Win win situation kaisay Banai jaa sakti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Win win situation kaisay Banai jaa sakti hai?
    Forex trading mai expert traders aik situation ka bohat zikar kertay hain jisay win win situation bhi kaha Jata hai. Win win situation kaisay Banai jaa sakti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Win win situation kaisay Banai jaa sakti hai?

    hamy forex ko achy sy watch kar ky is main acha or alla qualites ka kam kana chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain hamy apny emotion or lalach ko qabo main rakh kar is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky apni family ko support kar sakty hain ham is main apni marzi s time table abna kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai usa or china or new yourk aik maqbool business ban cuka hain or paksutran main be aik legal business hain ham isy apna life tim eprofessional be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real busienss hain yai online ki dunya main aik king business hain
    • #3 Collapse

      Re: Win win situation kaisay Banai jaa sakti hai?

      forex aik online business hain ham is mai live or sada urdu main baat karty hain ham is main acha or alla qualities ka kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain ham is main day main be kam kar sakty hain or ham is main night mian be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham aapny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamra koi boss nahi hota ham is main apny boss ap hi hoty hain is main poors man or job less manky liye aik acha business hain is main hamara koi be boss nahi hota
      • #4 Collapse

        Re: Win win situation kaisay Banai jaa sakti hai?

        Dear ap ne agar ais market mai win hi karna hai to aus k liay sab se phly to ap ko long term mai kaam karna ho ga aus k baad apko ais market mai analysis karny hoty hai aor aus k baad apko ais market mai trade laga k choar dena hota hai ais mai ap ki lot size kam hota hai ap trade ko asani se hold rakh sakty hai agar ap ki trade loss mai bhi chal rahe ho to ap aus ko asani se hold rakh sakty hai ais market mai ap jitna zayda trade ko hold rakhty hai atna hi zayda ap ko ais mai faida ho jata hai kun kuch time k baad market ap ki side par aati hai to aus k baad ap ko ais mai profit hona start ho jata hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko ais mai atna hi zayda faida ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Win win situation kaisay Banai jaa sakti hai?

          Win situation market me ham esi condition me hi bana sakty hey jab ham me market ko technical aur fundamental base par analysis karny ki ability majood ho gi, traders ko market ko analysis karna aur sath me risk management key sath trading karny ka acha experience majood ho ga, win situation banaly key ley best trade entry aur exit point key ley traders ko wait karna ho ga aur traders ko news par bahot hi zeyada depend be karna ho ga, win situation bahot mushkil se banti hay magar discipline key sath trading ki jaye to ye win situation ham daily be bna asakty hey.
          • #6 Collapse

            Re: Win win situation kaisay Banai jaa sakti hai?

            forex aik risky business ha ap is me 100% success nehi ho sakte hain matl agr ap ne 100 trades open ki hain tu wo 100 me se 100 trades profit me nehi jaye gi balke kuch trades loss me bhi chali jaye gi or is bat ko har expert traders bhi manta ha kyuke forex aik otc market hain yeni ke forex kisi ke bhi control me nehi ha or koi bhi forex ko har bar right pridict nehi kar sakta ha won won ratio yeh ho sakti ha ke ap ki profit trades zeyda ho loss trades se or ap ka risk reward ratio 1:1 se zeyda ho to ap won won ratio me reh sakte hain

            ya phir agr ap apni trading aik strong trend me karte hain minimum 1:1 ke sath tu waha par ap won won ratio hasil kar sakte hain kyuke trend me ap ki profit trades loss trades se zeyda ho gi or ap average me wining ratio yeni ke profit me rehay gay
            • #7 Collapse

              Re: Win win situation kaisay Banai jaa sakti hai?

              forex main ap win ho sakty hain ager es ky lea ap ko pehly hard work karna ho ga aur forex ky bary main achi tarah say knowledge hasil karna ho ga phir he ap forex main achi tarah say success ho sakty hain forex main aj tak wohi success hoa hai ju forex main pehly learn karta hai aur phir forex main demo account main achi tarah say practice karta hai kyon ky practice he aik man ko forex main perfect bnati hai es lea humy pehly achi tarah say demo account main practice karni chaheay aur apni learn ki gai skils ko practice kar ky experience gain karna chaheay aik dafa jab ap forex main success ho jaty hain phir ap es main kabhi bhi fail nahi hoty hain es lea ap ko es main pehly mehat karna bohut he zrori hai.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Win win situation kaisay Banai jaa sakti hai?

                Forex trading members asalamu walekum ummid karta hun aap sab khairiyat se honge win win strategy banane ke liye hamen mehnat karna padati hai aisa mumkin nahin hai ki aapko har trade per profit he ho
                lekin aapko trading market mein minute se earning ho sakti hai jo market mein zyada struggle karta hai aur time lagata hai usko iska zyada reward milta hai trading market mein kisi bhi best opportunity ko well karne ke liye aapko candlestick chart baton mein kam karna chahie aur technical aur fundamental analysis ko samajhna chahie market mein elements ko samajh liya to aap kamyab ho sakte ho aur win win strategy hasil kar sakte ho

                اب آن لائن

                Working...
                X