Market ki unexpected movement
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki unexpected movement
    Forex market ki unexpected movement

    Forex market agar hamesha expected movement hi karti to har trader hi news ko follow karty howy successful ho sakty magar market me kesi be waja se aur kesi be news ki waja se unexpected movement kar sakti hay, unexpected movement ki judgement ho sakti hay magar es key ley traders ka hard work karna zarori samja jata hay, kabi be traders asani se market ki unexpected movement ko news se be identify nahi kar sakty hey, news kes time market par effect karty hey es bary me be traders ko acha knowledge aur experience ka hona zarori hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki unexpected movement

    Forex trading market bohat si unexpected news ki wajah say mutasir rehti hai jinn kay asrsaat pehlay market talk pohanch jatey hain aur markets mai unn ki news nahi pohanchi ya late pohanchi hain aur unn ka impact pehlay say ho chuka hota hai. Forex trading business mai traders kay technical analysis fail he iss wajah say hotay hain kay markets ko jab charts pay time frames mai daikha Jata hai tou analysis kay results aik picture show kertay hain jiss pay traders apni trading strategies Bana kay trading kertay hain laikin achanak market apni previous movements ko ignore kertay huay new patterns Bana laiti hai ya phir support aur resistance kay total levels he tabdeel ho jatey hain. Aisi soorat e haal mai pata chalta hai kay market ki unexpected movements ko face kernay kay liye bhi apna account aisay level pay rakhna chaiye kay apni kisi bhi trade ko support kernay kay liye balance available ho
    • #3 Collapse

      Re: Market ki unexpected movement

      Dear ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ye pata hona chaye ka is market mai kai dafa fundamental ki waja se moment ho jati hai ap ais market mai agar techincal par kaam kar rahay hai to aus k sath sath ap ko news check karni chaye aor ais k sath ap agar fundamental ko read kar lety hai to ais market mai ap big moment par loss se bach jaty hai kun k jab market fundametal k hisab se moment karti hai to aus time ap ais market mai loss kar lety hai ais market mai trade kary se phly her tarha ais market mai check karna chaye ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai account ko safe rakhna hai to ap ko trading plan k hisab se kaam karna ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: Market ki unexpected movement

        Agar market mein koi bhi kisi tarah se unexpected movement hoti hai to usko aapane face karna hai aur uska solution nikalna hai agar aapke pass market understanding main difficulty pesh a rahi hai to professional expert trader ko concern confirmation karna zaruri hai aapko maloom hai trading market mein risk factors increase hote rahte hain risk factors ko decrease karne ke liye trading market mein management best trading method hai trading guidance trading management trading knowledge aur trading experience aapke pass itna hona chahie ki aap apne loss ko decrease karte hue market per focus karo har problem ka koi na koi solution hota hai jab market fast ek side per move karti hai to fast revers ho sakti hai
        • #5 Collapse

          Re: Market ki unexpected movement

          dear market ki unexpected movement ko ap just technical analysis se nehi samaj sakte hain or baz dafa news events ko analysis karne se bhi ap market ki unexpected movement ko bhi nehi samaj sakte hain is ke liey ap ko World politically situation par nazar rakhna pare ga tub ap market ki unexpected movement ko samaj sakte hain market ki unexpected movement mostly gold me dekhne ko milti ha or is unexpected movement ko samjna ke liey ap ko har wakt world ke halat ko dekhna ho ga

          jaisa ke previous weeks me oil ki price ko dekha jaye tu is wakt Saudi Arabia or Russia me oil ki price par clash or problem chal rehi ha or dono countries ke muzakarat nakam hone ki waja se oil me unexpected movement dekhne ko mile agr ap Saudi Arabia or Russia ke apas me talukat par nazar rakhte tu ap oil ki unexpected movement ko samaj sakte thay
          • #6 Collapse

            Re: Market ki unexpected movement

            g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree krta hun forex trading main market ki aghr sort e hal achi nahi hai or apki trading main loss hony k chnaces hain tu hmain ayse sort e hal ko smjhty howe apna kam krna hoga q k jub market main kisi news ki wjah se movements k chnaces hoty hain tu wo hmary kam ko loss ki traf lay jaty hain jis se loss hony k khtry hoty hain tu aghr hum chahty hain k hmain loss na ho tu hmain apni tarding ko achi sort e hal main follow karna hoga jis main hmain acha profit ho skta hai or hum achi trading kar skty hain es k ilwa aghr aik trador market ki sort e hal ko smjh kar trading nahi kar skta tu wo kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skta hai
            • #7 Collapse

