Apne lot size apne previous loss ko yaad rakh kar lagana chaiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apne lot size apne previous loss ko yaad rakh kar lagana chaiye
    Ham Sab Ko Apna lot size Apne pahle loss Ko Yad Kar ke Lagana chahiye Kyunki iski wajah Se Kabhi Bhi Ham overtrading Nahin Karte aur na hi Hamara lot hota hai market Mein successful Hona Chahte Hain To Hamesha Aisa kam Karen Jiski wajah se aapko Kabhi Bhi Nakami Na Mile Hamen Apne lot size ko Hamesha apni equity ke hisab se aur Apne margin Ke hisab Se Lagana chahiye kabhi bhi over trade nahin kar deni chahiye Kyunki is se Hamen bahut hi zyada loss ho jata hai agar Ham successful Hona Chahte Hain to market mein jyada experience Hasil karna chahie Agar Hamare Paas zyada experience Hota Hai To Ham Hamesha Apne equity ke according lot size Lagate Hain aur kabhi bhi over trade Nahin Karte is se Ham Kabhi Bhi Nakam Nahin Hote aur na hi Hamara account wash Hota Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apne lot size apne previous loss ko yaad rakh kar lagana chaiye

    Forex Trading me agar hum ne apne pechle kaam se seekhna hai to Apne lot size apne previous loss ko yaad rakh kar lagana chaiye. Is se hum mutat ho sakte hen. Ghaltian har jagah ho sakti hai. Forex trading me bhi aksar awqaat ghaltian ho jati hai jo hamen kafi nuqsan de jati jai. Lekin agar hum un ghaltion se sabaq nahi hasil karengay aur us ko ignore karne ki koshash karengy to ye hamen mazeed aur nuqsan de gi. Forex trading me ghalti choti ya bari nahi hoti bas ghalti ghalti hoti hai aur is ka chota ya bara hona is k nuqsan pe depend karta hai k wo nuqsan kitna deti hai. Is waja se ghaltion se seekhne ki koshash karen.
    • #3 Collapse

      Re: Apne lot size apne previous loss ko yaad rakh kar lagana chaiye

      اصل پيغام ارسال کردہ از: SamadAli پيغام ديکھيے
      Ham Sab Ko Apna lot size Apne pahle loss Ko Yad Kar ke Lagana chahiye Kyunki iski wajah Se Kabhi Bhi Ham overtrading Nahin Karte aur na hi Hamara lot hota hai market Mein successful Hona Chahte Hain To Hamesha Aisa kam Karen Jiski wajah se aapko Kabhi Bhi Nakami Na Mile Hamen Apne lot size ko Hamesha apni equity ke hisab se aur Apne margin Ke hisab Se Lagana chahiye kabhi bhi over trade nahin kar deni chahiye Kyunki is se Hamen bahut hi zyada loss ho jata hai agar Ham successful Hona Chahte Hain to market mein jyada experience Hasil karna chahie Agar Hamare Paas zyada experience Hota Hai To Ham Hamesha Apne equity ke according lot size Lagate Hain aur kabhi bhi over trade Nahin Karte is se Ham Kabhi Bhi Nakam Nahin Hote aur na hi Hamara account wash Hota Hai
      Jab Bhi aap log trading Karen Apne account capital ke hisab se apni lot size ki select Karen aur jab bhi aap Logon Ko nuksan Ho Jata Hai To Uske bad jo aap trading karte hain usmein aap log Dhyan Rakha Karenge aap Logon Ko Jo nuksan Ho Gaya aap Logon ki money management ki vajah se hua hai ya FIR planning ki vajah se Hue Jis bhi weekness ki vajah se aap Logon Ko nuksan hota hai aap log Kuchh Galti per Kabu Palan to aap Logon Ko Dobara se nuksan ho sakta aap aur jo vah hota hai usko bhi aap log acchi Tarah Se recover kar lete hain isliye apni Galti ko Kabu Karen Unki koi gunjaish nahin hai aur jo log mistakes Karte Hain vah Kabhi Kamyab Nahin ho sakte agar aap acchi money management Karenge apni lot size ki selection Apne account capital ke adjust Karenge to aap log bahut acche tarike se Kamyab ho sakte hain aur acchi money management aapko Jarur successful banati hai.
      • #4 Collapse

