JAIZA : Basic principles for trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    JAIZA : Basic principles for trading.
    Assalamu Alaikum dear senior and junior members main aaj aapse trading ke bare mein Kuchh important principles discuss karna chahta hun isase aapki information mein bahut jyada ijaafa Hoga aur aap in principals ko acchi Tarah utilise Karke apni trading ko behtareen banaa sakte hain aur isase bahut jyada fayda Hasil kar sakte hain aur Main ummid Karta Hun ki aap ke liye yah post bahut hi informative Hogi.


    Planning:
    Dear brother learning Ek bahut hi important principal hai trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye agar aap Forex trading Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko Apna Kam properly plan Karke karna hoga isase aapke target achievement Aasan Honge aur aap ko kamyabi Hasil ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (11).jpeg
Views:	11
Size:	18.6 کلوبائٹ
ID:	12464361


    Use of Different Strategies:
    Dear agar aap Forex trading me Kamyab Hona Chahte Hain To aapko chahie ki aap multiple strategy istemal Karen Kyunki agar aap Kisi Ek specific strategy ko istemal Kar Rahe Hain To ho sakta hai vah sari situations aur conditions mein aapke liye acche tarike se kam na Kar rahi ho.

    Click image for larger version

Name:	download (2).jpeg
Views:	11
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12464362


    Learning and Information:
    Dear agar aap Forex trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To aapko iski proper learning aur information Hasil Karke ismein inter Hona chahie Kyunki agar aap education ke Bhagair is ko start kar denge to aapke liye bahut Sare problems ho sakte hain aur aap ismein nakam ho sakte hain.


    Rules and Regulations:
    Dear brother Forex trading karne ke Kuchh rules and regulations hote hain jinko follow karna aapki responsibility hota hai agar aap rules and regulations ko follow Nahin Karenge to usmein aapke liye bahut Sare problem ho sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: JAIZA : Basic principles for trading.

    Dear user ap nay aik achi baat share ki hay mian ap ki baat say agree karta hoon kay hamen trading karnay kay liay bahutvsi baton ka khayal rakhna hota hay jin main planing ho gae ham agar koe bhi kaam bagaur kisi planing kay karty hain to us say hmaen loss hota hy ziada tar is kay ilawa hamaray paas jitna knowladge ziada hoga h utni hi ziada trading achy tareeky say kar sakty hain aur san say ehm baatvye bhi hay hay hamen har tarha kay tooles ko use karna ana chahiay un tooles ko use karty huay ham asanibsy trading kr sakty hain is kay ilawa basic baat ye bhi hay kay hamen kabhi bhibis kaam main lalach nahi karni chahiay hamen soch samjh kay aram skoon kay sath kam karna chahiay
    • #3 Collapse

      Re: JAIZA : Basic principles for trading.

      forex trading main success hony ky lea bilkul rules hoty hain ju ap ko step by step follow karny hoty hain aur sab ko ap nay demo account main practice kar ky un ko perfect bnana hota hai phir he ap un par trading karny ky kabil hoty hain es lea forex main ap ko bgair rules aur bgair planing ky kam nahi karna chahye ap ky pas aik acha plan hona chahye phir he ap success ho sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: JAIZA : Basic principles for trading.

        Dear brother aapane bahut hi acchi information share Ki Hai Jo ke new members ke liye informative ho sakti hai jo log Forex trading ko first time join kar rahe hain unke liye yah post bahut hi hi Jabardast hai aur informative hai agar isko acche se read karen to ismein bahut jyada knowledge share Kiya gaya hai dear brother aapane principle of trading ke bare mein bataya hai aur aur aapane ismein trading ke basic learning ke bare mein bataya hai.

        Dear Forex trading ko join karne se pahle Hamen sabse a pahle Iske bare mein learning Karni hoti hai aur learning Karke kam karna hota hai agar Ham ismein proper Kisi teacher se yah FIR senior member se trading ke bare mein information Lenge aur ham ismein learning Karenge To Hamen ismein jyada fayda ho sakta hai Kyunki trading Ek Aisa business hai jismein Ham without learning ismein kamyabi Hasil nahin kar sakte iske liye Hamen work karna hota hai aur ismein mehnat Karni Hoti Hai tab hi Ham isase Achcha profit Le sakte hain jab tak learning Nahin Karenge Hamen se fayda nahin ho sakta.

