lose recovery k liye hamari planing kaisi honi chaye jis main asaani ho?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lose recovery k liye hamari planing kaisi honi chaye jis main asaani ho?
    dear friends,aisa koi bhi traders nai hain jinko is markeet main lose na hota ho laikin asal baat yeh hay jo achi earning say bhi ziada important ki hamil hay k jub hamko lose hota hay to usay recovery k liye hamko kaisi planing karni chaye jis say ham kam say kam wakt main bhi achay tareekay say isay recover kar saktay hon?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lose recovery k liye hamari planing kaisi honi chaye jis main asaani ho?

    jub traders ko loss ho jae tu traders ko chahie kay wo loss ko recover karne kay liey planning money management rules kay mutabik karay isi tarah ap Apne loss ko recover kar sakte hain ager ap loss recover karne kay liey big lots size ka use karay gay tu ap ko mazeed loss ho sakta ha or ap ka account bhi khatam ho sakta ha isliey 1st pe loss recover karne kay liey trading money management kay mutabik karni chahie 2nd par trading deeply knowledge hasil kar kay technical analysis or fundamental analysis both analysis karne kay bad trades open karni chahie is tarah ap market ki movement ko deeply samaj sakte hain or loss bhi asani se recover ho jae ga
    • #3 Collapse

      Re: lose recovery k liye hamari planing kaisi honi chaye jis main asaani ho?

      Dear Forex member Forex trading Mein loss recover karne ke liye planning Ki Zaroorat Hai jismein Sabse pahle To Hamen loss hone ki vajah Maloom karni hai ki Hamen Forex trading Mein loss hua kis wajah se tha aur use points ko Humne Apne loss recover karne ke liye mind Mein rakhte Hue apni trading planning Karni Hogi jisse Ham Apne loss ko recover kar sakte hain loss ko recover karne ke liye market exact movement ko follow Karen jo ki aapko Achcha trend show Karen jisse aap acchi trading Karke Achcha profit Hasil kar sake loss ko recover karne ke liye kabhi bhi Badi lot ka use na Karen Kyunki Jab aap Badi lot ke sath Apna loss recover karte hain to Aapka account wash ho jata hai apne account ko secure banate Hue Apne Apne loss ko recover karna hai aise aap aasani se apne loss ko recover kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: lose recovery k liye hamari planing kaisi honi chaye jis main asaani ho?

        dear is market main sab se muskil kam hi lose ko recover krna hota ha kew is main jab hume lose hota ha tu kafi tension main hote hein ur hum foran lose ko recover krna chahte hein esa mumkin nai ha lose ko recover krne k liye be hume samjdari se kam krna hota ha lose hone k bad hume foran dsori trade open nai krn deni chaiye hume wait krna chaiye phaly apney mind ko fresh krna chaiye mind ko fresh kr k kam krein gey tu phr hume asani hon gey lose reciver krne main ur hum big lots nai lagni hoti ha lose ko recover krne k liye hume mazeed lose ka samna krna par sakta ha is main hum apas main planing be krni leni chaiye planing kr k hi hum is business main kameyab be ho sakte hein hume analysis se be help leni hoti ha
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: lose recovery k liye hamari planing kaisi honi chaye jis main asaani ho?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
          dear friends,aisa koi bhi traders nai hain jinko is markeet main lose na hota ho laikin asal baat yeh hay jo achi earning say bhi ziada important ki hamil hay k jub hamko lose hota hay to usay recovery k liye hamko kaisi planing karni chaye jis say ham kam say kam wakt main bhi achay tareekay say isay recover kar saktay hon?
          Dear ap ne agar ais market mai loss ko recover karna hai to ap ko ais market mai aik trading plan bana lena chaye jis se ap sirf apny loss ko recover kary ais mai ap ko remaing amount k hisab se lot select karni ho gi aor ais mai ye decide karna ho ga k ap ko ais account par kitna risk lena hai ap agar ais market mai trade karty hai to ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai ais account par ap agar kaam karty hai to ap ko ais mai normal trade tab start karni chaye jab ap ka loss recover ho jaye ais mai loss recovery k liay kabi jald bazi na kary aor na hi bari lot use kary ais se ap ko kafi zayda loss ho sakta hai ap mazeed loss kar sakty hai ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mkai soch samjh k kaam karna ho ga aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida hota hai aor ap loss se bach jaty hai.
          • #6 Collapse

            Re: lose recovery k liye hamari planing kaisi honi chaye jis main asaani ho?

