Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.
    G dear friends forex trading mai ager ap kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai shuru mai market ka sarwye kiya karain aur bad mai ager ap nay trade lagana hai tu ap ka kam hai kay ap es mai stop lose aur take profit ka istamal zaroor kiya karain kiyu kay ap har time tu net kay through kam nhi rhye saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai tool ka istmal zaroor kiya karain ta kay bad mai ap atna he faida laye lain faida laina he ap kaliye zaroori hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam hamesha achye tareeqye say mahnet aur lagan kay sath karain ta kay bad mai ager ap net kay sath connect nhi bhi hao tu ap ka trade auto pay he band ho jata hai jub kay ap es say faida laye laitye hain tu ap ka kam hai kay ap har aik tool kay barye mai jan kay kam karain kiyu kay tools ka istamal tu kafi zaroori hota hai aur sp es mai kamyab ho katye hain tu mahnet kay sath kiya gaya kam hamesha he kamyabi ki zamanat hai aur ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain
    $$$ Never Give Up $$$
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

    Dear forex forum friend ap ne stop loss aur take profit ka zikar kiya hai tu ye bahut important hain hamyn apni trading mein lazmi use karny chahiyn in k bahut zayada faidy hoty hain jaisa k stop loss trade mein is liye lagaya jata hai k is k lagany se account ki safety ensure hoti hai kyun k ham trade lagany k bad har time online ni beth sakty tu stop loss ka ye bhi faida hai k bar bar chart dekhny ki zaroorat ni parti aik point par jahan tak ap samjhty hain k market ja sakti hai aur ap utna loss bhi recover kar sakty hain tu us point par stop loss laga dyn aur jab market ap ki trade k opposit move kary gi tu jonhi stop loss ko tuch kary gi tu auto par close ho jaye gi aur apki trade kam loss mein close ho jaye in case agar news bhi aa jati hai tu account safe rehta hai wash hony se bach jata hai
    Aur take profit bhi aisa he order hota hai ham profit wali side par take profit ka order place kar dety hain aur jab bhi market hamary lagaye hoye order ko tuch karti hai tu automatically profit mein close ho jati hai tu dear is tarha hamyn market mein online bethny ki zaroorat ni hoti aur auto par hamari trades close hoti hain is liye har trade mein stop loss aur take profit ka use lazmi karyn aur analysis karny k bad karyn ta k safe point par ye orders place hon
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

      Stop loss ke bahut fayde take profit ke fayde nahin hai agar aap stoploss laga lock lagate ho to aapko limited loss hota hai aur aapka bonus capital save rahata hai lekin agar aap take profit lagate ho aur stop loss nahin laga ke aap ko limited profit hoga aur aapko loss bhi ho sakta hai trading market mein aap ki aadat honi chahie ki aapane just stop loss lagana hai aur take profit nahin lagana hai iska fayda aapko bahut ho sakta hai aajkal jaisa ke gold strong kar raha hai aur ummid hai ki 1789 tak jaega is situation mein agar ham gold per buying opportunity avoid nahin karte to humko spelling opportunity wale karne ke liye just half side stop loss lagakar wait karna chahie agar gold ab chala gyya to aapka stop loss rate hoga aur aapko limited loss hoga lekin agar download ho gaya to aapko bahut fayda ho sakta hai stoploss ky faidy itny zeyada hain ky ap soch bhi nhi skty ho
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

