Scalping trading me kia bahot zeyada risk involve ho jata hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping trading me kia bahot zeyada risk involve ho jata hay?
    Maximum traders market ki teez movement me long term trading karna acha nahi samjty aur scalping trading karny ki koshish karty hey magar esi trading ko safe trading be nahi samja jata hay kia scalping trading karny se hamari trading bahot zeyada risky ho sakti hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Scalping trading me kia bahot zeyada risk involve ho jata hay?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
    Maximum traders market ki teez movement me long term trading karna acha nahi samjty aur scalping trading karny ki koshish karty hey magar esi trading ko safe trading be nahi samja jata hay kia scalping trading karny se hamari trading bahot zeyada risky ho sakti hay?
    What is Scalping:
    Dear markit ko regularly visit krny ka sath sath uski high or low point ki range main trade lgaker profit hasil krny ko scalping kaha jata ha.

    Very Risky:
    Dear agar aap scalping proper learning ke bagair Karte Hain yah aapke liye bahut jyada dangerous ho sakti hai Kyunki Aksar member Jab scalping kar rahe hote hain to usmein vah lot sizes Jyada select karte hain Kyun kay is strategy main just few pips ki movement ko Samne rakhkar is strategy ko istemal kar rahe Hote Hain agar aap ki selection galat ho Jaati Hai To yah aapke liye itna hi jyada risky bhi ho sakta hai isliye proper learning ke bagair kabhi bhi scalping nahin Karni chahie.

    Benefits of Scalping:
    Dear agar aap properly scalping karna Jante Hain To aap Aise bahut Sare benefits Hasil kar sakte hain lekin is sa profit hasil karna Har member ke bus Ki Baat Nahin Hai ismein Just Vahi member proper nahin kar sakta hai Jisko market ki movement ka exactly Idea Hota Hai Ki Ab market kaun se point Se Lekar kaun se point Tak movement karegi. Isk kuch advantages ap sa share krny lga hun.

    More Profit:
    Agar aap scalping acchi tarike se kar lete hain to aap ismein bahut jyada profit Hasil kar lete hain aur bahut Thode Se time mein aap Jyada profit Hasil kar lete hain.

    Recovery of Loss:
    Dear Agar aapane nuksan ko recover karna hai to usmein aap scalping strategy ka istemal kar sakte hain is strategy to properly istemal karne se aap bahut jaldi aur aasani se Sath Apna nuksan recover kar sakte hain.

    Encouragement:
    Agr property is strategy ko istemal karty hui different benefits hasil kar lete hain to aapko isliye bahut jyada encouragement mil sakti hai aur aap acchi tarike se apni trading ko continue kar sakte hain.
    Last edited by ; 03-07-2020, 10:35 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Scalping trading me kia bahot zeyada risk involve ho jata hay?

      Scalping trading strategy
      scalping trading main aapko instant trade open and close karna hoti hai jiske liye agar aam ke paas perfect trading market ka technical analysis understanding nahin hogi to aap kamyab nahin ho sakte ho
      Scalping ke liye aapko perfect indicator use karna honge aapko trading market mein main Fibonacci retracement index indicator bollinger band index indicator use karna hoga relative strength index indicator and dynamic momentum index indicator perfect hain
      scalping trading mein risk factor ko decrease karne ke liye stop loss use karna bahut important hai agar scalping karte hue stop loss nahin lagaoge to aapka account risk factor mein chala jata hai aur aapka account loss ki vajah se a Wash out ho sakta hai
      Trading market main aapko scalping karne ke liye trendline economic news calendar and other different management tools ko use karte hue kam karna hoga initial stage per agar aap scalping karne ki koshish karenge aap ko kamyabi ke chances kam ho jaenge
      Scalping trading strategy ke liye low lot size nahi use ki jaati maximum lot size use ki jaati hai lekin stop loss and take profit must use kiya jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Scalping trading me kia bahot zeyada risk involve ho jata hay?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Maximum traders market ki teez movement me long term trading karna acha nahi samjty aur scalping trading karny ki koshish karty hey magar esi trading ko safe trading be nahi samja jata hay kia scalping trading karny se hamari trading bahot zeyada risky ho sakti hay?
        Forex trading mai trading kay liye mukhtalif techniques use ki jaati hain aur tamaam techniques ko use kernay ka time aur zarurat traders ko mukhtalif time pay parti rehti hai. Trading kay doraan profits haasil kerna aur loss ko recover kerna do aisi cheezain hain jinn kay liye he total trading techniques Banai jaati hain. Forex trading business mai traders ka ziada ter rujhaan profitable trading ki taraf he hota hai aur uss kay saath saath he traders ki yeh bhi koshish hoti hai kay jaldi jaldi profits bhi ho sakain. Manual trading ki bhi mukhtalif techniques hoti hain jinn mai say aik ko scalping kaha jata hai. Scalping ka matlab wesay ko kisi cheez ko khurachna hota hai jiss say kisi cheez ya satah say apni marzi aur miqdaar mai kuch utara jata hai. Forex mai bhi scalping say yehi muraad li jaati hai kay traders market mai kisi pair ya commodities ki movement ko jaldi say khurach ker kay profits lay laitay hain.

