ye review easy load sy Relatred commissions par mubni hay.(Edited By Rizwan Trader)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review easy load sy Relatred commissions par mubni hay.(Edited By Rizwan Trader)
    dear friends,jis taraha sayaaj kal mobiles companies ka kaam arooj pay hay waisay he unk sath sath unk retailrs ko bhi in say related bahut zaida faida diya jata hay jo k darj zail hay,
    FAIDAY;
    dear,agar ham mobilink ki company k apnay illakay k retailrs ka kaam start kartay hain to hamko uska bahut acha commissions diya jayega,q k yeh kaa aik fields ka hay easy bhi hay is kaam main hamko kabhi bhi aik jagha pay baith kar kaam karnay say koi thakawat bhi nai ho sakty hay daikhtay he daikhtay ham ham bahut jaldi say apna targets poora kar saktay hain,is main kaam karnay say shops walay ham say acha relations rakhtay hain ham jitna ziada aik din main aik month main loads karaingay hamko usi hisaab say commissions bhi milaygato q na ham is kaam ki tarf tawajo dain.
    DISADVANTAGES;
    dear,is main aik bauhut barray nuksaan ka bhi khatra hay k is main hamaray pass achi khasi payments hoty hay aur kaam bhi fields ka hay to hamaray sath kabhi bhi kuch ho sakta hay to aisay halaat ko apnay mined main rakhtay huvay hamko is kaam main thori care ki zarurat hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review easy load k retailrs k commissions par mubni hay.

    Gee janab mobile companies apny retailers ko bajot acha package deti hain in ko khidmat ka certificate bhi dia jata hai jis ko registrated members ky leay bahot faida hota hai retailer ky oas jo commission ata hai wo money transaction py jo fees hoti hai usi ma sy unki bhi percentage hoti hai money deposit withdrawal ky sath apko different charhes pay krna hoty hain jis ko fees kaha jata hai
    Ap kisi bhi retailer sy specific account sy transaction kr skty ho
    Os ko easily load ka bhi commission dia jata jai

    Faidy
    Agr ko kisi jaga py kisi bhi chez ki dukan ya shop bna ky behta hai wo yeh service avail kr skta hai is karobaar ko start krma asan hai
    Is ky leay apko company devices deti hai guide bhi krti hai
    Apko bajot sari offers di jati hai promotion bhi di jati hai
    Is ma apko security bhi di jati hai

    Nuqsanat
    Is karobar ky koi nuqsanat nhi hain is ma hamen faida he milta hai har trah say.
    • #3 Collapse

      Re: ye review easy load sy Relatred commissions par mubni hay.(Edited By Rizwan Trade

      Assalamu Alaikum ji han bilkul aapka Idea bahut Achcha hai retailer Agar banaa Jaaye to yah bahut hi Achcha main Pata Kyunki ismein bahut hi Achcha Commission bhi aapko Milta Hai To agar aap isko mehnat se kam Karen tabhi aapko Se Jyada benefit hai

      Advantages

      Dear friend agar aap retailer Banna Chahte Hain telecommunication ka to usmein aapko chahie ki aap Sabhi companies recharge rakhen aur pyaj Ka Ras Kavi Sammelan mein khush Rakhe aur uske alava Sabhi Sutra jaise ki new sim se dusre sim replacement yah Sabhi chijen aapke pass honi chahie isase aapko bahut jyada benefit Hoga Kyunki aapko Har chij se Kuchh Na Kuchh bachat Hasil Hogi to aap bahut hi acchi earning hasil kar sakte hain agar mehnat Karen aur aap daily ke Kafi Sare customer aapke pass maujud ho to aap daily teen se Char hazar dollar Kama sakte hain

      Disadvantages dear friend is ka sabse bada its advantages yahi hai ki Jab Bhi aapki koi bhi Ek bhi transaction galat ho jaaye to vah aapki Wapas Nahin Hoti Jaise koi bhi Paisa mein agar aap ki ek bhi Galti Ho To aap ki sari bachat kharab ho sakti hai to isliye yah bahut hi jyada risky kam hai to bahut hi aasani se aur hazir mind ke sath kam Karen
      • #4 Collapse

        Re: ye review easy load sy Relatred commissions par mubni hay.(Edited By Rizwan Trade

