Short term trading munafa deti hai ya Long term ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Short term trading munafa deti hai ya Long term ?
    Assalam Walekum all dear friend kaise hain doston Pyare doston Main Karta Hun Sab acche folding kar rahe Honge Dosto aap sab ko ek baat batana Chahta Hun Ki Mera Ek Sawal hai ki jawab reading karte hain to do type ki trading karte hain ek hi shart trading dusri Hai long term trading Mere Pyare Dosto inmein se kaun si Jyada munafa deti hai aapko short term trading yah long term aap log jo Forex Mein Kafi Waqt se trading kar rahe hain aapane ine donon ko use Kiya hoga to kindly Yahan per share Kijiye ki kaun se jyada munafa deti hai aur kitne Waqt mein kiya Ja sakta hai Jo Banda is bare mein acche tarike se Jaanta hai vah yahan per review share kar de
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

    Trading market members aapko short term trading instant profit deti hai lekin aapko is ma fear of loss bhi zeyada hai aur loss bhi ho sakta hai agar aap proper market ke analysis ko follow karoge to ismein aapko proper successful unhen mein chances increase ho sakte hain agar aapane sentimental analysis per focus kar liya to aapko hundred percent profit ho sakta hai lekin aapko maloom hai ki Forex trading market mein aapko koi bhi conformation provide nahin kar sakta hai agar aap samajhte ho ki main hundred percent market mein success hasil karna chahta hun to aisa mumkin nahin hai iske liye aapko market ki manipulation karna hogi aur aapko understand karna hoga share market ki previous histry krt market ka trend kaun sa hai aur abhi market ki situation kya hai economic calendar ko aap follow karenge news information ko bhi accept karenge tab jakar aapko market ki complete picture ke bare mein pata chalta hai aur aap support and resistance ke accordingly apne account ko manage karte ho trading market mein aapke pass agar trading market ke Technical candlestick chart ki information ho to aap kamyabi ke sath trading kar sakte ho
    • #3 Collapse

      Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

      Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy ji han friend forex aik behad risky or difficult business hony ki wja sy is m pasa kmana b bot mushkil hy is m hamy bot zyada mehnat or ahtiyat sy kam karny ki zrort hoti hy jasa k ham sb janty han k trading do tra ki hoti hy aik short term trading or dosri long term trading or myry khyal sy to zyada tar traders short term trading hi karty han q k short term trading main ye hota hy k ham thori trading karty han koi b aik trade open kar k usy zyada arsy k liay ni chlaty balky aik hi din m chahy thora profit hasil kar k trade close kar daty han is m ham profit to thora thora hasil karty han mgr hmara account safe rahta hy jb k long term trading risky hoti hy is m hamy trades ko lamba chlaty rahty han koi b aik trade open kar k usy chlny dyty han asi trade ya to hamy zyada faida dyti hy ya bot zyada nuqsan dy kr hmara account wash kr dyti hy is liay hamy hmasha short term trading kar k thora thora profit hasil karna chaiy
      • #4 Collapse

        Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

        dear forex trading main hmain munfa tab deti hai jub humara experience gain hota hai or hmain trading ki ability hoti hai forex main har method he hmary liye profitable hota hai aghr hum os main expert hoty hain tab es liye aghr hum forex main long term trading karen yah hum short term trading karty hain hmain donu ka use hona zarori hai jis se hum forex main kamyab ho skty hain es liye hmain chahye k hum aghr forex main apna experience incraese karen tu hum forex main kamyab ho skty hain or har trading method ko use kar skty hin.
        forex trading main basically long term trading main hum buy ka order lgaty hain jub k short tetm trading main hum sell ka order lgaty hain jis k liye hmain forex market ko achi trha se use krna hoga jub hum market ko achi trha se analysis kar k trading karengy tu hum forex main kamyab ho skty hain or achi trading kar k acha profit lay skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
          Assalam Walekum all dear friend kaise hain doston Pyare doston Main Karta Hun Sab acche folding kar rahe Honge Dosto aap sab ko ek baat batana Chahta Hun Ki Mera Ek Sawal hai ki jawab reading karte hain to do type ki trading karte hain ek hi shart trading dusri Hai long term trading Mere Pyare Dosto inmein se kaun si Jyada munafa deti hai aapko short term trading yah long term aap log jo Forex Mein Kafi Waqt se trading kar rahe hain aapane ine donon ko use Kiya hoga to kindly Yahan per share Kijiye ki kaun se jyada munafa deti hai aur kitne Waqt mein kiya Ja sakta hai Jo Banda is bare mein acche tarike se Jaanta hai vah yahan per review share kar de
          Short term trading is aapko munafa To Hoga lekin aapka experience increase Nahin Hoga Kyunki vah short time ke liye Hoga aur short term ke liye market ko analyse karna like scalper ke hota hai aur scalping Hamare liye dangerous hai aur short term trading bhi usse aap kabhi bhi experience Hasil nahin kar sakte ho han yah hai ki agar aap long term ke liye trading Karoge To definitely aapko profit bhi bahut Achcha Hoga Agar market long term ke liye aapke favour Mein Aaya to aur iske sath sath Jo aap ka experience hai vah bhi strong aur improved Hota Jaega is tarike se bad Mein Jab Bhi aap per trading Karoge To aap Hamesha aise hi jo entry Hai vah perfect position se loge aur perfect position se intry ka matlab hai bahut accha trade aur accha profit isliye apne friend ko long-term Banaya karo
          Visit My Profile
          • #6 Collapse

            Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

            janab jahan tak fhort term trading aur long term trading ki baat hai tu yeh totally ap kai apnay oper depend karta hai kai ap kiss kisam kai trader banana chahtay hain yani agar ap risk taker hai tu ap ko chahiyay kai ap short term trading karain aur agr ap low risk laina walay trader hai tu ap ko chahiyay kai ap hamesha long term trading karain takay ap ko losses kai chances kam hon aur agar loss ho bhi tu dair say ho aur limited ho. Agar main apni personal baat karon tu main short term trading karna pasand karta hon becasue i am a risk taker trader aur maira risk calculated hota hai is market main us ka matlab yeh hai kai jab bhi main is market main enter hota hon tu aik specific target lai kar enter hota hon aur jab wo target pura ho jata hai tu main trade close kar kai bahir nikal ata hon aur phir us din mazeed trading nai karta lakin kabhi kabhi lalach a jati hai aur target acheive honay kai bawjood mazeed trade laga daita hon jiss ka nuksaan bhi kafi dafa utha chuka hon anyways main apni is khaami per kaboo karnay ki koshish kr raha hon aur mujhay yakeen hai kai main aik na aik din is koshish main kamyab ho jaon ga. i think short term trading hi best hai because is main results thori jaldi aa jatay hain as compared to long term lakin long term trade main agar ap ko loss ho raha hota ha tu chances hotay hain kai wo loss retrcement lai lai aur ap ki trade positive ho jaye lakin short term trading main ap ko aisa karnay ka moka hi nai milta aur ap ka stop loss hit kar jata hai ya account wash ho jata hai.
            • #7 Collapse

              Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

              forex me traders short term trading se bhi profit earn kartay hain or long term trading se bhi profit earn kartay hain short term trading ki help se ap weeks se lay kar month tak hi profit earn kar patay hain jub tak market apni best performance me hoti ha or jub market ki hard or tough movement hoti ha tu traders ko loss hona start ho jata ha kyun kay short term me market ki movement ko read karna kafi mushkil hota ha jub traders long term trading kartay hain tu wo market ko deeply understand kartay hain jo long term trading kartay hain wo technical analysis kay sath fundamental analysis par bhi focus rakhtay hain jis se market ki achi pridiction hoti ha or long term trading karne walay traders market me consistent kay sath profit earn kartay rehtay hain
              • #8 Collapse

                Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
                Assalam Walekum all dear friend kaise hain doston Pyare doston Main Karta Hun Sab acche folding kar rahe Honge Dosto aap sab ko ek baat batana Chahta Hun Ki Mera Ek Sawal hai ki jawab reading karte hain to do type ki trading karte hain ek hi shart trading dusri Hai long term trading Mere Pyare Dosto inmein se kaun si Jyada munafa deti hai aapko short term trading yah long term aap log jo Forex Mein Kafi Waqt se trading kar rahe hain aapane ine donon ko use Kiya hoga to kindly Yahan per share Kijiye ki kaun se jyada munafa deti hai aur kitne Waqt mein kiya Ja sakta hai Jo Banda is bare mein acche tarike se Jaanta hai vah yahan per review share kar de
                Forex trading main sab ap ki strategy pe depend karta ha k ktna fayda hona ha jab ache strategy banany gy or ache trading karny gy to ap donu short term or long term trading main fayda hasil kar sakty han is ley humy ache tahra seekena or samjena ho ga ache planning or strategy sy trading karni ho ge ta k hum log kamyab ho saken jab tak hum log sahe tahra learning or practice ni karny gy to hum log kamyab ni ho sakty han is ley humy chae ha behtar planning or strategy sy ziada sy ziada ache trading karny or ziada sy ziada fayda hasil karny jab ap ache planning or strategy sy short term ya long karny gy to ap ko maximum chance hon gy k ap ko fayda ziada ho or ap ache earning kar k kamyab hon is ley jab bi trading karny to ache planning or strategy sy trading karny ta k kamyab ho saken
                • #9 Collapse

                  Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

                  Dear profit apko ap k knowledge aur experience base par hota hai agar ap aik achy aur successfull trader hain aur ap k analysis achy hain tu apko profit hoga chahye ap long term trading karyn aur chahye short term trading karyn agar ap short term trading karyn gy tu us k liye ap k pass zayada balance hona chahiye aur apko bari lot laga kar jaldi profit mil jata hai kyun k short term trading mein thory time mein zayada profit ho sakta hai but ap ko loss k chance bhi barh jaty hain aur agar ap long term trading karna chahty hain tu apko bary time frame par analysis karny chahyn aur small lot k sath trading karni chahye agar apki trading strategy achi hogi aur ap k analysis achy hon gy tu apko profit hoga long term trading k liye apko trend mein trade lagani chahye tu apko acha profit ho ga aur forex trading mein jitni zayada mehnat karyn gy aur time zayada dyn gy tu apki trading achi hogi
                  • #10 Collapse

                    Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

                    dear agr bat krein is main short trem trading ki ur long trem trading ki short trem trading main agr hum high spread rakh k kam krte hein tu hum acha profit hasil kr sakte hein trader is main low spread use krte hein kew k is main risk zada hota ha is liye short trem main higy profit hasil krna dora muskil hai agr hum long trem trading ki bat krein tu is main hamre liye long trem trading ab se best hai long trem trading main hum asani se profit hasil kr sakte hein ur is main hume koi muskil be nai ati hai long trem trader hamri eik week ki be ho sakti ha long trem trading kre k liye be hume is main phaly experince hasil krna hota ha os k bad is main trading krni hot hai long trem main hume market ko fallow krna hota ha lose se bachna hota ha hume apni trade ko akela nai chorna chaiye
                    :1f60d: hard work :1f60d:
                    • #11 Collapse

                      Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
                      Assalam Walekum all dear friend kaise hain doston Pyare doston Main Karta Hun Sab acche folding kar rahe Honge Dosto aap sab ko ek baat batana Chahta Hun Ki Mera Ek Sawal hai ki jawab reading karte hain to do type ki trading karte hain ek hi shart trading dusri Hai long term trading Mere Pyare Dosto inmein se kaun si Jyada munafa deti hai aapko short term trading yah long term aap log jo Forex Mein Kafi Waqt se trading kar rahe hain aapane ine donon ko use Kiya hoga to kindly Yahan per share Kijiye ki kaun se jyada munafa deti hai aur kitne Waqt mein kiya Ja sakta hai Jo Banda is bare mein acche tarike se Jaanta hai vah yahan per review share kar de
                      Dear ap ne agar bahot hi zayda munafa lena hai to aus mai ap ko short term k hisab se kaam karna ho ga ais mai ap ko lot bari lagani hoti hai aor maret se kuch pips le k side par ho jana hota hai ais mai ap ne agar trade karni ho to ais mai chota time frame use kar k trade ki jati hai ais mai ap ko trade karny k liay aisa plan zarort hota hai jis mai ap ka loss kam ho aor take profit zayda ho ais mai ap ko target hit k liay zayda wait nai karna hota hai magar ais mai ap k account par risk zayda hota hai ap ne agar ais market mai kaam long term par kaam karna hai to ap ko ais market mai lot choti use karni hoti hai aus k sath ap agar ais market mai ap jo trade lagaty hai aus mai lot choti si hoti hai magar aus mai target zayda hony ki waja se trade ko hold rakhna hota hai jis ki waja se kuch din k baad trade close hoti hai ais se ap ka account safe rehta hai ais mai ap agar kaam karty hai to ap ko ais mai soch samjh k kaam karna ho ga tab hi ap ko ais mai faida ho ga ais market mai ap k andar agar sabar nai hai to ap long term trading na kary warna ap ais mai ghalti kar k apna loss kar ley gay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

