Achy traders me kia qualities hona zarori hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Achy traders me kia qualities hona zarori hey?
    Hamari koshish to yahi hoti hay key ham me be esi qualities hon jo key professional aur experienced traders me honi chaye magar new traders ko be maloom hona chaye key kesi expert traders me kia kia qualities hoti hey aur ham me ye qualities kesy peda ho sakti hey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Achy traders me kia qualities hona zarori hey?

    Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
    Ji han doston Yahan per bahut hi acchi baat ki Ja Rahi Hai Doston Ham Park Forex per Achcha kam Karenge to hi acche trader kehlaenge doston Achcha trader wahi hota hai jo is platform ko join karne se pahle Uske bare mein Achcha knowledge or experience Rakhta Ho Jisne demo account per acchi practis ki ho doston Vahi Achcha trader hota hai doston Jo is platform ke rules ko follow karta ho Vahi Achcha tradle hota hai Jiske pass acchi learning Ho tabhi vah acche nahin kar sakta hai aur accha profit Hasil kar sakta hai doston Agar Ham Chahte Hain Ki Ham acche trader Ban sake to hamare pass Achcha knowledge or experience Hona bahut jaruri hai jo ke Hamen Dam account per practis Karke mil sakta hai.THANKX
    • #3 Collapse

      Re: Achy traders me kia qualities hona zarori hey?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Hamari koshish to yahi hoti hay key ham me be esi qualities hon jo key professional aur experienced traders me honi chaye magar new traders ko be maloom hona chaye key kesi expert traders me kia kia qualities hoti hey aur ham me ye qualities kesy peda ho sakti hey?
      Dear brother is market mein aapane agar trade lagani hai to aapko ismein acche tadki qualities agar hasil kar diya hai to uske liye aapko is market mein learning complete karni hogi uske bad is market mein experiences and karna hoga jab wapas market mein experiences kar dete Hain to aapko ismein ya fayda hota hai kya aap is market mein acchi trades tab laga sakte hain jab aap kis market mein professional trader ki tarah experience ho jata hai agar aap is market mein apni quality score improve karte hain aur ismein jo bhi trade lagate Hain usmein stop-loss use karte hain aur take profit lagate Hain to is tarah aap is market mein acche se Ban jaate Hain agar aap is market mein madad karte hain to aapko is market mein fayda hota hai jab aap is market mein achcha decision lete hain is market main aapko mein natak karne hogi jab aapko is market mein fayda ho jata hai is market main aapko x band karna hota hai tab aapko ismein fayda ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Achy traders me kia qualities hona zarori hey?

        dear aik achy trader main yah quality honi chahye k wo apny kam main lalach na kary q k jub wo lalch karty hain tu koi bhi trader kamyab nahi ho skta hai forex main wohi log kamyab or achy trader banty hain jo lalach nahi karty hain forex main hmaisha apki mahnat he tab kam ati hai jub ao es business ko smjh kar es main kam karty hain or forex ki learning kar k otna he kam karty hain jitna apko ata ho or forex main jo log laalch karty hain wo kbhi bhi kamyab nahi hoty na he un ko forex main achi earning milti hai es liye aghr ap forex main achi earning krna chahty hain tu apko mahnat krna hogi or apni trading ko pahly achi trha sikhna hoga or osk bad apni real trading karni hogi forex main aik kamyab trader kbhi jald bazi bhi nahi krta hai soch smjh kar or apny kam main risk k margin ko bhi kam se kam rakhty howe apna kam karta hai jis se wo kbhi bhi bara loss face nahi karta
        • #5 Collapse

          Re: Achy traders me kia qualities hona zarori hey?

          Dear is market mein jo bhi achcha theatre hota hai vah is market mein sirf tabhi trade lagata Hai Jab Uske analysis ke liye han Se Koi trade ban rahi hoti hai agar aap is market Mein Apne Naal Cisco use karti hui trade Lagate Hain Use per aapko tasalli hoti hai ki market aapki Ki fever main Jarur Aaegi agar aap is bar cute Mein soche samjhe bagair open kar dete hain to use per aap kafi Jyada risk le rahe hote hain isliye aapko chahie to Jabi is market Mein friend open Karen sabse pahle analysis Karen Taki aapko is market Mein kam karne ka Sahi Tarika pata chal Jaaye aise hi is market Mein kam karne ke liye aapko learning Karni Hogi aapki aap is market Mein acchi Tarah kam Karen aur is market mein aasani se Kamyab ho jaaye.
          • #6 Collapse

            Re: Achy traders me kia qualities hona zarori hey?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
            Hamari koshish to yahi hoti hay key ham me be esi qualities hon jo key professional aur experienced traders me honi chaye magar new traders ko be maloom hona chaye key kesi expert traders me kia kia qualities hoti hey aur ham me ye qualities kesy peda ho sakti hey?
            Dear kuch qualities ma apko batana chahata hun jo aik achy traders main hona cheye en qualities ki waja sa traders ko bahut faida hasil ho sakhty han.

