New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?
    Pak Forex forum pay monthly contests kay bad aur normal posting bonus weekly honay ki wajah say bohat ziada new members join ker rahey hain aur contests mai posting bhi ker rahey hain. New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?

    new members or seniors members ko post me numaya farak knowledge ka hota ha jub new or juniors members psot kartay hain tu un ki post me normal or aam sa knowledge hota ha or new members ne apni post par zeyda tar general batainy ki hoti hain jin ka har new traders ko pehle se hi knowledge hota ha or new members ki post or threads read karne se dusre new members kay knowledge me bhi izafa nehi hota ha
    jub seniors members post kartay hain tu un ki post knowledge wali hoti ha or seniors members ne aisi batainy ki hoti hain ju new members ko pehle nehi pata hoti hain ju new members ne question pocha hota ha seniors members un ka answers bhi complete knowledge kay sath detay hain yeh farak hota ha
    • #3 Collapse

      Re: New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?

      New members key posts short hoty hey jab key senior members key posts informative hony key sath tafseel key sath be hoty hey, asani se forum me new aur senior members key posts ka mawazna kia ja sakta hay aur es me difference ko be find kia ja sakta hay, time key sath new members ko apni posts ko informative aur knowledgeable banany ka muqa zaror milta hay magar es key ley zarori ye hay key new members senior members key posts se learning karna start nahi kar lety, jo senior members hoty hey un ko be chaye key wo apny posts ki limit ko increase karny se ye behtar samjy key apny posts ki quality aur es ko informative banany key ley mehnat karen.
      • #4 Collapse

        Re: New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?

        Dear friend Jaisa ki aap Logon Ko Maloom Hai Ki Jab Bhi Koi senior Panda paws karta hai to uski post bahut hi acchi aur benefit wali Hoti Hai Kyunki usko pata hai ki rules kya hai aur kaise kam karna hai usko sab chijon ke bare mein pata hota hai aur vah Usi hisab se posting karta hai agar vah koi bhi question puchta hai tab bhi uska question bahut hi Achcha hota hai jisse dusre Logon Ko learning Hasil hoti hai aur Jaise koi bhi reply bhi karta hai senior Banda to uski post bahut hi acchi aur quality wali aur rule ko Palan karte hue hoti hai aur jab ke new user Jab Bhi posting Karta Hai tab usko yah Nahin Pata Hota ki Kaise market Mein achha work kiya jaaye To vah Aisa Sar ismein kam karna start Karta Hai To isliye senior aur Junior mein bahut jyada Fark Hota Hai
        • #5 Collapse

          Re: New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?

          dear is main asan se bat hai k jin k paas trading ka acha knowledge hota ha wo is main acha kam krte hein ur new member ki post se hum itna faida hasil nai kr sakte hein jitne old member se kr sakte hein dear hume is main acha bonas hasil krne k liye is main phaly menat krni hoti ha jo be insan is main menat kr k kam krta hai wo easy se is business main kameyabi hasil kr sakta ha hume is main menat k bhagir success nai milti ha hume daily is business ko time dena lazmi ha tecncial analysis ur fundamental analysis ko dekhna chaiye forum main kam krne se hume trading ka knowledge be mil jata ha hume daily kam krna hota ha daily hamra kam hona chaiye ta hi forum main hamri activity achi hon gey
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
            Pak Forex forum pay monthly contests kay bad aur normal posting bonus weekly honay ki wajah say bohat ziada new members join ker rahey hain aur contests mai posting bhi ker rahey hain. New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?
            Dear ais forum par jo new members hoty hai aun ko forex market ka atna zayda pata nai hota hai wo ais forum par kaam karty hai to aus k pass atna zayda experience nai hota hai aor wo ais forum par ghaltian karty hai jis ki waja se aun ki posts ki quality achi nai hoti hai ap ne agar ais forum par kaam karna hai to ap ko ais forum par mehnat karni hoti hai ais forum par ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais forum par ap ko mehnat karni hoti hai tab hi ap ko ais forum par kamyabi mil jati hai ais forum par ap agar mehnat karty hai to ap ko ais mai kafi zayda bonus mil sakta hai agar ap k kaam ki quality achi ho gi ais forum par ap mehnat karty hai to ap ko ais mai faida ho jata hai.
            • #7 Collapse

              Re: New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?

