Risk aur reward ki ratio ki calculation kaisay ki jaey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk aur reward ki ratio ki calculation kaisay ki jaey?
    Forex trading mai risk aur reward ki ratio ki bohat baat hoti hai. Risk aur reward ki ratio ki calculation kaisay ki jaa sakti hai? Aur best ratio kia ho sakti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk aur reward ki ratio ki calculation kaisay ki jaey?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
    Forex trading mai risk aur reward ki ratio ki bohat baat hoti hai. Risk aur reward ki ratio ki calculation kaisay ki jaa sakti hai? Aur best ratio kia ho sakti hai?
    dear brother aap na bahut hi important question arise yah hai isliye aapko bahut hi important information mil Jayegi Jiske bad aap is position Mein Honge ke risk and reward ki ratio Khud select kar sakte hain aur uske bare mein aapko complete information mil Jayegi ki yah kya hoti hai aur kis San Mein isko apply karna Hota Hai.

    Risk and Reward Ratio:
    According to definitions is sa murad ya hota ha The risk/reward ratio helps investors manage their risk of losing money on trades. Even if a trader has some profitable trades, he will lose money over time if his win rate is below 50%. The risk/reward ratio measures the difference between a trade entry point to a stop-loss and a sell or take-profit.

    Purpose of Risk and reward ratio:
    Dear jb hum trading kr rhy hoty han is ma hum ko risk bhe hota ha or usk sath sath profit b milta ha. Trading ma profit ko risk ma kam krty huye measures kr lena risk rewars ratio ka kam ha iski proper learning krni cheye.

    Importance of risk and reward ratio:
    Dear brother agar aap properly risk and reward ratio ko learn kar lenge to aap hi trading bahut acchi ho sakti hai aur aap ko nuksan hone ke chances bahut kam ho sakte hain isliye aap is important but per acchi tarike se focus Karen.
     
    • #3 Collapse

      Re: Risk aur reward ki ratio ki calculation kaisay ki jaey?

      Dear ap ne acha sawal pocha hai maximum new traders risk and reward ko manage ni karty tu loss ho jata hai risk and reward har trade mein bahut zaroori hai is ka ye faida hota hai k traders apny capital ko save kar sakty hain aur manage kar sakty hain aur risk and reward har trade par analysis kar k karna chahiye agar ap aik trade mein jab take profit aur stop loss set karty hain tu apko risk and reward ki ratio is tarha rakhni chahiye k ap in mein 50% ka difference rakhyn agar ap kisi trade mein 20 dollar par take profit laga rahy hain tu 10 dollar par ap stop loss rakhyn tab he ap apny risk and reward k mutabiq trades ko asani se manage kar sakty hain kyun k agar stop loss hit ho bhi jaye tu ap asani se recover kar sakty hain ap is market mein lalach aur emotions par agar control kar sakyn tab he ap risk and reward k mutabiq trading kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Risk aur reward ki ratio ki calculation kaisay ki jaey?

        dear risk aur reward ratio ki ko ap ko khud he choose karna parta hai aur wo main ap ko bata daita hyn ky ham kesy risk aur reward ratio ko choose karty hain ap ny ager aik order place kia hai tu ap ka ju bhi stop loss hai ap ka take profit kam say kam ap ky stop loss jitna hona zrori hai is ko ham 1:1 ki risk reward ratio ka name dain gay mager ager ap nay achi trade karni hai tu ap ka risk aur reward ratio 1:2 hona zrori hai is ka mtlun ager ap ka stop loss 20 pips hai tu ap ka take profit 40 pips ka ho is say ager ap 5 trade main profit karty hain aur 5 trade main loss karty hain tu phir bhi ap profit main he hon gay is lea risk aur reward ratio ki itni ziada importance hai is lea ap ko is ko lazmi use karna chahye.
        • #5 Collapse

          Re: Risk aur reward ki ratio ki calculation kaisay ki jaey?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
          Forex trading mai risk aur reward ki ratio ki bohat baat hoti hai. Risk aur reward ki ratio ki calculation kaisay ki jaa sakti hai? Aur best ratio kia ho sakti hai?
          Dear brother Forex trading main aapko kam karne ke liye sabse pahle ismein knowledge or experience bahut Jaruri Hota Hai Jab tak aapke pass knowledge or experience Nahin Hoga aap ismein kabhi Kamyab nahin kar sakte aapane bahut hi Achcha question kiya hai ki Hamen risk reward ratio ko Kis Tarah calculation Karni dear aap Agar risk reward ratio per kam karte hain aur ek hi strategy per kam karte hain to aapko ismein bahut fayda ho sakta hai Kyunki Jab Kisi bhi strategy per aap kam karte hain aur risk reward ratio per kam Karte Hain To usmein Agar aapki trades car stop loss bhi hit ho jata hai aur usmein aapke Agar 3 Threads ka take profit he ate ho jata hai to usmein Aapka yah fayda hota hai ki aapko overall profit hota hai risk reward ratio per kam karne ke liye ok sabse pahle Apna capital dekhna hota hai aur capital ke hisab se aapko apni strategy ki planning Karni Hoti Hai Jab aapke pass Achcha capital hoga to ismein aap long term trading kar sakte hain vah long term profit Le sakte hain Achcha profit Ban sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Risk aur reward ki ratio ki calculation kaisay ki jaey?

