Market ko samjny key bawajood be kia stop loss lagana chaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko samjny key bawajood be kia stop loss lagana chaye?
    Agar ham market ka jaiza leny key bawajood be trading karty hey aur market ki condition fundamental aur technical analysis ki waja se hamary ley clear ho to kia per be hamy stop loss lagana chaye ya per nahi lagana chaye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko samjny key bawajood be kia stop loss lagana chaye?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
    Agar ham market ka jaiza leny key bawajood be trading karty hey aur market ki condition fundamental aur technical analysis ki waja se hamary ley clear ho to kia per be hamy stop loss lagana chaye ya per nahi lagana chaye?
    Yes brother is market Mein Humne koi bhi trade Lagani Hai To Humko uske sath stop loss use karna hoga ismein yah Jaruri Nahin Hota ki Humko market ke trend ki samajh a Gai Hai To Ham is market Mein stop loss ko use karna Chhod Den Agar Ham is market Mein Star Plus use karte hain to usse Humko yah fayda hota hai ki market Agar Hamare Amazon Jaati Hai To Humko use per nuksan ho raha ho to Hamara account se ho jata hai aise hi Hamara thoda sa nuksan hota hai aur Hamari friend close Ho Jaati Hai Agar Ham stop loss ke bagair kam Karte Hain To Humko is market Mein Kafi jyada nuksan ho sakta hai vah hamara account bhi watch ho sakta hai isliye Humko chahie ki Ham Apne Hath Jod ke sath Star Plus use Karen Taki Hamara account Vishay Rahe aur Humko profit bhi Hota Rahe.
    • #3 Collapse

      Re: Market ko samjny key bawajood be kia stop loss lagana chaye?

      G han dear forex members ,Forex ek aesa business a jismy profit & loss dono ka samna krna prhta a ,Hmhy market ke ktne ziada e smjh kiu na o phr b trading my kse na kse jga hmhy loss ka samna krna prhta a ,Isliay hamesha stop loss ko samny rakh kar trading ke jhy. Hmre risk strategies Jo k hm use krty hay,wo e stop loss order hota a, Is BT ko yad rakha jhy hamesha k aghr stop loss ko guaranteed na kya gya to hmhy initial deposit sy ziada loss ka samna karna prhy ga. To dear forex members ,ek kamyab traders bnany k liay yay Zaroori a k hm stop loss & take profit ko samnhy rakhy. Loss ke ratio ko hamesha profit sy kam rakhy ,Aghr hm bs yay smjh ly gy k bs hmny market ko smjh lya a ,r ab stop loss ko samny rakhny ke zaroorat nae to yay hmrhe bhol a ,kiu k aghr hm trading my stop loss ko samny nae rakhy gy to hm KBE b kamyab nae o sakhy gy r musalsal trading my nuqsan ka samna e krna prhy ga .
      • #4 Collapse

        Re: Market ko samjny key bawajood be kia stop loss lagana chaye?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Agar ham market ka jaiza leny key bawajood be trading karty hey aur market ki condition fundamental aur technical analysis ki waja se hamary ley clear ho to kia per be hamy stop loss lagana chaye ya per nahi lagana chaye?
        Ji ap nay bohat important question kia hay. Forex trading main koi bhi trader chahay jitna marzi expert ho jay aor jitna marzi Forex trading and Forex market ko understand kar lay kabhi na kabhi us ko loss zaror hota hay kun k Forex trading aik risky business hay jis main profit kay sath sath loss bhi hota hay aor us main profit ki nisbat loss honay kay chances bohat ziada hotay hain us ki wajah market ki ghair mamooli movement hay dora yeh k koi bhi trader any time apni trade ki nagrani nahi kar sakta us kay liay 24 hours online bethna bohat mushkil hay bal na mumkin hay es wajah say bhi baz dafa trader ko market down honay par loss ho jata hay lehaza har soorat main chahay trader kitna marzi market ko understand kar lay usay stop loss ko zaror lagana chahiay ta k ziada say ziada loss say bacha ja sakay aor aor apnay account ko bhi wash honay say bachaya ja sakay.
        • #5 Collapse

