Auction aur trading mai kia difference hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Auction aur trading mai kia difference hai?
    Forex aur auction dono mai he bid aur ask ka system work kerta hai. Auction aur trading mai phir kia difference hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Auction aur trading mai kia difference hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
    Forex aur auction dono mai he bid aur ask ka system work kerta hai. Auction aur trading mai phir kia difference hai?
    Dear brother aapane auction aur trading mein difference ka question Kiya Hai To is Hawale se main pahle auction aur trading ko define karta hun jisse aapko ine donon mein difference Maloom karne mein aasani ho jayegi.

    Trading:
    Jab kei chaiz ap k liye available ho purchasing and selling k liye or ap jb chayin usy purchase or sale kr sakhty han profit or loss ka sath usy trading kaha jata ha.

    Auctions:
    Jab ik cheiz apko offer kr di jati ha or us ma apko kaha jata ha k ap market ka hisabsa uski value set kr sakhty han or usy purchase krny ki kosish krtyhan tu usy auctions kaha jata ha.

    Trading Area:
    Trading basically different pairs for different commodities ki ki jaati hai aur Puri Duniya Mein trading bahut jyada ho rahi hai.

    Auction Criteria:
    Dear auction Aksar ap Zamin aur un chezun per Karte Hain Jin ko aap dispose off Karne Lagte Hain for example accident ke bad Agar Kisi Gahri Ki price Lagani ho to usko bhi auctions kar diya Jata Hai yah Jis Tarah Koi forfeited land Ho usmein bhi auction Hoti Hai ismein sometimes government ya koi judge bhi involve ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	download (4).jpeg
Views:	7
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12328062
    • #3 Collapse

      Re: Auction aur trading mai kia difference hai?

      Dear Forex trading 1 real business hai us mein kam karne ke liye aapko learning Karni hoti hai ya koi option nahin hai ki ismein aap apna Paisa lagaen aur aap Koi product khareed kar use per Achcha proper banaa Le Ja 1 business hai aur usko sab Ne ke liye Kafi Jyada time lagta hai uske sath aapko ismein acchi practice karni hoti hai aapke aapko is market Mein kam karne ka experience ho jaaye aur uske bad aap is market Mein Kamyab aur sakte hain agar aap is market Mein Kamyab Hamen Chahte Hain To aapko ismein covid Ghar Nahin Karni Hogi tab aap is market Mein Kamyab Honge otherwise office market Mein Apna nuksan kar sakte hain agar aap is market Mein mehnat Karte Hain To tab aapko fayda hota hai Varna aap is market Mein kaam karna Chod de.
      • #4 Collapse

        Re: Auction aur trading mai kia difference hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
        Forex aur auction dono mai he bid aur ask ka system work kerta hai. Auction aur trading mai phir kia difference hai?
        Ji ap nay bohat acha question kia hay auction and Forex trading kay baray main. auction and Forex donon hi trading ki types hain din ko understand karnay kay liay main kuch details yahan likhna chahta hoon ta k easily en donon main difference kia ja sakay.
        1: Auction
        Auction woh business hay jis main kisi cheez ko nelam kia jata hay es main jis ches ko bechna ho us kay liay elan kia jata hay k falan cheez ko bechna hay aor jo es ko khareedna chahta hay yehni buy karna chata hay woh falan date ko falan jaga par auction kay liay aa jay jab log auction kay liay akathay ho jatay hain to first of all auction laganay wala aik buniadi yehni basic price announce karta hay jis pay buyer bid and ask system kay tehat apni apni boli lagatay hain es taran jo sab say ziada price ki boli lagay ga us ko woh chez bach di jay gi yehni sell kar di jay gi yehni ham dosray lafzon main yeh bhi keh saktay hain k price kay contest ko auction kehtay hain jis main winner ko cheez baichi jati hay. Auction main time fix kia jata hay aor us time kay guzarnay kay bad nelami nahi ki jati hay. Auction main properties, vehicles , animals and commodities waghaira ki auction hoti hay. Pehlay pehlay log manual hi auction ka business kartay thay lakin aj kay es internet kay dor main yeh business online hota hay.
        Click image for larger version