            Strategies and Techniques:
            Achha trader Hamesha strategy aur techniques ko Samne rakhkar kam karta hai aur isase utilise hota rahata hai aur Apne Apne Ko Jyada Karke fayda hasil karne ki koshish karta rahata hai.

            Use of indicators:
            Ek Achcha trader Jab trading krta hai to indicator ko Jarur istemal karta hai aur unke benefits Hasil karta hai.

            Use of Charts:
            Market me Kuchh chart patterns Hote Hain Jo istemal Karke aap fayda Hasil kar sakte hain Ek Achcha trader Hamesha chat pattern ko follow karta rahata hai.

            Analysis:
            Dear fundamental analysis or technical analysis karna create a trader ka sign hai Achcha trader analysis ki help hasil Karke bahut jyada fayda Hasil kar leta hai
            • #7 Collapse

              Re: Achy traders me kia qualities hona zarori hey?

              G han dear aik acha trader hamesha mahnet aur lagan kay sath kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain jub kay aik acha trader hamesha acha kam karta hai tu wo es mai kamyan hota hai tu aik acha trader mai hamesha achi qualties hoti hai matlab kay wo es mai jub bhi trade lagta hai tu soch samjh kay sath aur daikh kay kam karta hai tu ap ka kam hai kay ap bhi es mai aik achye trader ki tarha acha kam kartye hain tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain tu acha kam hamesha he kamyabi daita hai tu apnye kam mai dil laga kay acha kam kartye rhain ta kay bad mai ap ka kam better ho jata hai jis kay bad ap kafi had tak es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain tu acha kam kamyabi ki zamnat hai tu better hai kay ap es mai best kam kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain aik acha trader ki soch hamesha he achi hoti hai aur daikh kay kam kartye haim jaldi mai kam nhi kartye hain kiyu kay jaldi ka kam nhi karta hai hamesha daikh kay aur soch kay kam kartye rhain ta kay better woek ho jata hai tu aik acha trader hamesha market kay hisab say kam karta hai market say hat kay kiya gaya kam ap ko kabhi kamyab nhi honye daita hai tu acha kam kartye hain tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain tu acha kam kartye rhain kiyu kay acha kam kartye hain tu ap kaliye acha hai mahnet kay sath acha trader kamyab ho jata hai tu jo mahnet kay sath kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain tu ap es mai dil laga kay kam karain aik achye trader honye ka saboot dain aur sabar kay sath kam hota hai tu har koi es mai aik acha trader ban jata hai
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Achy traders me kia qualities hona zarori hey?

                Dear Members forex pay acha treadr srf or srf whii member hi hota hy jas k indr forex ka acha khowlage experience hony k sth sth sabr himat k sth work krny ka mukaml confidence majod ho us k indr professional quality hn jas pay wo amal krty huy asani k sth kamyab ho sky forex jasy business pay kamyab hona ya us pay acha treadr banna koi asan bat nii hy bilky buht mushkil kam hy jas k lay humy muslsal planing k sth work krna hota hy or us pay soch samjh k treding ko karny ka experience hona chye acha treadr kbi bgr sochy samjy koi tread ni leta na hi wo bgr kesi experience k market main entr hota hy as lay humy jatna zyda ho sky as k lay straggle karna chye or mahnat k sth agy bhry huy aik acha kamyab tradar bany k lay har had ki koshish karna chye....
                • #9 Collapse

                  Re: Achy traders me kia qualities hona zarori hey?