        dear friend forex trading mn kamyabi hasil krnay aur achhi trading kr k achhi earning hasil krnay k liay forex trading k tool ko trading mn use krna bahot zroori ha khas kr k forex trading k aisay tool jin mn take profit sur stop loss shamil hn apko apni hr trade mn lazmi use krna chayay keun k take profit ka fayeda yeh ha k agr ap koe aur job krtay hn aur ap apni trade ko hr waqt read naen kr sktay to ap jb trade lgayn to jahan tk apko lgay k achha profit mil skta ha to wahan pa take profit lga den ta k hit honay pa apki trade close ho jay aur stop loss forex trading ka aik aisa tool ha jis ko use kr k ap apnay account ballance ko safe rakh sktay hn keun age ap spni trade mn stop loss use naen krtay to agr apki trade ziada loss mn chali jay to apka account bhi wash ho skta ha isliay apnay account ballance ko safe rakhnay k liay stop loss ko trade mn lazmi use kren
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: AB75 پيغام ديکھيے
          G dear friends forex trading mai ager ap kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai shuru mai market ka sarwye kiya karain aur bad mai ager ap nay trade lagana hai tu ap ka kam hai kay ap es mai stop lose aur take profit ka istamal zaroor kiya karain kiyu kay ap har time tu net kay through kam nhi rhye saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai tool ka istmal zaroor kiya karain ta kay bad mai ap atna he faida laye lain faida laina he ap kaliye zaroori hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam hamesha achye tareeqye say mahnet aur lagan kay sath karain ta kay bad mai ager ap net kay sath connect nhi bhi hao tu ap ka trade auto pay he band ho jata hai jub kay ap es say faida laye laitye hain tu ap ka kam hai kay ap har aik tool kay barye mai jan kay kam karain kiyu kay tools ka istamal tu kafi zaroori hota hai aur sp es mai kamyab ho katye hain tu mahnet kay sath kiya gaya kam hamesha he kamyabi ki zamanat hai aur ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain
          STOP LOSS...........
          StOp LosS KA fAUda BuHT HE zyADa HOtaY HAIN AAp yH dKEH L;AiN kE mENE JO ApNA acCouTN WA Sh kiyaA Hay US MN mER ePAas 20 dlLAr Ka ACcOnT ThasA aUr MENe sTOp LosS ka IStemAAl bHY Nhy kiYAa NteEja Yh NikLAa KE mrKt mER efACVouR mn NhYy AyaA hy auR DefIInEly mUJy Loss Ho gyAA haY AT LAST MEra AccOunT wASh Ho gyaA aB MN yH dEKh Kr PAcHHHtA RHaa HOoN Ke AGr MEME StoP lOSS KA iSTemAal KiYA hOta TO mEra CcaOuNT waSH NAa hOta Is LIye SToP losS FactOr KO KABhy bee IgNOerWE nA kRO ....
          TAKe PRofIT ...
          sAme WaY mN StOP LOs KI Traah taKE proFIt KAA bhe bUht ZyadA IMporTAncCe HOtaA ahaY aGR aAP TAke ProfIT kA iStEMaL kROgY tO aAPkO IS mN ApNe ProFIt nBAlanCE KO SVAe KrnY ka maKA Ml JAyEGAa Is LiYE TAke proFIt Ka Hr hLt Mn ISteMAl Kro q kayu aGR Mrkt AaPe fAVoUR mn Ata aHAy To APka ProfIT bALAnmCE sAFe Ho AJyegaA aur aGr MArkET aGAIan ApkE OppOsIte cHAla gAYaa to pHyr AapKO Loss ho ajYEGaA i LiEY tAKe PRofiT ka sTemAL BHee bnuHAt zyada ImortancE RKHTAa HAY ......
          Visit My Profile
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

            Asalam o Alikum dear friends umeed karta hon kay ap sab theeek hon gay jesa kay ham san janty han kay forex ak bahut he achaa business ha is main kaam karny say ham bahut ziada earning kar saktee han hamy is main kaam karny kay leye bahut ziaada mehnat ki zarorat ha is main kaam kar kay ham achy results hasil kar saktee han hamy is markit main achii mehnat kar kay he entry leni chaheye is business main ham jitni mehnat karee gay is main ham itnaa he success hon gay is main hamy dil laga kar he kaam karnaa chaheye or is ki markit ko achy say samjhana chaheye Q ye world wide markit ha is main thori si ghaltii achaa nuksaan karwa saktii ha is main hamy bahut saholiaat di howi han is main hammy acha profit hasil karny key leye take profit or stop loss set karna chaheye ta kay markit say achaa profit hasil kar sakee or markit hamarii ghair hazrii main bhi hamary khilaaf na ja saky or is say ham acha fiadaa lay sakee
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

              bhai jan forex aik online business ha jis ma ham sab khuch jo bi nazr ata ha or kar rahy hota han wo pori duniya ka trader dakhta han es kam ko karna ka liya hamy bohat knowldge pratice or os ka bad expreince ki zarort hoti ha or hamy es ma bohat si saholta di jati ha har business ma losse hota ha or forex on ma sy boht differen ha es ma hamri choti si galti bohat bra losse da sakti ha hamy kabi bi es kam ma jaldbazi nai karni chahiya or hamy trading ma aik sab sa achi chiz jo ha wo stop lose or take profit ha agr ham in ka istal krta han to kabi bi apna account wash nai krwa sakta q ka markit ki movement ko aik new trader ka liya bohat muskal hota ha stoop losse ka bohat sa faida hota han or agr ham apni trade lgta han os pa stop losse to lga data han but take profit ka istmal nai krta to os ki waja hamra andar lalch a jata ha q ka ham os pa bohat zyada bouness ki umeed krta ha kai bar markit bohat opar chli jati ha to ham kisi kam ma masrof hota han to jab markit ko dakhta ha wo losse ma band hoi hoti ha or jb hamy ya pta chlta ha ka markit bohat profit ma bi gyi ti to phr afsos krta han agr ham sop losse or take profit ko lga da to hamy apni tarding ki tenshion khtm hu jati ha q ka trade na khud hi closse hu jana ha jo bi howa
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

