Yellow metal gold strong hony ki main vajah kya hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yellow metal gold strong hony ki main vajah kya hai?
    Assalamu Alaikum dear Forex trading members jaisa ki aap jante ho ki crude oil ki prices history mein minus mein kabhi nahin gayi is dafa is situation mein crude oil ki prices bhi minus mein chali gai hai lekin gold ki prices abhi tak strong hai aur gold bearush nahin ho rha hai iski main kya reason ho sakti hai fundamental and technical analysis dekha jaaye to Gold ko bhi weak hona chahie aur bearish move karna chahie agar crude oil itna down a sakta hai to gold ko 1500 per dollar pr ana chahie
    1998 ma crude oil ki price 11 dolar per barrel thi tb god ki price 234 thi ln abi ult process hai is ki kya main reason hai supply aor demand ka chakar hai kya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yellow metal gold strong hony ki main vajah kya hai?

    oil ki price isliey decrease ho ka negative me chali gai hain kyun kay oil ki demand bilkul takriban khatam ho gai thi jis se oil negative me trade karne lag gaya jo is wakt gold ki price hain wo isliey increase ho rehi hain kyun gold me demand ab bhi boht zeyda hain gold ki demand main bilkul bhi kami nehi ayi hai tu isliey gold ki price lagatar demand hone ki waja se increase ho rehi hain 2nd par US dollars weak ho raha or jub us dollars weak hota ha tu gold ki price bhi automatically increase hona start ho jati hain gold ki price tub hi decrease ho sakti hain jub gold ki demand khatam ho jaye par reality me aisa hota nazar nehi ha raha gold ki demand din ba din increase hone se yellow metal gold mazeed price main increase ho saky hai
    • #3 Collapse

      Re: Yellow metal gold strong hony ki main vajah kya hai?

      yee han bhai ap ne thek kaha ha crude oil is waja se dwon ho rha ha k porey mulk main crona virus ne hamla kia hua hai is waja se hi is ki prce low ha ur ye mulk main sell be nai ho rha ha har mulk main lock dwon hua hai yahi waja hai k is sorat main gold ki price ko be dwon ana chaiye tah lekin esa nai hua ha gold strong hi ha hume is main achy mind se sath kam krna chaiye is main dear hume kameyab hone main dora time lagta ha hum eik din main is main success hasil nai kr sakte hein zada se zada menat krni hoti ha is main chart analysis indicotor ko fallow kr k kam krein gey tu asani se kameyab be ho sakte hein ab position k hisab se gold ko gold ana chaiye lekin nai aa rha ha
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Yellow metal gold strong hony ki main vajah kya hai?

        Dear friend pahli bat tu yeh hey k forex trading men gold sub se ziyada famous pair hey aur iss men sub se ziyada trading hoti hey aur jahan tak mera khayal hey forex trading men 60 percent log gold pe hi trading kartay hen lekin iss k sath sath gold aik risky pair bhi hey iss men fast aur unexpected movement hoti hey iss liay ya tu acha profit mil jata hey ya account wash ho jata hey aur poori dunia kuch countries aik dusaray k sath gold pe trading kartay hen aur ziyada countries k essorts bhi gold men hi hotay hen iss liay international market men gold ki price musalsal up down hoti rahti hen aur forex trading men gold ki hi sub se ziyada movement hoti hey
        • #5 Collapse

          Re: Yellow metal gold strong hony ki main vajah kya hai?

          Dear Forex member jesay k sab jantay hain k es waqat dunya ki jo haalat hay us ki waja say bohat sari currencies main major changes aai hen jahan tak Crude Oil ka talluq hay to Oil ki demand bilkul khatam ho gai hay and na honay k baraber hay market main oil ki demand kyun k industries and air transport pay ziyada consumption hoti hay to wo bilkul band hain jis ki waja say demand level kam hotay hotay zero pay aa gaya Oil 1998 main 11 dollar per barrel tha and 1995 main 8 dollar per barrel but abhi 2020 main 1 dollar per barrel tak chala gaya tha jo k 25 years ka record break hoa hay and rahi bat Gold ki to agar ham technical and fundamental analysis karen to gold ko bearish move karna chahiay but gold to bullish hi move kar raha hay to Gold ki price increase honay ki waja Gold ka reserve karna hay jab Central Bank gold ko reserve karta hay to market main Gold kam ho jata hay and market main gold ki prices increase karna start ho jati hain Forex market main Gold bht powerful pair hay jo log es pay trading kartay hain un ki tadad total k 60 to 65% ho gi Gold pay trading bht dangerous bhi hoti hay but phir bhi log kartay hain es liay es ki demand mazeed barh jati hay jab k oil ki demand ab Covid-19 pay control k bad hi ziyada ho gi and oil ki prices increase hon gi
          If you work hard no body can stop you from success
          • #6 Collapse