            yes jab hum is main koi be trade open krna chahte hein tu ose phaly hume apney account ki history ko check krna chaiye hume apney account ki money management ko fallow krna hota ha is main hume achy treeqein se kam krna hota ha koi be trade open krne se phaly os k analysis ko check krein agr analysis achy hein tu hume kameyabi mil sakti ha is main achi soch wale bandey zada kameyab hote hein har banda is main kameyab hona chahta ha lekin is main wohi kameyab hota ha jo is main positeve treeqien se kam krna ha is main knowledge hasil krta ha menat krta ha hume is main daily kam krna hota ha is liye hume daily is business ko time be dena hota ha kameyab hume khabi be bhagir menat k nai milti ha hume smajdari se kam krna hota ha
             
            :1f60d: hard work :1f60d:
            • #7 Collapse

              • #8 Collapse

                Re: Risk aur reward ki ratio ki calculation kaisay ki jaey?

                Risk aur reward ki calculation agar ho sakti hay to ye market ko analysis karny key base par hi ho sakti hay, market ko analysis key baghir ye possible nahi hay key koi trader apny experience key base par risk aur reward ki calculation kar saky, es key ley traders ko mehnat karny ki zarorat hoti hay aur khud ko na siraf technical analysis me khud ko expert banana ho ga balkey fundamental analysis me be un ka experience acha hona bahot zarori hay jab ja kar traders market ka jaiza leny par asani se risk aur reward ki calculation ko determine karny me kamyab ho sakty hey.
                • #9 Collapse

                  Re: Risk aur reward ki ratio ki calculation kaisay ki jaey?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                  Forex trading mai risk aur reward ki ratio ki bohat baat hoti hai. Risk aur reward ki ratio ki calculation kaisay ki jaa sakti hai? Aur best ratio kia ho sakti hai?
                  dear brother apne is market mein Jo bhi trade lagai hai use per aapko risk Lena padta hai aur usmein apna target set karna hota hai agar aap apni trade kar risk le rahe hain aur use se double aap apna target set karte Hain to ismein aap 15 should do trade laga Rahe hote Hain aise Hi agar aapki trade karya ke hisab se aapka target 3 guna jyada ho to ismein aap 1 ratio 3 trade laga Rahe hote hain ismein aapki trades ke stop loss hit hote bhi rahen to aapko itna jyada masala nahin hota kyunki aisi trades per aapke stop-loss bahut hi kam hote hain aur aap to increase per profit kafi jyada hota hai isliye aapko chahie ki aap agar kisi trade per stop loss hit ho raha hai to uski tension Na Le jab aapke take profit hit honge to aap ka sara nuksan recover ho jaega is tarah aapka account aasani se group kar jaega agar aap is market mein pareshan hote rahenge to aapko is market mein kabhi bhi kamyabi nahin milegi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk aur reward ki ratio ki calculation kaisay ki jaey?

                    G dear risk aur profit ka kafi ghera taluq hai ager ap risk laitye hain tu ap es mai kamyab ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hao kay ap es mai risk hamesha balnace kay hisab say laitye hain tu wo zayda better hai kiyu kay profit kay sath sath ap ka lose esi waja say hota hai jub ap es mao risk zayda laye laitye haun ya ap bina daikhye he trade laga daitye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kamm hao kay ap es mai risk ratio kar kay apna kam achi tarha kar laitye hain tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain tu ye such hai kay ager risk achi tarha say liya jaye ya daikh kay liya jaye tu ye ap ko faida he daita hai jub kay ager ap waisye he laitye hain tu ap es mai kamyab nhi ho patye hain tu apna kam achye say acha karwin aur risk balnace kay hisab say karain ta kay bad mai ap ka faida ho jata hai
                     
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk aur reward ki ratio ki calculation kaisay ki jaey?

                      hamy is mai risk lyna chahey pher he hum is mai agy bar sakty hai or market main run kar sakty hai hamy market ke movement ko dakth kar is mai pasia invest karna chahey pher he hum is mai acha profit hasil kar sakty hai hamy market main kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey pher he hum is main agy bar sakty hain or market mai run kar sakty hain agar hum is mai bagar experience ky kam kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka ya moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy is mai aik time main aik he pair ya currency man kam karna chahey yai aik asa karobar ha jis ko hum aik din mai nahe sakj sakty hum is mai aik sale ke practice ky bad expert trader banty han hamy practice ky liey demo account ko chose karne chahey
                      • #12 Collapse

                        Re: Risk aur reward ki ratio ki calculation kaisay ki jaey?

