kia aik new trader ko kisi teacher say fees day kar sekhna chaheay ya nahi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia aik new trader ko kisi teacher say fees day kar sekhna chaheay ya nahi?
    dosto forex market main kam karna asan kam nahi hai aik new trader ko bohut sari baton ka pata nhai hota hai aur wo ager kisi teacher say traning lay kar kam kare tu woh forex main kamyab trader boht jald ban sakta hai kyon ky es lea new trader ko khud say km karny krny main muhskil hoti hai aur loss bhi ho sakta hai ap ky mind main kia idea hai new trader ky bary main.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia aik new trader ko kisi teacher say fees day kar sekhna chaheay ya nahi?

    Dear waisy to ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai kisi teacher se kaam sekh lena chaye aor aus par ap jab kaam karty hai to ap ko ais market mai faida tab hi hota hai jab ap ais market mai kaam sahe karty hai agar ap ais market mai ghalti karty hai to ap ais market mai loss kar lety hai ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko kisi se to sekhna pary ga agar ap acha kaam sekhny k liay payment bhi karty hai to atna masla nai hai ap ais market mai se paisy kama sakty hai agar ap ais market mai time lagaty hai to ap ko kafi zayda faida ho jata hai kun k ais market mai ap time lagaty hai to ap ko ais market ki samjh aa jati hai aor ap asnai se kaam kar skaty hain.
    • #3 Collapse

      Re: kia aik new trader ko kisi teacher say fees day kar sekhna chaheay ya nahi?

      Forex trading ek aisa business hai jisne aapko struggling karna hogi independent trading sikhana hogi iske liye aapko chaiy paise dena paren ya aapko Pakistan Forex forum ma time lagana pare aapko yah kam sikhana hoga kam sikh kar start karne ka zeyada maza hai agar aap market mein casual behavior karenge aur just buy or sell karte jaenge to aapko loss hoga iska koi fayda nahin hai main aapko yah advise karna chahta hun Forex trading market mein indicator ko istemal karna sikho indicator ki kya important hai iski kya ahmiyat hai aur isko use kaise karna hai tumhare trading market mein indicator kya prediction dete hain inko customise kaise kiya jata hai forex market ma support aor resistance different bahot mushkil nhi hai sekhna is sy apko understand kr ky trade lena hoti hai.
      • #4 Collapse

        Re: kia aik new trader ko kisi teacher say fees day kar sekhna chaheay ya nahi?

        Sekhnay ka amal aik ustad sey :-
        Mai nahi samjhti kay humay bakaida fees ada kar kay kisi teacher se ya forex guru se sekhna chahiye agar hum khud se achi mehnat karain tou hum bahtr apnay liye skills bana saktay hain aur achay trader ban saktay hain jab aap learning stage pe time do ge to aap earning easily kar saktey ho aap seekh jao gay k kis time kitni trade karni chahiye agar aap trade karo gay experience khud barhay ga kuch oline web sites aur trading videos sey aur apne dosto seu aur kuch demo account sey app ko live account ki tarha se kaam kar ky experience hasil hojata hay esliye teacher ki bajaiy khud sekhnay ko prefer karain.
        • #5 Collapse

          Re: kia aik new trader ko kisi teacher say fees day kar sekhna chaheay ya nahi?

          Forex trading main learning karny gy to he hum kamyab ho saken gy learning k ley humy agr pasey bi dany parny to da dany chae han ta k hum ache learning Kar k ache earning kar saken or forex trading main successful ho saken gy forex trading main jtni ziada mehnat karny gy or ache earning karny gy to hum kamyab ho sakeny gy jtni ziada hum behtar learning karny gy humara knowledge or experience ziada hota jay ga or hum log behtar planning or strategy sy ache trading kar saken gy jab tak learning Ni karny gy to hum kamyab ni ho saken gy is ley humy proper money management or risk management sy trading karni ho ge jtni ziada learning karny gy to hum log behtar trading sy kamyab ho saken gy
          • #6 Collapse

            Re: kia aik new trader ko kisi teacher say fees day kar sekhna chaheay ya nahi?

            g han bhai jan ap ny bilkul sahi kaha hai main apki bat se agree krta hun forex trading main jo new mambers forex ko join karty hain tu wo aghr forex ko kisi teacher se siikh kar karen tu wo forex main achi entry lay skty hain or forex ka acha kam kar skty han laken aghr koi forex ko join karny k bad sikhta hai tu oskko kamyab hony main boht time lag jata hai q k forex ki learning or forex ka knolwedge ko gain karny main boht time lag jata hai jis se har new mambr bar bar los ko face karty karty foerex se upset ho jata hai es liye es paresahini se bachny k liye zarri hai k kisi teacher se forex ki tranin lay kar forex ko pahly sikh eln osk bad apni trading karen ayse wo kbhi bhi forex main parsesahan nahi hngy balk forexko enjoy kar k karengy
            • #7 Collapse