            Re: Yellow metal gold strong hony ki main vajah kya hai?

            Assalamu Alaikum dear friend Pahli Baat To yah hai ki Forex trading Mein gold sabse Jyada famous kiya hai aur is Mein sabse Jyada training hoti hai aur jahan tak mera Khyal hai kya Forex trading Mein 60% log bolte hi trading karte hain lekin iske sath sath Ghode Krishi per bhi hai ismein fast or unexpected moment hoti hai isliye yah to Achcha profit Mil Jata Hai Ki yah account was ho jata hai aur Puri Duniya Kuchh country dekh dusre ke sath Gold per trading karte hain aur Jyada contries ke sabhi gold Mein hi hote hain isliye international market Mein gold ki price musalsal updown hoti rahti hai aur Forex trading Mein gold ki hi sabse Jyada movement hoti hai yah Bhi Ek whisky kam hai
            • #7 Collapse

              Re: Yellow metal gold strong hony ki main vajah kya hai?

              Yellow metal gold kay strong honay ki main wajah is dollar ka weak hona hai aur iss kay saath saath iss kay strong honay ki main wajah hai crude oil iss waqt bohat weak ho chuka hai aur abhi yeh bhi pata nahi hai kay cronoa ki wajah say halaat Kab takk aisay rehtay hain. Gold tab he neechay aey ga jab us dollar strong hoga. USA nay 2 dafa bail out package day kay dollar ko strong kia hai laikin Corona pandemic aur USA mai total lock down ki wajah say abhi bhi gold kay bearish honay kay chances bhi nahi hain. Gold ko Agar study kia jaey tou market mai d1 time frame mai daikha jaa sakta hai kay price mai sirf 50 say 60 dollars he up aur down ka swing bann raha hai. Gold kay strong honay ki main wajah gold ka sub say mehfooz reserve hona hai. Is waqt jiss ka sarmaya bhi market mai mojud hai woh moqa daikh kay gold ki buying kerna start ker laita hai
              • #8 Collapse

                Re: Yellow metal gold strong hony ki main vajah kya hai?

                dear mamber forex trading main aghr ap gold ki price ki bat karen tu wo abhi ta still strong es liye hai k dollar bhi abhi tak strong main he aghr ap gold ki price main empact chahty hain tu oder gold bhi osi routine main change hona zarori hai es k ilwa aghr hum oil ki bat karen tu wo weak wo es liye hai q k corona virus ki wkjah se oil ki price main itna munis show ho rha hai jis ki wjah se oil ki market bearsih hony k sath sath zero tak chali gai thi jis ki wjah se kafi bara masla bhi pesh aya tha q k logon ny apni tarde lgai thi jis ki wjah se un ko boht ara loss face krna parha tha jub k aysa hona chahye q k jub hum apni trading karty hain tu hmain achi trha se analysis karna hota hai laken kbhi kbahar ayse sort e hal achanak se a jati hai k hmary analysis bhi buri trha fail ho jaty hain jub k asya nahi hona chahye es liye aghr hu forex main kamyab hona chahty hain tu hmain asye sort e hal main trading thora avoide karni chahye jis se hmain loss na ho es k ilwa virus ki wjah se abhi commodities main trade na karen yahi apk account k liye bahtar ho skta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Yellow metal gold strong hony ki main vajah kya hai?