                        Ji han bilkul agar aap risk lena janty hen tab hi aap is busines me kamyabi hasil kr skty hen agar aap is business me enter hony sy pehly hi ghabra rhy hen or risk lena nae chahty to aap ko is business me losses k chances zyada ho jaen gy agar aap ko reward or risk ki ratio calculate krni hy to aap ko pehly apni trading me jo profit aya hy isy calculate krna ho ga or us me sy ap ko andaza lgana ho ga k apny kitny percent profit hasil kia hy or apki kya ratio ai hy or aik mashwra meri traf sy risk ki bunyad py yhe hy k jab tak ap risk lena nae sekh paen gy tab tak aap kamyab nae ho paen gy agar aap risk ly k khuly dil k sath ye business krty hen to apko is business ka khula hi faeda hasil ho ga agar ap is kaam me mehnat k sath kaam kren gy to ap jald kamyab ho paen gy Ap ko risk b dekh k soch smajh k lena chahey agar aap bina dekhy kisi b cheez py risk ly lety hen to aap ko us me losses k chances zyada mily gy isi liy soch smajh k risk len.
                        • #13 Collapse

                          Re: Risk aur reward ki ratio ki calculation kaisay ki jaey?

                          Dear brother Forex trading main aapko kam karne ke liye sabse pahle ismein knowledge or experience bahut Jaruri Hota Hai Jab tak aapke pass knowledge or experience Nahin Hoga aap ismein kabhi Kamyab nahin kar sakte aapane bahut hi Achcha question kiya hai ki Hamen risk reward ratio ko Kis Tarah calculation Karni dear aap Agar risk reward ratio per kam karte hain aur ek hi strategy per kam karte hain to aapko ismein bahut fayda ho sakta hai Kyunki Jab Kisi bhi strategy per aap kam karte hain aur risk reward ratio per kam Karte Hain To usmein Agar aapki trades car stop loss bhi hit ho jata hai aur usmein aapke Agar 3 Threads ka take profit he ate ho jata hai to usmein Aapka yah fayda hota hai ki aapko overall profit hota hai risk reward ratio per kam karne ke liye ok sabse pahle Apna capital dekhna hota hai aur capital ke hisab se aapko apni strategy ki planning Karni Hoti Hai Jab aapke pass Achcha capital hoga to ismein aap long term trading kar sakte hain vah long term profit Le sakte hain Achcha profit Ban sakta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Risk aur reward ki ratio ki calculation kaisay ki jaey?

                            risk and reward har trade mein bahut zaroori hai is ka ye faida hota hai k traders apny capital ko save kar sakty hain aur manage kar sakty hain aur risk and reward har trade par analysis kar k karna chahiye agar ap aik trade mein jab take profit aur stop loss set karty hain tu apko risk and reward ki ratio is tarha rakhni chahiye k ap in mein 50% ka difference rakhyn agar ap kisi trade mein 20 dollar par take profit laga rahy hain tu 10 dollar par ap stop loss rakhyn tab he ap apny risk and reward k mutabiq trades ko asani se manage kar sakty hain ap risk laitye hain tu ap es mai kamyab ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hao kay ap es mai risk hamesha balnace kay hisab say laitye hain tu wo zayda better hai kiyu kay profit kay sath sath ap ka lose esi waja say hota hai jub ap es mao risk zayda laye laitye haun ya ap bina daikhye he trade laga daitye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kamm hao kay ap es mai risk ratio kar kay apna kam achi tarha kar laitye hain tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Risk aur reward ki ratio ki calculation kaisay ki jaey?

                              Dear forex members forex trading may Kam start karney say pehlay haumay iss bat ka khyal rakhna hota hay Kay haum trading ko siekhnay kay baad hi start Karay tou haumay profit hasal hota hay aur iss ki waja say risk ka margin bhi rehta hay Forex trading esa behtareen business hay jiss may haumay trading kartay hoye risk ka margin rakhna hota hay phir uss Kay mutabiq trading strategy tarteeb daytay hoye trading kartay hay to haumay iss kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti takay haum y strategy bnatay hoye kamyaabi Kay sath trading Kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay forex trading may traders ko trading karney Kay liye self confidence ki zarorat hoti hay takay traders self planning kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay.

                              Forex trading may trading say related knowledge ki zarorat hoti hay phir haum uss Kay mutabiq trading strategy tarteeb daytay hoye trading karni chahiye takay haum zayada behter results hasal kar sakay Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye pehlay market ki movement ko analyz karna parta hay phir uss Kay mutabiq apni trade strategy bnatay hay phir uss ko apni trading may apply kartay hay .

                              Forex trading may traders trading ki planning kartay hay Kay unkay pass kitna zayada balance mojod hay phir uss Kay mutabiq trading may unko pata hota hay Kay meary pass itna margin hay aur itna profit ya loss meary liye kablay ksbool hay jab haum profit aur loss ko focus kartay hoye trading kartay hay to haumay risk laytay hoay zayada tenision nai hoti hay.

                              Forex trading may haumay discipline Kay saath trading kartay hoye trading karni chahiye aur haumay trading may risk laynay say pehlay apney account balance ko secure rakhtay hoye trading karni parti hay thakay trading may hsmara account balance safe rahay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X