            Assalamu Alaikum dear friend is market Mein sabse Mushkil kam hai logo ko cover karna hota hai Kyunki ismein Jab Hamen loss hota hai to Kafi tension mein hota hai aur ham phone lock ko recover karna chahte hain Aisa Mumkin nahin hai dost ko recover karne ke liye bhi Hamen samajhdar se kam karna hota hai Lo hone ke bad Forex forum forum dusron ki trade open Nahin karni hai Deni chahie Hamen vate karna chahie Agar Ham vate Karenge to Fir Humse shaadi Ho Gi dost ko recover karne mein aur ham bhi clot Nahin Lagta Nahin Hoti Hai loss ko recover karne ke liye Hamen memory loss ka Samna karna pad sakta hai ismein Ham aapas Mein planning ki ki planning Karke FIR Amit Business mein Kamyab bhi ho sakte hain Hamen analyser se bhi help Le Na Hoti Hai
            • #7 Collapse

              Re: lose recovery k liye hamari planing kaisi honi chaye jis main asaani ho?

              Loss ko recover karny ki strategy etni difficult nahi honi chaye key loss ko recover karny me aur es me kamyabi hasil karny me koi mushkil ho, ye strategy etni simple honi chaye key asani se apny loss ko recover kia ja saky, sab se pehly apny loss ko dekna chaye aur per apny account balance ko dekna chaye agar loss 100$ ho aur account balance 200$ to traders ko 10$ single day me earn karny ka target rakna chaye, loss jo key asani se aur single day me recover nahi ho sakta hay es key ley traders ko targets be small limit key rakna zarori hoty hey agar single day me 20 ya per 40$ earn karny ki koshish ki jaye to loss me mazeed be ezafa ho sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: lose recovery k liye hamari planing kaisi honi chaye jis main asaani ho?

                Dear friend forex trading aik business hey aur loss iss business ka hissa hey iss liay loss se bachna namumkin hota hey kiun k iss men loss experts ko bhi ho jata hey iss liay forex trading men agar loss ko serious len tu loss jitna bhi recover ho jata hey aur loss ko recover karna mushkil zaroor hey lekin namumkin nhi hey kiun k forex trading men mehnat aik aesi cheez hey jo kisi bhi namumkin cheez ko namumkin bana deti hey iss liay loss ko jaldi recover karnay k liay bari lot nah lagaen kiun k mazeed loss honay ki waja se account wash ho sakta hey iss liay sabr k sath kam karen aur small lot size ko use karen aur thora thora kar k apna loss recover karnay ki koshish karen tu zaroor loss ko recover kar saktay hen baki forex trading men account wash honay se behtr hey loss ko recover kiya jay iss liay loss se tension lenay ki bajay loss ka mukabla karen aur loss se seekhnay ki koshish karen aur pahlay se ziyada mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor kamyab ho saktay hen
                • #9 Collapse

                  Re: lose recovery k liye hamari planing kaisi honi chaye jis main asaani ho?

                  Dear friend hamy mukmal planning kr k money management or risk management k sath trading karni ho gi stop loss or take profit ka istamal karna ho ga hmary liay sirf forex trading m kam karna hi ni hota balky isy smjna b bot zyada zrori hota hy zyada tar traders jb loss ho jaiy to usy recover karny k liay jaldi karty rahty han or big lot size ka istamal karty han bari trades open kar k loss ko jaldi khtam karna chahty han jis k ntejy m unan zyada loss ka samna krna parta hy forex trading main hmari pori koshish honi chaiy k hamy jb b loss ho to ham aram sy soch samj kr pory ahtmd k sath choti choti trades open kr k thora thora profit hasil Kar k apna loss cover karan is sy aik to un ka account safe rahy ga dosry un ka loss b recover hota jaiy ga is liay hamy loss ko cover karny m jaldi karny k bjaiy planning kr k hi trading karni chaiy
                  • #10 Collapse

                    Re: lose recovery k liye hamari planing kaisi honi chaye jis main asaani ho?

                    Forex mai profit aur loss dono he chaltay rehtay hain. Sub say pehli baat jiss pay traders ko confident hona chaiye woh yeh hai kay loss ho bhi jaey tou woh iss business ka hissa hai. Uss kay baad Traders ko iss baat ka experience hona chaiye kay Loss ko recover kernay kay liye safe strategies Banai jain. Forex trading mai aik trade mai agar loss ho bhi Jata hai tou agli he trade mai woh recover bhi hojata hai aur issi tarah Agar aik trade mai bohat acha profit bhi ho jaey tou agli trade mai woh sub loss mai bhi jaa sakta hai.

                    Loss ko recover kernay kay liye sub say achi aur best planning yehi hai kay traders fori tore pay apnay lot sizes ko control mai ker lain aur stop loss kay sath take profits kay tools ka use shuru ker lain. Agar loss normal hai tou koshish karain usay currencies kay pairs mai he trading ker kay recover karain aur Agar loss Ziada hai tou usay commodities ki trading say recover kernay ki planning karain. Loss ko recover kernay ka sub say asaan aur bahtreen plan scalping aur hedging kay saath saath pending orders ka use hai. Instant trading ko kuch time kay liye stop ker lain.
                    • #11 Collapse

                      Re: lose recovery k liye hamari planing kaisi honi chaye jis main asaani ho?

