Indector ya markeet anlysis ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indector ya markeet anlysis ?
    Asslam.o.alaikum
    Main umed karta hun ki aap sab khairiyat se honge .
    kya Ham sirf inductor ki base per trading kar sakte hain ya phir hamen market ko analysis karna aana chahie?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indector ya markeet anlysis ?

    Indicators signals key base par trading karna be 1 tarha se market ko analysis karny jesa hi hay, zarori nahi key har time economic news par hi depend kia jaye, some time technical indicators be market analysis karny me news se zeyada faida de sakty hey, zarorat es bat ki hay key ham indicators key indication ko samjy aur real time key indication hi ham hamesha hasil karty rehy, agar signals ko let follow key jaye to es ka be nuksan ho sakta hay, indicators key base par trading ki jaye to ye technical market analyzing trading hoti hay jo key professional traders be karty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Indector ya markeet anlysis ?

      Analysis aur indicators mai koi khaas faraq nahi hai. Analysis aur indicators mai sirf yehi faraq hai kay indicators softwares operated hotay hain aur pehlay say graphic presentations ko formulas kay saath macros aur hyperlink kia gaya hota hai jiss say charts pay bannay waali garphic motions ko auto pay representation mill rahi hoti hai. Ab Agar indicators kay phenomenon ko study kia Jaey aur samjha jaey tou yehi pata chalta hai kay indiactors bhi markets ki previous movements ko calculate ker kay future movements ki indications day rahey hotay hain. Indicators sirf market ki movement ko he judge ker kay traders ko positions open aur close kernay mai madad daitay hain.

      Analysis mai yehi kaam traders manually ker rahey hotay hain. Analysis mai traders market kay trends ko watch kertay hain, big times frames mai movemets ko monitor kia Jata hai. Uss kay baad he traders apni positions ko decide kertay hain aur indicators say ziada analysis ka faida hota hai kiyu kay analysis mai traders market pay dusray impacts ko bhi observe ker laitay hain jaisay kay news aur demand aur supply ko ratio waghaira ko daikh kay apany decisions laina waghaira.
      • #4 Collapse

        Re: Indector ya markeet anlysis ?

        Dear ap ne agar ais market mai dekha ho to kuch log hai jo ais market mai trade lagany se phly analysis karty hai aor kuch log hai jo ais market mai indicator ko dekh k trade lagaty hai ap ne agar ais market mai trade karni hai to ap ko ais market mai apni trading strategy k hisab se dekhna ho ga aus k hisab se ap ais market mai analysis kar lety hai aor ais market mai trade laga lety hai ap ais market mai jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ap ais market mai jitni zayda mehnat karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ap ais market mai kaam sekh ley aor aus k baad ais mai apny analysis par kaam kary ais se ap ka confidence build up ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: Indector ya markeet anlysis ?

          Assalamu Alaikum dear friend acche indicators ka istemal bahut jaruri hai jaise ki agar aap training karna chahte hain analyses bhi kuch log karte hain lekin indicator ko use karte hue aap market ke direction ko Maloom kar sakte hain jaise ki agar aap metatrader ke original indicators ko use karte hain to vah bahut hi jyada benefit Dete Hain metatrader 4 ke original indicator bahut hi jyada aapko market ke train ke bare mein batate hain ki market ki movement kis Taraf Hai To isliye aap ke liye jaruri hai ki aap acche indicators ka istemal Karen aur analysis bhi Karen donon chijon ko use karte hue Jab aap trade open Karenge to aap 90% trade win kar lenge
          • #6 Collapse

            Re: Indector ya markeet anlysis ?

            walikum salam dear friend jo traders fully indicators pay depend kartay hain wo kamyabi hasil nai kar saktay forex trading main agar aap ko kaheen say confirm signals bhi miltay hain trading k liay to phir bhi aik bar market ka khud say analysis lazmi karen kyun k insan ko tasalli tab hi hoti hay jab wo khud analysis kar k trading karay and kamyaabi bhi milti hay usi waqat agar ham yeh chahtay hain k indicators ko daikha and trade open kar di to meray khayal main yeh hamari baywakoofi ho gi indicators siraf hamaray analysis ko strong karnay k liay hotay hain hamen chahiay k pehlay khud achi tarha analysis karen phir us k bad indicators ki help lain yad rahay k just help laini hay fully dependent nai hona un pay forex market k trading platforms main bohat say indicators hain jin ko ham use kar saktay hain but es ka yeh matlab nai hay k analysis karna hi chor diya jay analysis karna bohat hi zaruri hay trading ko kamyab bnanay k liay and expert trader banny k liay jitna acha koi trader analysis kar sakay ga utna acha usay profit milay ga and wo kamyaabi ki taraf jay ga
            If you work hard no body can stop you from success
            • #7 Collapse