          Re: Market ko samjny key bawajood be kia stop loss lagana chaye?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Agar ham market ka jaiza leny key bawajood be trading karty hey aur market ki condition fundamental aur technical analysis ki waja se hamary ley clear ho to kia per be hamy stop loss lagana chaye ya per nahi lagana chaye?
          Dear Forex trading Mein Koi Bhi chij confirm Nahin Hoti aur usmein koi banda bhi aapko hundred percent guarantee Nahin De sakta isliye Is Tarah ho sakti hai ab Jaise oil ke bare mein Sare analysis the ki oil upwords move Karega aur Pichhle 2 se 3 Din Mein oil bahut niche a gaya hai isliye agar aap analysis karne ke bad Koi trade Lagate Hain To fir bhi usmein stop loss Lagana bahut jyada jaruri hai yah aapke Account Ki safety ke liye bahut important hai agar aap iska istemal Nahin Karenge to Aap To nuksan ho sakta hai isliye Jab aap jb trade Lagate Hain aur uske bad aap usko regularly visit nahin kar sakte To Ham to chahie ke ham Jarur stop loss Lagana cheye
          • #6 Collapse

            Re: Market ko samjny key bawajood be kia stop loss lagana chaye?

            Yes dear forum friend agar ap k technical analysis bahut strong hain aur apko surety hai aur confirm hai apki trade profit mein jaye gi tu is k bawajood bhi stop loss ka use must karna chahiye kyun k uski waja ye hai k some time kisi trade mein profit ho raha hota hai aur hamyn market ki samjh hoti hai k market ne profit mein jana hai but achanak market mein koi news aa jati hai tu hamyn profit ki bajaye loss ho jata hai aur agar account small ho aur lot bari lagi ho tu high impact ki news aa jati hai tu account wash hony ka dar lagta hai but agar stop loss lagaya hoga tu us ye faida ho jata hai stop loss hit hony se hamari trade kam loss mein close ho jati hai aur account wash hony se bach jata hai is liye jab bhi trade open karyn stop loss must lagayn stop loss k bahut faidy hain is se account safe ho jata hai aur stop loss hamesha aisy point par lagayn k agar apka stop loss hit ho jaye tu ap ko jo loss ho ap asani se recover kar sakyn
            • #7 Collapse

              Re: Market ko samjny key bawajood be kia stop loss lagana chaye?

              Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap sb kheriyat se hon gy. Doston Forex Ek Aisa business hai jismein is ke rules ko Kabhi khatm nahin kiya Ja sakta Iske rules ko follow kiye bagair ismein Kamyabi bilkul bhi Mumkin Nahin Hai Jab Ham Iske rules ko follow Nahin karte hain tab tak Ham ismein Kamyab Nahin ho sakte forex Mein jitne bhi expert trader bnd jaen jab tak Ham ismein stop loss take profit aur money management ka use Nahin karte hain tab tak Ham apni money ko safe Nahin Rakh Sakte. Ham dekh Lete Hain Ki Hamari knowledge mein izafa ho chuka hai lekin market ki up down movement Ham Kabhi Nahin samajh sakte is liye hmein stop loss ka use Hamesha Karte Rahana chahie stop loss ka use hmein bahut hi fayda deta hai iska use hmein Har Waqt karna chahie Jab Ham Kisi trade Ko open Karte Hain vah Ham jitne bhi expert Ho Jaaye Hmein iska use phir Bhi Karte Rahana chahie.THANKX
              • #8 Collapse

                Re: Market ko samjny key bawajood be kia stop loss lagana chaye?

                Assalamu Alaikum dear friendap nay bohat important question kia hay. Forex trading main koi bhi trader chahay jitna marzi expert ho jay aor jitna marzi Forex trading and Forex market ko understand kar lay kabhi na kabhi us ko loss zaror hota hay kun k Forex trading aik risky business hay jis main profit kay sath sath loss bhi hota hay aor us main profit ki nisbat loss honay kay chances bohat ziada hotay hain us ki wajah market ki ghair mamooli movement hay dora yeh k koi bhi trader any time apni trade ki nagrani nahi kar sakta us kay liay 24 hours online bethna bohat mushkil hay bal na mumkin hay es wajah say bhi baz dafa trader ko market down honay par loss ho jata hay lehaza har soorat main chahay trader kitna marzi market ko understand kar lay usay stop loss ko zaror lagana chahiay ta k ziada say ziada loss say bacha ja sakay aor aor apnay account ko bhi wash honay say bachaya ja sakay.
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko samjny key bawajood be kia stop loss lagana chaye?

