Her trader apnay profits ko kaisay manage ker sakta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Her trader apnay profits ko kaisay manage ker sakta hai?
    Forex trading business traders ko apnay business ko strong kernay kay liye managements kerni parti hain. Her trader apnay profit ko kaisay manage ker sakta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Her trader apnay profits ko kaisay manage ker sakta hai?

    Dear ais market mai ap ne agar dekha ho to ais market mai her trader apny trading plan k hisab se trade lagata hai ap ne agar ais market mai agar trade karni hai to ap ko ais market mai ap ko aus ka target set karna hota hai k ap ko ye trade kitna profit dy rahe ho gi to aus time ap ais ko close kar dey gay aisy hi ap ne agar aik trade lagai hai aor aus ka take profit set kia hoa hai aor jab ap ki trade thora sa profit mai jati hai to aus time ap ais market mai stop loss ko entry point par shift kar sakty hai aor aus k baad ais market mai wait kar skaty hai k market ap k target tak aa jaye aus k baad ais market mai acha profit bana skaty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Her trader apnay profits ko kaisay manage ker sakta hai?

      Forex market me har trader key ley zarori be hay aur ye us ki responsibility be hoti hay key wo loss ki be proper management kary aur profit ko be manage karny ki koshish kary, profit ko manage karny key ley sab se helpful tool terminal me hi majood hota hay jo key take profit hay, profit ko manage market ko analysis karny se be kia ja sakta hay, zarorat es bat ki hay key ham market ko analysis be karen aur take profit use kar key profit ki proper management kar saken, terminal me take profit ka koi nuksan nahi ye traders key ley profit ko manage karny me bahot help de sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Her trader apnay profits ko kaisay manage ker sakta hai?

        dear Apne profit ko manage karne ke liey strong planning ki zarorat hoti ha jub ap ki planning strong hoti ha tu ap best decision le pate hain or best decision lenay ki waja se ap Apne profit ko manage kar sakte hain
        Apne profit ko manage karne ke liey zarori ha ke ap os ko loss hone se bachaye or loss se bach e ke liey zarori ha ke ap trading money management ko follow karte huey risk reward ratio ke mutabik kare or ap ka risk jitna kam ho ga or reward jitna zeyda ho ga ap Apne profit ko utna zeyda best way me manage kar sakte hain kyuke is tarah ap ko zeyda loss hone ya earn kiey huey profit ke zaya hone ka dar nehi hota ha is tarah ap ki trades me jo baaz oukat sub se zeyda loss ho jata jis ki waja se account wash hone ka bhi dar rehta ha ap strong planning ki waja se aisi loss wali condition se bhi bach jate hain
        • #5 Collapse

          Re: Her trader apnay profits ko kaisay manage ker sakta hai?

          Dear friend trader ko strong planning ki bahut jarurat hai Kyunki jab tak vah planning nahin karta Hua trading Mein Kabhi Kamyab Nahin Hota Ek acche plan ke sath market Mein inter Hona chahie aur market se Chhapra se karna chahie Jitna Jyada aap market ke sath Rahenge aur Market Mein Achcha Karenge utna hi aapko benefit Hoga Kyunki Forex trading Ek bahut hi professional work hai isliye Agar aapki acchi mehnat Achcha experience aapko lifetime Mujhse Achcha profit dilva sakte hain aur kamyabi aur beta earning Hasil kar sakte
          • #6 Collapse

            Re: Her trader apnay profits ko kaisay manage ker sakta hai?

            Dear members aise tamam traders Jo apne trading account mein money management kar sakte hain vahi Forex trading mein kamyab ho sakte hain otherwise aise tamam trader Joe money management karne mein nakam ho jaate Hain to unko Forex profit for manage nahin kar sakte. Ek trader ke liye bahut zyada zaruri hota hai ki vah hamesha tradeplace karne se pahle risk to reward ratio ki judgement jarur karle Aisa karne ka fayda yah hota hai ki usko apne tamam profit aur loss manage tarike se aate Hain. Kisi bhi trade mein aisa Bara loss Nahin aata Jo usko unacceptable hota Hai jo kam preplan Kiya jata Hai usmein fayda maujud hota hai lekin Jab aap Koi tradeplace kar dete Hain uske bad aapko use per ikhtiar Nahin hota ki us mein aapko profit aana hai ya loss.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Her trader apnay profits ko kaisay manage ker sakta hai?

              Assalamualaikum aapane profit ko manage karne ke liye strong planning ki jarurat Hoti Hai Jab aap ki planning satron hoti hai to aap best vacation Le paate hain aur best education Lene Ki vajah se aap apne profit ko manager kar sakte hain Apne profit ko manage karne ke liye jaruri hai ki aap usko loss hone se bachate hain aur loss se bachne ke liye jaruri hai ki aap trading money management ko follow karte hain disc ritio ke mutabik Karen aur aapka risk Jitna kam Hoga aur Ibadat Jitna Jyada Hoga aap apne profit ko utna hi jyada best way manage kar sakte hain Kyunki Is Tarah aapko Jyada loss hone Ja on kiye Hue profit case Jyada hone Ka Dar Nahin hota hai ISI Tarah aapki traders Mein Jo Baat Karte sabse Jyada loss Ho Jata Hai Jiski vajah se account was hone ka bhi Dar rahata Hai Aap strong planning ki vajah se Aise loss wali condition se bhi bus Jaate Hain aur Kamyab bhi ho Jaate Hain

              اب آن لائن

              Working...
              X