              My dear forum friend jo new forum members hoty hain un k pass forex ka itana zayada knowledge ni hota aur wo jab kisi thread ka rply karty hain tu un ki post ki jo wording hoti hai us mein mistakes hoti hain aur wo thraed ka acording information aur knowledge share ni kar sakty aur unki post ki quality standard k mutabiq ni hoti wo fazool batin share karty hain kyun k un k pass acha knowledge ni hota acha answer ni hota is liye aisy new tarders ko senior members ki post ko achi tarha read karna chahiye ta k post karny ka tareeqa pata chaly aur knowledge bhi barhy jab k jo senior traders hoty hain un k pass forex tarding ka aur forum ka bahut acha aur bahut zayada knowledge hota hai aur wo hamesha thread k sawal k mutabiq post karty hain aur koi bhi gahir zaroori bat ni karty achi information aur acha knowledge share karty hain ta k new forum members ko post parh k faida ho aur ham sab ko chahiye k achi post ko zaroor thanks dena chahiye aur us k knowledge se faida uthana chahiye
              • #8 Collapse

                Re: New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?

                Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy k contest bonus monthly or forex forum bonus weekly hony ki wja sy bot ziada log tazi sy posting kr ry han q jo bonus hamy do month bad milta tha ab wahi bonus hamy monthly dia jata hy jis ka hamy bot bara fayda ho ra hy k hamy bonus zyada mil ra hy is k sath sath hamy aik faida ye b ho ra hy k contest ka maqsad jasa k ham sb janty han k aik dosry sy bahtreen knowledge or information share karna hy to ab ziada members hony ki wja sy or b zyada acha knowledge or information share ki ja rahe han hamy in sy ziada sy ziada faida utha kr earning karni chaiy mgr jo senior members or junior members han un ki posts m kafi farq hota hy q k seniors ko kam karny ka zyada experience hota hy un ki spelling m b koi mistake ni hoti or un ka kam b acha mayari or rules k mutabiq hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?

                  Dear forex members . forex business ek aesa business a jismy hm tab e kamyab o sakty hay jab hmry pas knowledge/ experience o ga. Forex business my new members & seniors members ke post my numahea farq nazar hata a . Main difference knowledge ka ,learning ka ,experience ka hota a ,Seniors members k pas knowledge hota a ,experience hota a ,kiu k time k sath sath bnda skillfully hota jata a . jab k new traders k pas koi knowledge / experience nae hota WO jb forex business ko join krty hay to seniors me post ko study kar k ta demo account sy practice kar k knowledge/ experience Basil krty hay . to dear forex members new traders & senior members ke post my ek numahea farq nazar hata a.
                  • #10 Collapse

                    Re: New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?

                    members or seniors members ko post me numaya farak knowledge ka hota ha jub new or juniors members psot kartay hain tu un ki post me normal or aam sa knowledge hota ha or new members ne apni post par zeyda tar general batainy ki hoti hain jin ka har new traders ko pehle se hi knowledge hota ha or new members ki post or threads read karne se dusre new members kay knowledge me bhi izafa nehi hota ha
                    jub seniors members post kartay hain tu un ki post knowledge wali hoti ha or seniors members ne aisi batainy ki hoti hain ju new members ko pehle nehi pata hoti hain ju new members ne question pocha hota ha seniors members un ka answers bhi complete knowledge kay sath detay hain yeh farak hota ha
                    • #11 Collapse

                      Re: New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?

                      G dear asal mai ye hota hai kay new member ko time lagta hai kay wo zayda achi posts nhi kar patye hain jub kay senior member aisye member hai jo es mai kafi arsa say kam kartye hain tabhi wo es mai achi posts kar saktye hain tu junior bhi time kay sath sath samjh jatye hai tu es mai sari bat knowldge ki hotye hai ager ap kay pass acha knolwdge ho ga tu ap es mai hamesha he achi posts kartye hain jub kay ap ko es mai faida bhi acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai aik senior ki soch ki tarha sochain ager ap junior member hai tu ap aik time mai bhut he jaldi senior member ban jatye hain jub kay ap es mai kamyab bhi ho jatye hain tu ap nay acha kam.karna hai tu ap apna kam mahnet kay sath kartye hain tu ap es mai kamyb ho jatye hain
                      $$$ Never Give Up $$$
                      • #12 Collapse

