Analysis of market by using Economies.com.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis of market by using Economies.com.
    Salam to all dear friends ye mera personal experience hy ky agar ap economies.com ki website ko use karen to ap insha Allah forex men kafi had tak analyse karny men kamyab ho gy aur apni trade ko profit men cut karen gay es ky elawa aur bhi websites hen but ye bhot best hy es men 1 din men bhot sy pairs ka 2 time analysis dia jata hy aur kafi had thek accurate hota hy mera mashwara hy ap bhi use karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis of market by using Economies.com.

    Vht khoob.. Hamare sath apna experience share karne ka bht bht shukriya.. Umeed hai apke is site se hame kafi help milegi..
    • #3 Collapse

      Re: Analysis of market by using Economies.com.

      Wesy tou analysis ky liay bahot sary websites hain jin sy ham market ky achy analysis hasil ker sakty hain lekin hamain market ky analysis khud kerna seekhna chahiay jab ham khud analysis kerna learn ker lety hain tou hamain phir kisi website ki zarurat nehi perti hamain khud hi analysis ker hi Trade open kerny per acho earning hasil hoti rehti hai
      • #4 Collapse

        Re: Analysis of market by using Economies.com.

        mujhe iska nahin pata tha aapane ab hamen bataya Hai To main isko nahin khaunga. Aur ummid Hai tujhe Achcha benefit Dekhi lekin aap mujhe Bata dun ki koi bhi analysis koi bhi indicator. Kuchh Bhi aapko profit nahin De sakta jab tak aap money management nahin karte money management Agar karoge To hi aapko profit hoga to hi aap. Kamyab Ho Gaye isliye sabse pahle aapko money management follow karni hai.
        • #5 Collapse

          Re: Analysis of market by using Economies.com.

          G bhai sai kaha hy apne agr hm is websit ko istamal kren to hmain bht he acha analysis huta hy q k is website k zariye se hamin bht he achi information milti hyn aur hm is information k zariye se kamyab bhi hujaty hen is liye hmain iske ander jitna hu sky ziada se ziada mehnat krni chahye aur apna kam mukaml krna chaye
          • #6 Collapse

            Re: Analysis of market by using Economies.com.

            hamy analysis ko use kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kari sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy acha or mayre kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik bohat bara business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahml hain
            • #7 Collapse

              Re: Analysis of market by using Economies.com.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadsiftain پيغام ديکھيے
              Salam to all dear friends ye mera personal experience hy ky agar ap economies.com ki website ko use karen to ap insha Allah forex men kafi had tak analyse karny men kamyab ho gy aur apni trade ko profit men cut karen gay es ky elawa aur bhi websites hen but ye bhot best hy es men 1 din men bhot sy pairs ka 2 time analysis dia jata hy aur kafi had thek accurate hota hy mera mashwara hy ap bhi use karen.
              economy.com se hamen bahut hi acchi information mil jaati hai hamen is website ko jarur use karna chahie yah hamare liye bahut hi knowledge ful hoti hai hi hamen chahie ke hamen Jahan se bhi achcha knowledge mil raha hai to hamen koshish karni chahie ki hamen jarur Lena chahie jab Ham apne knowledge ko positive use karenge to tab hi hamen acche results milenge aur jab tak Ham apne knowledge ka positive use nahin karenge to hamen kabhi bhi acche results nahin Mil sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Analysis of market by using Economies.com.

                forex aik world wide business hain ham is main live posts or threads reply karny chahey pher hi ham kamyba ho sakty hain or acha bonus haisl kar sakty hain yai aik wasee or famous business hain is main usa or china or new yourk main aik unique business hain or pakistan main be aik legal business ban cuka hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis of market by using Economies.com.

                  Respected members bahut hi acchi information share Ki Hai Aise Bahut Si website hai lekin Kuchh hi website best signal deti Hain analysis best banati Hai economics.com Ke about aapane bataya Hai members ko chahie Ke Is per research Karni chahie main abhi is per search Karunga aur best analyses Karke acchi trading ki Jaaye
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis of market by using Economies.com.

                    forex aik online business hain ham is main olive kam karty hain hamy marketk ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky analysis ko use kar ky is main trade lagani chahey pher hia ham kamyabi hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham isy apna life time career be bana sakty hain yai online ki dunya main aik king or real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis of market by using Economies.com.

                      forex main analysis ki bohat value hain hamy is main isy in=gnore anhia karna chajhery warna hmky looss ho sakta hain ham is main ham apny friends ko be invite kar sakty hain yai aik wasee business hain ham is main apni marzi su time table bana kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai aik online ki dunay main aik king busiuness hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Analysis of market by using Economies.com.

                        g hn g market analysis k lye vesy to bhut si websites available hein but yee website bhut easy way mein market analysis krny mn hmari help karti hai ,hmein khud k experience pr bhi work krna chahiye sath sath k hm apna market analysis khud kr skein,..
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Analysis of market by using Economies.com.

                          Dear sir aap nay jo web site batai hay wo aap kay lihaz say best hogi laykin may ray paas 2 web sites hane jo kay best hane investin.com or bloomberg.com. Analyzing ka kaam aap investing.com say lay saktay ho iss may fundamental or tecnical do no analyzing system aap ko mil jaatay hane bloom berg tv jo hay yahan say aap live news lay saktay ho stock market ki.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X