                  G dear achi trading mai zaroori hai kay ap es mai jub bhi kam.kartye hain tu ap es mai tool ka istamal zaroor kiya karain aisa kam ap kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath acha kartye hain tu ap es mai hamesha kamyab ho jatye hain tu market ki samjh hai ya nhi hai per ap jub bhi trade lagtye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mai stop lose ka istamal kartye rha karain ager ap es traha ka kam kartye hain tu ap es mai acha kartye hain aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha mahnet aur lagan kay sath kam.karain aur ap ka kam hai kay ap es mai trade lagnye kay sath sath tools ka istamal zaroor kar liya karain ager ap es tarha ka kam kartye hain tu ap es mai hamesha kamyab ho jatye hain tu acha kam kamyabi ki zamant hai tu ap apna kam mah et aur lagan kay sath acha kartye hain tu ap es mai hamesha kamyab ho jatye hain tu acha kam karain aur kamyabi hasil karain
                  $$$ Never Give Up $$$
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko samjny key bawajood be kia stop loss lagana chaye?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                    Agar ham market ka jaiza leny key bawajood be trading karty hey aur market ki condition fundamental aur technical analysis ki waja se hamary ley clear ho to kia per be hamy stop loss lagana chaye ya per nahi lagana chaye?
                    Dear ye bahot hi zarori hai k humri trades k sath stop loss ho ais se humra account kabi wash nai ho ga hum agar ais market mai long term par kaam kar rahy hai aor hum ne ghalti se bari lot lagai hoi hai to market humry agar opposite jati hai to aus par hum ko kafi zayda loss ho sakta hai ais liay hum ko chaye k hum ais market mai achi trade lagany k liay trend ko samjhy aor apni trade k sath stop loss zaror lagye aus se humra account kabi wash nai ho ga aor hum ais market mai long time tak trade kar k profit bana skaty hai aor ais market mai kayabi ki taraf ja sakty hai ais market mai hum ko mehnat karni ho gi aus k baad hum ko ais market mai faida ho ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ko samjny key bawajood be kia stop loss lagana chaye?

                      Stop loss lagane ke bina trading karne ka koi fayda nahin hai agar aap trading market mein acchi main baat nahin karoge to aap acche professional trading member nahin ban sakte aur na hi aap acchi earning kar sakoge agar aap stop loss nahin laga aur ek profit lagakar trading karoge to aapko jiska nuksan hoga aap sabhi maximum earning nahin kar sakte ho lekin aapko maximum loss ho sakta hai trading market mein mari approach technical aur technique ke sath honi chahie agar ham trading market mein fundamental analysis and technical analysis understand kar lete hain lekin hamen is liquid market ke bare mein confirmation nahin hoti hai jaisa ki aapko maloom hai ki Jahan per koi bhi trading expert aapko confirmation trading nahin provide kar sakta hai aapko management karna zaruri hai ab agar aap trading market mein sentiments ko ignore kar dete ho to aapko trading market mein deception ka samna karna padta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ko samjny key bawajood be kia stop loss lagana chaye?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                        Agar ham market ka jaiza leny key bawajood be trading karty hey aur market ki condition fundamental aur technical analysis ki waja se hamary ley clear ho to kia per be hamy stop loss lagana chaye ya per nahi lagana chaye?
                        Forex trading main market ka kuch ni pata hota ha ap ko samj ho bi to ap ko confirm ni hota ha k movement kon c honi ha jis ki waja sy loss ho sakta ha is ley ap k against movement ki sorat main ziada loss sy bachena k ley stop loss lagana both zarori ha is ley humy chae ha k hum log behtar planning or strategy sy trading karny chae humy market ki samj ho humy pata ho k market ny kis tarif movement karni ha phr bi humy stop loss lazmi lagana chae ha warna koi news aa jay ya humary against movement ho jay to phr humy ziada loss na ho or acha profit hasil kar saken is ley stop loss both zarori ha apny account ko safe rakheny k ley
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ko samjny key bawajood be kia stop loss lagana chaye?