              Re: kia aik new trader ko kisi teacher say fees day kar sekhna chaheay ya nahi?

              dear yeh new traders per depend karta ha ke jub new traders learning ke liey kisi forex ke knowledge wale article ko read karta ha tu osay wo kitna samaj ata ha or kaya wo traders kisi video ke dekh kar lear kar sakta ha agr wo aisa kar sakta ha tu is pak forex forum aur Internet per boht zeyda knowledge para howa ha jaha se wo market ko easily learn kar sakta ha aur osay kisi teacher ki zarorat nehi ha

              kuch traders aisy hotay hain jin ko forex ke knowledge wale articles ko read karne me samaj nehi ati ha aur un ko samjane ke liey kisi teacher ki lazmi zarorat hoti ha tu waha per wo new traders forex market ko learn karne ke liey fee de kar teacher se learn kar sakta ha is me koi buri bat nehi ha
              • #8 Collapse

                Re: kia aik new trader ko kisi teacher say fees day kar sekhna chaheay ya nahi?

                Forex trading business aik waahid online business hai jiss ko shuru kernay say lay kay withdraw lainay tak her Tarah ki guide lines mukhtalif tareekoo say online he mill jaati hain. Jaisay kay pak forex forum say forex ka knowledge aur learning mill jaati hai. Koi bhi sawaal yaha pay poocha jaa sakta hai. Phir instaforex ka demo account mojud hai jaha junior aur new traders bohat asaani say trading ki practice shuru ker saktay hain. Iss liye maira nahi khayaal kay traders ko kisi teacher ki zarurat ho jisay fees day kay trading seekhni jaey. Laikin aisay bohat say expert traders mojud hain jo online YouTube channels Bana kay trading sikhatay hain aur uss ki payment bhi laitay hain. Kisi bhi jew aur junior trader pay depend kerta Hai kay woh khud trading seekhna chahta hai ya phir kisi teacher say on payment trading seekhna chahta hai
                • #9 Collapse

                  Re: kia aik new trader ko kisi teacher say fees day kar sekhna chaheay ya nahi?

                  dear aik new trader ko ager time waste karny say bachna hai au forex main jaldi success hasil karni hai tu usy kisi expert trader say forex ki education laini chaheay es say forex ko jaldi samjh jay ga aur forex market main success ho kar earning bhi jaldi start ho sakti hai es lea forex business main ager ham kisi teacher say sekh kar shuru krain gay tu es ky ham ko bohut sary faidy hon gay aik tu ham ko loss nahi ho aur ham ko jaldi earning bhi start ho gee aur hamri learning bhi jaldi ay jaldi complete ho gee jiss ki wajah say ham forex main aik achy trader ban jain gay aur ap apni life ky goals ko jaldi acheive kar sakain gay es lea forex business main ap ko apni education main sab sy ziada pesa lagana chahea.
                  • #10 Collapse

                    Re: kia aik new trader ko kisi teacher say fees day kar sekhna chaheay ya nahi?

                    G bilkul agr humy koi passy lay kr bhii treding sikhy tu mry khayl say humy phr bhii sekh kena chye ku k ya online international leval ka kam hy jo kbi khtm na hony wla aik buht hi acha or kamyab business hy jas say hum asani k sth kamyab ho kr as pay aik achy kamyab treadr ban k passy kama skty hy mary khayl say koi bhii business atna zyda asan fiday mind or kamyab business nii hoga jasy forex treading ka business humry lay atna asan ir kamyab business hy agr hum ny kamyab hona hy
                    Tu humy kesi techrs ko zurar follow krna chye ku k techrs ki guide say humy buht fida hasil hoga or us ki wja say hum aik achy kamyab tradar ban skty hy mry khayl say agr hum dill say daily base pay proper time day kar forex ko samjna shuroo kr day or as pay time dena shuroo kr day tu yaqeenan hum buht jaldy aik achy kamyab treadr ban skty hy
                    Ku k ya online kam hy ir ya buht bhra international business hy jo kbii khtm na hony wla buht famous business hy as pay hum jatna zyda time day mahant kry work kary us say humra apna fida or kamyabii hy as lay humy as lay dilo jan k sth mahant k sth apna proper time day kr kam krna chye...
                    • #11 Collapse

