Emotional control forex trading mai kitnay percent faida daita hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional control forex trading mai kitnay percent faida daita hai?
    Forex trading aik serious business hai jiss mai emotions ko bohat control kerna parta hai. Emotional controls forex trading mai kitnay percent faida daita hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotional control forex trading mai kitnay percent faida daita hai?

    Dear friend agar aap Forex trading acchi Tarah Se samajhte Hain To aap Hamesha Kamyab ho sakte hain Kyunki Forex trading ko Kamyab Achcha experience karna bahut jaruri hai aur iske sath sath agar aap apne emotions ko control kar lete hain to aap Forex trading Mein Kamyab ho sakte hain ki Forex trading Mein Apne emotions ko control karna bahut jaruri hai Kyunki forex market Ek technical market Hai yah aapki emotion ke base per Nahin Chalti to isliye hard worker mehnat Karen aur accha experience likhate Hue kam Karen jisse aap Mr profit Hasil kar sakte hain aur apni life Ko Behtar bana sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Emotional control forex trading mai kitnay percent faida daita hai?

      dear forex trading me ap ki strategy just 20% work karti ha or ap ki mentality 80% matter karti ha jin me emotion ka kardaar sub se zeyda hota ha forex me good trading karne ke liey ap ke decision ka strong hona boht zarori ha tub hi ap ki trade profit me ja sakti ha agr ap ka decision emotion me a kar lea ho ga tu wo ap ka decision weak ho ga jis se ap ko loss ho sakta ha or agr ap isi tarah decision le gay tu ap ke pass aik successfull strategy hone ke bawajood me 80% tak ap ki trades loss me jaye gi is liey agr ap successfull trading karna chahte hain tu ap ko apni trading or decision letay wakt emotion ko khatam karna ho ga or just rules ko follow karte huey trading karna ho gi phir hi ap success ho sakte hain

      baaz dafa aisa hota two traders ke pass same strategy hoti hain par aik ko loss or 2nd ko profit ho raha hota ha os ki reason yeh hoti ha jis ko loss hota ha os ki trading me emotion hotay hain jis traders ko profit ho raha hota ha wo rules ko follow karta ha

      emotional control agr ap karte hain tu 80% chances hotay hain ap ke success hone ke agr ap emotion control nehi karte hain tu 80% chances hotay hain ke ap ko loss ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Emotional control forex trading mai kitnay percent faida daita hai?

        Dear ap ne agar ais market mai kaam karna hai to apko ais market mai apny emotion par control karna hota hai aus k baad ap ais market mai agar emotional ho jaty hai to ap ais market mai loss kar lety hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida hota hai ap agar ais market mai emotion par control nai kary gay to ap ko hi loss ho ga ap ais market mai jitna zayda acha kaam karty hai ap ko ais market mai atan hi zayda faida hota hai jitna ap ais market mai acha kaam karty hai ap agar ais market mai time zaya karty hai ap ko ais market mai loss hota hai ais tarha ap ais market mai kamyab ho jaty hai.
        • #5 Collapse

          Re: Emotional control forex trading mai kitnay percent faida daita hai?

          Emotional ko control kar key trading ka hamy 100% faida ho sakta hay, Forex market me trading es tarha se karni chaye key hamy emotional hony tak bat hi na jaye, agar traders key emotional hony ki wazahat ki jaye to different situation me traders emotional ho sakty hey, jab be market unexpected movement karny lagti hay to traders emotional ho sakty hey, big loss ho jaye to loss ki waja se emotional ham ho sakty hey, hamari planing aur strategies yaha par hamary kam ati hey aur hamy emotions nahi hony deti, agar kesi waja se be ham emotional ho jaye aur ham es ko control kar key decisions len to zahir hay hamy es ka faida 100% ho saky ga.
          • #6 Collapse

            Re: Emotional control forex trading mai kitnay percent faida daita hai?

            Dear agar ap ne forex market mein kam kar k profit kamana hai aur acha trader banna hai tu apko apny emotion p control karna pary ga kyun emotion ki waja se bahut zyada loss hota hai aur emotion p control kar k bahut zyada faida uthaya ja sakta hai aur hota is tarha ha k jis trader ka knowledge aur exeperience kam hota hai aur kisi trade mein usko loss ho jata hai tu wo loss ko recover karny k liye aur bari lot laga leta hai aur analysis kiye baghiar bari lot laga dena ye emotion ki waja se hota hai aur some time usko profit ho jata hai but maximum loss he hota hai tu ye bat hamesha zehn mein rakhyn k jo trader emotion p control ni karta wo kabhi bhi acha trader ni ban sakta is liye forex mein success hasil karni hai tu emotional trading na karyn
            • #7 Collapse

              Re: Emotional control forex trading mai kitnay percent faida daita hai?