        Pakistan me majood jetni be telecom networking companies work kar rahi hey ye load aur cards me commission rakti hey ye 1 tarha se Government ka tax be hota hay jo key 25% hay, 1 year pehly ye tax Government ne telecom companies key cards aur load par public key demand par khatam be kar dia ta magar ab per se ye tax wasool kia ja raha hay, agar deka jaye to ye har tarha se 1 achi bat hay ye tax har kesi se load karny aur card load karny par wasool hota hay aur kesi ko be maaf nahi kia jata hay ye fund Government ko hi jata hay jes ki waja se Pakistan ki economy es tax ki waja se be behtar ho rahi hoti hay.
        • #5 Collapse

          Re: ye review easy load sy Relatred commissions par mubni hay.(Edited By Rizwan Trade

          Dear member ya review easy load review ke mutaliq hai aur ham ismein iski khubiyan aur ham discuss karenge.
          Advantages.
          Agar Ham baat karte hain kisi bhi company ke easy load retailer ke hawale se to hamen yah baat kahane mein Koi shak Nahin hota ki easylog karne se retailer khojo commission milta hai isase usko kafi achcha fayda milta Hai. Easy load retailer frequent transaction karte hue ek Din mein kafi jyada amount kar sakte hain.
          Disadvantages.
          Easy load per milane wala commission bahut kam hota hai Jo ke retailer ke liye kafi hardworking ke bad profit game karna parta hai.
          • #6 Collapse

            Re: ye review easy load sy Relatred commissions par mubni hay.(Edited By Rizwan Trade

            Assalam o alaikum dosto me hu naveed Abbas sanwal or umeed hy k ap sb log khairiyat sy hu gy or stay home and stay safe waly rule ko follow kr rahy hyn apna or Apni family ka khiyal rakhin.
            Easy load pe retailer commission janty hyn k easy load start kb hua
            2009 me wahid e connect ny wahid eload k nam sy service shuru ki.
            Easy load nam sy hi zair hy asani sy load kerna matlab mobile recharge. Us pe retailer ko kush paisy bachty hyn.
            Advantages:

            1: personal sim pe easy load ka account bnta hy jo ak bnda hi istmal krta hy
            2: yeh All networks pe milta hy ak hi shop pe apko sary load milty hyn. Ufone , Telenor, Jazz, warid or Zong.
            3: retailer us me 2% ya 3% commission rakhta hy jo is k kam ki service charges hoty hyn.
            5: target complete krny pe extra bonus milta hy.

            Disadvantage:

            1: network error rehta hy.
            2: retailer Sara din loads kr kr k sham ko mushkil sy 300 ya 400 kmata hy jo k bht km hy.
            3: payment blockage ka msla rehta hy.
            • #7 Collapse

              Re: ye review easy load sy Relatred commissions par mubni hay.(Edited By Rizwan Trade

              Pakistan mai jab mobile network aey tou billing ka system he tha. Paktel aur insta one kay name say sirf do companies sirf 4 big cities mai kaam ker rahi thi. Phir mobilink nay aik company purchase ker kay uss ka name mobilink rakh lia aur gsm technology ko Pakistan mai introduce kerwaya. Mobilink nay he Pakistan mai card recharge system introduce kerwaya. Uss kay baad mobile network companies barhti gai aur technology improvement say facilities bhi barhti gai. At the end cards recharge say bhi easy loads ka system shuru ho gaya jiss ki wajah say sahoolat bhi barh gai aur Pakistan mai croroo loogo ka roozgaar bhi shuru hogaya.

              Advantages

              Easy load ka kaam aik excellent work hai jiss mai bohat saaf suthray mahool mai shop bana kay kaam kia jata hai. Easy load kay liye retailer ko kahi nahi jana parta bulkay company kay sales representive officers shops pay khud aa kay easy load ker daitay hain. Kisi rush waali jagah ya main roads pay daily easy loads say bohat achi income ho sakti hai. Easy load ka commission 2 percent hai. Iss tarah 5 networks ka easy load kernay say bohat achi income bann jaati hai. Easy load ki he shop bana kay uss kay saath mobile accessories ka kaam bhi bohat acha run kia jaa sakta hai

              Disadvantages

              Easy laod kay commissions tou pehlay he bohat Kamm hotay hain. 100 rupees kay load pay commissions 2 rupees hotay hain. Aur Agar aik 100 ka easy laod wrong number pay send ho jaey tou iss ka matlab 5000 rupees kay load ka commission zaya ho jana hai. Easy load ki shop pay snatching kay chances sub say ziada hoti hain kiyu kay cash available hota hai aur easy laod waley commissions kay liye ziada late siting kertay hain jiss say robberies ka chance bohat barh jata hai
              • #8 Collapse

                Re: ye review easy load sy Relatred commissions par mubni hay.(Edited By Rizwan Trade

                Dear Pakistan mein ya bahut hi profitable business start ho chuka hai jismein aapko different companies ke is alot ki service provide karna Hoti Hai Jab aap daily basis per bahut Sare customer ko is load provide kar rahe hote hain to ismein aapko per transaction coach charges Diye Ja Rahe hote hain jo aapki income hoti hai no doubt ESI percentage bahut kam hai lekin aapko ismein bahut jyada hardworking karne ki jarurat Nahin Hoti aapke pass just Kaisa platform Hona chahie jismein different customer aapko access kar Saken aur vahan per Aakar facility ko Hasil kar Saken.

