Treading karty hiy hum ko jaldbazi kabhi nahin karni chaye...,,,,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Treading karty hiy hum ko jaldbazi kabhi nahin karni chaye...,,,,
    Asslam o aalikum my dear and respected member pakistan firex min aksar member treading karty hiy jaldbaiz karty hain aie jakdabi rich bany ki kosish karty ain jis sy who forex min nakaam ho jaty hain forex min jitny bhi member kaam kar rahin os ko chaye firex min sabar ka sath treading karin jis sy hum forex mjn achy treeky markeet ko aynalize karty hiy hum avji treading akr skaty hain qk sabar ka phal hameshan meetha hita hy....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Treading karty hiy hum ko jaldbazi kabhi nahin karni chaye...,,,,

    G dear bilkal forec trading per patience basic requirement hay, hamy achi planning or market analysis ko madd-e-nazar rakh kar trading karni chahiye, bina sochy samjhay jald bazi say kam lay kar hum forex trading main apna nuqsan kar baithty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Treading karty hiy hum ko jaldbazi kabhi nahin karni chaye...,,,,

      Kuch logon ko forex trading men profit lenay ki bahut jaldi hoti hey iss liay woh jaldi men bagher sochay samjhay trade laga detey hen jiss ki waja se unn ko bara loss ho jata hey iss liay aaram se fresh aur cool mind k sath soch samaj kar trading karen tu trading bhi achi hoti hey aur acha profit bhi milta hey
      • #4 Collapse

        Re: Treading karty hiy hum ko jaldbazi kabhi nahin karni chaye...,,,,

        hamy acha knoweledge hasil kar ky is main fresh mind ky sath kam karna chahey agr ham is main jald bazi sy kam kary gy to hamy loss ho skata hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota ham is main apni marzi sy out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai aik interntional business hain
        • #5 Collapse

          Re: Treading karty hiy hum ko jaldbazi kabhi nahin karni chaye...,,,,

          Ji dear humy trading krty howy jaldbazi nhi krni chaiy kunky dear jaldbazi krny sy humy loss ho sakta hy agar hum jaldbazi krein gy aur bina analyzing kiy hi koi trade open krein gy to humara account wash ho sakta hy isleiy humy chaiy k har trade achi analysis k bad hi open krein ta k is m6loss ky chances kum ho aur hum acha profit hasil kr saky
          • #6 Collapse

            Re: Treading karty hiy hum ko jaldbazi kabhi nahin karni chaye...,,,,

            g han hamain kam koi bi hai is forum main jlad bazi nai karni chahye is forum main pahly learning karni ho gi aur trend ko use karein gay aur hamain planing karni ho gi trend ko use kar k hi hum achi trade kar k hi hum achi trade karny main bi asnai ho saky gi aur trader banany say pahly is k bary main learning karni ho gi aur hamian experuence hasil karna ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Treading karty hiy hum ko jaldbazi kabhi nahin karni chaye...,,,,

              Jab Bhi Ham koi train karte Hain To Ham usmein emotional hote hain. Lekin hamen bilkul aasan Nahin Karna chahie hamen market ke rules ko follow karna chahie risk management Karni chahie aur jab Ham risk management karte hain. Aur uske sath money management ko follow karte Hain To hamara profit bahut accha ho sakta hai agar hum environment ko apply Karen aur yah rules Agar Ham market trend mein apply karenge To hamen benefit hoga.
              • #8 Collapse

                Re: Treading karty hiy hum ko jaldbazi kabhi nahin karni chaye...,,,,

                forex aik acha business hain hum is maai raat mai be kam kar sakty hain hum is ma din mai be kam kar sakt hain hum is mai agar greedy ban ky kam ary gy to hamy loss ho jy ga forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai mahnet kary gy to haamy kamaybe hasal ho jy ge forex paksitan mai legal baan cuka hain is jasa koi r bsiness naah hain
                • #9 Collapse

                  Re: Treading karty hiy hum ko jaldbazi kabhi nahin karni chaye...,,,,

                  It is absolutely right that you should not hurry while trading, you should avoid haste, we should stay away from it, it is our advantage to stay away from haste, when we do haste, we can also suffer loss.
                  • #10 Collapse

                    Re: Treading karty hiy hum ko jaldbazi kabhi nahin karni chaye...,,,,

                    G han bhai trading krty wakt apko khud pr kabo rakhna chahye aur jaldbazi nai krni chahye jo bhi trading me jaldbazi krta hai phr uska account bhi wash hony me jaldbazi krta hai es lye jb tk signal na ajaye apko trade nai leni chahye ek trade leny k bad dosri trade leny me jaldi nai krni chahye ye jo hum trade pe trade lgaty hen eski wja sy hmary account wash hoty hen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Treading karty hiy hum ko jaldbazi kabhi nahin karni chaye...,,,,

                      Bilkul aisa hi hai trading karte hue jaldbaji bilkul Nahin Karni chahie market ki situation ko acchi Tarah analyses kar lena chahie dekh lena chahie ki market ki movement mein jo trend chal raha hai vah kitna movement kar sakta hai FIR use hisab se proper plan bnao ka trend ko Dekhte Hue trade open Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Treading karty hiy hum ko jaldbazi kabhi nahin karni chaye...,,,,

                        bilkul hamen trading karte hue kabhi bhi jald baat hi nahin karni chahie kisi bhi kam mein jaldbaji nahin karni chahie kyunki jab Ham kisi kam mein jaldbaji karenge usmein iska matlab yah hai ki humne apne account ko behosh Karne ki dava de di hai tu Forex trading nagar kamyab hona hai to aap ko jyada se jyada knowledge hasil karna chahie aur aage share karna chahie Taki log bhi nuksan karvane se bachake
                        • #13 Collapse

                          Re: Treading karty hiy hum ko jaldbazi kabhi nahin karni chaye...,,,,

                          Jo log Forex main jaldbaji karte Hain vah kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar paate Hain isliye AAP sab ko kabhi bhi jald baat hi nahin karni chahie aur agar aapane Forex mein kamyabi hasil karni hai to uske liye aapko Forex mein Sabar karna chahie tab hi aap Forex mein kamyabi hasil kar payengekyunki forex mein vah log kamyabi hasil kar paate Hain Jo Forex mein acchi tarah se shabd ke sath kam karte Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Treading karty hiy hum ko jaldbazi kabhi nahin karni chaye...,,,,

                            Trading karte hwe Jald Bazi Kabhi Na karein Wrna ap Ko loss Her Sorat Ho Jay Ga pak forex trading business bhot acha business hy achi Koshish Say hi good profit asaani sy hi acha trah Say Hi Hasil ho jay ga pak Forex trading business men Dil Say Hi Kaam karein tu Hi Success asaani SY Hi Hasil hogi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Treading karty hiy hum ko jaldbazi kabhi nahin karni chaye...,,,,

                              G dost hame jald bazi se trading kabhi nahi karny chahiye kiu ke agar ap jald bazi ke sath trading karo ge to ap se jald bazi me bohat se mistakes ho jaye gy aur in mistakes ki wajah se apko loss bhi ho sakta ha agar ap loss se bachna chahte ho to apko sabar ke sath aur soch samajh ke trading karny chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X