        Re: Apne lot size apne previous loss ko yaad rakh kar lagana chaiye

        اصل پيغام ارسال کردہ از: SamadAli پيغام ديکھيے
        Ham Sab Ko Apna lot size Apne pahle loss Ko Yad Kar ke Lagana chahiye Kyunki iski wajah Se Kabhi Bhi Ham overtrading Nahin Karte aur na hi Hamara lot hota hai market Mein successful Hona Chahte Hain To Hamesha Aisa kam Karen Jiski wajah se aapko Kabhi Bhi Nakami Na Mile Hamen Apne lot size ko Hamesha apni equity ke hisab se aur Apne margin Ke hisab Se Lagana chahiye kabhi bhi over trade nahin kar deni chahiye Kyunki is se Hamen bahut hi zyada loss ho jata hai agar Ham successful Hona Chahte Hain to market mein jyada experience Hasil karna chahie Agar Hamare Paas zyada experience Hota Hai To Ham Hamesha Apne equity ke according lot size Lagate Hain aur kabhi bhi over trade Nahin Karte is se Ham Kabhi Bhi Nakam Nahin Hote aur na hi Hamara account wash Hota Hai
        Yes dear aapki baat bilkul theek hai trading Mein Ham Kai dafa nuksan kar dete hain aur jab Ham per Ek trade Lagane Lagte Hain To Ham Ko Ek Dafa Apna previous record check kar lena chahie Jab Humne Jyada lot size select kiya tha To Ham Ko Kitna nuksan ho chuka hai to usse FIR Hamari trading Mein behtri ah sakti hai aur ham lot ka size thoda kam Rakhenge no doubt use Ham Ko profit kam Hoga lekin usse Hamara account bahut jyada se ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Apne lot size apne previous loss ko yaad rakh kar lagana chaiye

          اصل پيغام ارسال کردہ از: SamadAli پيغام ديکھيے
          Ham Sab Ko Apna lot size Apne pahle loss Ko Yad Kar ke Lagana chahiye Kyunki iski wajah Se Kabhi Bhi Ham overtrading Nahin Karte aur na hi Hamara lot hota hai market Mein successful Hona Chahte Hain To Hamesha Aisa kam Karen Jiski wajah se aapko Kabhi Bhi Nakami Na Mile Hamen Apne lot size ko Hamesha apni equity ke hisab se aur Apne margin Ke hisab Se Lagana chahiye kabhi bhi over trade nahin kar deni chahiye Kyunki is se Hamen bahut hi zyada loss ho jata hai agar Ham successful Hona Chahte Hain to market mein jyada experience Hasil karna chahie Agar Hamare Paas zyada experience Hota Hai To Ham Hamesha Apne equity ke according lot size Lagate Hain aur kabhi bhi over trade Nahin Karte is se Ham Kabhi Bhi Nakam Nahin Hote aur na hi Hamara account wash Hota Hai
          Yes dear ais market mai jab trader aik dafa ghalti ki waja se loss karta hai to aus ghalti ko jab tak sahe nai kar ley ga tab tak aus ko faida nai ho ga ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai planing kar leni chaye aor aus k hisab se ap ko ais market mai trade lagani chaye ais market mai ap agar lot size bari lagaty hai to aus ki waja se ap ko kafi zayda loss ho sakta hai ais liay soch k kaam kary.
          • #6 Collapse

            Re: Apne lot size apne previous loss ko yaad rakh kar lagana chaiye

            G han trading mein lot size ki bohat ahmiyat Hy kyo k es sy hum apny account ko safe bhee Kar sakty Hain anur loss bhee Kar sakty hain mazeed ye k hum koi bhee order open Karen hamen yad ralhna chahye k previous lot size koya tha aur uska result Kiya that phir order open Karen
            • #7 Collapse

              Re: Apne lot size apne previous loss ko yaad rakh kar lagana chaiye

              Bilkul dear aapane bahut acchi baat ki hai bilkul Hamen Aisa Hi karna chahie Agar Ham Apne previous losses ko Apne mind Mein rakhte Hue apni previous mistakes ko Apne mind Mein rakhte Hue kam Karenge To Ham bahut Achcha kam kar sakte hain aashram Achcha kam Karenge Banke Ham usse bahut accha result Hasil karne mein Kamyab Ho Jaenge isliye Hamen lot size ho ya trading Ho Hamen Har Tarah Se Apne previous losses aur apni previous mistakes ko Apne mind Mein rakhne ki koshish Karni chahie unhen kabhi bhi ignore nahin karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Apne lot size apne previous loss ko yaad rakh kar lagana chaiye

                g hn g ap ki baat bilkul theek hai k lot size hameesha apny previous loss ko dekhty hoe select karein ap ki equity ap ko lot size choose karny mein help out karti hai ,agr ap ka eaquity level chotta hai to kabhi bhi zayada risk na lein minimum lot size k sath trade krein tb ap loss se bac sakty hein,..
                • #9 Collapse

