Forex me loss se pareshaan na hoo balkeh apni mistakes se sabaq seekhe.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me loss se pareshaan na hoo balkeh apni mistakes se sabaq seekhe.
    Dosto forex aek karobaar hai is me profit ke saath saath loss Bhi hota hai magar hame chahiey keh ache experience take Kar ke loss se Bache
    PRACTICE MAKES MAN PERFECT
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me loss se pareshaan na hoo balkeh apni mistakes se sabaq seekhe.

    Je dear ap ny bhot short thread post kiya hai asy thread forum delete kar deta hai, kio faida hony ki bajae asy thread nuksan ka bahes he banty hai,

    Forex ma loss mistakes sy hota hai agr en mistakes sy sabaq sekha jae to ham loss hony ka nuksan kam sy kam kar sakty hai, loss ki waja sy tension ni leni chahe,
    • #3 Collapse

      Re: Forex me loss se pareshaan na hoo balkeh apni mistakes se sabaq seekhe.

      Ji bilkul Hamen aise hi karna chahie Agar Hamen loss Ho Jaaye to Fir Hamen tension Nahin Lena chahie Kyunki loss or profit business ka hissa hote hain Agar aapko loss ho jata hai to aapko pareshan Nahin Hona chahie aap bol ke yah samajhna chahie ki yah bhi business ka hissa hota hai agar aap is tarike se kam Karte Rahoge To aap ek Achcha Treasure Ban jaaoge Kyunki Jo loss ko face karta hai to vah aakhirkar profit Tak bhi rassi Hasil kar jata hai aur Usi Mein uski kaamyabi hoti hai
       
      Visit My Profile
      • #4 Collapse

        Re: Forex me loss se pareshaan na hoo balkeh apni mistakes se sabaq seekhe.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
        Je dear ap ny bhot short thread post kiya hai
        Bhai jaan posts ia traah nhi hotay aap to editing kr rhy ho aur yhe spamming hay ..
         
        Visit My Profile
        • #5 Collapse

          Re: Forex me loss se pareshaan na hoo balkeh apni mistakes se sabaq seekhe.

          Gee haan bhai humain forex sae perashan nahin hona chahyea balkay humain jin mistakes ki wajah sae loss hota hai humain unn mistakes ko control kerna chabyea aur unn ko khatam kernay ki koshish kerni chahyea agar hum hum mistakes ko qaboo mein ker lain gay tou forex mein kamyab ho jayain gay
          • #6 Collapse

            Re: Forex me loss se pareshaan na hoo balkeh apni mistakes se sabaq seekhe.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: پاکستان زندہ باد پيغام ديکھيے
            Dosto forex aek karobaar hai is me profit ke saath saath loss Bhi hota hai magar hame chahiey keh ache experience take Kar ke loss se Bache
            Good hamen apne dost se panic nahin hona chahie balke hamen main apni mistake se learning karne ki koshish karni chahie jab Ham apni mistake se learning karne ki koshish karenge to dhan hamara knowledge bhi ko dhoka aur hamari trading bhi code ho jayegi aur agar Ham apni mistakes se learning ki koshish nahin karenge to hamara knowledge bhi good nahin ho sakta hai aur ham apni mistakes ko recover bhi nahin kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex me loss se pareshaan na hoo balkeh apni mistakes se sabaq seekhe.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: پاکستان زندہ باد پيغام ديکھيے
              Dosto forex aek karobaar hai is me profit ke saath saath loss Bhi hota hai magar hame chahiey keh ache experience take Kar ke loss se Bache
              Jo Banda apni galti se nahin sakta hai vah kabhi bhi nahin sakta hai isliye hamen apni galtiyo se jarur sikhana chahie jab Ham apni galti se sikhana shuru kar dete Hain to tab hi hamen kamyabi milati hai aur agar Ham apni galti se nahin sakte to hamen kamyabi nahin Mil sakti hai isliye hamen chahie ki Ham koshish karen ki Ham apni galtiyo se Sikh saken jab ham koshish karenge aur apni galti Man se sikhenge to tab hamen kamyabi milegi aur agar Ham apni galti aise nahin sikhate Hain to Kam jab bhi nahin milati hai galti hamare liye ek Bada ustad hoti hai aur hamen is se sikhana chahie
              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Forex me loss se pareshaan na hoo balkeh apni mistakes se sabaq seekhe.