              Re: Indector ya markeet anlysis ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdul hadi baloch پيغام ديکھيے
              Asslam.o.alaikum
              Main umed karta hun ki aap sab khairiyat se honge .
              kya Ham sirf inductor ki base per trading kar sakte hain ya phir hamen market ko analysis karna aana chahie?
              Market Ke Acche tarike se analysis karne ke liye aapko indicators for use karna padta hai bina indicators ko use kiye aap market ke proper analyses nahin kar sakte bahut Sare traders Bina indicators ko use kiye market ke analyses karne ki koshish karte hain aur FIR apni money loss kar dete Hain market ke liye proper analysis aap use time kar sakte hain Jab aap acche tarike se kam karo aur trading karne ke liye indicators ko bhi use karo use time aap market ke proper analyses kar Sakoge isliye aap apne trading Mein technical analysis ko Jarur add kar liya karo yah aapki trading ko bahut jyada improve kar sakte hain aur Market CarTrade acche se pata chal sakta hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Indector ya markeet anlysis ?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdul hadi baloch پيغام ديکھيے
                Asslam.o.alaikum
                Main umed karta hun ki aap sab khairiyat se honge .
                kya Ham sirf inductor ki base per trading kar sakte hain ya phir hamen market ko analysis karna aana chahie?
                Market Ke Acche tarike se analyses karne ke liye aapko indicators for use karna padta hai bina indicators ko use kiye aap market ke proper analyses nahin kar sakte bahut sari traders Bina indicator score use kiye market ke analyses karne ki koshish karte hain aur FIR apni money loss kar dete Hain market ke liye proper analysis aap use time kar sakte hain Jab aap acche tarike se kam karo aur trading karne ke liye bhi use karo use time aap market isliye aap apni trading Mein technical analysis ko zaroor add kar liya karo yah aapki trading ko bahut jyada improve kar sakte hain aur Market CarTrade acche se pata chal sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Indector ya markeet anlysis ?

                  Asalam o Alikum dear friends umeed karta hon kay ap sab theek hon gay jesa kay ham janty han kay forex ak bahut he acha business ha is ko karny kay leye hammy bahut ziada mehnat ki zarorat hoti ha markit kay barry main hamaray leye learning ka hona bahut he ziada ahmeat rakhtaa ha hamary pas jitna ziada knowledge ho ga utna he ham is pa ziada dil laga kar or sahii sahii kaam kar saktee han or markit main analysis ka hony bhi zariorii ha q kay markit ko analys kay baghir nai samjhaa ja saktaa or is kay indicater signal hammy milty han ye baz ouqat sai nai bhi hoty to is key leye hammy analysis ki bhi zarorat hotii ha markit main ye dono cheezy hon gi to hammy is say achy results hasil kar sakee gay is kay elawa ham is pa jitni mehnat karee gay us kay barry main hammy achi jan kari hasil ho gi
                  HARD WORK NIS KEY TO SUCCESS

                  THANKS FOR READING
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Indector ya markeet anlysis ?

                    Assalamu Alaikum dear friend your traders full indicator pay depend karte hain vah kamyabi Hasil nahin kar sakte Forex trading mein agar aapko kahin se confirm signals bhi Milte Hain trading ke liye to Fir Bhi Ek Bar market ka khud se analysis lazmi Karen Kyunki Insan ko tasalli tab hi hoti hai Jab vah Khud analysis Karke trading Karen and kamyabi milati Hai Usi Waqt Agar Ham yah Chahte Hain ke indicator Ko Dekha and trade open kar de To Mere Khyal Mein yah Hamari bevkufi Hogi indicated sirf Hamare analysis ko strong karne ke liye hote hain Hamen chahie ke pahle Khud acchi Tarah analysis Karen FIR Uske bad indicators ki helpline Yad Rahe ke just help leni hai fully dependent Nahin Hona UN per forex market ke trading platform mein bahut syndicated Hain jinko Ham use kar sakte hain but iska yah matlab nahin hai ki analysis karna Hi Chhod Diya Jaaye analysis karna bahut hi jaruri hai trading ko Kamyab banane ke liye and expert trader banane ke liye itna Achcha Koi trader nahin kar sakega utna hi Achcha use profit Milega and kamyabi ki taraf Jaega aur successful Hota jaega

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X