Kia bar bar mistakes hona par account wash ho jata ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia bar bar mistakes hona par account wash ho jata ha?
    Dear forex members forex aik bohot acha or kamyab business hai is ma ham ko mistakes Ni karni chaya Mara ya sawal ha k agr bar bar mistakes hon ge mistakes ko correct Ni Karen ga to account wash b ho sakta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia bar bar mistakes hona par account wash ho jata ha?

    Assalamu Alaikum Agar trading mein aap Bar Bar mistakes Karenge aur loss hoga Ek Waqt Aisa Bhi aaega ki aapka account Pass Ho Jaega isiliye Jo mistake ho use mistake se Sabak sikhen apni mistake ko find out Karen kahan per Galti Hui Galti ko Talash Karke theek Karen aur dobara apni trading mein Main Wo Galti na durahai Shukriya
    • #3 Collapse

      Re: Kia bar bar mistakes hona par account wash ho jata ha?

      jab hum musalal mistake kar ky kam karty hain to hamy loss ho jata hain hamy ache learnng gain kar ky forex mai kam karna ho ga hum is mai raat mai be kamkari sakty hain hum is ma idin mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy lss ho ag is mai apne marze sy timee table bana kar be kam kari sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Kia bar bar mistakes hona par account wash ho jata ha?

        agr ham bar mistake kary gy or isy improve nahi kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market kam yai hamary broekrs ka koi be qasoor nahi hota ham is main apni marzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain ham isy apna life time professional bana sakty hain yai kabe band na hony wala business hain
        • #5 Collapse

          Re: Kia bar bar mistakes hona par account wash ho jata ha?

          hamy apni mistake ko improve kar ky is main mehanst sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni amrzi sy time tabke bana kar day main kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy night main be kam kar sakty hain yao poors man job less man students or house wife ky liye aik acha business hain
          • #6 Collapse

            Re: Kia bar bar mistakes hona par account wash ho jata ha?

            jab hum mistake kar ky kam karty hain to hamara account band ho jy ga forex aik best business hain hum is mai agar bager larning ky kam kary g to hamy loss ho j ga hum is mai out off balane acount bana kar be kamk ar sakty hain hum is mai agra greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga is mai usa or hcina or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
            • #7 Collapse

              Re: Kia bar bar mistakes hona par account wash ho jata ha?

              Definite Baat Hai Jab aap Bar Bar mistakes Karenge aur aap big mistakes Karenge to Aapka account band hi hoga isliye aapko chahie Ki Soch samajhkar trading Karen aur apni trading Mein mistakes kam se kam karne ki koshish karen Taki aapka account bhi washna ho aap minimum profit se maximum ki taraf Ja sake aur iske sath Aata maximum time market Mein Se Karke Uske andar candles ki movement ko samajh sake
              • #8 Collapse

                Re: Kia bar bar mistakes hona par account wash ho jata ha?

                G han dear Members ap ny shi kha hy bar bar mistakes karny sy account wash ho jata hy hmen mistakes nhi karni chahey mhnat karni chahey agar hm mistakes py mistake karyn gy to kbhi kamyab nhi hun gy
                • #9 Collapse

                  Re: Kia bar bar mistakes hona par account wash ho jata ha?

                  forex mai jab hum kam karty howe koi mistke kar dety hain to hamara account baned ho jata hain hamy loss h jata hain hamy mistakes ko avoid karna ho ga pher he hum passia kama saky gy forex aik acha busines shain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful time be kam kar sakt hain hum is mai mahnet kary gy to hamy kamaybe hassal ho jy ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia bar bar mistakes hona par account wash ho jata ha?

                    G han dear ap ki bat bilkul theek hay agar Ham forex mein bar bar mistake karenge aur ise improve nahin karenge ki hamen loss ho sakta hai to hamara account wash ho sakta hai isliye hamen chahie ki Ham apni mistake per tawajo Karen aur acchi mehnat se acchi quality ka kam Karen Taki hamen acchi kamyabi hasil ho sake tab Ham apni life ko professional banaa sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia bar bar mistakes hona par account wash ho jata ha?

                      Assalam o alikum a dears members,
                      G haan dosto esko jobs wale bhi log join kr sakte hn Kyunki forx Hamari mehnat experience and knowledge per depend Karta Hai Ham knowledge experience Aur mehnat Ke Sath Karenge to hamen bhi fayda hoga firex Hamen yah Nahin Kahta ki aap jobs Wale Hain Ya bagair Jobe Wale bus Forex Yahi Kahta Hai ki aap experience knowledge Aur mehnat Ke Sath kam Karen Aur kamyabi Ko yakin banaen
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia bar bar mistakes hona par account wash ho jata ha?

                        Aslamualikum forex members forex ak online business ha forex maie knowledge or experience k sath emotion ko b control krna phrta ha forex maie bar bar mistake sy account wash ho jata ha pr apni galti sy bta jata ha k trend is friend trend k motabik trade kry kbi account wash nhi ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia bar bar mistakes hona par account wash ho jata ha?

                          G Han jab AP treading per focus Ni krin gy aur her tread per loss hoga to AP ka bonus khatum ho Jay ga to tab AP ka account wash ho sakta hi.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia bar bar mistakes hona par account wash ho jata ha?

                            han bhai aisa bhi ho sakta hy kh ager hum bar bar mistake karin gy yani humari jis mistake ki waja sy hmain loss hova hy to hum whi repeat karin gy to hmain is sy nuqsan ho ga hmara account aik din banned bhi ho sakta hy hmain aik hi mistake ko bar bar repeat nh kera chahiay q kh is sy ap ka account ko khatra ho sakta hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia bar bar mistakes hona par account wash ho jata ha?

                              G han bilkul jb bar bar mistakes ki Jain or ak bar mistake hony PR usko tho na Lia Jay to account wash b ho sakta hu or hmain loss b hota Hy to mistakes ko avoid krain or apna knowledge increase keain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X