kitni trades open karni chahie jo asani se manage ho sakain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kitni trades open karni chahie jo asani se manage ho sakain?
    new traders jazbat me a kar zeyda profit ki lalach me kafi trades open kar letay hain ap un ko Apne personal experience se mashwara de kay un ko aik sath kitni trades open karni chahie jo asani se manage ho sakain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kitni trades open karni chahie jo asani se manage ho sakain?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
    new traders jazbat me a kar zeyda profit ki lalach me kafi trades open kar letay hain ap un ko Apne personal experience se mashwara de kay un ko aik sath kitni trades open karni chahie jo asani se manage ho sakain?
    Dear aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Humko daily basis per koshish Karni chahie ke jitni minimum ho sake Itni trading Karen aur jarurat padane per Ham trading ki tadad ko Jyada bhi kar sakte hain Agar trading Hamare liye faydemand sabit ho rahi hai aur Waqt Ke Saath Saath Humko experience Hasil Ho Raha Hai To usmein Ham izafa bhi kar sakte hain lekin Jab Hamara initial stage Ho To Humko chahie ki Ham trading kam se kam Karen aur overtrading se avoid Karen Kyunki Agar Ham over trading Karenge To Ham nuksan kar sakte hain Humko chahie ki Ham daily basis per Ek Ya Do trades Pade se start karen aur Ahista Ahista isko increase karte jaen is tarike se Ham jaldi kamyabi Hasil kar sakte hain aur Hamara knowledge bhi jaldi increase Hota jaega
    • #3 Collapse

      Re: kitni trades open karni chahie jo asani se manage ho sakain?

      G dear humara kam hai kay aik time mai aik he trade ooen karain kiyu kay aik time mai ager aik he trade open kartye hai tu us mai zayda masla nhi banta hai ap ka kam acha ho jata hai jub kay ap es mai pora focus kay sath acha kam kar saktye hain tu ap ka aik he trade ooen ho ga tu ap kaliye masla nhi banye ga jub kay ap es mai acha kam jar kay hamesha he kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam achye say acha karain ta kay ap es mai kamyab ho jaim acha kam hamesha he kamyabi hasil kar laita hai tu apni mahnet kay sath apnye kam mai achi aur lagan kay sath kartye rhain ta kay bad mai ap kaliye masla na banye aur ap es mai kamyab ho jain tu ap ka kam hai kay ap aik time mai aik ge trade open karain ta kay ap ko kam ki samjh a paye aur ap es mai achs kam kar pain jub kay ap es mai acha kam kar kay hamesha he kamyab ho jatye hain ager ap es mai aik he trade lagain gaye tu ap es mai kamyab zaroor ho jaim gaye tu ap ka kam hai kay ap hamesha mahnet aur lagan kay sath apna kam kartye rhainnta kay ap es mai kamyab ho pai
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: kitni trades open karni chahie jo asani se manage ho sakain?

        dear forex markeet main hamko har aik knowledge har aik sessions aur har aik webinaar main yahi samjhaya jata hay k hamko trading k douraan kabhi bhi emotional ho kar kaam nai karna hay aur sath sath greed say bhi avoid karna hy agar ham amrkeet main kam say kam risk aur reward say kaam kartay hain to hamko yeh sochna chaye k yeh sab say achi habbit hay aisa karnay say na ham kahin janewlay hain aur na he yeh markeet kahin stop honewalai hay jis say ahamri earning ruk jayege aur ham markeet ko chorr daingay,forex markeet main kaam kartay wakt agar ham is baat ko yaad rakhain k hamaray passs jo experience hay agar ham usko aisa use akrain k jaisay ham nay hamesha k liye kaam kartay rehna hay to ham markeet main kabhi bhi shame nai hongay forex makreet main agar achay pint say hamko confirmations wali aik bhi achi entery milty hay to hamko markeet main usi pay he theek thaak risk lainay say ham aik haftay aur aik month tak ki earning kar saktay hain to phir ham amrkeet main q aik say ziada entery k liye risk laitay hain,better yahi hay k ham amkreet main aik wakt main sirf aik he entery lain jis say hamko yeh bhi pata hoga k makreet kab tak hamary favour main aaty hay aur haamra knowledge kis had tak hamari favour karta hay to ham amkreet main success hain.
        • #5 Collapse

          Re: kitni trades open karni chahie jo asani se manage ho sakain?