                  dear forex friends achy trader mai ya chiz coman hoi hai ke wo apny kam ko time py karta hai matlb ke trader jaha kahi bhe ho usy pata hai ke mena is time kam karna hai r har hal mai karna hai is liya hamain chahia ke hum seniors trader ko follow kry or pher he kam karya q ke agar hum seniors trader ko follow karty hai to he hum kamyab ho sakty hai is liya hamain chahia ke hum seniors trader ko follow karya is mai he hamain faida hai or seniors trader ki ya chiz bhe coman hai uno ne apna aik time set kia hota hai ke hum is time kam he karna hai or koch nahi karna q ke wo apny kam ko seriouse lyta hai na ke hamri tarha unserious is liya hamain chahia ke hum bhe seniors ko follow karya or pher he kam karya
                  • #10 Collapse

                    Re: Achy traders me kia qualities hona zarori hey?

                    asslamu alaikum bhi jan umeed karta hu ap sab khariyat sa hunga forex aik bohat hi lajwab karo bar ha es ma ham aik achi menat kar ka aik achi kamyabi asl kar sakta han es ma jab ham aik acha trader ka pas jata han to es ma hamy bohat si quiltyia dakhna ko milti han ham es ma kam to karta han but ham on chizo ko follow nai karta jin ma hamy aik achi kamyabi hasl hu saky es liya hamy bohat zyada khobiya es ma milti ha jin ma jab wo asi markit ma koi trade start karta ha es ma bohat zyada anlysis karta ha agr markit ka jald pat bi lag jay esy to wo phr bi apno tsali ka lliya es ki movement ka achy sa andaza lgata ha jab bi wo asi markit ma profit ki tarf jata ha to es ma wo lalch mnai karta zuada tar wo stop losse or take profit ka istmal karta ha aik acha trader markit ma kabi bi asa kam nai karta jis ma esy risk ka sath kam karna hu wo aiik plan ka sath markit ma kam karta ha apni money ki mangement ka bohat zyada khal rakhta ha or es ko dakhta howa wo markit ma trading karta ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Achy traders me kia qualities hona zarori hey?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                      Hamari koshish to yahi hoti hay key ham me be esi qualities hon jo key professional aur experienced traders me honi chaye magar new traders ko be maloom hona chaye key kesi expert traders me kia kia qualities hoti hey aur ham me ye qualities kesy peda ho sakti hey?
                      Achay traders mai bohat achi achi qualities honi chaiye jinn say usay apnay kaam aur apnay business mai faida haasil ho sakey. Forex traders mai learning aur knowledge gain kernay ki quality aur ability bohat zaruri hai takay woh kabhi bhi kahi say aur kisi say bhi kisi bhi waqt knowledge aur learning gain kernay say yaa seekhnay say hesitation na ho. Jo traders Forex seekhnay mai hesitant nahi hotay woh kabhi bhi iss business mai nakaam nahi hotay hain. Issi tarah Dusri quality practical kernay aur practice kernay ki hoti hai. Forex trading mai anay kay baad jo traders pehlay apna focus sirf demo account pay he rakhtay hain wohi traders bohat achi real trading bhi ker laitay hain laikin pehlay demo ko acha aur ziada time he zaruri hota hai. Teesri quality Forex ko real business samajhnay ki hoti hai jo traders iss business ko real aur long term business samajh laitay hain wohi kaamyab business bhi Bana laitay hain
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Achy traders me kia qualities hona zarori hey?