                Jab aap Kisi bhi customer ko easy load ki facility provide kar rahe hote hain to ismein aapko company ki taraf se just 3% Commission Diya Ja Raha hota hai no doubt yah ratio bahut hi thodi hai lekin daily basis per aapke pass bahut jyada transaction Hoti Hai uski men design ji hai ki Pakistan mein mobile ka bahut hi jyada istemal ho raha hai Jiski vajah se bahut jyada log aapke pass daily basis per transactions Karvate hain aur aapka ek commission Ek acchi aur handsome amount Ban Jaati Hai.

                Jab aap is allowed ki services provide kar rahe hote hain to ismein aapko bahut jyada careful bhi Rahana chahie Kyunki agar aap Koi mistake kar Jaate Hain To aap Kisi bhi galat number per is alot send kar sakte hain Jiski vajah se aapko nuksan ho sakta hai aur agar aap vah money refund karvana Chahte Hain To sometime aapko yah service available Nahin Hoti isliye Jab aap Is Tarah Ki service provide kar rahe hote hain to receivers ka number confirm karne ke bad hi aapko transaction Karni chahie.
                • #9 Collapse

                  Re: ye review easy load sy Relatred commissions par mubni hay.(Edited By Rizwan Trade

                  Assalamu Alaikum dear friendPakistan me majood jetni be telecom networking companies work kar rahi hey ye load aur cards me commission rakti hey ye 1 tarha se Government ka tax be hota hay jo key 25% hay, 1 year pehly ye tax Government ne telecom companies key cards aur load par public key demand par khatam be kar dia ta magar ab per se ye tax wasool kia ja raha hay, agar deka jaye to ye har tarha se 1 achi bat hay ye tax har kesi se load karny aur card load karny par wasool hota hay aur kesi ko be maaf nahi kia jata hay ye fund Government ko hi jata hay jes ki waja se Pakistan ki economy es tax ki waja se be behtar ho rahi hoti hay.ya bahut hi profitable business start ho chuka hai jismein aapko different companies ke is alot ki service provide karna Hoti Hai Jab aap daily basis per bahut Sare customer ko is load provide kar rahe hote hain to ismein aapko per transaction coach charges Diye Ja Rahe hote hain jo aapki income hoti hai no doubt ESI percentage bahut kam hai lekin aapko ismein bahut jyada hardworking karne ki jarurat Nahin Hoti aapke pass just Kaisa platform Hona chahie jismein different customer aapko access kar Saken aur vahan per Aakar facility ko Hasil kar Saken.

                  Jab aap Kisi bhi customer ko easy load ki facility provide kar rahe hote hain to ismein aapko company ki taraf se just 3% Commission Diya Ja Raha hota hai no doubt yah ratio bahut hi thodi hai lekin daily basis per aapke pass bahut jyada transaction Hoti Hai uski men design ji hai ki Pakistan mein mobile ka bahut hi jyada istemal ho raha hai Jiski vajah se bahut jyada log aapke pass daily basis per transactions Karvate hain aur aapka ek commission Ek acchi aur handsome amount Ban Jaati Hai.

                  Jab aap is allowed ki services provide kar rahe hote hain to ismein aapko bahut jyada careful bhi Rahana chahie Kyunki agar aap Koi mistake kar Jaate Hain To aap Kisi bhi galat number per is alot send kar sakte hain Jiski vajah se aapko nuksan ho sakta hai aur agar aap vah money refund karvana Chahte Hain To sometime aapko yah service available Nahin Hoti isliye Jab aap Is Tarah Ki service provide kar rahe hote hain to receivers ka number confirm karne ke bad hi aapko transaction Karni chahie.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review easy load sy Relatred commissions par mubni hay.(Edited By Rizwan Trade