        Scalping kernay kay liye traders ka experience aur skill level bohat acha hona chaiye aur scalping kernay say pehlay kisi bhi makhsus pair ya commodity ki achi tarah monitoring bohat zaruri hoti hai. Scalping kay liye ziada say ziada time frame M15 select ker kay trends ki judgment ki jaati hai aur phir aik achay lot size kay saath trade open ker li jaati hai. Forex trading mai scalping aik aisa tareeka kaar hota hai jiss mai traders ko short term mai trading kerni hoti hai takay trade open kernay kay baad jaisay he woh trade aik achay profit mai jaey tou usay close ker lia jaey. Trade close kertay waqt traders ki decisions powers ko bihta strong required hoti hai kiyu kay scalping mai lot size ziada honay ki wajah say profit bohat ziada fast hota hai tou traders ko ziada profit ka laalach kernay ki bajaey timely acha profit honay pay he trade close ker laini chaiye.

        Jo traders scalping bhi kertay hain aur laalach bhi kertay hain woh apnay account ko totally risk pay ker laitay hain. Scalping mai margin bohat Kamm hota hai aur win win situations ko traders apnay laalach ki wajah say aur jald baazi ki wajah say apnay liye loss mai bhi khud he badal laitay hain. Scalping aik faidamand technique hai laikin ehtiaat bhi bohat zaruri hai
        • #5 Collapse

          Re: Scalping trading me kia bahot zeyada risk involve ho jata hay?

          Forex trading Ki Duniya Mein scalping bahut jyada istemal Kiya jata hai ise Aam Taur per expert aur professional trader istemal Karte Hain Kyunki scalping ke liye aapke pass market ka ek Achcha experience Hona jaruri hai scalping mein expert trader 5 time frame ke andar analysis Karte Hain aur vahan se ek acchi 3 se 20 pip ki trade ko find karte hain aur uske bad trade open kar dete Hain aur ek accha profit Hasil Karte Hain
          Ham scalping kis Waqt kar sakte hain
          Sabse pahle to hamare pass Forex ka accha knowledge or experience Hona chahie aur Hamen Tamam Tarah market analyses Aane chahie aur uske bad Jab Ham Koi Bhi scalping Karte Hain To scalping ke liye Jo Hamare Liye sahi time Hota Hai forex market ke andar vah ose Waqt Hota Hai Jab market support yah resistance ko retest kar rahi ho we are break kar rahi ho Jab market Retest Karti Hai support ya resistant ko to Uske bad market Ek Achcha move dikhte hai to use Waqt Agar Ham scalping Karte Hain To Ham Ek accha profit Hasil kar sakte hain Ham scalping ke liye moving average ka shahar bhi le sakte hain aur uske bad market ke andar bahut jyada pad aur free indicator Hain Jo ki bahut hi acche Hote Hain scalping ke liye han un ki madad se bhi scalping Kar ke ik achha profit Hasil kar sakte hain Ammuman ju scalping ki Jaati Hai vah 5 se 20 pip ke liye ki Jaati Hai aur jo uske liye time frame istemal Kiya jata hai vah m5 Se Lekar M30 Tak ka Hota Hai Chhote timeframe mein Ham market ko analysis karte hain aur uske bad scalping Karte Hain To Hamen acche results Milte Hain. Jab Ham ais market ke andar scalping kar rahe ho to use Waqt Bhi Hamen money management ka khas khiyal Rakhna chahie bahut jyada member Aisa Karte Hain Ki Jab wo scalping kar rahe hote hain to Vahi Big Lot size ka istemal karte hain vah Kahate Hain Ki 4 se 10 pip le kar bahar nikal Jaenge Magar market Dhokha De Jaati Hai Jiski vajah se Unka account wash ho jata hai koi bhi trade open Karte Hain To Hamen money management ka Khas Khiyal Rakhna hai

          Click image for larger version

Name:	Screenshot_12.jpg
Views:	1
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12328306
          • #6 Collapse

            Re: Scalping trading me kia bahot zeyada risk involve ho jata hay?