        Trading Mein knowledge Hasil karna bahut important Hota Hai Jab aap ismein learning karte hain to aapko trading co knowledge hota hai aur aap Jab senior members ko follow karke trading Karte Hain To aap is se fayda Hasil kar sakte hain iske liye aapko chahie ki aap different trading strategies per kam Karen aur ismein demo account per kam Karen jisse aapke knowledge mein bahut hi Zafar Hoga agar aap ismein study Karenge to aapko jyada fayda ho sakta hai.

        Dear Hamen ismein trading plans ke bare mein kam karna hoga jab tak Ham ismein proper planning ke sath Kam Nahin Karenge Ham isase Achcha profit Nahin Le Sakte aur trading Mein success Hasil nahin kar sakte isliye Hamen chahie ki Ham ismein bahut hi Soch samajhkar aur acche se planning Karke trading co join Karen aur jab Ham planning Karke Ek target select Karte Hain To Humko chahie ki Ham use target ko achieve Karen aur ismein proper working Karte Rahen da ke Hamen ismein success mile.

        Dear brother Hamen ismein proper rules ko follow karke kam karna hoga Hamen trading ko join karne se pahle iski rules ko read karna hoga aur uske mutabik ismein kam karna hoga Kyunki jab tak Ham ismein rules ke mutabik Kam Nahin Karenge Hamen success Nahin Mil sakti.

        Dear Hamen ismein kam karte waqt Mukhtalif trading tools aur ismein trading strategies bhi Jaati Hain Jin Ka istemal Karke Ham Ishq Mein Achcha profit Le sakte hain trading mein aap Agar metatrader 4 Mein Dekhen to aapke pass ismein bahut Sare tools hote hain aur indicators Hote Hain Jinke bare mein aapko learning Karni Hoti Hai first of all agar aap usmein learning Karenge to aapko ismein Jyada fayda hoga.

        Forex trading ko join karne se pahle aapko ismein experience Jaruri hota hai iske liye aapke pass demo account sabse best hai aap Agar ismein kam karte hain to aapko chahie ki aap ismein proper demo account ka istemal Karen aur demo account per practice Karen Kyunki jab tak aap practis Nahin Karenge aap ismein kamyabi Hasil nahin kar sakte.
        • #5 Collapse

          Re: JAIZA : Basic principles for trading.

          Basic Trading principles

          Forex trading market ma beginners ko trading market ky principles ky bary ma maloom hina chye basic principles ko janty huy acha kam kia ja skta hp
          1.Basic knowledge aur terminology
          trading market ka basic knowledge aor terminology ki understanding hona important hai apko maloom hona chye ky forex trading market ma trade open krny sy pehly kon kon sy awamil ky bary ma hamen maloomat hasil krni hain
          2. Trading market ka tazia (analysis)
          apko trading market ma
          a. Fundamental analysis
          b. Technical analysis
          c. Sentiments of market
          Ky bary complete information collect krni hai.
          Trade and account Management
          ​ap ny apni trade ko manage krny aor account ko manage krny ky leay knowledge aor experience ko use krna hai stoploss takeprofit trailing stop use krty huy apnapny account aor capital ko safe rakhna hai.

          • #6 Collapse

            Re: JAIZA : Basic principles for trading.


            learning and experience
            Trading ka sabse basic principle ji hai ki hamenreading day related a lot of knowledge hona chahie aur experience hona chahie tab hi Ham is business mein successful ho sakte hain agar hamare pass a lot of knowledge and experience nahin hai to Ham isliye jannat mein kabhi bhi successful nahin ho sakte hain yah hai ki hamen iske karna chahie aur unko sakte hain


            Money management

            Accountaccount ki money management karna bahut jaruri hai jab Ham account ke acche tarike se main management karenge to hamara kaun tabhiaccount ki money management karna bahut jaruri hai jab Ham account ke acche tarike se main management karenge to hamara kaun tabhi seHam kamyab ho sakte hain aur agar Ham bahut jyada profit kamane ki lalach karte Hain to Ham kam jab nahin ho sakte hainHam kamyab ho sakte hain aur agar Ham bahut jyada profit kamane ki lalach karte Hain to Ham kam jab nahin ho sakte hainagar Ham lalach karti rahenge to hamen kamyabi nahin milegi isliye jitna hamara account balance hota hai hamen hisab seagar Ham lalach karti rahenge to hamen kamyabi nahin milegi isliye jitna hamara account balance hota hai hamen hisab se hamen kamyabi mil sakti hai


            Risk to reward
            ​Risk to reward account ki best running k liye bahot hi important hota hai warna hamara bibig loss ho sakta hai isliye hamen risk to reward ka jarur khyalisliye hamen risk to reward ka jarur khyal rakhnabig risk later working nahin karni chahie kyunki bich rasiya mere liye kabhi bhi beneficial nahin ho sakta hai

            • #7 Collapse

              Re: JAIZA : Basic principles for trading.

