Jaiza: emotions py kabu pana
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: emotions py kabu pana
    Assalamu alaikum to all dear forex members ji han emotions per kabu karna bahut jaruri hai agar aap apne emotions ko control mein karke trading karenge tabhi aap ismein successful ho sakte hain agar aap emotions ko control nahin kar sakte to mere khyal se aap kabhi bhi trading mein successful nahin ho sakte kyunki jab aap loss mein jaate Hain to aapke motions ki vajah se aapka Dil Kare jata hai aur aap is soch mein ho jaate Hain ke ya Los kyun ho gaya na ki aap yah karte Hain ki apni galti durust Karen aur dobara se mehnat karke isko theek karke a dobara se kaam shuru Karen isliye emotions ko control karna bahut jaruri hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: emotions py kabu pana

    Emotions traders kay liye aik aisa nuqta bann chuka hai kay traders her waqt iss pay qaabu panay kay liye koshish kertay hain. Emotions ki wajah say loss mai he traders pareshan nahi hotay bulkay profit mai bhi traders ko bohat pareshani ho jaati hain. Loss kay baad traders jaldi jaldi apna loss recover kernay kay liye lot size ziada rakh laitay hain aur na tou market kay trends ko daikhtay hain aur na he apni learning aur saari practice unhain yaad rehti hai jiss say mazeed loss hota hai. Issi tarah profit ki soorat mai bhi traders khushi say he ghaltiaa shuru ker laitay hain. Emotional soorat e haal mai kabhi bhi trading nahi kerni chaiye aur sirf wait kerna chaiye. Aisi kisi bhi condition mai traders ko apnay patience aur professional maturity say kaam laina chaiye.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: emotions py kabu pana

      Dear apne agar ais market mai kaam kar k paisa kamana hai to ap ko ais market mai apny emotion par qabu pana ho ga agar ap ais market mai apny emotion par qabu ni raky gay to ap ko ais market mai bahot hi zayda loss ho sakta hai kun k ais market mai jab ap koi trade lagaty hai aor aus par ap ko thora sa loss ho jaye ya ap ki koi trade thory se loss mai chal rahe ho aor aus time ap emotional ho jaye aor ais market mai loss kar ley to ap aus time bari lot laga k wo loss recover karny ki ghalti karty hai jis ki waja se ap ko mazeed loss ho jata hai ais liay ap ne jab ais market mai trade karni ho to aus time ap ais market mai apny emotion par control rakhy ta k ap ais market mai koi ghalti na kary jis se ap ka loss ho.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: emotions py kabu pana

        Forex market main trade kerty huey emotions ko control kerna bahot mushkil hota hai ky hamain jab continue trade kerty huey bahot acha profit hasil hona shoru ho jata hai tab bhi ham emotional ho jaty hain aur jab hamain kisi aik trade main bahot bara loss ho jata hai tou hui ham emotional ho jaty hain aur phir ham jo bhi trade open kerty hain hamain aesi trade main loss hi hota hai tou hamain during forex trading apny emotions ko control main rakhna chahiay jo hai tou bahot mushkil lekin namumkin nehi hai ky ham emotions ko forex market main trade kerty huey control ker sakty hain

        Hamain emotions ko agar forex market main trade kerty huey control main rakhna hai tou hamain kabhi bhi trade open kerny ky bahd market ko observe nehi kerna chahiay hamari market ky related koi bhi observation Ho woh trade open kerny sy pehly apni chahiay bahd main jab bhi ham observe kerty hain tou hamain jab bhi acha profit ya bara loss ho raha hota hai tou ham emotional ho ker trade kerty hain aur sirf loss hi kerty hain

        Ham forex market main jo bhi trade open kerain hamain same trade main stop Loss aur take profit laga ker chor dena chahiay jab hamara stop loss ya take profit hit ker chuka ho tou hamain next trade open kerni chahiay is terha ham market main present nehi hongy tou ham emotional bhi nehi hongy ky hamain emotional hony per loss ho saky
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: emotions py kabu pana