Name:	auction-with-man-holding-gavel-people-raised-hands-with-bid-paddles-vector-concept-auction-busin.jpg
Views:	1
Size:	60.8 کلوبائٹ
ID:	12328064
        2: Forex Trading
        Forex trading aik aisa online business hay jis main aik currency ko dosri currency kay badlay main buy ya sell kia jata hay yehi baicha ya khareeda jata hay. Forex trading ko currency trading bhi kaha jata hay. Forex trading main trading currency pairs ki soorat main ki jati hay jis main prices kay kam aor ziada honay say traders ko profit ya loss hota hay. Forex trading bohat ziada easy hay es business main broker trader ko leverage ki saholat daita hay jis say trader bohat kam investment say bhi trading kar sakta hay Forex trading market anay time open rehti hay aor trader kisi bhi jaga beth kar kisi bhi time trade open and close kar sakta hay Forex trading say bohat kam investment say bhi ziada profit earn kia ja sakta hay es business ko bohat kam time main start kia ja sakta hay Forex trading market world main sab say big trading market hay.
        Click image for larger version

Name:	images (2).jpg
Views:	1
Size:	9.8 کلوبائٹ
ID:	12328065
        Difference in Auction and Forex Trading:
        Auction and Forex trading main jo basic difference hay woh yeh hay k auction main trading ka time fix kia jata hay aor bid and ask system kay tehat win karnay walay trader ko cheez baichi jati hay jab k Forex trading main anay time trading ki jati hay kun k Forex market Saturday and Sunday kay elawa baqi all days yehni Five days 24 hours open rehti hay es wajah say trader kisi bhi time trade open and close kar sakta hay Forex main prices khud ba khud up down hoti rehti hain aor es main trader khud currencies ko buy ya sell karta hay aor es main kisi dosay trader ka koi amal dakhal nahi hota trader khud hi apnay profit and loss ko control karta hay auction ki taran Forex trading bhi pehlay hand by hand hoti thi lakin ab internet ki wajah say yeh aik big online business ban chuka hay.
        • #5 Collapse

          Re: Auction aur trading mai kia difference hai?

          hum forex ke trading kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai expert ban ky kam karty hain to hamy kamayebe hasial ho jy ge forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe koi mistkae kar dety hain to hamara account bad ho jy ga hamy is mai soch samj kar kam karna ho ga forex mai usa or china jasy bary bary mumalik inlve han hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai aik legal business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik inlve hain forex k samjna aik din ka kam nahi hain is jasa koi or karbar nahi hain
          الحمد لله رب العالمين

          • #6 Collapse

            Re: Auction aur trading mai kia difference hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
            Forex aur auction dono mai he bid aur ask ka system work kerta hai. Auction aur trading mai phir kia difference hai?
            brother auction for trading mein bahut hi jyada different se kyunki jab aap kisi option ko attend karte Hain to usmein aapane kisi chij ke bare mein apni price pata nahin hoti hai agar aap ki price dealer ko pasand a jaaye to vah aapko chij use rate per sel kar deta hai magar forex trading mein aisa kuchh nahin hota is market mein aapke pass different currency pairs available hote hain din per aapane trade karni hoti hai agar aap is market ke trend ko samajh jaate Hain aur isme trade lagate Hain to aapko use per profit hota hai agar aap is market mein Koi bhi galat decision lete hain aur aisi trade open kar dete Hain Jo aapke opposite jaati hai use per aapko nuksan ho sakta hai isliye aapane market mein agar kam karna hai hai to aapko yah clear hona chahie tujhe Koi option wala system nahin hai is market main aapko kam karna hai to aapko yahan per learn karni hogi uske bad is market mein aap aasani se kam karke kamyab Ho jaate Hain is market main aapko kam se kam hoga tab aapko fayda.
            • #7 Collapse

