Jaiza: demo account mein kam krna zrori ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: demo account mein kam krna zrori ha?
    ji han dear friends mere khyal se damoh mein kam karna bahut jaruri hai kyunki aap agar dam account mein acche se kam karenge to bhi aapke pass ek achcha experience on knowledge hoga aur jab ek accha experience on knowledge hoga tabhi aap trading mein ek acchi trade kar payenge aur safal ho payenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: demo account mein kam krna zrori ha?

    Dear jab aik trader ais market mai kaam start karta hai to aus time wo ais market mai agar learning kar leta hai aor aus k baad wo demo account par kaam ni karta to aus ko ais market mai kaam karny ka pata ni hota aor wo jab ais market mai trading karta hai to aus time wo ais market mai loss hi karta hai ais liay ap ko chaye k ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai demo account par lazmi kaam karna chaye aus se ap ais market mai experince gain kar lety hai aor aus k baad ais market mai acha profit bana sakty hai agar ap ais market mai sahe kaam ni kary gay to ap ko ais market mai loss ho ga ais liay ais market mai achy se demo par time lagye ta k ap ais market mai achy trader ban jaye.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: demo account mein kam krna zrori ha?

      Demo trading account mai practice her trader kay liye bohat zaruri hai kiyu kay traders jitni bhi learning aur knowledge haasil ker lain unhain iss baat ka pata tab he chalta hai kay trade open close kaisay ki jaati hai, trends aur analysis ko kaisay daikha aur samjha Jata hai. News aur signals ki monitoring ho ya time frames mai market ki movement daikhni ho, her trader ko yeh sub cheezain sirf aur sirf demo trading mai he practice ker kay he samajh aa sakti hain. Demo trading account mai sirf new traders he nahi senior traders bhi apni strategies ko develop ker laitay hai aur unn mai mojud ghaltiaa theek ker laitay hain. Iss liye demo trading account mai practice kernay kay liye zaruri hai kay usay real account ki Tarah he use kia Jaey. Iss Tarah acha faida hojata hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: demo account mein kam krna zrori ha?

        Hamain agar forex market main jaldi success hasil kerni hai tou hamain phir forex market main trading ko bahot zyada time bhi dena pery ga aur ham real forex market main continue trade bhi kerns hogi tou jab hamain forex market main trading ka bilkul bhi experience nehi hota tou ham trade kerty huey sirf loss hi kerty hain so hamain same trading demo account sy kerty rehna chahiay ky jab tak hamain forex market main trade kerty huey loss hi hota rehta hai hamain trade continue kerni chahiay ky loss ky sath agar account wash ho jata hai tou hamain new demo account open ker lena chahiay aur phir bhi demo account sy hi trade continue kerni chahiay

        Jab ham demo account sy trade kerty huey bhi acha profit hasil kerna shoru ker dety hain tou phir hamain real account main bhi investment ker ky trade continue ker leni chahiay lekin sath main hamain demo account sy bhi practice continue kerni chahiay kyun ky ham forex market main real account sy itni achi trading tou nehi ker sakty ky hamara balance kam hota hai tou hamain demo account sy sath sath trade kerty rehna chahiay ky hamara experience increase hota rehy

        Then ham jab real account sy trade continue ker chuky hoty hain tou phir ham profit earn kerny ky liay khud koi stretigy design Kerty hain tou hamain same stretigy ko pehly demo account main test kerna hota hai ky agar ham same stretigy ko direct real account sy test kerty hain tou hamain loss ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: demo account mein kam krna zrori ha?

          Asslam o Alaikum g bilkul Mary dost forex treading pay kam krty huy humy jatna zyda ho sky demo account ko follow karna chye demo pay kam krna buht zurari or fiday mind hota hy ku k wha humy buht zyda experience hasil hota hy
          Demo account humry online kam krny or treding kar k profit gain krny main sub say best Madad ghar account hy aik ustad ki mind humy as say khowlage milta hy same real account jesa kam demo pay hota hy jas say humy asani k sth
          Treading ka experience gain krty hy wha humy loss profit or har mistake ka andza ho jata hy as lay humy kbii bhii demo account ko ignor nii krna chye bilky jatna zyda ho skta hy us account pay kam kry senjeda ho kar har point ko samjy jas say humy buht acha profit gain ho sky
          Forex pay attention k sth pory confidence k sth kam krna chye kbii asa koi kam na kry jas say humy loss nuksan hn ku k forex humra real ka parsnol business hy jas pay hum asani k sth mahant kr k hazro rupy kama kr apni life k khwb pory kar skty hy mary khayl say koi bhi business
          Atna zyda informative nii hoga jasy forex treading ka buht hi acha kamyab or fiday mind business hy jas pay hum bgr invest k srf khowlage or mahnat k sth achii khasii raqam kama kr apni life change kar skty hy
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: demo account mein kam krna zrori ha?

