jaiza: Traders ka nafa aur nuqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: Traders ka nafa aur nuqsan
    Forex market me traders ko hamesha apny nafy ka be sochna chaye aur nuqsan ka be sochna chaye, agar traders siraf apny nafy ka hi sochy gey to wo risk ko manage nahi kar paye gey aur esi tarha agar siraf apny nuqsan ka hi sochy gey to wo acha profit earn karny me kamyab nahi ho saky gey, trading es technique se karna zarori hay key traders ko nafa be ho aur nuqsan se be traders bach jaye, es key ley trades ko market ki har kisam ki information aur news updates hasil karny ki zarorat hoti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: Traders ka nafa aur nuqsan

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
    Forex market me traders ko hamesha apny nafy ka be sochna chaye aur nuqsan ka be sochna chaye, agar traders siraf apny nafy ka hi sochy gey to wo risk ko manage nahi kar paye gey aur esi tarha agar siraf apny nuqsan ka hi sochy gey to wo acha profit earn karny me kamyab nahi ho saky gey, trading es technique se karna zarori hay key traders ko nafa be ho aur nuqsan se be traders bach jaye, es key ley trades ko market ki har kisam ki information aur news updates hasil karny ki zarorat hoti hay.
    Dear friend forex trading main profit loss donu han to hum ko donu ko zahan main rakh k trading karni chae ha is k ley humary pass stop loss or take profit donu han ta k hum log behtar planning or strategy sy trading kar saken jab hum bagar sochy samjy trading karty han to humy ziada loss hota ha is ley humy chae ache analysis karny or in k mutabiq apna stop loss or take profit set karny jtna ache analysis hon gy utna he profit ziada ho ga is ley humy ziada sy ziada apny profit loss ko zahan main rakhena ho ga or proper money management or risk management k sath trading karni ho ge or apny loss or profit ko control karna ho ga ta k hum log kamyab ho saken jtma ziada behtar ho ga hum usi tahra trading kar k ache earning kar saken gy is ley stop loss or take profit both important han
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: Traders ka nafa aur nuqsan

      Dear forex friends . Forex business ek risky business a jismy nafa r nuqsan 2no k barhy my hmhy sochna chaheay.Tab hm kamyab traders BN sakty hay. R isk liay SB sy important cheez learning ha jate a. Kiu k have hm forex trading k barhay my seekh jahay, knowledge gain Kar lay gy ,hmhy experience o jhy ga to hm hr chz ,analysis ,tools ,strategies to use krna seekhy gy r jin cheezon ko avoid karna a ,usko avoid karhy gy, to hmhy profit r loss my differences maloom hon gy. Hmry pas knowledge o ga to hmhy lots,volume % k barhay my b pta chly ga,hmhy leverage ka pta o ga ,leverage profit & loss 2no ko magnify krta a ,him jitna isko limit my rakhay gy utna ziada financial problems sy avoid or sakhy gy. So dear forex members hmhy forex trading my take profit & stop loss ko samny rakhna o ga tab him success o sakhy gy.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: Traders ka nafa aur nuqsan

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Forex market me traders ko hamesha apny nafy ka be sochna chaye aur nuqsan ka be sochna chaye, agar traders siraf apny nafy ka hi sochy gey to wo risk ko manage nahi kar paye gey aur esi tarha agar siraf apny nuqsan ka hi sochy gey to wo acha profit earn karny me kamyab nahi ho saky gey, trading es technique se karna zarori hay key traders ko nafa be ho aur nuqsan se be traders bach jaye, es key ley trades ko market ki har kisam ki information aur news updates hasil karny ki zarorat hoti hay.
        Dear ais market mai her trader ko profit bhi hota hai aor loss bhi hota hai ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai time lagana hota hai ais market mai ap agar time lagaty hai to ap ko ais market mai kai trades par profit ho jata hai aor kai trades par loss hota hai ais market mai ap agar discipline k sath kaam karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap ne agar kamyab hona hai to ap ko ais market mai loss se darna nai ho ga ais market mai ap ko plan bana k aor apni trading strategy par kaam karna ho ga tab hi ap ko ais market mai faida ho jaye ga ais market mai ap mehnat kary gay to ap ko ais market mai kamyabi mil jaye gi.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: Traders ka nafa aur nuqsan

          Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon k hamy market m in rahty hoay har trf ka sochna chaiy ham sirf aik side ka hi ni hona chaiy ham m sy zyada tar traders lalich karty hoay sirf or sirf hmasha profit ka hi sochty rahty han or profit hasil karny k chkar m loss karty rahty han ham agr lalich karty hoay sirf or sirf profit ka hi sochty han to ham kbi b risk management ni kr skty or risk management k bagar ham kbi b kamyab trading ni kar sakty risk management ka hmari kamyab trading m bot ahm kirdar hy or agr ham sirf loss ka hi sochty rahty han to ham phr b kbi kamyab earning ni kr skty hamy chaiy k ham loss or profit ka na sochan balky in sb chezon ka sochty hoay achi information or knowledge k sath trading karan
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: Traders ka nafa aur nuqsan

            Forex traders ko apnay nafay aur nuqsaan ka her waqt khayaal rakhna chaiye aur sochtay rehna chaiye kiyu kay forex trading aik business hai air business mai nafa aur nuqsaan saath saath chaltay hain. Forex trader ko jab tak iss haqeeqat ka pata na ho kay business koi bhi ho uss mai profit bhi hota hai aur loss bhi hota hai aur traders ko bhi yeh andaza hona chaiye kay loss ki recovery hamesha ziada importance rakhti hai. Forex trading kay doraan traders ko ziada ter loss iss wajah say hota hai kay unn ki learnings aur knowledge weak hotay hain aur woh aik bar trading ko learn ker laitay hain aur aik he baar demo trading account mai demo practice ker kay usay chore daitay hain aur yeh samajhtay hain kay uss kay baad na tou unhain learning aur knowledge update kernay ki zarurat hai aur na he mazeed practice say kuch seekhnay ki zarurat hai. Aur yehi ghalti nafa ko bhi nuqsaan mai badal daiti hai jiss ka traders ko dair say pata chalta hai
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: Traders ka nafa aur nuqsan

              G han dear bahut he achi bat ki hai ap ne forex trading mein sab ko pata hai k nafa bhi hota hai aur nuqsaan bhi hota hai aur koi bhi aisa trader ni hoga jis ko kisi na kisi trade mein loss na hua ho kyun k ye online market hai is mein trend ka kuch pata ni chalta kabhi profit hota hai tu kabhi loss ho jata hai is liye apny ap ko zehni tor par tayar kar lyn k ap ko loss bhi hoga aur apko loss ko recover karny k liye full tayar hona chahiye aur apna risk and reward is hisab se set karna chahiye k ap stop loss aisy point par lagayn k apko itna loss ho jitna ap recover kar sakyn mean k agar ap ne take profit 20 pip par rakha hai tu stop loss 10 pip par rakhyn aur jab bhi ap trading karyn stop loss must lagayn aur har tarha k nafy aur nuqsaan k liye ap zehni tor par tayar rahyn aur ap itni zayada mehnat karyn k ap ko forex trading se profit zayada ho aur loss kam ho
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: Traders ka nafa aur nuqsan

                Dear bhai jaisa k hume pta hai k forex trading eik risky business hai hume is main nuqsan be hota hota ir faida be is main kameyab wohi log ho sakte hein jo is main acha kam krte hein knowledge hasil kr k kam krte hein hume is main kameyab hone k liye risk lena parta hai lekin agr hum samjdari se risk lein gy tu asani hon gy trading krne main is main ap technical analysis ur fundamental analysis ko fallow kr k kam krein hume market ki next movement ka anadaza ho jata habir hum aona daily ka target asani se hasil kr sakte heinis liye is main kameyab hone k liye phaly hume is business main menat krni parti habtab hi kameyab ho sakte hein
                :1f60d: hard work :1f60d:
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: Traders ka nafa aur nuqsan