            G han dear us mai asal mai masla ye banta hai kay ap kam kartye hain matlab kay ap nay scalping karni hai tu ap ka kam hai kay ap market kay hisab say karain per ager scalping ap kay trade say mukhalif ho jati hao tu ye ap ko kafi jaldi mai he nuqsan daita hai aur yhan tak kay ap ka account bhi wash ho jata hai tu kam ap nay karna hai tu ap market kay hisab say he acha kam kar saktye hain tu jhan tak bat hai scalping ki tu wo karna atna asan kam nhi hai per aik bat hai kay ager es mai ap ko profit milta hai tu kafi milta hai jub kay es mai ap ko nuqsan hota hai tu wo bhi kafi ho jata hai tu kam ager karna hai tu ap ka kam hai kay ap acha kam karain aur scalping say hat kay ap long turn mai kam karain ta kay bad mai ap ko ager es mai lose bhi hota hai tu kam hota hai aur ager profit bhi hota hai tu kam hota hai per profit kabhi kam nhi hota hai ap es mai asi tarha ka acha kam kar kay kamyab ho saktye hain ager ap acha kam kartye hain tu ue ap ko kafi faida daita hai aur kAmyab karta hai ap ko hamesha
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Scalping trading me kia bahot zeyada risk involve ho jata hay?

              forex market mai hamy soc samj kar scalping karne ho ge hamy ahteyt sy kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy hamy is mai soch samj kar kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex ak amm business han hum is mai apne marze sy time tbale baa kar kam kar sakty han yai aik legal business han hum is mai mahnet karty hin to hamy kamaybe hasail ho jy ge forex aik best business hain hum is mai agar lalci ban ky km karty hain to hamara account band ho jy ga hamy ak time tbale bana kar kam karna ho ga hum is mai agar kam karty howe market ko analysiz karty hain ro hamy kamaybe hasial ho jy eg hum is mi agar lalacho ban ky kam karty hain to hamy ache earning hasol ho jy ge yai aik world wide business hain hum garmai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hum apny boss kud ap he hoty hai yai all world mai bohat taze sy famoys hony wala acha business hain hamy soch samj kar pasia invest karna ho ga market mai forex market ko samjna aik din ka kam nahi hain yai aik big business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kam kar sakty hain hum is mai pairs ma or currncy mai kam kar sakty hain is mai experence gain kar ky work karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy forex market sy asane ky sat
              • #8 Collapse

                Re: Scalping trading me kia bahot zeyada risk involve ho jata hay?

                hamy expert trader ban kar is main risk hote hping karne chahey scalping bohat risk hote hai is mai loss ky chance be zeyada hoty hai hamy kabe be be bagar experience ky is mai scalping nahe karne chahey yai aik asa karobar hai jo ky kabe be band nahe ho sakta hum is ko apan life time career be bana sakty hain yai all world mai pahl cuka hai hum is mai day mai be kam kar sakty hai or hum is mai nighat main be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte han agar hum new trader hai to hamy pahly experience hasil karna ho ga or bad main scalping karne chahey hum practice kar ky experience hasil kar sakty hai hamy practice ky liye demo account ko chose karna chahey demo hamy as a teacher guide karta han hamy daily base par kam ke limit ko pora karna chahey hum demo mai kam kar ky bonus ko withdraw nahe karwa saktry hum is bonus par trading karty hai hum real account mai kam kar ky bonus ko withdraw karwaty hai or apne zarorto ko pora karty hain hum is mai jitne mehnat sy kam karty hai yai hamy hamare mehnat ky hesab sy phal dyta ha agar hum is mai bagar experience or tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey pher he hum is mai agy bar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Scalping trading me kia bahot zeyada risk involve ho jata hay?

