forex main jab news ati ha tab technical kyon fail ho jata hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main jab news ati ha tab technical kyon fail ho jata hai ?
    dear members ap ko eis bat ka ilam ho ga ky jab bhi news time hoti hai tab yeh technical analysis fail ho jata hai asa kyon hota hai jiss ki waja say yeh technical fail ho jata hai please mujhy es bat ka knowledge chahea ky asa kyon hota hai market main aur ham es say kesy bach sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main jab news ati ha tab technical kyon fail ho jata hai ?

    Dear ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ye pata hona chaye k normal halat mai market techincal k hisab se moment karti hai ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai technical k sath sath fundamental par kaam karna chaye agar ap ko pata hai k market mai koi news aa rahe hai jis ki waja se market mai moment fast ho gi to aus time ap ko ye pata chal jata hai k ais market mai moment ho rahe hai wo kis waja se hai aus time market mai technical par ap ko trade nai lagani chyae agar ap aus time market mai trade lagaty hai to wo ap ais market mai loss kary gay kun k news aati hai aor jab tak market mai news ka asar hota hai market technical k hisab se moment nai karti hain.
    • #3 Collapse

      Re: forex main jab news ati ha tab technical kyon fail ho jata hai ?

      dear market me technical analysis supply and demand ki bina per chalta ha or market me news time analysis is liey fail ho jata kyuke economy reason or news ki waja se market boht zeyda volatile ho jati ha aur market boht zeyda power ke sath manipulate ho jati ha boht zeyda power ke sath aur power jis taraf zeyda ho jati ha market osi taraf move kar jati ha jis se technical analysis fail ho jata ha

      agr ap is se bachna chahte hain jo technical analysis ke fail hone ki waja se loss ho jata ha ap ko technical analysis ke sath sath fundamental analysis per bhi nazar rakhni chahie take jo fundamental analysis ki movement se loss hota ha ap os movement ko pridict karke acha profit hasil kar sakain
      • #4 Collapse

        Re: forex main jab news ati ha tab technical kyon fail ho jata hai ?

        Forex trading mein news jab report hoti hai aur uski finding show aap ki jaati hai to news release time per Forex trading market mein traders karo jahan zeyada ho jata hai buyers and sellers zeada tadad mein inter ho jaate hain jiski vajah se market fast hoti hai pending order use kiye ja rahe hote hain take profit and stop loss hit kiye jaate hain iske alava aur ek trading market mein perfection nahin hoti use time market mein fluctuation bahut zeyada hoti hai jab news release hoti hai to forex market mein bahut sare investors and traders pending orders hi laga kar baithe hote hain kuchh log sell stop lagakar baithe hote hain kuchh log buy stop laga kar baithe hote hain kuchh log sale limit laga kar baithe hote hain kuchh by limit laga kar baithe hote hain ine sari chijon ko dekhte hue market mein munh ki jaati hai aur perfection ke liye trading market ko traders ke stop loss hit karne ke liye extramove di jaati hai kuchh brokers ki slippage of market server traders ko nuksan pahunch jaati hai
        • #5 Collapse

          Re: forex main jab news ati ha tab technical kyon fail ho jata hai ?

          Forex trading main news both important ha q k is ki waja sy market pe both ziada asar parta ha or market both fast movement karti ha or is waqat market ko control kar k trading karna both zarori ha forex trading main hum log news ko jtna samjny gy or news any k bad trading karny gy to humy ziada profit hasil ho ga is ley humy pehly news k any ka wait karna ho ga jab hum news pe ziada tawaja Dan gy to humy ziada fayda ho ga or humy loss k chance both Kam hon gy or hum ziada sy ziada profit hasil Kar saken gy is ley zarori ha k hum log har trade k sath stop loss or take profit istamal Kar k trading karny ta hum kamyab ho saken gy or humara account safe ho ga
          • #6 Collapse

            Re: forex main jab news ati ha tab technical kyon fail ho jata hai ?

            bhai jan forex trading main jub koi news ati hai tu technical k failhony k chnaces zyda he hoty hain q k hmain news k bad fundamental k sath apni trading karni hoti hai q k fundamental se he hum news ko aci traha se smjh kar trdaing kar skty hain or kamyab ho skty hain es liye ap aghr news ko follow kar ahy hain tu ap technical ki bjay fundamental karen jis se loss hony k chnaces kam ho jaty hain or ap miyari trading kar skty hain forex main apko loss tab e hota hai jub apk pass trading ka knolwedge nahi hota hai or ap apni trading ko kud risky bnaty hain es liye har trading k method ko aghr ap kamyab bnnan chay hain tu apko forex main soch smjh kar or apny expiernce ki base par trading karni chaye tab apko loss hony k chances bhi kam se kam ho jaty hain or ap kamyab bhi ho skty hain
            • #7 Collapse

              Re: forex main jab news ati ha tab technical kyon fail ho jata hai ?

              Bhaijaan factory Mein Jab Koi Nahin Jaati Hai To technical ki fail hone ke chance jyada hi hote hain Kyunki Hamen news ke bad fundamental ke sath apni trading Karni Hoti Hai Kyunki fundamental Sahi Ham news ko Aisi Tarah Se Samajh Kar trading kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain isliye aap Agar news ko follow kar rahe hain to aap technical ki Bajaye fundamental Karen jisse loss hone ke chance kam ho Jaate Hain aur aap meri trading kar sakte hain freqs bhi aap tabhi Hota Hai Jab aapke pass trading ka knowledge Nahin Hota aur aap hai aur aur aap apni trading ko Khud risque banate hain isliye Har han trading ke method ko agar aap Kamyab banana Chahte Hain to aapko frax Mein Soch samajhkar aur apne experience ki base per trading Karni chahie tab aapko loss hone ke chance bhi kam se kam Ho Jaate Hain aur aap kam Yad bhi ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: forex main jab news ati ha tab technical kyon fail ho jata hai ?