                  Apnay nafay aor nuqsan ka her Kam may sochna chahiye. Karobar may to zayada sochna chahiye. Hum apni mehnat say kamaya hoa paisa karobar may lagatay hay to us ka khayal bi rakhna zarori hota hay. Forex trading bi hamara karobar hota hay aor uss may bi hum apnay bonus say trading kertay hay jis say nafa kamanay Kay lie hum kertay hay to hamay is tarah kam kerna hota hay kay nafa ho laikin nuksan na ho jay. Forex trading may traders jub nuksan kertay hay to khud hi kertay hay aor nafa kertay hay to bhi khud he kertay hay. Traders ko aiso trading kerni chahiye kay un ka nuksan thora ho aor nafa zayada ho . Bonus ko mufat nai samajhna chahiye is kay lie bohat mehnat hoti hay is lie is kay nuksan ka bhi laazmi khayal rakhna hota hay aor is say nafa kama Kay he is ka fayda bi hay
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: Traders ka nafa aur nuqsan

                    Dear forex trading karna atna asan kam nhi hai ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath kartye hain tu ap ka faida ho jata hai jub kay trding mai ghalti karna bhi zaroori hai jub kay har aik say ghalti ho jatye hai jis kay bad ap ka nuqsan ho jata hai tu trading nam he nuqsan aur profit ka hai es mai ager profit hai tu nuqsan bhi zaroor ho jata hai jib kay ager ap ko es mai nuqsan hota hai tu faida bhi ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap es mai anylsis kay hisab say kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain jub kay ager ap trading mai trend ko follow kartye hain tu kamyabi zaroor miltye hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam.karain aur ap es mai nuqsan say kabhi na ghabrain kiyu kay nuqsan ho jata hai per ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath kam karain ta kay ap ko es mai nuqsan kam aur profit zayda hota hai tu ap kamyab hai kiyu kay kamyab wo he hota hai jo es mai acha kam kartye hain tu kam nuqsan he kamyabi hai ye nhi hai kay niqsan ho he na nuqsan zaroor hota hai es mai profit kay sath sath
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: Traders ka nafa aur nuqsan

                      G han thek kaha apne ke trader ko na nafa bholna hy na nuksan dono ko yad rakhna hay or manage kerna hay q ke trading me loss or profit dono hain. Profit eatn karne ke sath sath mind me loss ko bhi rakhein or risk utna lein ke jitna manage hosakey isi tarha loss hoga hota magar us loss ko havi na karein ye bhi sochein isi umeed ke sath kam karein ke profit bhi hoga.
                      Forex trading me success or earning ke liye learning kerna zarrurri hay or loss kerna bhi main cheeze yei hay ke real account me khud ko lalach se bachana risk dekh soch ke lena or loss ko face kerna sath sath loss ko recover kerne ke qabil bhi banna. Forex trading bohat hoosla or sakht mehnat ki zarrorrat hay aisa nai ke yuin profit hojyr profit hota hay bilkul magar loss bhi seconds me hota hay dono ko manage kerna bachna loss se asal kamyaabi hay.
                      # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: Traders ka nafa aur nuqsan

                        Traders ka profit kya last traders per hi depend karta hai agar traders mehnat Karke Kam Karne Wale Ho aur Hamesha planning aur analyses Karke trading karte ho to vah Jyada profit banate hain aur launch kam Hota Hai aur Iske Alawa Jab Bhi trading karte hain to stop loss use per ke trading Karte Hain Jo traders trading karte hue mehnat Nahin karte hain Bina soche samjhe trade karte hain unko trading Kar Ke nuksan Hota Hai Aise traders 4x Mein Kabhi kamyabi Hasil nahin kar sakte hain jo bhi traders se is business Mein Shiksha School Hona Chahte Hain unke liye Forex Mein hardworking karna bahut jyada jaruri hai otherwise yahan se sakta tha till Nahin hoga
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza: Traders ka nafa aur nuqsan