                        Re: New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                        Pak Forex forum pay monthly contests kay bad aur normal posting bonus weekly honay ki wajah say bohat ziada new members join ker rahey hain aur contests mai posting bhi ker rahey hain. New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?
                        Ji bilkul new members aur old members ki post aur thread Mein Kafi Jyada difference hota hai Kyunki Jab new members kam Karte Hain To unke pass hai itna Jyada knowledge aur information Nahin Hota Jisko vah share kar sake isliye Unki post ki quality bhi itni acchi Nahin Hoti lekin Aisa Bhi Nahin Hota Hai ke sare new members Ek kaise ho Jo new members mehnat karte hain aur mehnat Karke kam karte hain Unki post ki quality bhi acchi hoti hai Kyunki UN Logon ke pass information hoti hai jo form per share kar ke form Se Achcha bonus Hasil kar sakte hain new members ko Apne andar mehnat karne ka shauk Paida karna chahie
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                          Pak Forex forum pay monthly contests kay bad aur normal posting bonus weekly honay ki wajah say bohat ziada new members join ker rahey hain aur contests mai posting bhi ker rahey hain. New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?
                          Dear jab aap posting kar rahe hote hain aur agar aap uska Tahsil se analysis karen to aap samajh a Jayegi ki Kuchh post jo hoti hai vah standard ke hisab Se Ja rule and regulation ke hisab Se Nahin Hoti aur kuchh post Aisi informative Hoti Hai Din mein bahut Achcha knowledge deliver Kiya Gaya hota hai aur vah ek properly ISI title ko discuss Karke post ki Hui Hoti Hai Is Tarah Ki post hai jismein bahut accha Malik deliver Kiya gaya ho vah pata chal jata hai ki yah seniority post hai aur Jis post mein post ki quality aur uski wording ki Yojana hui ho to aap usse Idea Laga sakte hain ki yah Ek Newshour Hai is Kavita Kitna trading ke bare mein nahin pata Jab ek question Kiya jata hai aur uske reply Mein different answer Diye Jaate Hain To an answer ko aap read Karke Idea Laga sakte ho ki yah Banda post karne wala senior hai ya junior
                          • #14 Collapse

                            Re: New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?

                            G han forum pe new members k pass acha knowledge aur experience nhi hota iss liay woh achi quality ki posts nhi kar saktay ya forum rules k mutabik posts nhi kartay iss liay unn ko thanks bhi nhi miltay jiss ki waja se unn ko bonus bhi kam milta hey lekin seniors members k pass forex trading k baray men acha knowledge aur experience hota hey jiss ki waja se woh achi quality ki full of knowledge posts kartay hen jiss ki waja se logon ko acha knowledge milta hey iss liay woh thanks bhi kartay hen aur unn ko hi acha bonus bhi milta hey iss liay seniors aur juniors ki threads aur posts nen knowledge ka bahut fark hota hey iss liay forum pe jo new members aatay hen unn ko chahiay k woh 6 months sirf seniors ki threads aur posts ko ghaor se read karen aur jab acha knowledge mil jay tu phir regular posting start karen tu zaroor achi quality ki posts kar saktay hen aur phir acha bonus bhi hasil kar saktay hen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                              Pak Forex forum pay monthly contests kay bad aur normal posting bonus weekly honay ki wajah say bohat ziada new members join ker rahey hain aur contests mai posting bhi ker rahey hain. New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?
                              Dear brother ais form Bhar Jo single member hote hain unko ismein kam karne ka ya fayda hota hai ki is mein jo Achcha kam karta hai usko Yaad ho jata hai ki Hamen form per minute Karte Hain To Ham isme Itna Achcha kam Karenge Ham Ko ismein nachari award Milega Aise he is form per Jo member kam karte hain vah ismein unhen Karte Hain To Ham ismein madad Karni Hoti Hai Uske bad aapko ismein yah saaf pata chal jata hai ki jo new member is paramparik post karte hain vah Achcha post na karen to Unki samajh aati hai aise hi jo member is form per acche kam karte hain unko is per Achcha banaa Diya jata hai aur Unki post ki quality acchi hoti hai agar aap is form per mehnat karte hain to aapko ismein yah Dena chahie ki aap ismein Aisa kam Karen jisse aapko fayda ho jaega ismein Humko post ki quality ko dekh kar pata chal jata hai ki yah senior member Ne kam Kiya Hai yah is Mein junior member Ne post ki Hui Hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X