          New aor junior traders ko profits ki bohut juldi hoti hay kiu kay wo new hotay hay aor pehli baar trading ker rahay hotay hay ro to wo juld baazi may zayada trades open ker laytay hay. Traders ko utni he trades open kerni chahiye jetni wo manage bi ker sakay. Zayada trades kabhi bi open nai kerni chahiye kiu kay ic tara bohut zayada loss ho jata hay. Forex trading may yei sub kuch seekhnay kay lie he demo trading may kaam kerna hota hay aor us kay saath saath learning aor knowledge bi ici liye gain kiya jata hay aur woi real trading may kaam ata hay. Aik waqt may aik ya do he trades open ker kay trading zayada sai rehti hay ic tara trader asaani say trading ker laytay hay
          • #6 Collapse

            Re: kitni trades open karni chahie jo asani se manage ho sakain?

            is main jitna hamre paas knowledge hota ha hume os k mutabiq hi kam krna hota ha agr hum is main extra kam krein gein tu hume nuqsan ka hi samna krna phrey ga is main hume achi trading krni chiaye acha time dena hota ha tab hi hum kameyab be ho sakte hein ur daily hume analysis krne hote hein tecnical analysis ur fundamental analysis dono ko fallow kr k hume is main koi trade open krni hoti ha agr hum is main extra kam krein gein tu hum nuqsan ka hi samna krna phrey ga is main hume daily kam krna hota ha daily chart analysis indicotor ko dekhna hota ha hume is main emotional ko control kr k kam krna hota ha hume profit hasil krne ki jaldi hoti ha ur hum lose kr jate hein is waja se
            :1f60d: hard work :1f60d:
            • #7 Collapse

              Re: kitni trades open karni chahie jo asani se manage ho sakain?

              2 se zeyada trades open karny ki traders ko koshish nahi nahi karni chaye agar single trade hi open kia jaye to ye bahot achi bat hay es ka mange karna be asaan hay agar 2 trade be open key jaye to kesi had tak es ko be manage karny me asani ho sakti hay magar 2 se zeyada trades key open karny ki waja se traders ko es ki management karny me be mushkil hoti hay aur traders es key loss ko face be nahi kar sakty hey, trades hamesha 2 ya es se kam open karny me traders ka faida hay, traders ko loss ka be sochna chaye 2 se zeyada trades me loss afford karny se be zeyada ho sakta hay aur es ka recover karna traders ko emotional bana sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: kitni trades open karni chahie jo asani se manage ho sakain?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                new traders jazbat me a kar zeyda profit ki lalach me kafi trades open kar letay hain ap un ko Apne personal experience se mashwara de kay un ko aik sath kitni trades open karni chahie jo asani se manage ho sakain?
                Dear sab se phly to ye hai k ap ne agar account par aik trade open kar li hai to wo hi kafi hai ais mai apki aik trade jab safe ho jaye to aus k baad ais market mai ap new trades open kar ley ais market mai ap agar aik hi time par zayda trades open kar lety hai to aus ki waja se ap ko kafi zayda loss ho jata hai ais market mai ap ne agar kamyab hona hai to ais mai over trading se bachy aor ais market mai apny account ko nazar mai rakh k trades ko open kary ais market mai ap agar bahot hi zayda trades open karty hai to aus mai ap ko ye faida ho jata hai k ap ko agar aus par profit ho to kafi zayda hota hai magar market jab opposite jati hai to ap ka account wash ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni ho gi tab hi achi trades milti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: kitni trades open karni chahie jo asani se manage ho sakain?

                  Bhai ye to her trader ki apni apni strategy pe depend karta hai, per mein hamesha ek waqt mein ek trade open karta ho qk mujhe ziyada stress lene ki adat nhi hai aur is traha account bhi safe rahta hai qk risk kam hota hai loss ka.
                  • #10 Collapse

                    Re: kitni trades open karni chahie jo asani se manage ho sakain?

                    Asalam o Alikum dear forex friends umeed karta hon kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ak lajawab business ha is main kam karny kay leye hammy bahut sari mehnat ki zarrat ha is main ham jitni mehnat kareen kar sakteen han or is ki market say achy results hasil kar sakteen han hammy ak waqat main sirf or sirf utni he trade open karni chaheye jin pa analysis kar kay achy say is ko mange kar sakteen hon forex ki market main ye hamary uper depend karta ha kay ham kitni trades pa analysis ko achy say kar kay is ki movement ko jan kar is main entry lay kay in ko manage karna janty hon or ak waqat main hammy ziada say ziada 2 say 3 posts karni chaheye or phr in pa stoop loss or take profit laga dena chaheye or har trade pa stop loss jitna ap asani say mange kar sakeen utna he laga dena chaheyey or hamary analysis agar strong hon gay to is say acha profit gain kar sakeen gay
                    • #11 Collapse

                      Re: kitni trades open karni chahie jo asani se manage ho sakain?

                      Dear member forex trading mushkil business hai aur jab is business mein aap new hote Hain to phir aapko kam karna is se bhi ziada mushkil ho jata hai kyunki is business mein kamyabi Hasil karna tab mumkin ho sakta hai Jab aap forex kibacchi learning Hasil kar lete hain. Forex trading mein aapko chahie ki ek waqt mein sirf ek hi trade open rakhen kyunki agar aap ek se jyada trade open rakhenge to fir aapko focused rakhna mushkil ho jaega kyunki ek trade per aap acche tarike se focus kar sakte hain aur aur iske alava Agar aapki prediction galat hoti Hai to fir aapko ek hi trade mein nuksan ho sakta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: kitni trades open karni chahie jo asani se manage ho sakain?