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                          Forex market me traders ko hamesha apny nafy ka be sochna chaye aur nuqsan ka be sochna chaye, agar traders siraf apny nafy ka hi sochy gey to wo risk ko manage nahi kar paye gey aur esi tarha agar siraf apny nuqsan ka hi sochy gey to wo acha profit earn karny me kamyab nahi ho saky gey, trading es technique se karna zarori hay key traders ko nafa be ho aur nuqsan se be traders bach jaye, es key ley trades ko market ki har kisam ki information aur news updates hasil karny ki zarorat hoti hay.
                          Aapane bilkul theak baat ki hai Kyunki Agar Ham Dekhte Hain To Duniya Mein jitni bhi business Hain UN Sab Mein Naha Aur Makaan hota hai agar Ham mind Mein just munafa Rakhenge Aur nuksan Ko Apne mind Mein Nahin Rakhenge aur Ham Ko nuksan Ho Jata Hai To Ham fir se decide Ho Jaenge aur ham Itna kam acchi tarike se nahin kar Sakenge isliye agar aap Chahte Hain ki aap apna kam acchi tarike Se Tere to aap profit ke sath tha San Sabhi mind Mein rakhkar kam Karte Rahe Duniya ke jitne bhi Deewane se UN Sabko Agar Dekha Jaaye to dukaan bhi hota hai aur business ki definition bhi yahi hai ya profit aur loss sharing Hote Hain Kitna business banta hai isliye aapko chahie to Jab wedding karen to man to laugh ke bare mein bhi Jarur Rakhna chahie. Ismein nuksan Na Hota To fir Har Banda hi trading karna start ho jata
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza: Traders ka nafa aur nuqsan

                            Jiss tarah dunia k her business men loss aur profit hota hey bilkul issi tarah forex trading men loss aur profit business ka hissa hey iss liay forex trading her kisi ko loss bhi hota hey aur profit bhi milta hey aur jahan tak mera khayal hey forex trading aik risky business hey iss men loss ziyada aur profit kam milta hey lekin expert traders jin k pass acha knowledge aur experience hota hey woh achi trading kartay hen iss liay loss kam aur profit ziyada milta hey lekin forex trading men achay traders bhi 50 percent loss aur 50 percent hasil kar saktay hen aur forex trading aik real men bahut hi acha aur profitable business zaroor hey lekin her kisi forex trading profit nhi milta kiun k iss men acha profit kamanay k liay pahlay achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir acha bonus create karen ya achi investment karen tu zaroor achi trading kar k acha profit kama saktay hen lekin lalach aur jald bazi se perhez karen aur time ki achi investment karen tu zaroor kamyab ho saktay hen lekin forex trading men loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay aur forex trading men agar aj loss huwa hey tu kal profit bhi ho sakta hey iss liay apni mehnat jari rakhen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza: Traders ka nafa aur nuqsan

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                              Forex market me traders ko hamesha apny nafy ka be sochna chaye aur nuqsan ka be sochna chaye, agar traders siraf apny nafy ka hi sochy gey to wo risk ko manage nahi kar paye gey aur esi tarha agar siraf apny nuqsan ka hi sochy gey to wo acha profit earn karny me kamyab nahi ho saky gey, trading es technique se karna zarori hay key traders ko nafa be ho aur nuqsan se be traders bach jaye, es key ley trades ko market ki har kisam ki information aur news updates hasil karny ki zarorat hoti hay.
                              Dear brother is market Mein Har Kadam Apne tarike se trade laga raha Hota Hai Aise he is market mein aap Agar trade Lagate Hain To aapko is market Mein Tel Lagane ke liye analysis karne hote hain aur uske bad aap is market Mein Kamyab ho Jate Hain aap is market mein agar koi trade Lagate Hain To aap Bhavishya mein ho sakta hai Ki Itna Jyada fayda Na isliye Humko is market Mein Sawar ke sath kam karna Hota Hai Jab Ham is market Mein Achcha kam start Karte Hain Uske bad is market Mein Kamyab ho Jate Hain Aise he is market mein jo trader mehnat karte hain unko ismein kamyabi mil Jaati Hai is market mein humko time Lagana hota hai Taki Ham is market Mein mehnat Karte Hain To Ham Ko ismein fayda Ho Jata Hai Uske bad Ham is market mein aasani se Kamyab ho Jate Hain Agar is market Mein mehnat Karte Hain To Humko is Mein kamyabi mil Jaati Hai Aise he is market mein humko mehnat Karni hogi uske bad is market Mein fayda Milega Agar Ham is market Mein Achcha kam karna chahte hain to Humko kam se kam Na Hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X