                  aoa dear firnds
                  scalping.
                  market me regularly visit krny k sath sath uski high and low range k hisab sy trading kr k us sy profit hasil krny ko scalping kehty hian.
                  very risky.
                  deqar users market me scalping ki strategy bht hi ziada risky hai q k is me price fluctuate kr rai hoti bht taizi say. proce low ho k achanak sy high ho jati phir achanak sy low ho jati hia. so agr aplow range p buy krty hian and achanak sy price high ho jaey to apko profit k chances bht ziada hoty hian. kabhi asy bhe hota hia k high rande price me ap buy kert hian aur us ki price gir jati hia is me los ho jata hia asi situation me behtar hia k trading na ki jaey.

                  benefits.
                  dear users agr ap scalping achy sy janty hian to ye ek bht hi achi technique hia. is sy ap thory sy time me hi bht ziada profit bnaa sakty hia, aur is me investement bhe kam krni parti hia. matlab kam inverstement me bht ziada profit.
                  ap apna loss jaldi jadli recover kr sakty hian
                  • #10 Collapse

                    Re: Scalping trading me kia bahot zeyada risk involve ho jata hay?

                    my dear forex members forex trading main scalping aik trading technique hai jis main hum apni trade planning k sath karen tu hum apni trade kar k acha profit lay skty hain forex main ap jo bhi method use karen apko oska knowledge hona zarori hai q k apko trading method boht mil jaengy laken ap osi ko he apny liye profitable bana skty hain jo apko achi trha se ati hai or ap osi ko he follow kar k apni trading kar skty hain forex main aghr hum achi trading karen tu scalping k liye kam risk k sath apni trade karen apko kam profit k stah trade kar k market ko chor dena chahye scalpers hmaisha thory time main he market main enter hoty hain or jaldi kam time main apna profit lay kar market se nikal jaty hain yah wo trader hoty hain jo zyda swing trading karty hain forex aik boht he best online trading ka business hai jis main mahnat or lgan k sath he ap forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain aghr apko trading ka knowledge or experience nahi hai tab tak ap forex main kamyab nahi ho skty na he achi earning kar skty hain tu hmaisha mahnat karen or forex main apni skills ko strong karen osk bad apko achi earning mily gi gher bethy he....
                    • #11 Collapse

                      Re: Scalping trading me kia bahot zeyada risk involve ho jata hay?

                      foreign exchange trading mai buying and selling kay liye mukhtalif strategies use ki jaati hain aur tamaam techniques ko use kernay ka time aur zarurat buyers ko mukhtalif time pay parti rehti hai. buying and selling kay doraan profits haasil kerna aur loss ko get better kerna do aisi cheezain hain jinn kay liye he total buying and selling techniques Banai jaati hain. foreign exchange trading enterprise mai traders ka ziada ter rujhaan profitable trading ki taraf he hota hai aur u.s.a.kay saath saath he traders ki yeh bhi koshish hoti hai kay jaldi jaldi income bhi ho sakain. manual trading ki bhi mukhtalif techniques hoti hain jinn mai say aik ko scalping kaha jata hai. Scalping ka matlab wesay ko kisi cheez ko khurachna hota hai jiss say kisi cheez ya satah say apni marzi aur miqdaar mai kuch utara jata hai. forex mai bhi scalping say yehi muraad li jaati hai kay traders market mai kisi pair ya commodities ki motion ko jaldi say khurach ker kay income lay laitay hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Scalping trading me kia bahot zeyada risk involve ho jata hay?

                        Dear forex member Forex trading may agar haum koi bhi analaysis koi bhi trade tool aur indiactors proper knowledge aur learning Kay sath Kartay hay to kabhi bhi haumay trading may nuksaan nai hota hay Jab traders trading karney Kay liye scalping istamaal kartay hoye trading kartay hay to unko iss technics Kay istamaal ka mukamal knowledge hona lazmi hay Agar haum bagair knowledge aur experience Kay iss ko trading karney may istamaal kartay hay to yeah bohaut zayada risky hoga phir appko trading may nuksaan hoga Profit hasal nai hota hay.haumay market ki bearish trend aur bullish trend ko analysis kartay hoye scalping karni parti hay Agar haum market ki movement ko daikhtay nai hay aur bus bagair sochay samjhay trading may scalping istamaal kartay hay to haumay loss ka samna karna parta hay.

                        Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye scalping istamaal karni parti hay jab market ki movement kisi khaas point pay ake dam say move karti hay tou haumay uss waqt situation ko analysis kartay hoye trading karni chahiye phir hi hamari scalping kamyab hoti hay aur forex trading ake aysa risk business hay jiss may haumay trading kartay hoye risk ka margin rakhna hota hay.