                  g bhai jaisa kai ap jantay hain kai forex trading main har metal aur commodity ka aik pair hota hai aur pair ki sorat main move karti hai isi tarhan yellow metal yani gold bhi dollar kai sath move karta hai jis main gold numerator main aur dollar denominator main hota hai aur yeh don is tarhan aik dosray kai inversely proportional hotay hain yani jab dollar kamzor hota hai ya USA ki koi negative news samnay ati hai tu dollar kamzor hota hai aur gold strong hota hai jis ki waja say pair upward move karta hai is tarhan jab dollar ki ya USA ki koi achi news ati hai tu dollar upward move karta hai aur iss tarhan dollar is pair ko downward ki taraf move karta hai is main gold ka apna koi kamal nai hota. lakin yeh itna bhi asan nai hai because sometime aisay bhi hota hai kai jab dollar index strong hota hai tu gold bhi strong ho raha hota hai aur us ki reason yeh hai kai some time supply aur demand ko bhi follow karti hai yeh market agar gold ki demand zaida ho gi aur supply kam ho gi tu gold bhi upward hi move ho ga phir chahay dollar strong hi kiyon na ho raha ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: Yellow metal gold strong hony ki main vajah kya hai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                    Assalamu Alaikum dear Forex trading members jaisa ki aap jante ho ki crude oil ki prices history mein minus mein kabhi nahin gayi is dafa is situation mein crude oil ki prices bhi minus mein chali gai hai lekin gold ki prices abhi tak strong hai aur gold bearush nahin ho rha hai iski main kya reason ho sakti hai fundamental and technical analysis dekha jaaye to Gold ko bhi weak hona chahie aur bearish move karna chahie agar crude oil itna down a sakta hai to gold ko 1500 per dollar pr ana chahie
                    1998 ma crude oil ki price 11 dolar per barrel thi tb god ki price 234 thi ln abi ult process hai is ki kya main reason hai supply aor demand ka chakar hai kya
                    Gold isliye strong ho raha hai ki unke New York stock exchange down Aaya Hai Jiski vajah se US dollar biwi ko hua hai aur iski vajah se Gold ke price jyada ho gaye hain gold day by day expensive Hota ja raha hai traders ke liye gold Mein trading karne ke liye bhi coffee problem ho rahi hai gold ka surprised Bhi Jyada kar diya gaya hai Lekin Fir Bhi bahut Sare traders gold Mein Hi trading karna like karte hain Kyunki iski market bahut fast move Karti Hain aur gold Mein kam Karke thoda time mein jyada profit ho jata hai isme Jyada trader jis mein kam karne ki koshish Karte Hain
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Yellow metal gold strong hony ki main vajah kya hai?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                      Assalamu Alaikum dear Forex trading members jaisa ki aap jante ho ki crude oil ki prices history mein minus mein kabhi nahin gayi is dafa is situation mein crude oil ki prices bhi minus mein chali gai hai lekin gold ki prices abhi tak strong hai aur gold bearush nahin ho rha hai iski main kya reason ho sakti hai fundamental and technical analysis dekha jaaye to Gold ko bhi weak hona chahie aur bearish move karna chahie agar crude oil itna down a sakta hai to gold ko 1500 per dollar pr ana chahie
                      1998 ma crude oil ki price 11 dolar per barrel thi tb god ki price 234 thi ln abi ult process hai is ki kya main reason hai supply aor demand ka chakar hai kya
                      Gold ke prices is vajah se increase One acucare New York stock exchange cal coffee bhi hui thi aur Jiski vajah se US dollar biwi hua tha aur Yahi vajah Bani ke Gold ke prices increase Ho Gaye Hamen Is Tarah Soch samajhkar kam karna chahie gold ki market Kafi Jyada fast Maaf karti hai aur yah coronavirus ki vajah se bahut Sare currencies ki value bahut jyada decrease Ho Rahi Hai Jiski vajah se crude oil ke prices bahut jyada week ho gaye the aur US dollar ke down Jaane Ki vajah se Gold ke prices bahut jyada increase hua hain Hamen Is Tarah Ke chijon per Rakhna Najar rakhni chahie aur apni trading ko Achcha karna chahie
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Yellow metal gold strong hony ki main vajah kya hai?

