jaiza:ju trades loss wali lesson daiti hain wesa lesson kahin or say nahi milta.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza:ju trades loss wali lesson daiti hain wesa lesson kahin or say nahi milta.
    dear friends forex makret main ap jab kam karty hain aur kisi say sekhty hain mager ap o tab bhi es main khas kamyabi nahi milti hai kyon ky ap forex main short cut ky chaker main pary rehty hain jiss ki wjaa say ap ko forex ki realty maloom he nahi hoti hai mager forex main jab loss karty hain tu real main ap ko wohi lesson ap ky kam ata hai es lea mere khyal say forex main acha sabak ap ko tab he mitla hai jab forex main loss say haisl karty hain kyon ky asal main ap kamyabi ki qemat ada kar rahy hoty hain ju ap ko loss karny ka dukh bhi hota hai phir he ap uss loss say ziada sekhty hain es lea mera yeh zati experience hai ju main ap say share kar dia hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza:ju trades loss wali lesson daiti hain wesa lesson kahin or say nahi milta.

    G han dear ye bat tu ap ki theak hai kay ap ko aik bhtreen lession milta hai tu wo milta hai kay ap ki trade jub lose mai jtye hai tu kiyu kay us time pay ap ko samjh atye hai jub ap ka lose ho jata hai tu ap nay kam karna hai tu ap ka kam hai jay ap ye daikh kay he kam kiya karqin kay ap ka faida kis mai hai aur lose kis mai hai per ye pta tu us time pay he chalta hai na jub ap ko es mai practical hota hai matlab kay ap ka lose bhi es mai practical hota hai aur ap profit bhi es mai practical hota hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath apna kam kartye rhain aur ap koseah kiya karain kay ap ka ager es mai lose ho jata hai tu dubara kam sag kam us ghalti say ap say ap ka lose na ho yani kay ap ka kam hai kay ap es say kafi sabaq lain kiyu kay ager ap es say sabaq lain gaye tu ap es mai kamyab hotye hain mager ap aisa nhi kartye hain tu ap es mai kabhi kamyabi hasil nhi kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai nahyat mahnet aur kagan kay sath apna kam karain ta kay bad mai ap es say kamyabi hasil kar pain tu kam karna hai tu ap nay kam acha karna hai
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: jaiza:ju trades loss wali lesson daiti hain wesa lesson kahin or say nahi milta.

      Forex trading aik aisa business hai jiss mai kisi trade mai loss honay pay uss ka analysis zarur kerna chaiye. Forex traders ki kaamyabi ka aik secret yeh bhi hai kay apni closed trades jo profit ya loss mai close ki gai ho unn ka analysis new trade open kernay say pehlay zarur ker laina hai. Jab traders apni loss mai closed trades ko analyze kertay hain aur unn ghaltioo ko assess ker laitay hain tou dobara unn mai say bohat si mistakes nahi hoti hain. Iss Tarah traders ka experience barhta Jata hai aur mistakes Kamm hoti jaati hai jo kay success ki ratio mai bohat acha izafa kerti hain. Traders ko apni loss waali trades say mayus nahi hona chaiye bulkay unn mai say bhi apnay liye positive lessons nikaal kay unhain learn bhi kerna chaiye aur share kerna chaiye. Loss lessons learning ka bohat acha source hain
      • #4 Collapse

        Re: jaiza:ju trades loss wali lesson daiti hain wesa lesson kahin or say nahi milta.

        Dear jab ap khud analysis karty hai aor koi trade lagaty hai aus trade par ap ko agar loss ho jaye to aus loss ki waja ap ko pata hoti hai k ap ne ais mai kai ghalti ki hai jis ki waja se ap ko ye loss hoa hai agar ap ais market mai koi trade lagaty hai aor aus par lot bari laga dety hai ya apni trade k sath stop loss use ni karty aor ais waja se ap ko kafi zayda loss ho jata hai to ap aus loss ki waja se kafi zayda pareshan ho jaty hai aisy hi agar ap ne ais market mai loss kar lia hai to ap ko ais market mai aus loss ki waja se lesson mil jata hai aor aus lesson ki waja se ap agy ye ghalti dobara ni karty hai ap jab bhi koi trade lagye gay to aus time ap k mind mai ye baat aa jaye gi k ap ne ye ghalti ki thi jis ki waja se ap ko atna loss hoa tha.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza:ju trades loss wali lesson daiti hain wesa lesson kahin or say nahi milta.

          lesson hasil karne ke aur bhi bahut sare tarike hain yah important nahin hai ki aapko loss wali trade se hi lesan mil sake aapko demo account mein practis karne se bhi achcha lesan mil sakta hai main aapko ek baat batana chahta hun Forex trading members Pakistan rs forum ek perfect knowledge ke liye place hai jisko aap ek Forex trading school bhi kar sakte ho jis mein hajaron trading members technical analysis fundamental analysis discuss karte hain trading members market mein stop loss take profit indicators and oscillators ko discuss karte hain leverage ko discuss karte hain management steps ko step-by-step guide karte hain isliye main aapko batana chahta hun ki aap Pakistan Forex form ko importance do aur loss wali trade se sabak aasan karna chhor do
          • #6 Collapse

            Re: jaiza:ju trades loss wali lesson daiti hain wesa lesson kahin or say nahi milta.