                      dear friends trading krty wakt koi b asa trder nai ha jis ko loss na hwa ho ya wohi recover kr skty jin ko is ma bohat zydha experience ho or knowledge ho is liye hmy b sb sy phly to is ki learning krni cheay or us k bd he trade krni cheay ta k loss k chances bohat kam hoty hn hmy risk b nai lena cheay agr hm loss ko recover krny k ly dobara trading krny k hmy profit ho ga or hm loss recover kr ly gy to ya bat galt ha hmy ksi b kam ma risk nai lena cheay agr dobra hm trading krny gy or hmy phr sy loss ho jay ga to hmra account bhi delete ho jay ga is liye jo asani ha wo yahi ha k learning zydha ho senior members sy bhi help leni cheay or zydha sy zydha mehnat krni cheay or loss ko recover kr liya jay
                      • #12 Collapse

                        Re: lose recovery k liye hamari planing kaisi honi chaye jis main asaani ho?

                        Bhai g loss do tarha ka hta hai big loss aur small loss agr apko big loss ka samna krna par gya hai tu apko chahiye k ap kch period k liay trading ko bhul jay aur sirf bonus bnany ki trf apni hard work lga dy mtlb k posting sy bonus bnany ki koshish kry for example apko $200 ka loss aa gya hai ap posting ki trf aa kr trading ko bilkul bhul jay aur ap 2 month complete posting krty rahy 2 month mai ap apna trading knowledge bhi gain krty rahy aur apny faults ko analyse krty hai 2 month mai ap $200 jitna bonus aram sy bna skty hai jb ap apna target achieve kr ly phr trading mai aa jay aur small lot sy trading start kr dy 2 month ky experience k bad ap trading mai kafi had tk abur hasil kr lengy phr yeh bhi k ap money management ko dekh kr work kry is trah ap 2 month bad about 100% profit recover krny k kabil hojayengy ye strategy sahi rahegi
                        Do it before other will do!
                        • #13 Collapse

                          Re: lose recovery k liye hamari planing kaisi honi chaye jis main asaani ho?

                          FOREX TRADING BUSINESS
                          dear friends yeh duniya Mein online businesses mein see sab see behtreen online business hai jo KY apni ache qualities ki wajah see bohat sare members mein bohat famous hai
                          LOSSES AUR PROFIT
                          dear Agar hum dekhen to losses aur profit Har business ka bohat important hissa hoty hain aur in sab ko hum ne face krna hota hai lekin is business Mein Kamyab wahe member hai jo apny losses aur profits ko sabar aur Himmat see face krta Hai over confident nahi hota apny emotions ko Har situation Mein control Mein rakhta hai aise members ky liye kamyabi hasil krna bohat asaan hota hai
                          LOSS RECOVERY
                          agar humrin is business Mein ache kamyabi ko hasil krna Hai to humrin loss hone ki Surat Mein us see pareshan nahi hona balky humrin us ki recovery ky baare mein sochna hai aur is ky liye sab see pehle humrin apni mistakes ko find krny ki koshish krni Hai jis ki wajah see humein nuqsaan howa hai agar Hum mistakes find kr Lyn to humen Un KY solutions ko find krna ho GA jis see hum apni mistakes ko remove kr sakty hain aur ache trading ko possible bana sakty hain
                          PLANNING
                          Forex trading business mein planning ko bohat importance Di gai hai Jab Bhi hum trading postings ya loss recovery planning ky according krty hain to hum apna kaam bohat Kam time mein bohat asaani see complete kr lyty hain is liye humen hmesha planning bana kr is business Mein working krny ki koshish krni chaheye ta ky ache kamyabi ko possible Banaya Ja sake
                          • #14 Collapse

                            Re: lose recovery k liye hamari planing kaisi honi chaye jis main asaani ho?

                            sub se pahle tu hume ya daikhna ho ga ke hume loss q ho raha hai agr tu hum ya jan lete hai ke hume loss q ho raha hai tu hum loss ko recover kar sakte hai lakin agr hum ya nahi pata ke hume loss kis waja se ho raha hai tu hum kabi b apne loss ko recover nahi kar sake gy balke hume or zaida loss ho jaye ga forex trading business me hume daikhna ho ga ke hamra trading style kya hai hum kis strategy per kam kar rahe hai or kitane time se kar rahe hai sub kuch hume pata hona chahiye agr tu hume start me hi loss ho jata hai tu hume chahiye ke hum trading na kare balke hume pahle forex trading business ki learning kar achi tarah market ko samjne ki zarort hai hume apna loss recover karne ke liye achi trading strategy banana ho gi hume same lot size ke sath kam karna ho ga agr hum achi planing ke sath kam karte hai tu hum kamyabi hasil kar le gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: lose recovery k liye hamari planing kaisi honi chaye jis main asaani ho?

                              dear friends new aya hn is fourm pr lakin itna zrur janta hu ka koi b bussiness hy us main jitna b professional man hy usko kabi na kabi losss ho hi jata hy is liye ye bat to final hy k forx mai b loss hota hoga traders ko lakin recovery kese krni hy koi seniors bta kr help kr de to yar mehrbani ho gi reply plzz?

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X