                Dear member Jab Ham Forex trading mein new join karte Hain to to hamare pass Forex trading ka knowledge Nahin hota yahi wah sab se badi reason hoti Hai jiski wajah se new trader hamesha yah fail ho jaate Hain. Tamam new traders ko chahie ke Jab vah Forex mein new start lete Hain to unko is ke mutaliq mukammal knowledge Hasil Hona chahie aur is knowledge ko Hasil karne ka sabse behtarin aur aasan tarika Pakistan Forex forums hai Jin mein aap participate karke a learning Hasil karte hain aur Jahan per aapko Koi confusion aati hai aap vah question poochh lete hain jis ka senior traders jawab dekar aapko knowledge provide kar dete Hain. Agar aap apna tamam focus learning per rakhenge to automatically earning aapko milati rahegi aur aap ek acche trader Ban Kar samne aaenge.
                • #9 Collapse

                  Re: forex main jab news ati ha tab technical kyon fail ho jata hai ?

                  Important aur latest news release ho jaye to technical analysis aur technical indicators key signals es waja se fail ho jaty hey key market kabi be technical factors par movement nahi karti hay, market ki movement ka 100% dar o madar fundamental news events par hota hay, latest jo be important news release ho jati hay jes ka relation country ki economy se hota hay to market esi hi news par depend kar key movement kary gi, professional traders 10% hi technical market analysis par depend karty hey aur 90% fundamental analysis par karty hey yahi waja esy traders key success ka hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main jab news ati ha tab technical kyon fail ho jata hai ?

                    dear forex market main jab bhi news ati hai tab techical es lea fail hota hai kyon ky news technical say ziada powerfull hoti hai forex market main news 100 percent asar rkahti hai aur forex market news base pay he chalti hai jis time jiss din bhi forex main koi news na ho tu usi din forex market main movement fast nahi hoti hai aur ap ko ilam hona chhaeay ky slow market main earning karna boht he mushkil kam hota hai es lea ham ko forex main technical ky sath stah news trading ko sekhna chahea phir he ham es market main kam kar ky earn kar sakty hain es market main kam karna itna asan nahi hai jab tak ap ky pas es market ka har tarah ka knowledge aur experience nahi ho ga ap es market main kabhi bhi kamyab nahi ho sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main jab news ati ha tab technical kyon fail ho jata hai ?

                      news ke forex mai boat value hain hamy in ko watch kar kam karna ho ga pher he hum pasia kamas aky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga hamy mahnte karne ho ge pher he hum agy bar saky gy forex mai hamy analysis ko learn kar ky use kar ky km karn aho ga forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai agar tukak system sy kam kary gy to hamy loss ho ga forex aik interantioanl business hain hum is mai pairs mai or currency ami akam kr sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik bohatbara business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main jab news ati ha tab technical kyon fail ho jata hai ?

                        Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai kiyu kay jab tak traders apnay experience aur knowledge ko iss level pay nahi lay jatey jaha unhain iss baat ka andaza hona nahi shuru ho jaey kay kon si news ka kia asar hota hai. Forex trading business mai analysis ki bohat ehmiat hai aur analysis hamesha market trends say nikalay jatey hain. Market mai jiss pair ya commodity kay analysis liye jatey hain woh time frames kay sath previous movements kay hotay hai aur unn say future movements ka pata chall Jata hai. Laikin jab koi news aati hai tou woh current aur live situation ko halt ker daiti hai aur news usi waqt apna asar dikaati hai aur market mai sudden movements hamesha news ko wajah say hoti hain jiss say technical analysis fail air flop ho jatay hain aur new situations create ho jaati hain
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main jab news ati ha tab technical kyon fail ho jata hai ?

                          Different Forex trading weather UP news time sirf aur sirf cell stop or buy stop ki help trading Kare to vah aapke liye bahut hi helpful Hogi Kyunki usse aap bahut jyada acchi Ameen handal kar sakte hain isliye sabse pahle aap ine chijon ko Dekhte Hue kam Karen Kyunki technical trading Kabhi Fail Ho Jaati Hai Jab news Aati Hai To news per sirf aur sirf aapko yah to wait karna chahie ya FIR trading market ko Dekhte Hue Karni chahie aur use per agar aap risk per khelte Hain To aap bahut sara profit bhi Hasil kar sakte hain lekin Apne stop loss ko Lagana chahie tha ki aap apne account ko washna kar Baithe to news time aap bahut jyada profit Hasil kar sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: forex main jab news ati ha tab technical kyon fail ho jata hai ?

                            Ji Assalamualaikum Pyare membership Forex trading main you join karte hain to hamare pass Forex trading ka knowledge Nahin Hota Yahi vah site Badi reasons Hoti Hai Jiski vajah se new traded Hamesha yah fail ho Jaate Hain Tamam new ko chahie ki Jab vah fresh menu start Lete Hain To unko Iske mutabik mukmmal knowledge Hasil Hona chahie aur is knowledge ko Hasil karne ke sabse behtarin aur Aasan Tarika Pakistan Suraksha form Hai Din Mein aap Shakti Peeth Karke learning Hasil karte hain aur Jahan per aapko Koi confusion aati hai aapko question poochh lete hain Jiska senior traders jawab dekar aapko knowledge Praveen kar deta hai agar aap apna Tamam focus learning per Rakhenge to automatically earning aapko Milta Rahega aur aap ek Achcha tradet band kar samajh Jaenge

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X