              Re: Auction aur trading mai kia difference hai?

              hamy price action ko samj kar kam karna chahey hamy is main expert bam kar trading karne chahey hamy market ky up or down ko watch kar ky is main trade lagane chahey hamy trade lagany sy pahly is main stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account or balance ka safe grad han hamy stop loss ko mostly use kar ky kam karna chahey ta ky hum loss sy bach saky hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karna chahey hum is mai full time be kam kar sakty hai or hum is main part time be kam kar sakty hain market 24 ganty he open rahte hai hamy day mai he kam ko pora kar lyna chahey hamy kam ky sat apne health ka be keyal rakna chahey agar hamare health sahe nahe ho ge to hum kam be acha nahe kar saky gy
              • #8 Collapse

                Re: Auction aur trading mai kia difference hai?

                forex 1 acha business hain our hum es main price action ko smj kar hum es main kam kar skty hain our hum es main sucess ho skty hain our hum es main kam kar kay hum es mian ache learning be hasl kar skty hain our hum es main kam kar kay hum es main ache earning be hasl kar skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga our hum es main stop loss ko sue kar kay hum es main kam kar skty hain our stop loss humaray balance ko save rkhta hain our hum es main marekt kay rulz ko follow kar kay hum es main kam karain gain to hum es main sucessfull ho skty hain our hum es mian apnay targt ko aasane say hum pora kar skty hain our hum es main analysis ko estaml kar kay hum es main kam kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Auction aur trading mai kia difference hai?

                  G dear action aur trading aik he cheez hai bus ap nay trading mai action karna hota hai ap ka trade kabhi ghlat na lagye ya ap ka trade laga hai tu us mai kisi bhi qism ka masla na banye ao es mai kam jaldi mai kartye hain tu ap kaliye masla nhi banta hai aur ap ka kam bhi acha ho jata hai tu ap ka ksm hai kay ap es mai in time pay action kiya jartye hain tu ap kafi had tak es mai kamyab ho jatye hain tu acha kam kartye rhsin ta kay ap ka kam better say better ho jata hai jis kay bad ap es mai kamyab ho jatye hain tu trading action in time karnye ka faida hai ager ap es mai kam in time nhi kartye hain tu ap kaliye kafi masla ban sakta hai acha kam karaian per ap ka kam hai jay ap es mai in time action kartye hain tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain
                  $$$ Never Give Up $$$
                  • #10 Collapse

                    Re: Auction aur trading mai kia difference hai?

                    Dear ap ne bahut he acha question kiya hai auctions aur trading mien kafi zayad difference hai main apko auctions aur forex trading k bary detail bata deta hon jo knowledge mery pass hai main ap tak transfer karta hon umeed hai apko samajh aa jaye gi
                    AUCTION..
                    Dear auction ko ham apni zuban mein neelami kehty hain aur aam tor par ye auction aisi cheezon ka hota hai jo kisi waja se sale out karni hoti hain for example maximum government organizations mein use honu wali vehicles aur baqi bhi tamam cheezon ki aik limit rakh di jati hai k 10 years k use k bad isko expire samjha jata hai aur jab unki life of expire aa jati hai wo apni time limit poori kar jati hain tu wo jis bhi condition mein hoti hain unka auction kiya jata hai aur aik date final ki jati hai aur us din bary bary investor aa kar boli lagaty hain jo bhi investor sab se zayada rate lagata hai wo auction one by one cheez ka ho ya ya poori lot ka ho wo us ka ho jata hai wo phir ly ja kar thora kam kar profit mein sell karta hai
                    TRADING....
                    dear trading aik tijarat hoti hai koi bhi karobar ho jo ham koi cheez buy and sell karty hain usko ham trading keh sakty hain trading ki different types hoti hain ab ham forex trading ki bat karyn tu ye aik online business hai is mein ap ne physically koi cheez buy ya sell ni karni ap ne just online market mein different currencies ko ya commodities ko buy ya sell karna hai apny analysis k according aur ap k analysis theak hon gy tu profit hoga aur theak ni hon gy tu loss ho ga ap jitna mehnat kryn gy tu ap achy trader banyn gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Auction aur trading mai kia difference hai?

