Jaiza:1 time mein kitni trades lgayen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:1 time mein kitni trades lgayen
    Assalamu alaikum dear friends mere khyal mein hamen ek time mein ek Hi trade lagani chahie tabhi aap fully focus ho kar kam kar sakte hain aur apni date ko hit karva sakte hain aur use trade se ek achcha profit earn kar sakte hain aap sab ka iske bare mein kya khyal hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:1 time mein kitni trades lgayen

    Dear friend forex trading main aik time main ap ziada bi trade open kar sakty han or tohri bi ye ap k account balance pe depend karta ha k ap ka account balance ktna ha is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading kar k ache earning karny gy jtna humara account balance ziada hota ha utna he risk la sakty han means agr humara account 100 dollars ka ha to phr humy 0.01 ki 2 sy 3 trade open kar sakty han jab 200 sy 300 dollars hon to phr hum aik time main 3 sy 6 trade open kar saksakty han is tahra jase jase account balance ziada ho ga to hum trade bi ziada open kar sakty han is ley humy apny account balance k mutabiq he trading karni chae ha
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:1 time mein kitni trades lgayen

      Dear jaha tak deka jaye to ais market mai ap ne agar kaam start karna hai to ap ko ais market mai apny account k hisab se lot kam use karni chaye aor account par sirf aik hi trade open karni chaye aus se ap ko ye faida ho jata hai k ap k account par agar trade loss mai bhi jati hai to aus se ap ka account wash ni hota hai aor ap aus par acha profit bana skaty hai kun k ap aus trade ko loss mai hold rakh sakty hai jab wo trade profit mai aati hai to ap ais trade ko close kar sakty hai agar ap ne ais market mai trade karni hai to ap ko ais market mai aik trade ka stop loss enty point par shift karny k baad ap ko new trade lagani chaye tab hi ap ko aus par faida hota hai agar ap aik hi time par zayda trades lagaty hai to ap ko loss ho sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:1 time mein kitni trades lgayen

        Expert traders hamesha yeh kehtay hai aur advice bhi yehi kertay hain kay kabhi bhi aik waqt mai ziada trades open nahi kerni chaiye kiyu kay iss Tarah account ki equity aur margins bohat ziada consume hojatey hain. Forex trading business mai over trading issi baat ko kaha Jata hai kay aik waqt mai ziada trades open ker li jain aur yehi baat result mai account wash bhi kerwa daiti hai. Agar aik trader ka account balance 100$ hoto aik waqt mai aik ya ziada say ziada 2 trades open kerna kaafi hota hai. Aur jo traders commodities pay kaam kertay hain unhain 100 $ balance kay saath aik waqt mai aik he trade open kerni chaiye kiyu kay commodities ki movement bohat ziada aur bohat tez bhi hoti hai iss liye risk ziada hojata hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:1 time mein kitni trades lgayen

          Jab ham forex market main trade start kerty hain tou hamain sirf aik hi trade open ker ky continue kerni chahiay wanna aesa bhi ho sakta hai ky ham ny aik hi time main kei trades open ker rakhi hon tou agar aik trade main profit hasil hota bhi hai tou other trades main loss chal raha ho tou ham same hasil hony waly profit ko withdraw bhi nehi kerwa sakty hamain forex market main agar secure trade kerni hai tou hamain kam sy kam bhi aur maximum bhi aik hi trade open ker ky continue kerni chahiay agar hamain aik trade open ker ky continue kerty huey sath main trade open kerny ka bahot acha chance mil jata hai tou hamain dusri trade sirf aesy time per hi open kerni chahiay warna hamain baghair chance ky dusri trade open ker ky continue kerny per bhi bara loss ho sakta hai jis ko ham phir recover hi kerty rehty hain

          Jab ham apni investment per sirf aik trade open ker ky continue kerty hain tou hamain phir account ko manage kerny main masla nehi hota agar hamain trade main loss ho raha jo tou ham koi na koi aesi stretigy use ker sakty hain ky hamain loss hona stop Ho jaey ky ham loss ko small level per hi control ker lain jab ham aik time main bahot sari trade open ker ky continue ker lety hain tou phir hamary pas aesa koi chance nehi hota ky agar hamain loss ho raha ho tou ham same loss ky small level per control ker sakain

          Jab hamari aik hi time main bahot sari trades open hoti hain tou hamain her trade main agar loss ho raha ho tou collective loss bahot zyada ban jata hai jabky same loss ko secure kerny ky liay hamary pas new trade open kerny ka margin hi nehi hota hamain phir account wash ko priority dena perti hai hamain sirf aik trade sy hi forex market main trading continue kerni chahiay jab bahot acha chance hi tou hamain second trade open ker leni chahiay warna aik hi best hoti hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Husnainah پيغام ديکھيے
            Assalamu alaikum dear friends mere khyal mein hamen ek time mein ek Hi trade lagani chahie tabhi aap fully focus ho kar kam kar sakte hain aur apni date ko hit karva sakte hain aur use trade se ek achcha profit earn kar sakte hain aap sab ka iske bare mein kya khyal hai?
            Ap pehly apna capital daikhain woh kitna hai or ap nay jo analysis keye hai woh stop loss or take profit ki value tak kitna a rahi hai. Ap us ki base pay trade ko open karain or stop loss or take profit ki values jo ap set karty hain us mai ap ka capital 5% sy zaida na ho. Risk ko kam sy kam involve karain. Es tarha ap apni trade main aik limited or achi trade jis sy ap ko profit a sakta hai open time pay or time pay close kar kay earning kar sakty hain.

            اب آن لائن

            Working...
            X