                Forex duniya ka but zabrdast business hay jiss see loog bht achii earning kar rehy hoty Hain r es s loog lakhon Rupa kama rehy Hain es s loogo ko profit b hota hay r loss b hoota hy jiss tarhan aik businesses person Kay sath hota hay r take profit s b bht faida hota hay jiss.s logo ko bht asani hoti hay take profit laga akr bhool jao .
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

                  Stop loss aur take profit kay bohat say faiday hain. Traders ko inn do trading tools ka use kerna chaiye kiyu kay MT4 trading terminal kay yeh do aisay tool hain jo traders ko loss say bhi bachanay mai madad daitay hain aur achay profit mai bhi madad daitay hain. Forex trading business mai aisay bihat say traders hotay hain jo apni trades open kernay kay baad market ko watch kernay kay liye time nahi manage ker patey jiss wajah say unhain nuqsaan ho jata hai aur bohat say traders ki trades achay profits mai jaa kay bhi waapis aajati hain ya phir profit mai jaa kay bhi loss mai ajaati hain.

                  Stop loss aur take profits kay use ko seekhnay kay liye traders ko demo trading account mai practice bohat ziada zaruri hoti hai. Aur demo trading account mai traders ko sirf trade open ya close kerna he seekhna chaiye bulkay trading terminal kay aisay tools jo traders ko trading kay doraan bohat help kertay hain aur sub say important tools stop loss aur take profit he hain. Stop loss traders ko loss control kernay mai help kerti hai aur isi Tarah take profit traders ko profit control kernay mai help kerta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

                    Dear friend forex trading men stop loss aur take profit dono bahut achay options hen aur inn ko use kar k safe aur secure trading kar saktay hen aur kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh trading k daoran stop loss aur take profit ko zaroor manage kartay hen jiss ki waja se account bhi safe rahta hey aur acha profit bhi hasil kar saktay hen trade lagatay waqt stop loss ko use kar k loss ki limit ko kam kar saktay hen aur itni limit rakhtay hen k bahd aasani se loss ko recover kar saken aur jo log forex trading k ilawa koi aur job ya business kartay hen aur her waqt apni trade pe nazar nhi rakh saktay tu unn k liay take profit bahut acha option hey kiun k iss men trade khud ba khud profit men close ho jati hey ya jo log rat ko trading kartay hen woh take profit laga kar so jaen tu phir bhi trade auto pe profit men close ho jati hey aur take profit ki waja se profit ko yakeeni bantay hen
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

                      stop loss.
                      yeh ik bahot hi imporatent chiz hai ais ka link money manegenment k sath bhe hai yeh ik imporatent tools hai jo ham ko har hal main apni har traide main lagana hota hai agar ham ais ka use nahi karty hain to m,arkets trand change kar k hamry against chali jati hai or ham ko ik bara loss dey jati hai ya phir hamara account bhe wash kar jati hai
                      take profit .
                      yeh bhe ham ko apni har traie main use karna chahi hai agar ham koi traide lagaty hai to ham os traide k oper 24 hourse nazar to nahi rkh skty hain to ais lia ham ik makhoso target k oper ik value dey dty hain jab markets wahan tak punch jati hai to hamri traide automatic cut ho jati hai . ais ka faida yeh hai k baz dafa ham koi bhe traide lagty hain or ham phir off line ho jaty hain or jab wapas akr dekhty hain to markest hamry mkhsos hadf tak punch kar phir wapas entry point par ajatai hai or ham ko bahot afsos hota hai ais afsos sey bachny k lia ham ko chahi hai k ham take profit ka use bhe lami kary
                      information for Beginners
                      Complete Forex Knowledge
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