                        Gold ke price is vajah se increase one hakyeon ke New York stock exchange ke cal coffee week hui thi aur Jiski vajah se US dollar biwi hua tha aur Yahi vajah Bani ke Gold ke prices increase Ho Gaye Hamen Is Tarah Soch samajhkar kam karna chahie gold ki market Kafi Jyada fast Maaf karti hai aur yah coronavirus ki vajah se bahut Sare currency ki value bahut jyada decrease Ho Rahi Hai Jiski vajah se crude oil ke prices bahut jyada week ho gaye the aur US dollar ke down Jaane Ki vajah se Gold ke prices bahut jyada in increase hue hain Hamen Is Tarah Ke chijon per Rakhna Najar rakhni chahie aur apni trading ko Achcha karna chahie
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Yellow metal gold strong hony ki main vajah kya hai?

                          Dear members Forex trading Mein in pairs mein strong movement Ki Sabse Badi budget dollar ka weak hona hai jub dollr weak hota hai tu yah pair bhi effected hoty hain es liye dollrs ki weak movements ki main wajah corona virus hai ki vajah se oil ki market down Mein movement hone ki vajah Se Hui Hai coronavirus Ki vajah se aur bhi abhi Bahut Si changing ho sakti hai Forex Mein Kyunki is virus ko abhi Puri Tarah se khatm nahin kiya Gaya aur na hi iski vajah se lockdown khatm hua hai isliye 3 month se musalsal lockdown chalne ki vajah se sabse effect iska crude oil Mein Hua Hai Jiski vajah se crude oil ki market full down mein move kar chuki hai Jab Ke Uske bad bhi oil ki price Abhi Apne level per Nahin hai is liye in pairs Mein Aise changing hoti Rahegi jisk bad hmain apni trading ko soch smjh krna hogi jis se hmain loss na ho skay
                          • #14 Collapse

                            Re: Yellow metal gold strong hony ki main vajah kya hai?

                            Dear trader agar ap forex market mein kam kar rahy hain tu apko pata hona chahye yellow metal mean k gold forex market mein aik bahut famous aur dangrous hai kyun k gold ki movement bhi bahut fast hoti hai aur gold ka spred bhi bahut zayada hai is liye gold par choty account aksar wash ho jaty hain tu dear apko pata hona chahye k gold ki movement us dollar k sath hoti hai aur us dollar k inversily proportional hai agar us dollar weak hoga tu gold ki movement up jaye gi aur agar us dollar strong hoga tu gold ki prices kam hongi is liye gold par jab bhi trading karyn tu usd index ko lazmi check karyn aur must follow karyn aur jin traders k account choty hain wo gold par trading na karyn ya agar karyn tu analysis karny ka bad choti lot lagayn aur stop loss must lagayn ta k account wash na ho ya phir aisy pairs par trading karyn jin par spread kam ho kyun k gold ka spred itna zayada hota hai k trade open karty he trade kafi loss se start hoti hai is liye lalach bilkul na karyn aur forex mein slow slow kar k account grow karyn aur experience k bad bari lot lagayn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yellow metal gold strong hony ki main vajah kya hai?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                              Assalamu Alaikum dear Forex trading members jaisa ki aap jante ho ki crude oil ki prices history mein minus mein kabhi nahin gayi is dafa is situation mein crude oil ki prices bhi minus mein chali gai hai lekin gold ki prices abhi tak strong hai aur gold bearush nahin ho rha hai iski main kya reason ho sakti hai fundamental and technical analysis dekha jaaye to Gold ko bhi weak hona chahie aur bearish move karna chahie agar crude oil itna down a sakta hai to gold ko 1500 per dollar pr ana chahie
                              1998 ma crude oil ki price 11 dolar per barrel thi tb god ki price 234 thi ln abi ult process hai is ki kya main reason hai supply aor demand ka chakar hai kya
                              Dear ais time gold par ap ne dekha ho to buy ka trend chal raha hai aor ais ne ho sakta hai abi tak kafi zayda up jana ho ais mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais ki moment karny ki waja pata honi chaye ais market mai jab bhi usd weak ho ga ya strong ho ga aus time ap ais market mai trade laga skaty hai ais market mai ap ne agar gold par trade karni ho to ap ko ais market mai gold par trade karny k liay usd index ko dekhna hota hai agar gold down ja raha hai to aus time usd strong ho raha ho ga aisa bahot hi kam dafa hota hai k usd bhi strong ho raha ho aor sath gold bhi strog ho raha ho ap ne agar ais market mai trade karni hai to ap ko ais market mai pairs ka apasa mai moment ka pata hona chaye k kon sa pair kis lehaz se moment karta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X