Treading krty howy kabhi hamry analysis bhi hamari tread ky against cahly jaty hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Treading krty howy kabhi hamry analysis bhi hamari tread ky against cahly jaty hain
    Dear friend jab hum Treading krty hain tu Kabhi kabhi asa hota hy jo analysis hum krty hain wo hamry against ho jaty hain tu es ki waja ye hy khy market mn kab kiya hony wala hy kisi ko nh pata agr hamry analysis hamry against ho jain tu hum ko tp sl ka use krana chahie taky account Wash hony sy buch jaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Treading krty howy kabhi hamry analysis bhi hamari tread ky against cahly jaty ha

    yah jaruri nahin hai ki hamare analyses balveer hi successful Ho hamare analyses ka ek dafa wrong Ho jaate Hain jiski vajah se hamen trading Milo se bhi ho jata hai so hamen koshish karni chahie ki Ham good analyses ke sath working Karen WhatsApp time hamare analyses rahun ho sakte hain aur hamen market mein loss bhi ho sakta hai isliye hamen kabhi bhi tension nahin leni chahie aur Arabi analyzers ke sath working karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Treading krty howy kabhi hamry analysis bhi hamari tread ky against cahly jaty ha

      market mein nuksan aur munafa ka hona aam si baat hai hamen kabhi is market se munafa milta hai aur kabhi kabhi hamen is market se nuksan bhi ho jata hai isliye hamen tension nahin leni chahie kyunki is kam mein munafa aur nuksan hota rahata hai aur agar hamen nuksan Ho jata hai to Ham agali dafa apne nuksan ko pura kar lete hain
      SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
      • #4 Collapse

        Re: Treading krty howy kabhi hamry analysis bhi hamari tread ky against cahly jaty ha

        Forex market ka jaiza taqreeban har traders hi leta hay magar ye zarori nahi key expert traders ki tarha esy traders be perfect market ko analysis karen saken jo acha knowledge aur experience nahi rakty koch traders market ko analysis karny ki koshish to zaror karty hey magar market analysis karny se related un ka experience aur knowledge etna kam hota hay key wo koshish key bawajood be apny maqsad me kamyab nahi hoty aur result es ka ye nikalta hay key market ki movement us key trades key opposite direction me move kar lety hey.
        • #5 Collapse

          Re: Treading krty howy kabhi hamry analysis bhi hamari tread ky against cahly jaty ha

          Yes ye possible nahi hota k ap ki her trade hi apko best profit de sometime markete main kiye gay analuse hamari trade ka agianst chaly jaty hain jis se hamy ya to us k achy profit main anay tak kafi wait kerna pta hai ya phir hamy us k liye akset loss ko bhi accept kerna par sakta hai wesy trh yehi kiya jay k best analyse k bad hi trade main entry li jay sometime proper analyse bhi nakam rehty hain and without analyse entry lemy se to avoide kerna chahye k is se hamy big loss ko face kerna parta hai so always careful honker hi trade main koi step lena chahye
          • #6 Collapse

            Re: Treading krty howy kabhi hamry analysis bhi hamari tread ky against cahly jaty ha

            Forex trading Mein Ek trader ko Apne mind ko fresh Rakhna hota hai aur apne aap ko fully prepared Rakhna Hota Hai Ek trader ko Hamesha profit ya nuksan ke liye apne aap ko taiyar Rakhna chahie Kyunki Forex trading mein Main Achanak se market ka trend change ho jata Hai Jiski vajah Se Kabhi Kabhi nuksan Ho Jata Hai aur Hamare analysis galat sabit ho Jaate Hain
            • #7 Collapse

              Re: Treading krty howy kabhi hamry analysis bhi hamari tread ky against cahly jaty ha

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ameermoavia پيغام ديکھيے
              Dear friend jab hum Treading krty hain tu Kabhi kabhi asa hota hy jo analysis hum krty hain wo hamry against ho jaty hain tu es ki waja ye hy khy market mn kab kiya hony wala hy kisi ko nh pata agr hamry analysis hamry against ho jain tu hum ko tp sl ka use krana chahie taky account Wash hony sy buch jaye
              Ji han dear brother aapane bilkul sahi Kaha Hai Jab Ham trading Karte Hain To Hamari Kabhi kbar Jo Aane Se Jaate Hain vah Hamari trade ke hairstyle Chale Jaate Hain Kyunki market kabhi kabhi technical movement nahin karti to usse Hamare analysis galat sabit ho sakte hain aur koi bhi Aisi strategy nahin hai ki jo hundred percent aapke mutabik ko aur usse aapko fayda Hi Ho aapko ismein kabhi kabhi loss bhi Hota Hai.
              • #8 Collapse