              Agar hamen is market mein kamyab hona hai to hamen forex trading ke principles ko follow karte hue yahan per kam karna hoga. Forex trading ke Jo bahut hi jyada important principles Hain un mein money management ka naam aata hai . Money management forex trading mein had se zyada ahmiyat rakhta hai lekin badkisamti se bahut jyada trader ise nazar andaaz kar dete Hain jiski vajah sey bahut Sara investment unka khatm ho jata hai money management ko Ham muktsar MM bhi kahate Hain ismein do chizen khaas ahmiyat rakhti Hain stop loss lot size .
              is market mein agar hum Koi trade lagate Hain aur market hamare opposite direction mein chale jaati hai aur hamara balance kam hona start ho jata hai to is Surat mein humne stop loss ka istemal karna hota hai stop loss ka istemal hamen apne balance ke hisab se karna hota hai stop loss na tu hamen entrypoint ke bahut jyada najdeek lagana chahie aur na Hi stop loss ko hamen entrypoint se bahut jyada door lagana chahie stop loss ek important chij hai ise hamen apne har trade mein use karna hota hai agar Ham ise use nahin karte Hain to hamari trade bahs sakti hai use hamen bahut loss bhe ho sakta hai aur hamara account bhi wash ho sakta hai.stop loss use karne ka ek fayda ya bhi hai ki agar aap ke market against chali jaati hai to aapka sl hit Ho jata hai jiski vajah se aapko zyada loss nahin hota aur aap is market se bahar nahin nikalte balke aap agale trade laga ke apna loss recover kar sakte hain.
              agar hamen kamyab forex trader banna chahte Hain to hamen chahie ki Ham forex ke principles ko follow karte hue sahi lot size ka istemal Karen.lot size ka istemal bhi hamen apne account mein maujud balance ke hisab se yah equity ke hisab se karna hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: JAIZA : Basic principles for trading.

                agar market main kamjabe hasl karna chahety hain to humain es main biht mahant say humian es main kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain our humain es ain monay mangenent kar kay hum es main kam kar skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humian es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga our hum es main kam kar kay hum es mian ache learning be hasl kar skty hain our hum es main kam kar kay hum es main ache earning be hasl kar skty hain our hum es mian analysis ko estmal kar kay hum es main kam kar skty hain our hum es main investment kar kay hum es main kam kar skty hain our hum es main live tarding karty hain our forex kbe be na bnd hoany wala busienss hain
                • #9 Collapse

                  Re: JAIZA : Basic principles for trading.

                  dear user ap nay sahi baat share ki hay kay jis say kafi logon ko faida hasil hoga aur is wsay bahut ziada faida hasil kar sakty hain bahut si baten hain jin ko seekhan bahyt zaruri hota hay hamen in ko samjhna chahiay pehlay kay Dear agar aap Forex trading me Kamyab Hona Chahte Hain To aapko chahie ki aap multiple strategy istemal Karen Kyunki agar aap Kisi Ek specific strategy ko istemal Kar Rahe Hain To ho sakta hai vah sari situations aur conditions mein aapke liye acche tarike se kam na Kar rahi ho aur second agar aap Forex trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To aapko iski proper learning aur information Hasil Karke ismein inter Hona chahie Kyunki agar aap education ke Bhagair is ko start kar denge to aapke liye bahut Sare problems ho sakte hain aur aap ismein nakam ho sakte hain. aur is kay ilawa Forex trading karne ke Kuchh rules and regulations hote hain jinko follow karna aapki responsibility hota hai agar aap rules and regulations ko follow Nahin Karenge to usmein aapke liye bahut Sare problem ho sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: JAIZA : Basic principles for trading.