                        Achay traders hamesha trading may risk laytay hay magar Lazmi hay kay appko market aur forex trading may trends ki information mojod ho jab app trading may knowledge aur learning hasal kartay hay aur apna trading experience increase kartay hay to appko zayada behter tarikay say trading may kamyaabi hasal hoti hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Scalping trading me kia bahot zeyada risk involve ho jata hay?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                          Maximum traders market ki teez movement me long term trading karna acha nahi samjty aur scalping trading karny ki koshish karty hey magar esi trading ko safe trading be nahi samja jata hay kia scalping trading karny se hamari trading bahot zeyada risky ho sakti hay?
                          assalamu alaikum forex market main aapko har time risk to Lena padta hai magar aapane food decide karna hota hai ki aapane apni trade per kitna risk lena hai agar aap is market Mein scalping kar rahe hain to aapko yah dekhna chahie ki aap ismein lot size kitni use kah rahe hain agar aapke pass account chhota hai aur use per aap jyada risk nahin Le sakte to aap sculpin na Karen jab tak aapka account Bada nahin ho jata is market mein aapke pass scalping karne ke liye acchi trading strategy available honi chahie aap Jo bhi trading strategy design karte hain usko check karne ke liye demo account per practice Karen aapane real account per jitne investment ki Hui hai itna hi demo account per account banaen aur use per apni trading strategy check kar le agar aapki trading strategy aapko achcha result deti hai to uske bad aap is market Mein use per trade karke achcha profit bana sakte hain Jo tradus market Mein trading strategy check karne ke bad trades open karte hain unko kafi jyada fayda ho jata hai otherwise market mein aap jyada rest lete hain to aapko is market mein nuksan ho sakta hai aapko chahie kya aap is market Mein soch samajh Kar kam karte rahen agar is market mein aap mistakes karenge to aapko uski vajah se nuksan ho sakta hai aapko chahie kya aap is market Mein trading plan ke hisab se kam kar rahe aapko jo acchi trade Mile apne account se Hui trade open karenge to aapko ismein achcha profit mil jaega.
                          • #14 Collapse

                            Re: Scalping trading me kia bahot zeyada risk involve ho jata hay?

                            Scalping traders keyboard trading strategy Hoti Hai Jisme traders small profit Banakar Apne trade ko close kar dete Hain lekin traders ko chahie ke news ke time per scalping Nahin Karni chahie Kyunki Agar news ke time per scalping karte hain to market bahut jyada fast move karti hai aur Aise time per trading karna bahut hi jyada dangerous Hota Hai Dear forex member Forex trading may agar haum koi bhi analaysis koi bhi trade tool aur indiactors proper knowledge aur learning Kay sath Kartay hay to kabhi bhi haumay trading may nuksaan nai hota hay Jab traders trading karney Kay liye scalping istamaal kartay hoye trading kartay hay to unko iss technics Kay istamaal ka mukamal knowledge hona lazmi hay Agar haum bagair knowledge aur experience Kay iss ko trading karney may istamaal kartay hay to yeah bohaut zayada risky hoga phir appko trading may nuksaan hoga Profit hasal nai hota hay.haumay market ki bearish trend aur bullish trend ko analysis kartay hoye scalping karni parti hay Agar haum market ki movement ko daikhtay nai hay aur bus bagair sochay samjhay trading may scalping istamaal kartay hay to haumay loss ka samna karna parta hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Scalping trading me kia bahot zeyada risk involve ho jata hay?

                              Forex business mein hum ko pahly ye dekhna hai kay scalping Kiya hai forex market mein hum ziada lot size laga kar trading kartay han aur kam pip earn kar kay forex market se out ho jatay han aur market se in aur out ko hi scalping kaha jata hai forex mein kiok scalping kay leye ziada lot size use kartay han aur Kam profit earn kartay han is leye scalping buht ziada risky hoti hai aur un logon kay liye buht ziada dangerous hoti hai jn ko forex market ka knowledge aur experience nahin hota aur woh scalping kartay han tu account wash hota hai scalping ko karne kay leye buht ziada knowledge aur experience ki zaroorat hoti hai knowledge aur experience nahin hai tu scalping nahin karna cahaiye
                              Scalping mein kiok ziada lot size laga kar trading kartay han is leye scalping buht ziada risky trading hoti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X