                Re: Treading krty howy kabhi hamry analysis bhi hamari tread ky against cahly jaty ha

                jab bhi Ham mukmmal analysis karke trade open karte hain to hamare use trade ke profit mein jaane ke chances 80% Se bhi jyada badh jaate Hain lekin agar vahi trade hamari profit mein Na bhi jaaye to fir bhi hamen yah samajhna chahie ki ho sakta hai humse analysis mein Koi galti Ho Gai Ho kyunki hamare analysis kabhi bhi 100% theek nahin ho sakte Hamesha yah galti ki gunjaish hoti hai agar Ham yah samjho ke hamen jhulas hua hai vah hamare analysis mein Koi Na Koi galti Hui hogi to yah chij hamen bahut jyada fayda de sakti hai jab Ham karenge aur hamen pata lagega ki sach mein humse Koi galti Hui hai aur jab Ham dobara trading karne lagenge to use galti ke chances bahut kam ho jaenge isiliye hamen koshish karni chahie ke Ham proper analyse Karen agar FIR hamen loss Ho jata hai to Ham use galti ko dhundhne ki koshish karne jiski vajah se hamen laga hua hai
                • #9 Collapse

                  Re: Treading krty howy kabhi hamry analysis bhi hamari tread ky against cahly jaty ha

                  Gee haan bhai aisa tou aksar hota hai humaray sath kay hum apnay analysis per trade lagatay hain tou woh trade loss mein chali jati hai hamen kabhi is market se munafa milta hai aur kabhi kabhi hamen is market se nuksan bhi ho jata hai isliye hamen tension nahin leni chahie kyunki is kam mein munafa aur nuksan hota rahata hai aur agar hamen nuksan Ho jata hai to Ham agali dafa apne nuksan ko pura kar letay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Treading krty howy kabhi hamry analysis bhi hamari tread ky against cahly jaty ha

                    In fact the most successful trader of the world cannot say that hundred percent of his trade close in the prophet you have to be able to maintain your posting and the bonus that you achieve from the posting and you made did that bonus you have to be able to make 50% or at least 40% of your trades going to profit you cannot become a legend whose all the trains go into the profit but on the average sure profit posting for your profit sorry trading become successful than you are hero
                    • #11 Collapse

                      Re: Treading krty howy kabhi hamry analysis bhi hamari tread ky against cahly jaty ha

                      Forex Ek risky business hai Iske andar Hamare analysis Kabhi galat Bhi Ja sakte hain Kabhi theek Bhi Ja sakte hain. Jyadatar Hamare analysis theek Jaenge aur profit Mein Jaenge fullstop lekin Agar koi analysis Hamare trade ke against Chala Jata Hai To Hamen Pareshan Nahin Hona chahie balke next analysis ko aur Jyada mehnat se karna chahie.
                      • #12 Collapse

                        Re: Treading krty howy kabhi hamry analysis bhi hamari tread ky against cahly jaty ha

                        Assalamu alaikum bhai sahab ji han theek kah rahe hain aapki kabhi kabhi Amber se bhi Hamari meet ki against Chale Jaate Hain uski vajah yah hai ki market Mein bike karne walon ya FIR chal karne walon ki frequency jyada ho jaati hai aur example bullish candle kar Jati Hai Ya Paris mein jyada se le a Jaate Hain Is Tarah balance nahin rahata market disturb Ho Jaati Hai Aur Hamare analysis Hamari trade Ke Chal jaati aur loss a jata hai
                        Do it before other will do!
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Treading krty howy kabhi hamry analysis bhi hamari tread ky against cahly jaty ha

                          Assalam o Alikum,,,


                          Asa issue a jata h kbi kbi k hum jo market ko check kr trade lagaty hein woi analysis hmari trading k kilaaf ho jaty hrin, es ki jwa ye h khu mak e bar market ki satuation k ocheck kr k pir 3 sa 4 din usi ananlysis prr trade krty hein es sa buchny k liye hmein daily 3 sa 4 baar market ko read krna cheaye.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X