          G han dear ap ne ye tu bilkul theak kaha hai k emotion p control hona chahye agar is market mein ap ne profit earn karna hai tu apko apny emotion p control rakhna hoga kyun k hota ye hai k agar kisi trade mein loss hota hai tu loss ko recover karny k liye trader jazbat se kam lety hain aur trades zayada laga lety hain aur lots bari laga k loss ko recover karna chahty hain but loss zayada kar bethty hain aur is liye ye bat yad rakhyn k jo trader emotion p control ni karty wo kabhi bhi achy trader ni ban sakty aur agar ap patience k sath kam karyn gy tu apko faida hoga kyun k jab ap relax ho k patience k sath kam karyn gy tu ap money management k sath kam karyn gy aur analysis kar k karyn gy aur apko faida hoga aur agar ap stop loss aur take profit laga k chor dyn tu ye bahut achi bat hai kyun k bar bar trade ko dekh k agar loss mein ho tu emotional ho jaty hain is liye stop loss must lagayn
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: emotions py kabu pana

            Assalamu Alaikum to all dear Forex members han emotional per Kabu karna bahut jaruri hai agar aap apne emotional ko control Mein Karte Karke trading Karenge tabhi aap ismein Saku full ho sakte hain agar aap emotional ko control nahin kar sakte To Mere Khyal se aap kabhi bhi trading Mein Safal Nahin ho sakte Kyunki Jab aap loss Mein Jata Jaate Hain To aapko National ki vajah se aap ke dil Kare karta hai ki aap is Soch Mein Ho Jaate Hain Ki yah lost Kyon Ho gaya hai aap kya karte hain ki apni Galti durust Karen aur dobara Se mehnat Karke isko theek Karen aur dubara se kam Shuru Karen isliye emotional ko control karna bahut jaruri hai
             
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: emotions py kabu pana

              Assalamu Alaikum to all dear fresh member ji han emotional per Kabu karna bahut jaruri hai agar aap apne Majnu ko control Mein Karke trading Karenge tabhi aap is message Ko Phool ho sakte hain agar aap emotional ko control nahin kar sakte To Mere Khyal se aap kabhi bhi trading Mein Chaku full nahin ho sakte Kyunki Jab aap loss Mein Jaate Hain To aap ke emotional ki vajah se aapka Dil Kare Dhak karta hai ki aap is Soch Mein Ho Jaate Hain Ki yah loss Kyon Ho Gaya aap kya karte hain ki apni Galti durust Karen aur dobara se mehnat Karen Kyunki ab Dobara mehnat Karenge to Kamyab Ho Sakenge
                 
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: emotions py kabu pana

                Forex trading main jab tak hum log apny emotions ko control ni karty Han na to humy loss ho sakta ha is ley humy ziada sy ziada apny knowledge or experience ko ziada karna ho ga or behtar planning or strategy sy trading karni ho ge jab tak hum emotions k sath trading karny gy to humy ziada loss k chance hoty Han is key humy apny emotions ko control karna ho ga ta k hum easily successful ho saken or apny emotions ko control kar saken jtna ziada knowledge ho ga hum utni he ahsani sy emotions ko control kar sakeny gy or jab tak humary pass knowledge or experience ni ho ga to hum apny emotions ko control ni Kar sakeny gy or humy loss hota rahe ga
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: emotions py kabu pana

                  Dear friend Forex trading Ek Aisa business Hai Jis Mein Jab tak Ham apni emotions per Kabu Nahin Lagte Hain To Hamen loss bhi ho sakta hai Kuchh status Aise Hote Hain Jo emotion Mein Aakar Jyada lot size ki trade open kar Baithe Hain aur FIR unhen loss ho jata hai jabki unhen Iske bare mein koi bhi knowledge or experience Nahin Hota isiliye Hamen Lo se bachne ke liye Apne emotions per Kabu Rakhna Hoga Taki Ham ismein Jyada Se Jyada earning Hasil kar sake hamare pass Itna Jyada knowledge Hoga ham utani hi Apne emotion per Kabu Rakh sakte hain aapko chahie ismein lalach na Karen lalaj Bhi Ek emotion ki vajah Ban sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: emotions py kabu pana

                    Business:Her WO kam Jo hum munafay ki gharz say krtay hain lekin us ma nuqsan ka andesha bhi hota hy Business yani karobar khelata hy.
                    Business ma profit Aur loss hota rehta hy. Aur Jo Insan profit honay pr to khosh ho jay lekin nuqsan brdasht na kr sakay WO kabhi kamyab Trader nhi bn sakta. Kamyab trader bnnany kaliye ap ko apni emotions ko control krna ho ga. Ap ko hamesha positive aur strong rehna ho ga. Na hi profit honay pr overconfident hona hy aur na hi loss honay pr Himat Harnihy. Bal k umeed aur mehnat jari rakhni hy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: emotions py kabu pana