                    Hello doston Jaisa Ki aapane Dekha ki is post may mention hai k ye review easy load ke related Jo Commission hota hai matlab aap agar aapane ilaake mein ISI load ka dukaan kholte Hain yah aapane dukaan is load service Shuru kar dete Hain mobile phone ke Kyunki aajkal Har Chhote Se Lekar Bade Tak Har Kisi Ke Pass Chahe Mard ho Ya Aurat Ho Sabke pass mobile phone hai aur Har Kisi Ko is allowed ki jarurat Hoti Hai To agar aap is alot services Shuru kar dete Apne dukaan Mein Kyunki Jazz Telenor Ufone zong warid vagaira 4, 5 Kisam ke mobile Kam Nahin Aaye Aur log 2 2 3 3 companiyon ke mobile sim use karte hain Kyunki Har company ke alag alag services Hote ho aur Har Jagah per behtarin services hote hain to log Hotel Kishan ke services use karte hain Jiske Liye Har Bande Ko 2 2 3 3 Kishan ki kamiyon ko ke sim ko is load karne ki jarurat Hoti Hai To agar aap apne Gaon Mein ya Kisi Allah Ke Mein Apne dukaan Mein is Road service Shuru kar dete aur Logon Ko Kaise load karna chahte ho to aapko company ke side se ek alag sim card Diya jata hai jismein aap Logon Ko easy load transfer kar sakte hain original Odh Ke base per aapko company ke side se teen ya Char percent Commission Diya Jata Hai for example agar aap Din Mein Ek Bar Dekho sau rupaye ka load karte hain to aapko so rupaye Diya jata hai 4 rupees Diya Jata Hai Sau Mein Se rupaye Ka load karte hain to aapko 30 mein se ek kya Kuchh paison ke hisab se aapko Diya Jata Hai To doston is Rohtak bahut Achcha business a half aap Hina 4 person Ko Na Dekhe aap isko Dekhe ki aap ko Din Mein Kitne log ko is load karna padta hai isliye agar aap apne karo bar Mein Chahe aapka karvane ka dukaan Ho Ya Koi Aur chijon Ka dukaan ho ya medical store ho to aap usmein easy load service Shuru kar sakte hain company aapko time to time easy load bhejega bagair kisi katauti ke aapko load bhejega aur vah Jab aap Logon Ko transfer kar sakte karte hain to aapko Usi Mein Commission Diya Jata Hai company ke side se.

                    Faidy:
                    Doston is ka sabse bada fayda Yahi Ke Aaj Ke Jamane mein easy load ki bahut jyada demand hai to aap aasani ke sath Logon Ko load Karke aur 34% company se Commission vasul kar sakte hain uska dusra fayda yah hai ki iske liye aap Ko Kisi kism Ki Hath setup ki jarurat Nahin Hoti Agar aapka karyana dukaan hai yah gas cylinder ka dukaan hai yah hotel hai yah mobile phone ka dukaan hai to aap Kisi bhi Kishan ke dukaan Mein is Road service Shuru kar sakte iski na koi licence ki jarurat hoti hai aur Na Kisi Bade investment ki jarurat Hoti Hai Bus aap aaram se 4 5000 ka load Apne sim Mein rakhkar Logon Ko easyload kar sakte hain aur yah bahut hi Aasan Kaam Hai Is per na aapka Jyada investment lagta hai aur na aapka time hota hai aap 1 minut Mein load transfer kar sakte ho aur yah aapko 3 yah 5% ka jo Commission hota hai aapko company ke side se Diya jata hai.

                    Nuqsanat:
                    Doston is Ka Aisa Koi nuksan Nahin ki aap ko jyada nuksan ho jaaye han agar aap ko koi number Deta Hai ISI Laut Ke Liye aur aap galat number dial Karte Hain To aap Kisi Aur Ke number per vah is Lord bajate Jahan foreign isy kharch kar sakta hai to aapko wapasi Nahin ho sakti To Mere khyal mein easy load ka Yahi Ek nuksan Hai Iske alava iska Koi nuksan Nahin Kyunki aap ismein Jyada investment bhi nahin Karte Honours Jyada investment ki jarurat hoti hai aap time to time company se easy load ka balance mangwa kar Logon Ko transfer kar sakte ho coverage Mein Koi Karz ka len Den bhi nahin Hota Hai Ya Na Kar paise ka hisaab hota hai aur aapko na Kadar kam Diya Jata Hai is Laut Ke Liye nuksan bus sirf yahi hai ki aap Kisi wala number per Kaise load kiye Jaate Hain To Yahi nuksan Hai is Road kam bhi ho sakta hai Jyada bhi ho sakta hai lekin nuksan to nuksan hi hota hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X