Pakistani currency k muqably dollar bohut ziyada strong hogaya trading effects?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pakistani currency k muqably dollar bohut ziyada strong hogaya trading effects?
    Pakistani currency k muqably dollar bohut ziyada strong hogaya trading effects kia hongay esky kia asarat hongy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pakistani currency k muqably dollar bohut ziyada strong hogaya trading effects?

    dollars ki price increase hone se is ke pakistan ki economy par boht zeyda bure asraat pare gay jaisa ke ap jante hain ke pakistan ki export pehle hi boht zeyda kam hain or import zeyda or jub dollars ki price increase ho rehi ha tu jo pakistan goods dusri countries se export karta ha os ki price increase ho jaye gi or pakistan ko pehle se zeyda payment pay karna pare gi pakistan currency pkr me or dollars ki price increase hone se pakistan me inflation ki price increase ho jaye gi jo ke pakistan ki economy or pakistan ke awam ke liey boht bura asar Dale gi dollars ki price increase hone se pakistan ki trades par bhi gehra asar pare ga pakistan me gold or oil ki price increase ho sakti hain jub us dollars ki price increase hoti hain tu is ka pakistan ki stock exchange par bhi boht bura asar parta ha
    • #3 Collapse

      Re: Pakistani currency k muqably dollar bohut ziyada strong hogaya trading effects?

      Us dollar ki exchange value Pakistani currency kay muqabalay mai bohat strong hoti jaa rahi hai aur iss waqt US dollar to Pakistani rupee exchange rate 1:167 ho chuka hai jo kay pichlay 5 din mai Barha hai. Iss ka pehla asar directly gold ki prices pay Para hai jo kay 100100 pkr per tola tak jaa kay kuch waapis Aya hai. Laikin abhi Corona virus ki wajah say world economy bohat ziada buray halaat mai jaa chuki hai aur Kall say shuru honay waley week mai mazeed halaat kharab honay waley hain kiyu kay USA mai Corona virus ki wajah say halaat bohat Ziada kharaab ho rahey hain jiss ka asar kall say market kay open honay pay waazih nazar aey ga aur Pakistan jaisi economy jo kay pehlay say struggle ker rahi hai woh mazeed weak hogi aur us dollar Pakistan mai bohat strong honay jaa raha hai. US dollar kay Pakistan mai strong honay say traders ko deposit aur withdraws mai he faraq parey ga. Deposit kay liye ziada payment use hogi aur withdraw ka exchange rate ziada honay say ziada pkr milengay.
      • #4 Collapse

        Re: Pakistani currency k muqably dollar bohut ziyada strong hogaya trading effects?

        Assalamu alaikum Pakistan Forex forum members Pakistani currency ki value decrease hone ki main reason lock down hai agar kisi bhi country mein lockdown ho jaaye jiski economical situation already problematic ho aur stable na ho to uski currency bahut zeyada ifect karti hai aisi hi kuchh situation hamari e currency ke sath hai jab bhi koi natural disaster unexpected event ho jata hai to hamari karan thi fast devalue ho jaati hai dear Forex trading members all over the world developed countries ki situation bahut poor hai stock exchange crash kar chuki hai lockdown ki vajah se currency pair stable nahin hai hi gold prices increase ho rahi hai crude oil prices decrease ho rahi hai jiski vajah se market mein uncertainty aur sensitivity pai jaati hai
        • #5 Collapse

          Re: Pakistani currency k muqably dollar bohut ziyada strong hogaya trading effects?

          G ha dear ap ne ais time dekha ho usd kafi zayda strong ho raha hai aor ais time Pkr down hi aa raha hai ais ki aik to waja ye virus hai jis ki waja se ais time kafi zayda loss ho raha hai ap ne agar ais market mai dekha ho to ais mai currency agar aik strong hoti hai to aus par hum ne agar trade karni ho to aus par hum ko trend sath dekhna parta hai aisy hi abi tak Pakistan ki currency to forex market mai hai hi nai aor agar ye currency weak ho rahe hai to ais se koi masala nai hai ap ne agar ais mai kaam karna hai to ap ko ais market mai acha kaam karna chaye ais se ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap ne jis currency par kaam karna ho aus k bary mai pata hona chyae.
          • #6 Collapse

            Re: Pakistani currency k muqably dollar bohut ziyada strong hogaya trading effects?

            dear forex friends pakistani currency kay muqablay doller buhat ziada strong ho gai hain is ki waja say trading par buhat bura effect para hain wo is tarha kay agar dooler ki kimat main azafa hota hain to sath he sath pakisatn ki currency us doller kay muqablaya buhat kum sabat hoti hain doller ki currency jab change hoti hain to pakistan main apna ap he currency change ho jati hain matlb kay agar doller ki kimat bar rahi hain to pakisatn ko jo curency retern karni hain wo curency us say ziada karni ho gi jis ki waja say pakistan ki awam par buhat bura asar parta hain our jab doller ki kimat main azafa hota hain to sath he gold our oil ki trade main apna ap currency rate change ho jatain hain jasa kay pakistan ki export buhat he ziada hain our import buhat he kam
            • #7 Collapse

              Re: Pakistani currency k muqably dollar bohut ziyada strong hogaya trading effects?