            g han bhai jan ap ny bilkul sahi kaha hai forex trading main demo account aik best trading option hai jis main hum apni trading ki practice kar k kamyab trading kar skty hain es liye aghr hum chahty hain k hmain loss na ho tu hmain apni trading ko real account main karny se pahly demo account main practice kar leni chahye q k practice makes a man prfect or aghr hum trading main expert hona chahty hain tu hmain demo account main trading karni chaye osk liye hmain apni trading ka jitan knowledge hai osko hum demo par test kar skty hain es se he hmain acha profit milta hai es main hum har trha ki trading ki startgy ko test kar skty hain or apni real account main trading ko bahtr kar skty hain es liye hmaisha apny kam ko bahtr se bahtr kar k karen aghr ap kamyab hona chahty hain tu
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: demo account mein kam krna zrori ha?

              G bilkul dear new trader k liye demo account p trading karna bahut he zaroori hai jab bhi koi new trder join kary tu usy chahye k pehly learning complete kary aur learning mukamal ho jaye tu demo account banayn aur demo p practice start kar dyn aur candal stick pattren bhi seekhyn aur diffrent indicators use karyn aur seekhyn is mein ye faida hoga k apko trading mein help mily gi aur real account mein kam karyn gy tu asani hogi aur profit hoga aur demo p practice kiye baghair apko loss bhi hoga aur apka confidence bhi ni bany ga aur agar demo account p achi practice hogi tu apko trading confidence hoga aur ap k analysis bhi achy hon gy.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: demo account mein kam krna zrori ha?

                daer aghr forex main ap kamyab hona chahty hain tu apko forex ki practice krna hogi q k jub apki practice achi hogi tu apka expiernce bhi acha hoga expiernce k liye hmain demo account main trading ki practice karni chahye or aghr demo par hum practice karen tu es main hmra apna he faida hota hai q k es se hmain expiernce bhi milta hai or hum kamyab trading bhi kar skty hain es liye har mamber ko chahe k demo account ko zaror use karen q k ayes hum apni trdaing ki ability ko bhi chek kar skty hain k hum forex ko kitna acha use kar skty hain or kamyab ho skty hain k nahi or osi se he hmain andaza ho jata hai demo par expiernce mil jata hai jis se hum real account main apni trading ko bahtr kar skty hain or kamyab ho skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: demo account mein kam krna zrori ha?

                  bhai jan demo account main kam karny ka faida milta hai loss nahi hota hai q k forex main real account main kamyab trading k liye zarori hai k hum pahly trading ka expiernce gain karen or jub hum expernce gain karty hain tu he hum real account main kamyab trading kar paty hain es liye aghr demo account main trading ki practice ki jay tu hmain he esa ka faida hota hai k hum real account main trading ko bahtr kar skty hain or kamyab ho skty hain tu hmain faida othany k liye demo account main trading karni chahye jis se humain real account main trading karny ki skills bi mil jati hai or hum kamyab bhi ho jaty hain forex aik best online trading ka business hai jis main hum jitna forex ki practice karengy otna he hmain faida hota hai or hum kamyab bhi ho skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: demo account mein kam krna zrori ha?