                        Dear Forex trading business International online business hai aur bahut jyada risky business hai Hamen Hamesha money management ko follow karte hue hi trading Karni chahie new traders ko chahie ki vah Hamesha ek time mein sirf ek hi trailer gaye aur profit ka vate Karen Agar Ham ek time mein jyada train lagaenge To Hamen manage karna Mushkil ho jaega Hamen apni experience to increase karne ke liye koi ek currency pair ko select karna chahie aur uska analysis karte hue hi trading Karni chahie Is Tarah Hamen easily market ki movement understand karte hue trading co continue Rakh sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain Agar Ham at a time over trading Karte Hain To Ham kabhi bhi sari trade ka analysis nahin kar sakte aur Hamen Hamesha loss ka Samna karna padta hai Hamen koshish karni hai ki Humse Kyon trading Karen aur at a time sirf ek hi trade Karen ektrit karne se easily Apne loss ko recover bhi kar sakte aur Hamesha apni trading Mein stop loss or take profit ke margin ko set karna chahie Agar Hamare Paas maximum $500 Hai To Ham sirf teen trading kar sakte hain aur apne profit ko increase kar sakte hain Forex trading business Mein Apne profit ko increase karne ke liye Hamesha Apne experience ko increase Karen aur apne knowledge aur apni experience ko use karte hue hi market ka Nash Karen aur apni profitable trading select Karen without experience Ham kabhi bhi achcha profit Hasil nahin kar sakte aur overtrading se Ham kabhi bhi apni earning ko increase nahin kar sakte aur na hi Kabhi Apne balance ko secure rkh sakte hain Shukriya
                        • #13 Collapse

                          Re: kitni trades open karni chahie jo asani se manage ho sakain?

                          Assalamu Alaikum dear friend ismein Jitna hamare pass knowledge hota hai Hamen Uske Mata Bhi ki kam karna hota hai agar Ham ismein extra kam Karenge To Hamen nuksan ka Samna karna padega is Mein Hamen acchi trading Karni chahie Achcha time Dena Hota Hai Tabhi Ham Kamyab bhi ho sakte hain aur daily Hamen analysis karne hote hain technical analysis aur fundamental analysis donon ko follow karke Ham ismein Koi trade open Karni hoti hai agar Ham ismein extra kam Karenge To Ham nuksan ka Samna karna padega ismein Hamen Delhi kam karna hai Hamen ismein emotional ko control Karke kam karna hota hai Hamen profit Hasil karne ki jaldi hoti hai aur ham log kar Jaate Hain Is vajah Se Hamen chahie ki Ham ismein greedy se Bach ke kam Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: kitni trades open karni chahie jo asani se manage ho sakain?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                            new traders jazbat me a kar zeyda profit ki lalach me kafi trades open kar letay hain ap un ko Apne personal experience se mashwara de kay un ko aik sath kitni trades open karni chahie jo asani se manage ho sakain?
                            Dear brother of his market Mein Ek time mein three trade Se Jyada trade open na Karen Kyunki ismein aap Jab teen trade Laga Dete Hain To usmein aapko yah fayda ho jata hai ki agar Ek trade nuksan Mein ja rahi ho to Baki do trade profit Mein jakar use nuksan ko recover kar deti hain aur aapko overall profit Ho Jata Hai Is Tarah aap ka Delhi ka target bhi aasani se pura ho jata hai agar aap account per bahut jyada trade Lagate Hain To usmein aapko samajh Nahin a Rahi hoti ki kaun si trade ismein best hai aur kaun si wrong hai isliye aapko chahie ya aap ek time mein teen trade Se Jyada is account Varna lagaen aur money management ko follow karti hui Sab per lot size Ek Jitna rakhen Agar aapka account bada hai to usmein aap log size ko thoda sa Jyada bhi Rakh sakte hain Taki aap ke account ke hisab se aapka target aasani se pura Ho Jaaye agar aap lot size ko pura kar lete hain to aapko ismein Kafi jyada fayda ho jata hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kitni trades open karni chahie jo asani se manage ho sakain?

                              Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap log kheriyat se hon gy.
                              Ji han dosto 2 se zeyada trades open karny ki traders ko koshish nahi nahi karni chaye agar single trade hi open kia jaye to ye bahot achi bat hay es ka mange karna be asaan hay agar 2 trade be open key jaye to kesi had tak es ko be manage karny me asani ho sakti hay magar 2 se zeyada trades key open karny ki waja se traders ko es ki management karny me be mushkil hoti hay aur traders es key loss ko face be nahi kar sakty hey, trades hamesha 2 ya es se kam open karny me traders ka faida hay, traders ko loss ka be sochna chaye 2 se zeyada trades me loss afford karny se be zeyada ho sakta hay aur es ka recover karna traders ko emotional bana sakta hay.THANKX

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X