                        Dear ap ne acha sawal pocha hai apne agar is market mein aik professional trader banna hai tu apko achy tardees ki qualities ko seekhna hoga aur ap ko is k liye forex ki learning hasil karni hogi aur practice karni hogi aur apko achy aur successful trasders ki good qualities batata hon apko unko note karna hoga aur seekhna hoga tu achy traders hamesha apny knowledge aur practice par focus karty hain aur analysis k baghair trading ni karty aur achy traders money management k muatbiq trading karty hain aur jaldi bazi ni karty jab tak koi acha entry point na mily tu koi trade bhi open ni karty aur achy traders over trading nahi karty aur apni mistakes se sabaq seekhty hain agar kabhi loss ho jaye tu usko cover karny liye mehnat karty hain tu sabar se kam lety hain apny emotions par control rakhty hain aur lalach ni karty
                        Dear ye tamam achy traders ki good qualities hain ap in par implement kar k khud ko kamyab bana sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Achy traders me kia qualities hona zarori hey?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                          Hamari koshish to yahi hoti hay key ham me be esi qualities hon jo key professional aur experienced traders me honi chaye magar new traders ko be maloom hona chaye key kesi expert traders me kia kia qualities hoti hey aur ham me ye qualities kesy peda ho sakti hey?
                          Ji ap nay bohat acha sawal kia hay. Forex trading main waisay to success ziada easy nahi hay yeh bohat mehnat say hasil hoti hay jo k har aik trader nahi karta aor na hi kamyab hota hay jo traders kamyab hotay hain woh bohat ziada mehnat kartay hain aor wohi achay traders kehlatay hain aik achay trader main bohat si qualities hoti hain jis main say chand aik darj zail hain.
                          1: Aik good trader Forex trading start karnay say pehlay achi taran learning karta hay aor ziada say ziada Forex ka knowledge gain karta hay.
                          2: Forex trading kay experience kay liay ziada say ziada demo account pay trading practice karta hay.
                          3: Kabhi bhi ocer trading nahi karta.
                          4: Market analysis kar kay hi trade open karta hay aor market ki movement kay againt kabhi bhi trading nahi karta.
                          5: Aik good trader hamaisha money management kar kay trading karta hay.
                          6: Forex main success kay liay best planing karta hay aor aik kamyab strategy tiar karta hay.
                          7: Apni har strategy ko real main apply karnay say pehlay demo pay zaror check karta hay yehni practice karta hay.
                          8: Trading tools lazmi use karta hay.
                          9: Aik good trader main good decision power hoti hay.
                          10: Emotions pay cotrol karta hay aor jald bazi say kam nahi laita bal k soch samjh kar trading karta hay aor lalach nahi karta.
                          Click image for larger version

Name:	3d890e8bda1b3c4c883dc52f28897831.jpg
Views:	1
Size:	194.2 کلوبائٹ
ID:	12328071
                          • #14 Collapse

                            Re: Achy traders me kia qualities hona zarori hey?

                            Aik achy trader ki sab sy badi quality ye hy k us me sabar o tahamul hona chahey us ko har wakt nae cheezen seekhty rehna chahey us k pas zyada sy zyada experience hona chahey ta k wo achi trading kr sky aik acha trader aesa hona chahey k wo hard working ko zyada sy zyada tarjeeh deta ho agar wo zyada sy zyada hard worker hy to wo hmwsha hi zyada sy zyada profit b kma sky ga or us ko losses ka samna kam krna pdy ga us me aik patience honi chahey us me lalach bilkul b nae hona chahey in cheezon sy hi wo aik best sy best trader ban skta hy agar wo trading k rules ko follow krta hy or aik strategy bna k aghy badhta hy to hmesha hi usy kamyabi mily gi wo kabi b nakam nae ho ga is liy usy zyada sy zyada hard working krni chahey ta k wo apni life me kamyabian hi kamyabian hasil kr sky trading sy wo apny zindagi k tmam goals achieve kr skta hy or aik best sy best trader k tor py samny a skta hy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Achy traders me kia qualities hona zarori hey?

                              Dear forex member achay aur experienced traders hamesha trading may knowledge aur learning ko zayada importance daytay hoye trading kartay hay unko market may kam karney ka acha experience hota hay jiss ki waja say traders market ki movement ko daikhtay aur samajhtay hain.forex trading may traders hamesha fundamental analysis ko istamaal kartay hoye trading kartay hay aur forex trading may kamyaabi hasal kartay hay achay traders hamesha apnay knowledge ko improve kartay hay aur terminal pay indicators aur Candal Sticks patterns ko samajhnay kay bad Trading kartay hoye trading may zayada profit hasal kartay hay.
                              Ake achay trader may yeah quality hoti hay Kay wo loss say disheart nai hota hay balkay nuksaan ko face kartay hoye trading may kamyaabi hasal karta hay acha trader kabhi bhi over confident nai hota hay Kyu Kay over confidence ki waja say traders hamesha over trading kartay hay jiss ki waja say unko mazeed nuksaan uthana parta hai achay traders hamesha analaysis ko istamaal kartay hoye trading kartay hay aur achi planning aur strategy Kay saath ake target set kartay hoye trading kartay hay to unko apna target achieve karney may koi masla nai hota hay.

                              Achay traders hamesha trading may jald bazi ka muzahira nai kartay hay balkay mehnat Kay sath trading kartay hay aur self control kartay hoye trading kartay hay traders ko bohut zayada patience ki zarorat hoti hay aur forex trading may kamyaabi ki zamanat appni abilities Kay mutabiq mehnut karna hoti hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X