                Jb hamen loss ata hy tou ham khud bahut ziyada pareshan ho jaty hn kuch time pareshan hony ky baad ham phar sy koi apny andar changen nai laty hn belky ham dobara sy vahi galtiyan karty rehty hn hamen chiy k ham apni galtiyun sy pareshan na houn belky hamen unsy sabak lina chiy aur apni galtiyun sy sheak karn apny ap ko mazbout banana chiy.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me loss se pareshaan na hoo balkeh apni mistakes se sabaq seekhe.

                  g dear, forex trading ma profit aur loss to chalta rehta ha, lakin acha trader wo hi hota ha jo loss sa pareshan nhi hota bl k us sa sanbak seekhta ha ayur tension free reh kar usay recover karta ha aur un factors ko clear karta ha jo loss ki waja bnay hon
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me loss se pareshaan na hoo balkeh apni mistakes se sabaq seekhe.

                    G han thek kaha apny k loss sy hume paresham nabi hona chahe balkay us main loss sy bachme ki mukammil koshish karni chaye or soch smajh k trading karnj cahye tabhi hum is main kamayb hoskte hain or hard work sy is main succesfsul hoskte bain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex me loss se pareshaan na hoo balkeh apni mistakes se sabaq seekhe.

                      han g tk kaha h ap ny my ap ki baat sy agre ho hmy loss sy paryshan ni hna chahiy blky loss ki vja sy ki gai mistakes ko smajna chahiy r demo py improve karna chahiy
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex me loss se pareshaan na hoo balkeh apni mistakes se sabaq seekhe.

                        G haa my dear agir kuch bhai forex market main loss kar jaty hain tu us ki sub se bari wajha un ka inexperienced ka hona hota hai as lye agir humain khud ko forex forum main kamyaab karna ho tu humain forex market ko ziyada Search karna chahye taa ke humain Trade kis tarah leni hai our kis tarah hum profit bna sakty hain
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex me loss se pareshaan na hoo balkeh apni mistakes se sabaq seekhe.

                          Ji han aapki baat bilkul durust Hai Hamen koshish Karni chahie ki Ham Kabhi Jyada Lala Chuna Karen Kyunki Lal aaj ki vajah Se Hi Ham loss kar Jaate Hain isliye Hamen chahie ki Ham Mujhmein hokar trading start karen aur Apna lot size kam istemal Karen Achcha hai Hamare liye Agar Hamen kam profit mile a Ja Na Ho ke Ham nuksan kar jaen
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex me loss se pareshaan na hoo balkeh apni mistakes se sabaq seekhe.

                            Ji Haaan BhoT Achi Baaaat Kahi Hai Aaaap Ne ProFit Yaaaa losss FoRex Kaaa hisaaa Hai HumEn in Ki Wajaaa Se PaReshaan Nahi HoNaaa Chaahiye Balke HumEn is Main mEhnat Jaaari Rakhni Chaahiye Or Zyaada Se Zyaada TimE Denaaa Chaahiye FoRum Ko Q k Jitnaaaa Zyaada Mehnat se Hum Kaaam KaRen Gy Or Jitnaaa Samajh KaR Trading KaRen Gy Utnay Hi ProFit K ChanCes Zyaada Hoon Gy oR Kaaaafi Achi Amount Main Hum Earning Bhi Kar Saken Gy Or pRoFit Bhi Kamaaa SakEn Gy.....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex me loss se pareshaan na hoo balkeh apni mistakes se sabaq seekhe.

                              ge han agr app ko forex main loss ho bhe jata hai to app pershanna hon jahan profit ha wahan loss bhe sath sath ha agar hum profit hasil kar sakty hain to hum loss main bhe hamain sabar say kam laina ho ga or mahnat karni ho ge hum janty hain kay business main haar jeet lagi rahti ha lahza sabar or mahnat say kam lain or dil laga kar kam karty rahain gay to hum kamyab hon gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X