                    Agar aap k pass forex trading ka experience hai to zaroori nahi k demo pe work karey. Wo real main b trading kar skta hai. Demo account to newbies k liyey hota hai. Jo new hau us k liyey demo best hai or wo seekh skta hai demo se.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: demo account mein kam krna zrori ha?

                      demo me kam karna is liey zarori hota ha kyuke ap ko practically exprience ki need hoti ha jo ap demo account me practice karne ke bad hasil karte hain ap agr exprience or knowledge article read karne ke bad hasil karke trading kare gay tu 90% tak chances hotain hain ke ap ko loss ho jaye ga kyuke practically live demo me work na karne ki waja se ap real account me trading karte huey mistake kare gay or mistake ki waja se analysis weak ho jata ha or ap ko loss hota rehay ga

                      agr ap demo account me practice karne ki waja se direct real me trading karte rehay gay tu or sath me exprience hasil karne ki try kar egay ya kisi article read karne se exprience hasil karke trading kare gay tu wo zeyda effective nehi ho ga kyuke mistake ho gi or jub tak ap learn karte hue apni mistake ko theek kar ke control kare gay os wakt tak ap ka boht zeyda capital loss me chal jaye ga jisse bad me loss ko recover karna kam capital se boht zeyda hard ho jaye ga

                      isliey pehle demo me practice kare exprience hasil kare apni mistake ko control kare jub strong analysis karna a jaye tub ap ko real me trading karni chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: demo account mein kam krna zrori ha?

                        yes dear forex market main experience lainy ky lea ap ky pas demo account py pehly practice karna boht he zrori hai phir he es market main ham success ho sakty hain ager ham demo account main kam nahi karain gay tu kabhi bhi es market main success nahi mil saky gee es lea es market main success hony ky lea pehly ham ko learn karna parta hai aur wo learning ham ko demo account main practice karny say aur bar bar es main mehnat karny say he milti hai phir he es market main ham ko acha experience mil sakta hai es lea ham ko demo account main practice karna bohut he zrori hai phir he es business main ham ko achi success mil sakt hai aur achi output hasil kar ky apni life ko change kar sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: demo account mein kam krna zrori ha?

                          kesi bhi kaam ko karny sy pehly us kaam ko karny ka tariqah janna parhta hy keh hum ny is kaam ko kes trah sy karna hy is kaam main hum ny naffah kaisy kmana hy or is main loss sy kaisy buchna hy to kaam ko sikhny waly ki koshesh hoti hy keh jetna zeyada ho saky main juldi is kaam ko sikh lon to trading ko bhi shuroe karny sy pehly sikhna parhta hy keh hum ny trading kaisy karni hy or trading main hum ny apny ap ko loss sy kaisy buchana hy in sari chizon ko sikhny ky lie hamin sub sy pehly trading main demo acunt py kaam karna chahy jes sy sikh kar hum trading ky maidan main kaamyab ho sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: demo account mein kam krna zrori ha?

                            Dear Demo account aik bohat hi acha source hai jis main koi bhi trader chahay new commer ho ya experienced trader ho us ko kaam ya practice karni chahiye kiun kay Forex trading aik aisi business hai jis main koi trader 100% perfect nahi ho sakta har trader ko learning jaari rakhni parrti hai aur Forex market ka ziada say ziada experience hasil karna chahiye , Iss liye Demo account ki practice kisi bhi trader kay liye bohat important hoti hai, Demo account main trader nae nae strategies ko learn kar saktay hain aur un strategies ko real market main implement kar kay daikh saktay hain kay kon si strategy kis time kaam karay gi, Iss kay ilawa new traders Demo account main MT4 kay different tools ko seekh sakatay hain aur learn kar sakatay hain kay kon sa tool kis use kay liye hota hai aur us ko behtar tarikay say real account main kesay use kia jaa sakta hai. Iss kay ilawa Demo account main traders different indicators ki accuracy ko check kar saktay hain kay kon sa indicator sahi information provide karta hai aur kis indicator ko real account main achy tarikay say use kar kay faida liya jaa sakta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: demo account mein kam krna zrori ha?

                              Demo account ap k learning k ley ha agr bagar learning k trading start karny gy to ap ko loss ho sakta ha is ley humy sab sy pehly forex trading seekeni ho ge or learning k ley sab sy best option demo account ha jis sy ap easily forex trading ko seek sakty han or agr ap bagar learning k trading karny to hum kamyab ho sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy banani ho ge or is ko demo account main apply karna ho ga or us k bad humy ache trading Kar k ache earning karni ho ge or hum behtar planning or strategy sy kamyab ho saken gy is ley humy ziada sy ziada behtar learning karni ho ge demo account sy ta k hum real account main ache trading kar k ache earning kar sakeny or forex trading main ache earning kar saken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X