            Beshak ham forex ki her angle sy learning bhi ker lety hain lekin loss hamain phir bhi ho jata hai ham forex ko theoreticaly bhi aur practicaly bhi achi terha learn kerny ky bahd bhi jab loss kerty hain tou practical experience hamain phir hi hasil hota hai agar ham forex market main hony waly her loss main loss ki cause ko talash ker lety hain aur note ker lety hain ky same mistake ham repeat nehi kerain gy tou phir hamain kuch trades main tou loss ho sakta hai but kuch trades main loss kerny ky bahd agar ham tamam mistakes ko remove ker ky future main trade ko continue kerty hain tou hamain phir forex market main loss ky chances bahot kam hoty hain jabky mistakes ko remove ker ky trade kerny per hamain bahot acha profit bhi hasil ho sakta hai tou hamain her loss ky bahd find out kerna chahiay ky konsi learning main kami hai ky ham us kami ko pura ker ky trade continue kerain taky hamain profit hasil hota rehy
            • #7 Collapse

              Re: jaiza:ju trades loss wali lesson daiti hain wesa lesson kahin or say nahi milta.

              Forex trading aisa buisness hai jis mein agar achi tarha learning aur practice se kam karyn tu bahut faida hota hai lekin agar zara c kotahi ki jaye aur analysis na kiye jayn ya phir management na ki jaye ya koi bhi ghalti ho jaye tu hamyn loss ka samna karna parta hai lekin dear jahan loss se hamara time zaya hota hai aur paisa bhi zaya hota hai wahan agar ap us loss se sabaq hasil karyn tu us loss se ap bahut kuch seekh bhi sakty hain lekin agar ap us loss se sabaq ni seekhyn gy tu apko aur bhi loss hota rahy ga aur agar ap loss ki waja maloom kar lyn gy k kya ghalti hoi hai aur us ghalti ki correction karyn gy aur next time wo ghalti dobara ni karyn gy tu ap next time loss se bach jayn gy is liye dear loss se hamesha kuch na kuch seekhyn aur loss se sabaq seekhyn na k loss ko leight lyn aur loss se pareshan bhi mat hua karyn kyun k koi bhi achy se acha trader kyun na ho loss hota rehta hai hamesha profit ni hota lekin successfull trader wohi hota hai jo loss se sabaq seekhta hai.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza:ju trades loss wali lesson daiti hain wesa lesson kahin or say nahi milta.

                loss se ap ko jo exprience milta ha wo deeply hota ha is ki waja yeh ha ke ap market me practically work ker rehay hotay hain or market ki movement ap ke samne hoti ha jub ap aik tarike se market ki movement ko pridict karte hain tu agr os pridiction se loss ho jata ha tu ap next kisi or tarike se market ki movement ko pridict karte hain is tarah ap ko exprience hasil ho jata ha kis tarike se market ki movement ko pridict kia ja sakta ha or aisa exprience tub hi hasil hota ha jub ap aik bar loss kar letay hain or os loss ke bad ap phir kabhi waisa tarika nehi apnatay hain jisse pehle loss howa hota ha ap wining take ko hi apnatainy hain yeh sub kuch ap ko tub hi hasil ho ga jub ap demo me account open karke practice kare gay
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza:ju trades loss wali lesson daiti hain wesa lesson kahin or say nahi milta.

                  Forex trading main agr hum apni galtiun sy seekeny or samjeny to hum kamyab ho sakty Han par yahan koi apni galtiun sy ni seekta ha or bar bar same galtian Kar k apna loss khud karwaty han jab humy chae ha humy jis trade main loss ho humy us ko find karna chae ha Kya masla hua ha jis ki waja sy loss hua or is loss ko khatam karna ho ga ta k hum kamyab ho sakty Han is ley humy ziada sy ziada profit hasil karna chae ha ta k humy ache earning karni chae ha ta k hum easily kamyab ho sakeny forex trading main jtni practice karny gy to humy loss k chance Kam sy Kam hon gy or agr koi trade loss main jay to humy is sy seekena chae ha or proper Kam karna chae ha ta k hum kamyab ho saken
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza:ju trades loss wali lesson daiti hain wesa lesson kahin or say nahi milta.