                    Yes dear asal mai ap ki bat theK hai kay ap nay achi bat ki hai kay ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain jub kay ap nay kafi achi cheezon kay barye mai btaya hai tu apna kam acha tabhi hota hai jub hum basic requred poori kartye hain ab hum nay basic required he poori nhi karna hai tu es mai faida kiya hona hai tu apna kam mahnet kay sath kam karna aur es mai hamesha as per rule kay hisab say kam karna ta kay bad mai humarye liye masla nhi banta hai jub kay es mai hum hamesha he kamyab ho jatye hain acha kam kamyabi ki zamnat hai jub kay es mai ap acha kam nho karain gaye mahnet kay sath kam nhi karain gaye tu ap es mai kabhi kamyab nhi ho patye haim tu apna kam mahnet kay sath aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap hamesha acha kam pay focus diya karain ager ap es mai acha kam kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai jis tarha ap aam kam kartye hain us sat kafi hat kay acha kam hota hai aur ap ko kafi faida bhi daita hai tu apna kam karna hai tu mahnet kay sath karain aur kosesh karain kay ap es mai apna kam mahnet kay sath acha karain ta kay bad mai kamyabi asank kay sath hasil ho jatye hai aur ap es mai kafi had tak kamyab ho jatye hain
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #11 Collapse

                      Re: JAIZA : Basic principles for trading.

                      Agar Forex trading Mein Humne Kamyab hona hai To Hamen Iske principles ko follow karte hue ismein kam karna hoga Agar Ham Iske principles ko follow Nahin Karte Hain aur ismein work Karte Hain To Hamen kabhi bhi kamyabi nahin Milte Jo forex trading k principles Hain vah Hamen yah Kahate Hain Ki Hamen ismein jaldbazi Nahin Karni chahie aur money management ka istemal karte hue ismein kam karna chahie han aur Jab Bhi Koi trade Lagate Hain To Hamen usmein stop loss aur take profit ka istemal lazmi main karna chahie Hamen demo account ke upar rozana practice karne chahie Hamen demo account ko same aisi Tarah use karna chahie jise ham real account per work karte hain Agar Ham demo account ko real account samajh kar ismein kam Karte Hain To Hamen acche results Milte Hain aur ham yahan se bahut jyada experience or knowledge Hasil Karte Hain Forex trading Kabhi Na band hone wala business hai Ham ismein apni Marzi ka time table Bana kar kam kar sakte hain Ham ais mein part time kam bhi kar sakte hain is Mein full time work bhi kar sakte hain Hamen Forex trading ki Kadar karna chahie aur Iske Tamam tar principles ko follow karte hue main ismein kam karna chahie forex k principles ko follow Agar Ham Nahin Karte Hain To Hamara account wash ho jata hai ya fir Hamen Bade loss ka Samna Hota Hai agar Ham Forex Mein Koi Bhi trade open Karte Hain To Hamen jaldbazi ke sath trade ko open nahin karna chahie balki Ek Achcha technical analysis karna chahie aur uske bad use pairs Ka humein fundamental analysis bhi karna chahie aur uske bad Hamen Koi trade open karne chahie Hamen seniors ko follow karte hue kam karna chahie aur Hamen stop loss ka istemal Apne Har trade ke andar karna chahie is ham Apna account wash hone se bacha sakte hain . Agar Ham ismein Ek strategy Bana kar work Karte Hain To Hamen Apne strategy bahut jyada fayda Deti Hai Hamen Apne start ji ka pahle Damo account ke upar test karna chahie aur uske bad real account ke upar test karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: JAIZA : Basic principles for trading.

                        dear Forex trading me working karne ke liye aapke pass different strategies ka maujud hona bahut important hai Forex mein working Karne wale members ko hamesha yah baat pata hona chahie ki jab tak aap without strategy work karenge Forex trading main aap kabhi bhi proper working karne ka benefits nahi lay skty simple stratigies
                        -Lalach kabhi na kren
                        -Loss hony par emotions par control rakhn
                        -Hamesha lot size according to balance rakhn
                        -Stoploss total capital Kay 2% py best Hy
                        -Aik targeted profit leny Kay baad overtrading na kren
                        Forex mein work Karne wale members agar in basic principles ko properly adopt Karen aur in ko properly follow karen to Forex mein successful hona main aapko bahut aasani ho sakti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: JAIZA : Basic principles for trading.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
                          Assalamu Alaikum dear senior and junior members main aaj aapse trading ke bare mein Kuchh important principles discuss karna chahta hun isase aapki information mein bahut jyada ijaafa Hoga aur aap in principals ko acchi Tarah utilise Karke apni trading ko behtareen banaa sakte hain aur isase bahut jyada fayda Hasil kar sakte hain aur Main ummid Karta Hun ki aap ke liye yah post bahut hi informative Hogi.