                        Assalamu Alaikum dear friend ummid karta hun ki aap sab theek Honge Ja sake ham Sab Jante Hain Ki Forex Ek bahut hi Achcha business hai ismein kam karne se Ham bahut jyada nahin kar sakte hain Hamen is Mein kam karne ke liye bahut jyada mehnat ki jarurat hai ismein kam Karke Ham acche se kar sakte hain Hamen is market Mein acchi mehnat karke hi entry leni chahie is business Mein Ham jitni mehnat Karenge ismein Ham itna hi success Honge ismein Hamen Dil lagakar kam karna chahie aur is ki market ko acche se Samjhana chahie Kyunki yah worldwide market Hai ismein Thodi Si Galti Achcha nuksan Karva sakti hai ismein Hamen bahut Khushi Hui Hai ismein Hamen Achcha profit Hasil karne ke liye take profit aur stop loss set karna chahie Tha ke market Se Achcha profit Hasil kar sake aur Market Hamari Adhuri main bhi Hamare khilaf Na Ja sake aur isase Hamen Achcha fayda mil sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

                          Assalamu Alaikum dost ismein Hamen trading tool Ka istemal Karna chahie do trading tools Hain Jo Hamesha aapse Jyada trading karne mein Dal Dete Hain Ek take profit aur dusra stop loss ismein koi bhi trade open karne se pahle Hamen Ishq Mein uska target set karna Hota Hai jb hum trade open Karte Hain To sath mein Tu sath mein Hamen apne target ko Mind MN rakh ke take profit aur stop loss ka use karna chahie use karna chahie ismein Hamen Achcha Bahar karna lajmi hai tumhara work Achcha hoga to Hamari success bhi achi Hogi technical lena Ko Dekhkar aur dusre main kam Karen jisse Hamen target Ka Pata Chal sakte hain
                          :1f60d: hard work :1f60d:
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

                            Dear friend stop loss or take profit ya donon metatrader 4 ke donon Aise tools Hai din ke bagair trading karna bekar hai aur jaise ki ek expert trader ine donon tools ke bare mein acchi Tarah Se Bata sakta hai Kyunki yah donon tools Aise hain jaise ke koi bhi Jung mein aapke pass Hathiyar Ka Hona aise hi Forex trading mein agar aap trading kar rahi hain to ine donon tools ko use karte hue kam karna bahut jaruri hai jab tak aap intools ko use karte hue Kam Nahin Karenge aap Kamyab Nahin ho sakte Kyunki take profit Ka maksad Yahi Hai ki aap market se out bhi ho chuke hain aapki trade running Mein Hai To aapki trade autobook ho jayegi auto profit book ke sath band ho jayegi To Jaise ke stop loss ka fayda yah hai ki aap lalach se bacha sakte hain aap stop loss ko active Karke market se beshak out ho jaen aap ki trade Agar galat bhi ho jayegi To vah Kam loss ke sath close ho jayegi to ine donon to usko use karna bahut jaruri hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: AB75 پيغام ديکھيے
                              G dear friends forex trading mai ager ap kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai shuru mai market ka sarwye kiya karain aur bad mai ager ap nay trade lagana hai tu ap ka kam hai kay ap es mai stop lose aur take profit ka istamal zaroor kiya karain kiyu kay ap har time tu net kay through kam nhi rhye saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai tool ka istmal zaroor kiya karain ta kay bad mai ap atna he faida laye lain faida laina he ap kaliye zaroori hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam hamesha achye tareeqye say mahnet aur lagan kay sath karain ta kay bad mai ager ap net kay sath connect nhi bhi hao tu ap ka trade auto pay he band ho jata hai jub kay ap es say faida laye laitye hain tu ap ka kam hai kay ap har aik tool kay barye mai jan kay kam karain kiyu kay tools ka istamal tu kafi zaroori hota hai aur sp es mai kamyab ho katye hain tu mahnet kay sath kiya gaya kam hamesha he kamyabi ki zamanat hai aur ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain
                              Dear ais market mai ap ne agar kamyab hona hai to ap ko apni her trade k sath take profit aor stop loss use karna ho ga tab hi ap ais market mai kamyab ho sakty hai ais market mai ap ko trade k sath stop loss aor take profit use karna ho ga ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai stop loss k baghair kaam nai karna chaye kun k ais market mai ap jab stop loss k baghair kaam karty hai to aus mai ap ko ho sakta hai kafi zayda loss ho jaye ais market mai ap agar thora sa loss karty hai to aus ko asani se recover kar sakty hai ais market mai ap ko loss se bachna hai to aus k liay ap ko ais market mai mehnat karni ho gi tab hi ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap agar loss kar lety hai to aus ko slow slow recover kar skaty hai magar account wash k baad ap kaam nai kar skaty.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X