              dear forex friends emotional control forex trading main bhoot acha sabat mand hota hain wo is lia kay forex main agar ap apna emotion control kar saktay hain to ap ko forex main kaam kar saktay hain wo is lia kay forex main emotion control insan he forex main kamyab hain agar ap apna emotion control nahi kar saktay to ap ko forex main kaam karna nahi chahia ku kay har kaam main loss our profit hota hain our agar ap ko loss ho jata hain to ap ko to bhoot tenstion ho jati ya kia ho gaya muja to loss ho raha hain main ap ya sochta hain our ap ko phir loss ho jata hain agar ap apna emotion ko control main rakh kar kaam kartaya hain to zarur ap ko forex main kamyabi milti hain is lia ap ko bhoot he ahtayt kay sath kaam karna ho ga forex trading main
              • #8 Collapse

                Re: Emotional control forex trading mai kitnay percent faida daita hai?

                Forex trading market mein emotional control bahut important hai jis bharti faisla acche nahin hote hain jaldbazi mein nuksan hota hai trading market mein decision base per trading karna important hai jo members technology ka use karte hain fast microtechnology aajkal introduced ho chuki hai aur trading ke liye aapko required signals pro request rigo sets mil jaate hain inko use karte hue aapko trading market mein apni efficiency show karna hoti hai aur aapko trading market mein fully participation ke sath interest and motivation ke sath kam karna hota hai apna emotional control show karna hota hai aur planning ke sath perfect management ke sath kam karna hota hai intelligence trading tils use krna chyen.
                • #9 Collapse

                  Re: Emotional control forex trading mai kitnay percent faida daita hai?

                  forex main emotions disiplan ka kam 50 % tak hota hai es ky bgair aur es ko control keay bgair forex main kabhi bhi ap success nahi hasil kar sakaty hain forex main ager ap ky pas acha experience bhi aa jay tu ap es main jab tak apne emotion ko control nahi karain gay tu ap es business main kabhi bhi kamyab nahi ban sakty hain es lea es ko control main rakhny ky lea ap ko forex ka plan bnaa kar trading karni parti hai aur rules say kam karna parta hai aru ap apne plan main aik target rakh kar kam karna parta ha ta ky ap ziada lalch main na ayin kyon ky forex main hamry mind main tab he emotions aty hain jab hamry mind main ziada earn karny ka lalch hota ha aur ham phir over trading ki wajah say loss karty hain es lea ap ko ager forex main success hona hai tu emotions ko control karna bohat he zorri hai phir he achy trader ban sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotional control forex trading mai kitnay percent faida daita hai?

                    Forex Mein emotional this plane ka kam 50 Tak hota hai Iske bagair aur usko control kiye bagair Forex mein kabhi bhi aap se khul Nahin Hasil kar sakte hain FIR Main Agar aapke pass Achcha experience bhi a Jaaye to aap ismein jab tak aapke itne emotional control Nahin Karenge to aap is business Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin Ho Sakenge isliye is ko control Mein rakhne ke control Mein rakhne ke liye Ye aap ko fresh ka plan banaa kar driving karni padati hai aur Roj se kam karna padta hai aur aap apne plane mein ek target rakhkar kam karna padta hai Taki aap Jyada lalchi Mein Na Aaye Kyon Ke Forex Mein Hamen my tab hi emotional Hota Hai Jab Hamen mind mein jyada karne ka lalach hota hai aur ham FIR avar trading ki vajah se loss karte hain isliye aapko Agar Pariksha Mein Safal hona hai to emotional ko control karna bahut hi jaruri hai Fir Bhi acche leader Ban sakte hain aur bahut hi Achcha bolate Hasil kar sakte hain Agar Ham Apne emotional ko acche tarike se control kar len To Hamen bahut Achcha profit bhi mil sakta hai aur Achcha bonus bhi mil sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotional control forex trading mai kitnay percent faida daita hai?

                      Mere khayal se percentage mein andaza lagana kafi mushkil hoga, over all shayad 20% bol sakte hai per ye har trader pe depend karta hai. Mein agar srf apni bat karo to mujhe is waqt srf emotions pe hi control karne ki hi zarurat hai qk mein her bar apne emotions mein aake bilkul sahi trade bhi nuksan mein close karta ho.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotional control forex trading mai kitnay percent faida daita hai?

                        Ye mere dost aapane bilkul theek hai Agar aapke emotional control Nahin Honge to aap kabhi Kamyab Nahin ho sakte aap apne emotional ko control Kar Ke a bike accident kar sakte hain accident karne ke liye aapko emotions ko control karna padta hai aapke Motion Control Nahin Honge to aap bar-bar lalach Mein Aakar trade lagaenge aur Chahenge ki 50 Cent ka profit Ho Jaise Centre profit Ho Jaaye to Is Tarah aap bhi betrayed karte rahenge aur ek dafa hi aap bhi Dekhe aapko milegi

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X