Forex me stop loss ka use krna kesa Hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me stop loss ka use krna kesa Hy
    Dear friends mery khyal me safe trading Kay leay stops loss lgana lazmi Hy Kyun Kay is me Kam nrbg Kay leay so ko is me capital safe rakhna hota Hy Yahi so ki top priority hona chye Kay ap ko is me oana balance safe rakh kah Kam krna Hy rba Hy so Acha profit Kay skty hen is me Kam kr Kay
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me stop loss ka use krna kesa Hy

    Forex main stop loss ka use karna bhor faida mand hota hai is sy aap is main achi earning kar sakte hi qk ye apk account ko wash hone sy bachati haj isliye hamesha mehnat or hard work k sath is main kaam karen or earning k bare maij sochen tabhi aap is main kamyab hoskte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Forex me stop loss ka use krna kesa Hy

      Dear friends umeed krta hn k ap sb khariet sy hn gy g bilkul forex m. SL ka use members kly faida mand hta hai Jo trader SL ko use krty hain wo achy trader smjhy jaty hain jb ap koi trade open krty hain agr wo ap ko loss dti hai to wo ap ka account bhe wash kr skti hai agr SL lga ho ga to wo ap k SL ko hit kry ge r ap ki trade close ho Jay ge... Agr SL nh lga ho ga to account wash bhe ho skta hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex me stop loss ka use krna kesa Hy

        dear friend forex trading mn meray khial mn stoploss ko lazmi use krna chayay keun k forex trading mn stop loss aik aisa tool ha jis ko use kr k ap apnay account ballance ko safe rakh sktay hn aur agr ap stop loss ko use naen krtay to apki trade ziada loss mn janay sa apka account wash bhi ho skta ha
        • #5 Collapse

          Re: Forex me stop loss ka use krna kesa Hy

          stop loss ka forex main use karna best hain hamy is ko use kar ky kam karna chahey hamy is ko ignore nahi karna chahey yai hamy loss sy bachta hain hamy aik time table bana kar is main daily base par kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar ky apni family ko support kr sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex me stop loss ka use krna kesa Hy

            stop loss buht hi zarori hai kyon ke market ka koi pata nahi hota hai ke maket kabhi bhi kuch bhi kar sakti hai is liye buhat hi zaroi hai ke ham mehant karain aur kabhi bhi stop loss ke baghair kaam na karain agar ham ne mehant ki to ham kaam kar sakte hain lekin hmain mehant se seekhna hai ye rules hain buhat hi ach e rules hain jin se ham kameayb ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex me stop loss ka use krna kesa Hy

              Assalamu Alaikum friends ji han stop loss bahut hi zaruri hai Kyunki market ka koi pata nahin Hota ki market Kabhi Kuchh Bhi kar sakti hai isiliye bahut hi zaruri hai ki Ham mehnat Karen aur kabhi bhi stop loss ke bagair Kamna Karen agar humne mehnat ki To Ham kam kar sakte hain lekin Hamen mehnat Se sikhana Hi Hai rules hai bahut hi acchi Tarah Se rules ko follow Karen Taki Ham ismein kamyabi Hasil kar sake.
              Last edited by ; 04-04-2020, 07:26 AM.
              • #8 Collapse

                Re: Forex me stop loss ka use krna kesa Hy

                Assalamu alaikum friends ummid karta hun ki aap log sab theek thaak honge ji bilkul aisa hi hai Forex mein stop loss ka use karna bahut zaruri hai jab main loss ho raha hota hai to hamen karna parta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me stop loss ka use krna kesa Hy

                  Ge han dear forex main stop loss ko use karna bohat aacha hai agar stop loss ka use nai karain gay to hum loss kar lain gay q kay market kabi up hoti ha to kabi doen hoti ha agar stop loss laga lain gay to app ko loss ziada nai ho ga lahza stop loss ko samajh kay pher kam karain or koshesh karain kay forex forum ka knowledge hasil karian or mahant karian
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me stop loss ka use krna kesa Hy

                    Dear forex may stop loss ko use karna bohat hi supper hay quen kay jab jab aap ko loss ho raha ho to ya aap ko aik tarha say loss say bacha layta hay agar aap samjh laytay ho kay aap ko loss na ho to aysa to nahi hay kay aap ko bilkul bi loss nahi ho sakta hay quen kay baray say bara trader bi aajay us ko loss ho jaata hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex me stop loss ka use krna kesa Hy

                      Dear friend forex trading main ap ko chahye ap as main achay say kam karen aur soch samgh kar as main trade karen aur ap as main go stop loss use karty hain osay ap lazmi use karen as say ap ka acount go hy mahfoz rahta hy aur ap as main bahteren earning bhi kar lety hain bena kisi tantion k
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex me stop loss ka use krna kesa Hy

                        Market mein agar aap apni trade open karte ho aur sath mein stop loss lagate ho to yah bahut Achcha decision hota hai aapka Aise aapko Jyada loss Nahin Hota aur aapko profit bhi hota hai agar aapki trade Lo position Mein Jaaye to
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex me stop loss ka use krna kesa Hy

                          Forex trader Stop loss apni Har trade Mein zaroor Lagaya Kyon K Stop loss Lagane se Hamen Jyada Lash nahi hota aur Hamara acount safe rahata hai Forex trading Mein Hamen Money managment se kam karna chahie aur koshish karen trade karne mein jaldbazi Na Karen Soch Samajh Ke Sath trade Karen acchi trade entry ka vate Karen jaldbazi se trade karne se Hamen loss ho sakta hai aur trade karne se pahle Hamen news ko follow karna chahie tab trade Karen To Hamen Achcha fayda Ho Forex trading mein jo Apne emotions ko control nahin kar sakte vah Forex trading Mein kamyabi Hasil nahin kar sakte.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex me stop loss ka use krna kesa Hy

                            Ji haan huma Forex mein loss stop bht zaroori hota hai hamen chahie ki Ham acche tarike se rules ko follow Karen aur es main acchi tarah se mehnat aur lagan se kam Karen tabhi hamen Forex mein kamyabi mil sakti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex me stop loss ka use krna kesa Hy

                              Stop loss bhot zaruri ha q k apko sometimes market ki fast movement ki waja sy zeada loss bhi ho sakta ha. Agr apny apni trade py stop loss lagaya hua ha to ap ko sirf otna e loss ho ga jitna ap ny st kia hua ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X