                      Re: kia aik new trader ko kisi teacher say fees day kar sekhna chaheay ya nahi?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
                      dosto forex market main kam karna asan kam nahi hai aik new trader ko bohut sari baton ka pata nhai hota hai aur wo ager kisi teacher say traning lay kar kam kare tu woh forex main kamyab trader boht jald ban sakta hai kyon ky es lea new trader ko khud say km karny krny main muhskil hoti hai aur loss bhi ho sakta hai ap ky mind main kia idea hai new trader ky bary main.
                      Dear friend ap ny acha sawal kea ha jasa k hum school jaty han seekeny or parhny k ley to wahan hum fee daty han isi tahra forex trading bi both bara business ha jis ko hum khud ni seek sakty han is k ley humy teacher ki zarorat hoti ha koi acha trader jo ap ko learning practice karway or ap sy fee mangy to mary khayal main is main koi masla ni hona chae ha wo ap ko acha knowledge or experience da raha ha or behtar planning strategy btaey ga jis sy ap us sy ziada pasey kama lan gy jo ap usy dan gy is ley koi pasey la k parhata ha to us ko pay kar k learning karni ho ge ta k hum kamyab ho saken or learning ko apny take na rakheny ap seekeny or agy dosrun ko bi seekany chae pasey la k ya phr free main
                      • #12 Collapse

                        Re: kia aik new trader ko kisi teacher say fees day kar sekhna chaheay ya nahi?

                        dear mairay khayal aur mairay experience k mutabik yahan forex ki markeet main koi bhi kisi ko free main kuch batanay k liye tayar nai hay aur agar ham sab traders ya new traders forex amrkeet main isi tarha say free main kuch seekhnay ki koshish karaingay to ham yahan say kuch bhi seekh nai payengay is liye hamko is markeet main free seekhnay aur free main seekhay gaye knowledge say kuch earn karnay ki umeed bilkul bhi nai rakhni chaye q k yeh markeet aik real business hay is tarha is main kuch real say seekha gaya he hamarat kaam ayega better yahi hay k sab say pehlay kisi achay say teacher ka choose kia jaye aur usk baad agar usay kuch pay bhi karna parrega to is baat say bilkul bhi peechay nai hatna chaye aur na kisi kisam ki learning ki koi kami ani chaye jis say ham thoray say arsay main acha learn karnay main success hongay aur markeet ko jaldi samjh kar is say achi earning start karnay main bhi ham success hon jayengay.
                        • #13 Collapse

                          Re: kia aik new trader ko kisi teacher say fees day kar sekhna chaheay ya nahi?

                          G han dear learning fees de kar ki jaye ya per self base par ki jaye dono ki hi importance zeyada hoti hay, fees de kar agar kesi professional traders se knowledge aur learning ki jaye to short time ya per few weeks me esy traders professional ban sakty hey jab key self base par learning karny ka nuksan ye hay key self base par achi learning pehly to ho nahi sakti hay aur agar traders zeyada mehnat karty be hey to us ki kamyabi me aur complete learning karny me bahot zeyada time be lag sakta hay, fees de kar kesi achy aur expert traders se learning karny ko hi me best samjta hay aur esy traders ko kamyab hony me etny zeyada time be nahi lagta hay zeyada mehnat karny ki zarorat be nahi hoti.
                          • #14 Collapse

                            Re: kia aik new trader ko kisi teacher say fees day kar sekhna chaheay ya nahi?

                            bhai jan forex trading main aghr hum kamyab hona chahty hain tu hmain kisi achy tradors se apni trading sikhni hogi q k jub hum kisi teacher se trdaing ko sikh kar trading karengy tu hum apni trading ko achi trha se sikh kar kar skty hain or aghr hum esi trha idr oder se learning kar k trading ko sikhengy tu hum apni trading ko itna achi trha smjh nahi skaengy jitna hum apni trading ko bhi achi trha se nahi kar skty hain es liye ap ko aghr koi acha trador mil rha hai tu ap os se trading sikhen yah aik boht he shandar business hai jis main aghr ap es ko sikhny k liye thora paisa lga bhi dengy tu wo apka waste nahi hoga q k ap apni trading ko jub sikh kar karengy tu ap daily base par apni trading se earning hasil karty jaengy jis se ap apni earning lay skty hain jis se apki fees bhi kam ho jay gi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia aik new trader ko kisi teacher say fees day kar sekhna chaheay ya nahi?

                              Ji Nahin Mere Khyal se ab iski jarurat Nahin Hai Ek new trader ke liye jaruri hai ki vah is form mein join Ho Kar ismein hard work Karen Kyunki for mein bahut Sare Aise log maujud hai jo ke Kafi acche trader Hain jinki vajah se aap kafi acchi trading Sikh sakte hain isliye Jaruri Nahin ki aap pet trading Hasil karen to iske liye pasta yahi hai kya aap Logon form ko join karne ke sath sath demo account Banakar usmein acchi practis Karen Kyunki demo account SR account hai joki live account Ki Tarah hota hai to usmein aap apni Sab tricks aur usko follow karte hue usmein live account Ki Tarah trading karen to aap ek acche trader Ban sakte hain aur aapko Ek technical aur acchi trading mil sakti hai to isliye aap hard work Karen aur bagair paise diye trading form aur demo account ki help se Sikh sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X