                          Planning:
                          Dear brother learning Ek bahut hi important principal hai trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye agar aap Forex trading Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko Apna Kam properly plan Karke karna hoga isase aapke target achievement Aasan Honge aur aap ko kamyabi Hasil ho sakti hai.

                          [ATTACH]14652[/ATTACH]


                          Use of Different Strategies:
                          Dear agar aap Forex trading me Kamyab Hona Chahte Hain To aapko chahie ki aap multiple strategy istemal Karen Kyunki agar aap Kisi Ek specific strategy ko istemal Kar Rahe Hain To ho sakta hai vah sari situations aur conditions mein aapke liye acche tarike se kam na Kar rahi ho.

                          [ATTACH]14653[/ATTACH]


                          Learning and Information:
                          Dear agar aap Forex trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To aapko iski proper learning aur information Hasil Karke ismein inter Hona chahie Kyunki agar aap education ke Bhagair is ko start kar denge to aapke liye bahut Sare problems ho sakte hain aur aap ismein nakam ho sakte hain.


                          Rules and Regulations:
                          Dear brother Forex trading karne ke Kuchh rules and regulations hote hain jinko follow karna aapki responsibility hota hai agar aap rules and regulations ko follow Nahin Karenge to usmein aapke liye bahut Sare problem ho sakte hain.

                          Dear forex market Mein wohi trader Kamyab hota hai jo market ke principles to mind Mein rakhte Hue kam karta hai agar aap is market Mein bagair planning ke kam kar rahe hain to aapko is market mein nuksan ho sakta hai aapko chahie ki aap is market ke basic principles ko learn Karen aur uske bad is market Mein earning ke bare mein soche jo trader is market Mein proper learning kar lete hain Uske bad vah is market mein aasani se Kamyab Ho Jaate Hain Kuchh traders is market Mein Aise Bhi maujud Hain Jo apni learning per focus bahut jyada karte hain aur jab demo account per practis Karte Hain To usko real account Ki Tarah deal kar rahe hote hain Desh ke bad unko Kafi Jyada Achcha experience Hasil Ho Jata Hai Jab vah real account per apni investment Karke kam start Karte Hain To is market mein bahut hi jald Kamyab Ho Jaate Hain is market ke principles ke bare mein aapko Agar acchi Tarah Pata hoga to aap is market mein aasani se trade Laga sakte hain.

                          Trading Plan Ka Use
                          Dear jab forex market Mein trading plan banate hain to aapko yah Pata Hona chahie ki aapane isko use kaise karna hai agar aap trading plan ke liye hadse is market Mein trades open Karte rahte hain to aapko ismein bahut hi jaldi se kamyabi mil Jaati Hai Kyunki Kuchh traders is market Mein kam karne ke liye trading plan to banaa Lete Hain Magar usko use Nahin Karte agar aap is market Mein trading plan per kam Karke Rahenge to aap aasani se is market Mein successful trader Ban Jaate Hain Aise hi jo trader is market Mein Soch Samajh Kar kam kah Rahe hote hain unko kamyabi ke liye trading plan per Amal karna Hota Hai Uske bad Jo aasani se is market Mein Kamyab Ho Jaate Hain agar aap per trading plan Achcha hoga to aapko kamyabi bhi jaldi milegi.

                          Trading Strategy & Rules
                          Dear is market Mein trading strategy Ka Hona bahut hi jaruri hai agar aap koi bhi trading strategy banate hain to use per acchi tarike se practice karne ke bad real account per kam start karen aise hi is market Mein aapane trading strategy ke sath Kuchh rules set karne hain jinko aap is market Mein use Karenge to aapko yah confirmation Milegi ki aap is market Mein Jo Bhi trade lagaenge use per aapko Achcha profit ho sakta hai agar aap is market Mein Koi trade Lagate Hain aur uske sath Apna target set kar dete hain to use trade ke sath aapko stoploss bhi use karna hoga agar aap is market Mein lalach ki vajah se Star Plus use Nahin Karenge to aapko ismein kabhi bhi kamyabi nahin Milegi aur aap apne account per risk Lekar Khud Los kar sakte hain isliye aapko chahie ki aap discipline ke sath kam Karen aur jo rules banae Hai unko follow Karte Rahe.
                          • #14 Collapse

                            Re: JAIZA : Basic principles for trading.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
                            Assalamu Alaikum dear senior and junior members main aaj aapse trading ke bare mein Kuchh important principles discuss karna chahta hun isase aapki information mein bahut jyada ijaafa Hoga aur aap in principals ko acchi Tarah utilise Karke apni trading ko behtareen banaa sakte hain aur isase bahut jyada fayda Hasil kar sakte hain aur Main ummid Karta Hun ki aap ke liye yah post bahut hi informative Hogi.