                    Forex trading mein agar aap apni Galti HO se sikhate samajhte Hain to ham kaliya baten alekhya kuchh log aise hote Hain Jo ki apni galtiyon se sikhate nahin hai kyunki vah kitne bhi Nahin karte aur bar bar vahi Galti karte hain aur lost khud hi karvate Hain jab hamen achcha hamen jis trade main loss ho hamen usko fine karna chahie kya masla hai ki jiski vajah se load Hona padta hai yah sab hamari Galti Nahin Hoti hai kyunki jab ham ismein bhi Galti karte hain jahan apni Galti per najar Nahin rakhte to ham log hi rehte Hain hamen chahie kya jab bhi ham Galti karte Hain to mujhe theek Karen aur FIR post Karen kyunki jab Bandar Galti per aur karta hai aur dobara Galti nahin karta tab bhi hua ismein kamyab hota hai agar ham kamyab Hona chahte Hain to ham apni galtiyon ko Gaur se dekhen samjhe FIR ismein post Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza:ju trades loss wali lesson daiti hain wesa lesson kahin or say nahi milta.

                      g han ap ny bikul sahi kaha hai forex rading main jub loss hotahai tu os se hmain lesso bhi mila hai or jo kuch hum apni trading se sikhty hain tu whohihary liye sub se acha lesson hota hai jo k hmain kisi or se kbhi nahi mil skta hai or hum apni trading se he boht kuch sikh skty hain laken jub hmain loss hota hai tu hmain os loss ki wjah ko talash karna chaye jub hum os wjah ko talash kar lety hain tu hmain os k bary ain maloom ho jata hai k hum apni trading main kin points par amal karny se loss ko fcae kar skty hain pher wo rador apni trading main wo point kbhi bhi add nahi karty hain es lye apny loss se yah apni he tarading se sikhty jaen yahi hmary liye acha rahta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza:ju trades loss wali lesson daiti hain wesa lesson kahin or say nahi milta.

                        g han bhai jan ap ny boht achi bat ki hai or main bhi apki bat ko manta hun k hum forex k bary main jo kuch khud sikhty hain kahen or se nahi sikhty hain forex ko hu jitna learn kar len or jitna marzi hum parh prh sikhen laken jub tak hum khud practicaly nahi karty hain hum tab atak sikh nahi skty hain es liye hmain apni he tradin se sikhty rhna cahye jis se hum apni trading ka expiernce bhi acha kar skty hain or kamyab bhi ho skty hain forex main jitna hum pracically work karty hain otna he hmay expiernce main izafa hota hai es liye apny kam ko khud k kam se he bahtr karen aghr ap kamyab hona chahty hain tu nahi tu hmain bar bar los ko face karna aprhta hai foex aik best business ai jis ko sikh kar karny mai faida he faida hai or aghr hum sikh kar nahi karty hain tu es main hmra time he waste hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza:ju trades loss wali lesson daiti hain wesa lesson kahin or say nahi milta.

                          Dear friend forex trading main hum log apni galtiun sy ni seekty han q k jin trade pe humy loss hota ha humy uny dakhty he ni han or he sochty han k humy kis waja sy loss hua ha or na he hum apni sy seekeny ki kosish karty han jis ki waja sy humy bar bar loss hota ha or same galtiun sy he loss karty han is ley humy ziada sy ziada learning ki zarorat ha humy apny analysis karny chae han or dakhena chae ha k q humy loss hota ha is ley humy humy apni trade ka jayza lana honga kis waja sy loss hua ha or next time same galti sy bachena ho ga is tahra hum apni galtiun sy seek bi sakty han or forex trading main kamyab ho sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge ta k humy loss he na ho or forex trading main successful ho saken
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza:ju trades loss wali lesson daiti hain wesa lesson kahin or say nahi milta.

                            Jo be trade loss de es me lesson zaror hota hay es ki waja ye hay key loss key trades me ham bahot si mistake ki hoti hey aur apni mistakes ka ilaam agar ho jaye to es se acha lesson hamy kahi aur se nahi mil sakta hay,

                            trading me loss key pechy hamari mistakes aur hamari poor risk management ka zeyada hath hota hay jo trades be loss de to apni weakness ko talash karni chaye ta key next time hamy esa loss na ho jes ko ham ne apni ghalti ki waja se pehly hi face kia ho, har trade me jo profit de ya per loss de jab es ko close kar dia jaye to apni weakness ko zaror find kia karen, trading ko behtar karny ka yahi 1 tareeqa hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza:ju trades loss wali lesson daiti hain wesa lesson kahin or say nahi milta.

                              Ji Haan Ji aapki baat ko Chhat Tak theek hai lekin tabhi Milta Hai Jab aap Galti karte hain Kyunki koi bhi Galti karne ke bad aapko uska Ehsas hota hai agar aap use galti se Sikh Le To vah aapke liye ek bahut hi Achcha aur behtarin tricks ho sakti hai Kyunki Jab aapko Pata Hoga Is Tarah aapko loss hoga to aap net use Galti Ko Nahin bataenge aur aap use ignore karte hue acchi trading ki taraf aa sakte hain isliye Jis trade se aapko loss ho to aap vo trade Chhod De aur new tricks ke sath acchi earning Karen aur Kamyab profit Hasil Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X