                        Assalamualaikum dear Forex trading member Jaisa ki aap jante ho ki Humne long term trading ke liye munafa kamaya na hota Hai aur short term trading ke liye hamen trading market Mein technical and fundamental analysis ko follow karna hota hai agar Ham isko follow Nahin Karenge To Hamen profit Nahin Hoga aur ham acchi Nahin Nahin kar Sakenge isliye aapko properly Forex trading market Mein kaam karna chahie demo follow karna chahie having trading Karni chahie aur short term trading ke liye aapko Aisa karna hongi Shashi aap trading market Mein knowledge experience for use karte hue kam kar Sakun aur proper market show study karte hue kam Karte jao threading ke liye agar aap Technical Chart Bhi istemal Karte Hain To bhi aapko fayda hota hai ismein indicator bhi bahut important hai jismein community wrestler indicator use Kiya Ja sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
                          Assalam Walekum all dear friend kaise hain doston Pyare doston Main Karta Hun Sab acche folding kar rahe Honge Dosto aap sab ko ek baat batana Chahta Hun Ki Mera Ek Sawal hai ki jawab reading karte hain to do type ki trading karte hain ek hi shart trading dusri Hai long term trading Mere Pyare Dosto inmein se kaun si Jyada munafa deti hai aapko short term trading yah long term aap log jo Forex Mein Kafi Waqt se trading kar rahe hain aapane ine donon ko use Kiya hoga to kindly Yahan per share Kijiye ki kaun se jyada munafa deti hai aur kitne Waqt mein kiya Ja sakta hai Jo Banda is bare mein acche tarike se Jaanta hai vah yahan per review share kar de
                          Dear vaise to Dekha Jaaye to aap Agar safe trading ke bare mein baat karte hain to main aapko Ye Mashwara Doonga kya aap longtime ke bare mein jyada soche Kyunki long time agar aap kam Karte Hain To to aap ko nuksan hone ke chances kam hote hain aur aap proper money management aur account management ke sath kam karte hain lekin Agar aapane profit ke hisab se dekhna hai To fir aapko short term trading ka makbra Dunga Kyunki short term trading main aapko Jyada profit ho sakta hai aur aapane Thode time mein badi lot size ke sath use Karke aap accha profit Kama sakte hain Kyunki short term trading mein Main Chhota lot size Itna profit aapko Nahin deta hai aur aap Thode time ke liye trade open Karte Hain To aap Bada lot size use Karke a Jyada profit banaa sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

                            dear,yeh sab depend karta hay hamaray knowledge pay agar ham nay markeet k baray main acha learn kia hay achi scalping k liye to hamko short term main achi earning milege aur agar ham ziada dilchaspi rakhtay hain makreet main wait say trading ki to hamko hamseha long term ki trading main acaha earn hota hay,is liye ham is baat main kisi bhi hatmi faislay kay baray main aapko nai bata saktay hain,au agar ham apnay apnay experinece ki baat kartay hain to mairay khayal say hamko forex markeet main trading sirf aur sirf long term main he karni chaye jis say hamko ziada faida bhi mil sakta hay aur ham markeet main ziada dair tak isko watch karnay say bhi bach saktay hain,agar ham long term main trading kartay hain to hamko mined k deprations say bhi bacht ho sakty hay aur ham is douraann koi aur bhi kaam kar saktay hain aur sath sath hamari trading apnay aap chalty rahige is liye hamko ziada faida hay long term ki trading main.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

                              Long term trading ki jaye ya per short term es ka taluq account balance aur traders key experience se hay, account balance ki kami par traders long tarm trading ka risk nahi le sakty hey magar bahot zeyada dafa up down kar sakti hay account balance kam ho to market key up down ko ye face nahi kar sakti hay account wash ho jata hay aur agar traders ka experience long term ya short time me kam ho to per be achi trading possible nahi es ka ulta nuqsan hi ho sakta hay, sab se pehly to hamy demo ko use karty howy short term trading ka experience hasil karna ho ga agar per account balance kam be ho to short term trading profitable ho sakti hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X