khud close ho jati hy
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Scalping kay doraan take profit ka use kerna chaiye ya zarurat nahi hoti?

                scalping main bohut he kam log stop loss use karty hain kyon ky scalping main log thora sa profit lay kar market say out ho jaty hain jiss ki wajah say forex main ham ko ziada zrorat nahi hoti hain take profit lagany ki log scalping main stop loss bhi use nahi karty hain ager un ko lagta hai ky un ki trade loss main ja rahi hai tu wo manual he apni trade ko close kar ky thora sa loss lay kar apna order ko close kar daity hain scalp trading aik bohut he profitable trading hoti hai aur din main ap choty choty profit lay kar apni closing bohut ziada profit say kar sakty hain mager ap ky pas acha experience aur big account hona chaheay phir he ap scalping say earn kar sakty hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X