                      market mai trading hum apny experience or hum apny amount ky mutabik kar sakty hain hamy soch samj kar treading karne ho ge pher he hum km kar ky pasai kama saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful time be kam kar sakty hain market ko samjna aik din ka kam nahi hain hamy is mai ahteyt s kam karan o ga pher he hum agy bar saky gy forex mai hum agar lalacho ban ky kam karty hain to hamara acount band ho jy ga yai aik best business hain is ko sajna aik din ka kam nahi hain hum is mai pairs mai or currncy mai kam kar sakty hain is ko samjna aik din ka kam nai hain market mai hum apny boss pa he hoty hain is mai agar hum tuka system sy kam karty ahin to hamara acoun band ho jy ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Auction aur trading mai kia difference hai?

                        Aoa dear friends. Auction aur trading two different term Hain jinko aksar miss KR dia jata hai.
                        Auction ko trading ki hi Joan kaha ja sakta hai



                        Trading.



                        Dear trading me AP kisi b time good p selling ya purchasing KR sakty Hain. Trading me koi limit nai hoti ja ki koi restrictions. AP kabhi bhe koi b cheez buy KR sakty hain. Cheezo ko profit ya loss k sath buy ya sell krny ko trade kaha jata hai



                        Auction


                        Auction me ham kisi khas cheez koi items ya property ko sale ya purchas purposes k liye use krty hain.is me ek makhsoos cheez offer ki jati hai aur value k hisaab sy iski price set ki jati hai.auction aksar asi cheezo p KR jati hai jo k dispose off hony wali hoti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Auction aur trading mai kia difference hai?

                          Dear forex member auction and trading 2different cheezain hay haum in ko ake hi business nai keh saktay hay.
                          AUCTION:
                          Jab kisi bhi products ki jaga ki ya kisi bhi saman ki boli lagani hoti hay tou pehlay say logono ko inform Kia jata hai jiss may sab logg ake khas wakat pay ake jaga pay ikhattay hotay hay.auction may kisi bhi chez pay different prices lagai jati hay jiss ki mazeed barhatay rehtay hay aur jiss ko wo chez chahiye hoti hay wo rate lagata jata hai.auction government Kay saman ki bhi hoti hay jo saman nai chahiye hota hay uss ko sell out kia jsta hay.different prices set ki jati hay y auction start ki jati hay . auctions may ake jaga select ki jati hay aur ono by one boli lagani hoti hay jo sab say zayada rate lagata jata hay wohi sara saman khred leta hay.
                          TRADING:
                          Trading may traders kisi bhi currencies pairs pay ya kisi bhi commudities pay trading kertay hay matlub Kay traders market may buying aur selling kartay hay . trading may auction nai hoti hay iss may saman ya cheezo pay boli nai lagai jati hay balkay traders trading kartay hay aur currency y ka business hay jiss may apko Currency Kay pairs bna kar market may movement Kay mutabiq trading karni parti hay.trading may appko baray baray investers bhi nazar atay hay Jo apni abilities ko improve kartay hoye trading kartay hay.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Auction aur trading mai kia difference hai?

                            Pak forex ke trading kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai expert ban ky kam karty hain to hamy kamayebe hasial ho jy ge forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe koi mistkae kar dety hain to hamara account bad ho jy ga hamy is mai soch samj kar kam karna ho ga forex mai usa or china jasy bary bary mumalik inlve han hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai aik legal business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik inlve hain forex k samjna aik din ka kam nahi hain is jasa koi or karbar nahi hain shukriya.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X