              G han Pakistani rupy key muqably me US dollar bahot zeyada strong ho raha hay aur international market me be agar US dollar ka jaiza leya jaye to ye har currency key muqably me strong hi ho raha hay, es ki waja international level par jo situation bani howi hay es se world key halaat teezi key sath badal rahy hey yahi waja hay key US dollar market me strong hota ja raha hay, Pakistan ki economy pehly se zeyada weak ho chuki hay agar Pakistan ki economy ka andaza karna ho to hamy US dollar ki keemat ka jaiza lena chaye, news par focus karny se hi US dollar ki badalti howi value ka andaza lagaya ja sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Pakistani currency k muqably dollar bohut ziyada strong hogaya trading effects?

                g han bhai jan pakistani cuurency k hisab se dollr ki price main kafi izafa howa hai or ab jo k price 168 tak ja pohnachi hai es ka forex main yah effect hai k dollr strong hony ki wjah se es pair main trading bahtr ho skti hai jis main achi earning kar skty hain tu hmain aghr forex main dollrs main earning milti hai tu wo hmari pahly se zyda faidamand ahi or hmain zyda earning mil rahi hai wesy bhi forex main usd sub se strong currency hai or es ki value bhi boht hai jub ka b es ki price main iazafa howa hai tu amzeed es ki value main izafa howa hai jis se hum yah kah skty hain k es strong pair main trading ko bahtr kar k hum boht achi tradng kar skty hain or kamyab ho skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Pakistani currency k muqably dollar bohut ziyada strong hogaya trading effects?

                  Pakistani rupee ki value bilkul gir gae hai, per is se srf hamare liye hi nuksan hai aur hamare mulk ki economy pe bura asar par raha hai, baki forex tading mein pakistani rupee ka koe pair nhi hai to mera nhi khayal ke pakitani rupee ki value kam hone se forex market pe koe asar pare ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Pakistani currency k muqably dollar bohut ziyada strong hogaya trading effects?

                    Pakistani rupaye ki girti Hui Kadar Hamari mayeshaat majbut na hone Ki vajah Hai Jiski vajah se US dollar Mazid majbut Hota ja raha hai Kyunki Hamara Sara len Den US dollar Mein Hota Hai Is vajah Se Hamari economy ko Mazid effect Karega US dollar ka strong hona Hamari economy kamjor isliye hai Ke Hamari Daramdaat Jyada Hain Jarur ke Hamari bar ahmdabad bahut kam hai Upar Se Corona Virus ki vajah se Hamara Mulk is Waqt lock down hai aur ke crisis mein ham log Jitni bhi Hamari income hoti hai unko Apne Mulk ke halat per kharch kar rahe hain aur ham apni economy ko strong karne ki position Mein Nahin Hai economy Kisi bhi Mulk ki currency ko strong Banane mein bahut Aham kirdar Ada karti hai Puri Duniya coronavirus ke lapet mein hai Fir Bhi Kuchh Mulk aisey Se Hain jinki currency Upar ja rahi hai aisa isliye hai Kyunki imports kaam hai aur Unki exports bahut jyada hai vah dusre Mulkon se len Den apni hi currency Mein Karte Hain balki Aisa Kaha Jayega unko Lena padta hai dusre Mulkon se Dena bahut kam padta hai isliye Unki currency per Kuchh Jyada Asar Nahin Padta Unki mayeshat hmari nisbat behtr hai Hamen dusre Mulkon ko US dollar Mein payment karna hoti hain jo ki Hamare rupaye ki Kadar kami hone se Hamen unko Jyada paisa dena padta hai aisa hone se Hamen Mazid nuksan Hota Hai aur ham Apne rupaye ki Kadar ko Bekarar Nahin Rakh Sakte
                    • #11 Collapse

                      Re: Pakistani currency k muqably dollar bohut ziyada strong hogaya trading effects?

                      Us dollar ki change value Pakistani currency kay muqabalay mai bohat sturdy hoti jaa rahi hai aur iss waqt US greenback to Pakistani rupee trade price 1:167 ho chuka hai jo kay pichlay 5 din mai Barha hai. Iss ka pehla asar without delay gold ki charges pay Para hai jo kay 100100 pkr in line with tola tak jaa kay kuch waapis Aya hai. Laikin abhi Corona virus ki wajah say international economy bohat ziada buray halaat mai jaa chuki hai aur Kall say shuru honay waley week mai mazeed halaat kharab honay waley hain kiyu kay america mai Corona virus ki wajah say halaat bohat Ziada kharaab ho rahey hain jiss ka asar kall say market kay open honay pay waazih nazar aey ga aur Pakistan jaisi financial system jo kay pehlay say warfare ker rahi hai woh mazeed vulnerable hogi aur us dollar Pakistan mai bohat strong honay jaa raha hai. US greenback kay Pakistan mai sturdy honay say traders ko deposit aur withdraws mai he faraq parey ga. Deposit kay liye ziada fee use hogi aur withdraw ka trade charge ziada honay say ziada pkr milengay.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Pakistani currency k muqably dollar bohut ziyada strong hogaya trading effects?

                        Pakistani Rupaiya ki girti Hui Kadar Hamari e mein se hath majbut na hone Ki vajah Hai Jiski vajah se usdollar Masjid majbut Hota ja raha hai Kyunki Hamara Sara len Den use dollar Mein Hota Hai Is vajah Se Hamari economic ko Masjid effect Karega US dollar ka strong Hona Hamari economy kamjori isliye hai ki Hamari daromadar jyada hai Jarur Yad Jyada Hai Hamari e Bar Ahmedabad bahut kam hai Upar Se Corona Virus ki vajah se Hamara Mulk is waqt lockdown hai aur ke crassus mein ham log Itni bhi Hamari income Hoti Hai unko Apne Malik ke halat per kharch kar rahe hain aur Hamen apni economic ko strong karne ki ki position Mein Nahin Hai nomic Kisi bhi Mulk ki currency ko strong Banane mein bahut Aham kirdar Ada Karti Hai Puri duniya coronavirus ki pet Mein Hai Fir Bhi Kuchh Malik Aise Hain jinki currency Upar ja rahi hai aisa isliye Hai Kyunki important kam hai aur Unki export bahut jyada hai vah dusre Mulkon se len Den apni hi

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X