                      Over trading aur risky trading na kia jaye to traders key emotional hony key chances be zero percent ho jaty hey zeyada emotional traders apni ghalat trading ki waja se hoty hey, kesi be condition me ghir zarori risk ka lena traders ko emotional kar deta hay aur es ka sab se barda nuksan ye hay key traders aur be zeyada ghalat decision emotional hony ki waja se le sakta hay, emotional ko control karny ka tareeqa yahi hay key no risky trading aur no over trading ka rule bana leya jaye aur es par sakhti se amaal be kia jaye, loss hony par be es rule ko follow kia jaye ta key emotional hony ko control kia ja saky.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: emotions py kabu pana

                        hamy apny emotion ko qaboo main rakh kar is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham loss ssy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni life sy gurbat ko kathem kar sakty hain agr ham is main jald ameer hony ky chakroo main emotional ho kar jald bazi sy kam kary gy to ham loss hi sakta hain loss ko cover na karny ki soratm main hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai hamary brokers ka koi be qaoor nahi hota ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni main apni marz sy full time be kam kar sakty hain ham is main apni marzi sy out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarrt nahi hoti
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: emotions py kabu pana

                          Forex trading main emotions sy trading karna means apna loss karwana ha q k jab bi ap emotions main aa k trading karny gy to ap proper analysis ni karny or na he phr proper stop loss or take profit istamal karny gy isi waja sy humy ziada chance loss k hoty han or profit k chance both kam hoty han forex trading main emotions ko control karny warna humy ziada sy ziada loss ho sakta ha emotions ko control karny k ley ap ko learning or practice karni ho ge tab he ap both ziada ache trading kar saken gy or forex trading main kamyab ho saken gy forex trading main jtni hum learning karny gy or ache practice karny gy to hum emotions pe control kar saken gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: emotions py kabu pana

                            Forex market Mein trade karte hue emotional ko control karna bahut Mushkil hota hai ki Hamen Jab continues state karte hue bahut accha perfect Hasil Hona shuru ho jata hai tab bhi Ham emotional Ho Jaate Hain aur jab Hamen Kisi Ek trade mein bahut bada loss Ho Jata Hai To Hamen emotional Ho Jaate Hain aur FIR Ham jo bhi trade open Karte Hain To Hamen Aisi trade Mein Los hi Hota Hai To Hamen purani freestanding Apne emotional Kaun control Mein rakhkar kam karna hoga tab bahut Mushkil Hai Lekin Mumkin nahin hai ki Ham emotional ko forex market Mein trade karte hue control kar sakte hain Hamen emotional Ko Agar forex market Mein trade karte hue control Mein Rakhna Hai To Hamen Sabhi trade open karne ke bad market ko observe nahin karna chahie Hamari market ke related koi bhi abservation Hobo trade open karne se pahle apni chai Baat Main Jab Bhi Ham ab sirf Karte Hain To Hamen Jab Bhi Achcha profit ya Bara loss ho raha Hota Hai To Ham emotional hokar trade karte hain aur sirf Los hi Karte Hain Ham frocks main market job ITI trade open Karen Hamen same trade Mein stop loss aur Tak profit lagakar Chhod Dena chahie Jab Hamara stop loss yah take profit hit kar chuka Ho To Hamen next state open Karni chahie Is Tarah Ham market Mein percent Nahin Honge To Hamen motional bhi nahin Hoga Ki Hamen emotional hone per loss ho sake
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: emotions py kabu pana

                              hamy apne bad feelings ko qabo mai rahk ky kam karn h ga pher he hum loss ko katem kar saky gy forex aik acha business hhain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is maai kam kar skaty haain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to haamy loss ho jy ga hum is mai out off balance account bana kar be kam kar sakty hain forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai night ma be kam kar sakaty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain is jaa koi or business nahi hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai pane marze sy time tble bana kar kam kar sakty hain forex ma hum investment kar ky be munfa kama sakty hain forex aik internaitonal business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X