              Janab ap jab apni trading mian fundamental analysis ko follow karain gy kam as kam apny pairs ki selection jo ap karty hain tu woh he ap kay lye kafi hoty hain jab ap un news ko high impact ka use karty hain. tu es tarha ap apni trade ko behtar bana sakty hain. Ap ko cheye kay aisi trade open karain jis sy ap fundamental or technical analysis bara zarori hai. or jab koi high impact news ati hai tu phir ap ko market mai ichanak movement nazar aye gi market apny data kay hisab sy bhout taiz movement hoti hai. es tarha ap news ko follow kar kay es movement sy faida otha sakty hain.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Forex Market Movements
                Forex market apni tezi aur aitrazat se mashhoor hai, aur iss mein ghair mutawaqif aur anay wale harkatay mukhtalif wajohat ki bina par hosakti hain. Forex market ke traders aur investors maamoolan maashraati hawalay, siyasi waqeat, aur dusre factors ko tawaja se ghoor karte hain jo currency values par asar dal sakte hain. Lekin, inke jo bhi koshishen hoti hain market ki harkatain pehle se samajhne ki, anay wale events se zyada tabdeel hone par jati hain jin se currency prices mein foran aur numaya tabdiliyan ati hain. Ek aham factor jo forex market mein anay wale harkatay mein asar daal sakta hai woh maashraati data releases hote hain. Hukumaton aur central banks ne regularly apne GDP growth, rozgar ke figures, mehngaai ke rates, aur trade balances jese maashraati indicators ko publish karna hota hai. Ye indicators ek mulk ki maeeshat ki sehat ke baray mein malumat farahem karte hain aur inki values par asar dalte hain. Agar kisi mulk ki GDP growth expectations se zyada ho, to isey mazboot maeeshat ka nishaan samjha jata hai, jis se currency ki demand barh sakti hai. Ulta, agar maashraati data expectations se kam nikle, to currency ki qeemat mein girawat ho sakti hai. Traders aksar in releases ka jawaab jaldi dete hain, apni positions ko naye malumat ke mutabiq adjust karte hain, jis se currency prices mein tezi se aur be naqab tabdiliyan ati hain.



                Geopolitical Events
                Geopolitical events bhi forex market ki dynamics ko shape karne mein aham role ada karte hain. Siyasi be aman, jang, elections, aur diplomatic tensions sab currency prices mein foran aur anay wale harkatay mein hissa dal sakte hain. Misal ke taur par, agar kisi election ka result ya siyasi hadsa anay wale waqiyat mein sudden izafay ka sabab ban jaye, to traders mein uncertainty aur risk se bachne ki koshish hoti hai, jis se currency mein numaya tabdiliyan aati hain. Central bank decisions aur monetary policy announcements forex market mein anay wale anwaar ki doosri barri wajah hai. Central banks jese ke Federal Reserve America mein ya European Central Bank, interest rates aur doosre monetary policy measures par faislay karte hain. Ye decisions traders ke liye bohot ahem hote hain, kyun ke inka seedha asar currency ke investors ke liye attractivness par hota hai. Agar interest rates mein ya monetary policy guidance mein unexpected changes hote hain, to ye market participants ko mutasir kar sakte hain, jis se currency mein foran aur numaya tabdiliyan aati hain.



                Monetary Policy
                Mehangi conditions ke ilawa market sentiment aur speculative trading bhi forex market mein anay wale unexpected movements mein kirdar ada karte hain. Traders ke market shorat, risk appetite, aur technical analysis ka asar hota hai jo short-term fluctuations ko drive kar sakta hai jo ke fundamental economic factors ke mutabiq nahi hote. Ziyada uncertainty ke doran, emotions ka bhi bara asar hota hai, jo ke market reactions ko bharha sakte hain aur anay wale price movements mein foran se farigh kar sakte hain. Liquidity conditions bhi forex market mein unexpected movements mein hissa dal sakti hain. Forex market ghair-centralized hai aur 24 ghante, paanch dinon tak kaam karta hai. Kuch waqt par, market liquidity kam ho sakti hai, jo ke bade trades ko currency prices par zyada asar daalne mein asaan banati hai. Kam liquidity volatility ko bharha sakti hai, jis se anay wale aur foran harkatay aati hain.



                Algorithmic Trading and Automated Systems
                Algorithmic trading aur automated systems bhi forex market mein barh chuki hain. Ye systems pre-defined criteria par based trades execute karne ke liye complex algorithms ka istemal karte hain. Jabke algorithmic trading market ko efficient banane mein madad karti hai, lekin jab bari tadad mein algorithms ek hi market signals ka jawab dete hain, to ye rapid aur unexpected movements ko bharha sakti hai. Is phenomenon ko kabhi-kabhi "flash crash" kehte hain, jisme prices mein foran aur drasti girawat aati hai phir uska dobara recover ho jata hai. Unexpected market movements ke challenges ka samna karne ke liye, traders aksar risk management strategies ka istemal karte hain. Stop-loss orders set karna, portfolios mein tafawut paida karna, aur economic events ke baray mein malumat hasil karna, unforeseen market shifts ke asar ko kam karne ke liye aam taur par istemal hone wale approaches hain. Iske alawa, trading ke liye discipline aur jazbati faislay se bachne ke liye traders ko behtareen taur par tayyar rehna chahiye.
                ​​​​​​​
                ​​​​​​​
                Believe in yourself and your abilities. When you fight for your dreams, you can achieve anything.

                اب آن لائن

                Working...
                X