                          Ji Ham Sabko Yahan course for blouses use karna chahie stop-loss use Karke Apne time par Apna Kam Karke Ham Kamyab ho sakte hain Soch le liya Ham Sabko stop blouse use karna chahie stop lousy uska kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie Agar vahan per Apne time par Apna Kam karte rahenge To Hamen Yahan per use karna chahie aur vah Hamen take profit bhi minimum deta hai so se liye Hamen main Dil Laga kar Apne time par Apna Kam karna chahie aur apni mehnat ke sath Apna bonus level improve karna chahie Apne bola usko improve Karya ke Ham Sabhi Yahan per Kamyab hote hain isliye hamen bhi yahan Per Dil Laga kar kam karna chahie aur apni kamyabi Hasil karne ki koshish karne chahie Jo Insan Yahan per Mein Karta Hai vah Kamyab hota hai so isiliye hamen bhi apni Vana ke sath Apna Kam karna hoga aur Apna bonus Lagal improve karna hoga Tik Tok ji Ham Sabko Yahan per Apne time per Apna Kam karna chahiye aur Apna bonus level improve karna hoga Agar Ham Sab Yahan per Apne time per Apna Kam Karenge To Ham Kamyab Ho Jaenge isliye Apne time per hi Apna Kam Karen aur kamyabi Hasil Kar Ke Mahina Karke kam karne ki koshish karen Kisi Se Insan Kamyab Hota Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ko samjny key bawajood be kia stop loss lagana chaye?

                            forex mein trade kerny k liye humen market ko samjhna bohat he zeada zroori hai hum market ko samjhy begair aur understand kiye begair kabhi bhi trade ko apply nahi ker sakty market ki moment ko samjhna ho ga aur is mein humen dekhna ho ga k hum kis time achi entry ly sakty hain kuen k jab humari starting achi ho gi tou hum is mein continue bhi achy se keren gy aur humara aik momentum ben jaye ga humen is mein jab bhi trade kerni hai pehly market ko judge kerna chahiye is mein humen begair sochy smajhy kaam ko start nahi ker dena chahiye is mein agar hum trading tools ko apply kerty hain tou hum apni trade ko kamyab bena sakty hain humen apni trade mein stop loss ko lazmi use kerna chahiye phir chahy humen market k bary min kitni he understanding kuen na ho
                            stop market mein trade kerty waqt humari bohat zeada help kerta hai agar humari trade market mein galat direction mein chali jati hai aur humen loss hona start ho jata hai tou hum stop loss ki help se loss ko kam ker sakty hain aur apny account ko wash hony se bhi safe rakh sakty hain stop loss ka actual mein ye matlab hota hai k hum market mein kitny loss ko bear ker sakty hain aur phir hum utni limit ko set ker dety hainaur jab market us limti ko hit kerti hai tou humen market mein se exit mil jata hai aur humari trade bhi close ho jati hai agar hum stop loss ko apply nahi kerty tou humen loss hota he rehta hai humen stop loss ko aik specific point par set kerna chahiye na bohat he kareeb aur na he bohat zeada door set kerna chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ko samjny key bawajood be kia stop loss lagana chaye?

                              G sei bat kie ap nh ka trad ka sath hume stop loss ko be use karna chahy jb tk hum isi tool ko use kary gy tu hume bht feyda hota hai hamara A/C wash nh hota wash hone se control mai rahta hai tu hemi chay ka hum stop loss ko use kary or mehnat se kam karty jay tak ka hum kaybei hasil kar sekhy hume beri lot tu hume fiyda nh hota hum nuksan mai jaty hai humei market mai aty he phly market ka rull ko follow karna chahy us ka bad lot size lengi chay agr hum market ka rull ka mutabke kam kary tu zeyda best hai hum trading ka toll ko semj ka trade legni chahy tu hum acha profit hasil kar sekty hai agr hum kam lot size se trad karty hai tu hemi feyda ho or hamera A.C be wash nh ho ga or hum acha business kar sekty hai or acha profit hasil kar sekty hai humei experience ka sath forex mai ana chahy tak ka hum forex mai kamyabi hasil kar sekhy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X