                  Re: Apne lot size apne previous loss ko yaad rakh kar lagana chaiye

                  g apny shi kha hy kh hmin lot size ko apny previously loss ko dhk kr lgana chahie .hmin chahie kh hmisha apna lot size km rkhy agr lot size ko km rkhy gy tu hmin hmisha acha profit hasil hu ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Apne lot size apne previous loss ko yaad rakh kar lagana chaiye

                    aslamoalekum dear forex members bilkul Pakistan forex forum pr achii trding k liy zarori h k ap k pass acha knowledge ho .apny knowledge k mutabiq apni lot size ko set kren .agr ap bgher sochy smjhy apni lot size set krty hn to ye ap k liy loss ka sabab bnta h.is liy acha knowledge hasil kren ar achi trding kren
                    • #11 Collapse

                      Re: Apne lot size apne previous loss ko yaad rakh kar lagana chaiye

                      yes 100% right lot size ka bhot dehan rakhna hain qk lot size ki waja say account main kafi big move ki waja say loss b hota hain new trader ko aksar loss he hoga qk new trader work karta hain tu unko koi knowladge nhe hain k next merket kaaha move kar skti hain is liye new trader ko forex trading main work karne k liye hard work and praitce ki need hain lot size money manamget ye sab kuch follow karna b ust hain trading karne k liye trader k pas jitna ziyda knowladge hoga itna he vo haar trade main kamyabi pah skta hain and kamyab rahy ga daily regular kaam karna hain 24 hour merket opan hain trusted busniess hain apni mistake ko 24 hour main haar trader main check karna b must hain
                      ​Sadaf Khan
                      • #12 Collapse

                        Re: Apne lot size apne previous loss ko yaad rakh kar lagana chaiye

                        Foreign trading business Mein Hamen lot size manage karne chahie Agar Ham lot price manage Nahin Karenge To Ham kabhi bhi acchi nahin kar Payenge Humein trading karte hue bahut Soch samajhkar kam karna hoga Hamen money management ke mutabik reading karne ka hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Apne lot size apne previous loss ko yaad rakh kar lagana chaiye

                          apna lot size hmain is liye acha karna hai ke ham safe rahen agar ham mehnat se money management se kaam karain ge to ham buhat hi acha kaam kar sakte hain lekin hmain is mein buhat hi ache se kaam karna hai agar ham practice karain ge to ham kaam kar sakte hain hmain is mein ache se kaam kar sakte hain lot size kam hona chahiye aur quality ka kaam karain
                          • #14 Collapse

                            Re: Apne lot size apne previous loss ko yaad rakh kar lagana chaiye

                            Mashallah acchi baat ki hai is baat ko hamen apne mind mein baitha Lena chahie jaisa kaay aap ne kaha hai ki apna lot size previous loss ko dekhkar lagana chahie agar Ham aisa karenge To Ham kabi b loss nahin kahenge aur agar hamen loss hoga to bahut kam hoga kyunki Ham zyada lalach karke apna lot size nahin banaenge isliye hamen lot size limited kam rakhni chahie bilkul bhi nahin karni chahie kis chij se ham log jarur kamyab honge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apne lot size apne previous loss ko yaad rakh kar lagana chaiye

                              ji bilkul agar Ham apne previous loss ko kabhi nahin bhulate to hamen bahut fayda hota hai market Mein apna previous loss kabhi Na bhule aur lot size hamesha apne loss Ko yad rakh kar lagaen Taki aap kabhi bhi over trade na lagaen aur kabhi bhi apni overtrading ki wajah se aur zyada lot ki wajah se aapka account washna Ho koshish karenge aap hamesha forex market mein experience Hasil Karen aur zyada knowledge Hasil Karen kyunki Jab Ham sahi se mehnat karke zyada knowledge Hasil Karte Hain to hamen bahut zyada fayda hota hai market Mein successful hone ke liye hamen apne a lot size apni equity ke according hi rakhna chahie aur kam se kam rakhna chahie kyunki Jab Ham apna lot hamesha kam rakhte hain to market Mein hamen bahut hi zyada kamyabi milti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X