For newbies Minimum lot se start len
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    For newbies Minimum lot se start len
    Newbeis ke liye mein kuchh acchi information share karna chahta hun Ham aise kaiaise new members hai joki old members ki trade ko dekhkar Bangalore se hi trading start kar lete hain vah samajhte hain ki agar yah log apni trading se big earning kar rahe hai to Ham bhi apni trading se big earning kar lenge aur is lalach mein vah loose Ho jaate Hain hamen chahie ki Ham agar newbies hai to hamen minimum lot se apne varg ko start karna chahie jab Ham minimum lot ke sath apne varg ko start karenge to hamen bahut hi accha experience bhi milega aur hamara account bhi safe rahega
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: For newbies Minimum lot se start len

    han bhai ap ki bat theek hy hmain chahiay kh hum lot size kam use karin q kh kam lot size sy hmain kam profit mily ga lakin loss bhi kam ho ga hmain chahiay kh hum new members ko kam lot size ka mushwara dain q kh lalich bht buri bala hy hmain chahiay kh hum ziyada lot size sy dor rahin q kh is sy account ko safe nh rakha ja sakta
    • #3 Collapse

      Re: For newbies Minimum lot se start len

      ji han dost apne bikul sahi kaha jo new membershote hain unhian lot size hamesha kaam rakhne ki koshish karni chahye agar ap kam lot size par kaam karen ge to ap ko ye faida hoga ke ap account ke wash hone se bachian rhian ge our ap ka kabhi bhi loss nhi hoga lekin agar ap big lot size rakhian ge to loss ke bad ap ka account wash ho sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: For newbies Minimum lot se start len

        dear friend ap nay sahikaha hy forex main go new member at hauinm woh a main achja kam karen aur as main woh trade opon krty howy bohot kam lot say trade opon karn tab hi woh as main acha kam kar sakty hain forex ak bahteren proft tab deta hy gab a smain ap acha knowlldge hasel kar lety hain
        • #5 Collapse

          Re: For newbies Minimum lot se start len

          G dear ap n bht hi achi information share ki hy k new members ko chahiya k woh apni trading krty waqt apna lot size aur baki chezo ko apny mind m lazmi rakhy aur aoni capital k mutabik hi apna lot size rakhy taky hum forex p achibearning kr saky
          • #6 Collapse

            Re: For newbies Minimum lot se start len

            new members k pass experience ki kami hoti ha is liay unhain apni trade kartay waqt hamesha minimum lot select karni chaiay aur safe trading ki koshish karain bilawaja koi risky trade open na karain, big profit k lalalch ma bari lot k sath trade karnay ka risk na lain warna un ka account b wash ho sakta ha
            • #7 Collapse

              Re: For newbies Minimum lot se start len

              G bilkul new members ko hamesha lot size bohoot kam rakhna chahiye is se wo bary nuqsan se mehfooz reh jaty hain bara lot size rakhny se apka account wash bhi ho sakta ha isi liye lalach na karen aur minimum lot size par hi trade karen.
              Jazak ALLAH ツ
              • #8 Collapse

                Re: For newbies Minimum lot se start len

                ji han bilkul new members ke pass experience bahut kam hota hai aur knowledge bhi bahut kam hota hai isiliye unko chahie ki vah lot size 0.01 se trading start karen Taki Agar unko loss Ho to Kam loss ho aur unko chahie ki vah apne experience aur knowledge per focus karte hue achcha experience aur achcha knowledge Hasil Karen bad mein vah lot size zyada se trading kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: For newbies Minimum lot se start len

                  Han g ap ny tk kaha h my ap ki baat sy agre karta ho forex new member's ko hmysha smal lot size hi use karna chahiy agar start my hm big lot laga dy gy to hmary loss k st hamara account b wash ho jata ha r hamare sare mhynat hamare apni galti lalch ki vja sy waste ho jati ha hm ko tread my lagana hi km lot size lagana chajiy taky profit laty ray
                  • #10 Collapse

                    Re: For newbies Minimum lot se start len

                    G han brother ap nay bahut achi bat ki hay starting main new traders k pas knowledge nai hota eslseay un k loss k chances bahut zayada hotay hain jis ki waja say agar woh lot size zayada use karain gay to un ka account wash ho jaay ga esleay un ko lot size minimum use karna chaheay ta kah trade k loss main janay par bi account wash na ho.
                    • #11 Collapse

                      Re: For newbies Minimum lot se start len

                      Lot size kam hone se he hum ko fida mil sakta he.Dear friend ap ne bil kul thekh kaha he, or me ap ke bat se itifaq karta ho hum ap ke is mofeed post se bohat he fida hasil kar sakte hen. Is leye ap se request he ke ase post zeyda se zeyda Karen take hum yaha ache income kama saken, or dosro ke bhe madad kar saken.
                      • #12 Collapse

                        Re: For newbies Minimum lot se start len

                        ji han bilkul new members ko chahie ki vah Hamesha lot size kam rakh kar trading start karen kyunki new members ke pass experience bahut hi kam hota hai ISI vajah se unko loss hota hai lekin Jab vah lot size chhota rakhenge to Agar unko loss hoga to loss kam hoga jis se unko Koi pareshani nahin hogi
                        • #13 Collapse

                          Re: For newbies Minimum lot se start len

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
                          Newbeis ke liye mein kuchh acchi information share karna chahta hun Ham aise kaiaise new members hai joki old members ki trade ko dekhkar Bangalore se hi trading start kar lete hain vah samajhte hain ki agar yah log apni trading se big earning kar rahe hai to Ham bhi apni trading se big earning kar lenge aur is lalach mein vah loose Ho jaate Hain hamen chahie ki Ham agar newbies hai to hamen minimum lot se apne varg ko start karna chahie jab Ham minimum lot ke sath apne varg ko start karenge to hamen bahut hi accha experience bhi milega aur hamara account bhi safe rahega




                          Asslam o alaikum dear forex member aapki baat sahe hay ke hr new bies junoir ko chahiye ke hmshaa se hi start minimum lot size se hi kry q ke uska experience km hotaa haybaur agar wo zyaada lot choose kregaaa to usko huge losa ho sktaa hayb..
                          Visit My Profile
                          • #14 Collapse

                            Re: For newbies Minimum lot se start len

                            g belkul app sahe keh rahai hain new logo ko chaye ke iss mai 1% say zyada risk na lai hamesha iss mai chota lots size laga kar iss ko trade karai atakai iss mai zyada loss na ho aur jab seek jaye to apnai lots size ko baraye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: For newbies Minimum lot se start len

                              Gee han new members and traders ko hamesha apnay account k hisaab se minimum lot size rakhny chayie is se zaida line cross nai karny chayie isy main hi aap ka faida hai is liay hum ko chayie k zaida se zaida lot rakhnay ki koshash na kare apnay account ko calculate karna sikhe k is k mutabiq kya lot size rakhny hai phir us k mutabiq hi trading kare aisa karnay se account safe ho jata hai apnay account ki safety ka khiyal rakhna chayie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X