                            Planning:
                            Dear brother learning Ek bahut hi important principal hai trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye agar aap Forex trading Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko Apna Kam properly plan Karke karna hoga isase aapke target achievement Aasan Honge aur aap ko kamyabi Hasil ho sakti hai.

                            [ATTACH]14652[/ATTACH]


                            Use of Different Strategies:
                            Dear agar aap Forex trading me Kamyab Hona Chahte Hain To aapko chahie ki aap multiple strategy istemal Karen Kyunki agar aap Kisi Ek specific strategy ko istemal Kar Rahe Hain To ho sakta hai vah sari situations aur conditions mein aapke liye acche tarike se kam na Kar rahi ho.

                            [ATTACH]14653[/ATTACH]


                            Learning and Information:
                            Dear agar aap Forex trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To aapko iski proper learning aur information Hasil Karke ismein inter Hona chahie Kyunki agar aap education ke Bhagair is ko start kar denge to aapke liye bahut Sare problems ho sakte hain aur aap ismein nakam ho sakte hain.


                            Rules and Regulations:
                            Dear brother Forex trading karne ke Kuchh rules and regulations hote hain jinko follow karna aapki responsibility hota hai agar aap rules and regulations ko follow Nahin Karenge to usmein aapke liye bahut Sare problem ho sakte hain.
                            Brother is market Mein kam karne ke liye aapko principles per kam karte hain to aapko ismein aasani se kamyabi Mil jaati hai kyunki is market main aapko discipline ke sath kam karna hota hai is market main aapko principal ko follow karne ke liye ismein roj banane honge uske bad aapko ismein kar liya bhi mil jati hai agar aap is market ne principal ko samajh jaate Hain to uske bad ismein aasani se kam kar sakte hain is market Mein jitne bhi trader kamyab Hain vah ISI vajah se kam yaar hote Hain ki vah is market Mein soch samajh Kar kam kar rahe hote hain is market mein aap agar principal score apne sath note kar lete hain aur uske bad ine ko follow karti hui kam kar rahe hain to aapko ismein bahut hi jaldi kamyabi mil jaati hai aapko chahie kya aap is market Mein Jo bhi principles hun unko samjhe jaise ki aapane apni tamam trade lagana se pahle trading strategy ko read karna hai aur uske hisab se theydon karni hai agar aap is market Mein trading strategy ko dekhkar trade lagate Hain to aap is market Mein acchi side laga sakte hain jaise ki aap is market Mein dance karte hain to aap apni trading strategy to use karti ho ya trade laga Rahe hote Hain aise Hi aapko chahie kya aap acchi trade lagat Jay aur apne account ko growth karte jaen agar aap bhi trading strategy acchi hogi to aapko ismein bahut hi jaldi kamyabi mil jaati hai agar aapki trading strategy acchi nahin hogi to aapko is market Mein kabhi bhi kab ja bhi nahin milegi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: JAIZA : Basic principles for trading.

                              Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
                              KNOWLEDGE:
                              Forex forum mein behter kam karne ke liye Hamen iski knowledge ki jarurat Hoti Hai business Koi Bhi Ho Jab tak knowledge ko Jyada Se Jyada Hasil karne ki koshish nahin kar sakte tab tak Ham usmein acche se kam nahin kar sakte aur successful Nahin ho sakte isiliye business start karne se pahle Hamen iski information Hasil karna chahie knowledge hasil karne chahie Taki Ham Iske bare mein jaan sake aur profit Hasil kar sake.
                              SITUATION OF MARKET:
                              Forex forum Mein market ke situation ko not karna chahie iski movement kya hai us per Hamen knowledge Hasil karna chahie Agar Ham Aisa Nahin Karte Hain To Hamen loss ho sakta hai yeh ek bahut hi Aham step hota hai trading karne ka isliye ise follow kerna chahiye .
                              MONEY MANAGEMENT:
                              Kisi bhi trade ko open karne se pahle money management bahut hi jyada Jaruri hota hai money management ki help Se Hi ham loss Se Bachkar profit Hasil Karte Hain Forex forum mein agar Ham acchi trade open karna chahte hain to sabse pahle Hamen money management ko follow karna hoga is se Hamari money safe Ho Jaati Hai Aur loss se bach sakte hain.THANKX

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X