market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta ha?
    keya market ke movement up hony par trader ko profit he hota ha ? jab markey down move karte hai akser trader ko loss he kue hota hai ? keya loss ka koi parmanet koi be hal nahe hai ? loss ko kasy katma keya jay ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

    my dears friends
    umeed ha kay app sab thk ho gay ji app ki bat thk ha forex aik lajwab business ha or ya aik internation business ha bot sary log is par work karty ha or earning hasil kar rhy ah or ya sab forex ma master hony ki waja say hi mumkin ha or sath hi aik best trader kay pass sab information jo app ko trade ma achy eraning day who sab hoty ha or sath hi ma app ko market ma hony wali up or down ki movement ki waja say dorr rahny kay bary ma batata ho kyu kay jab bi market ma koi bi point ata ha to ya to market up hoty ha ya to down or agar ya up ya down ho to ya movement kafi dar tak is position ma hi move karty ha or jis say app apny sab anlysisi ko apply karty ha to app market say perfect results hasil kar sakty ha or agar ya movement up or down donou sorat ma ho to app market ko forran hi chor day
    • #3 Collapse

      Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

      Market sell Mein Jaaye iska yah matlab bilkul Bhi Nahin Hai Ki trader ko loss hota hai market ke andar two condition Mein trade ko open Kiya Jata Hai buy mein aur Sell mein Agar market ke andar buyer ki tadad se zyada ho to market uptrend banati hai aur Upar ki taraf Move karti hai agar market ke andar seller ki tadad zyada ho to market sell downtrend banati hai aur niche ki taraf Harkat Karte Hai To ismein Hamen Main Agar Ham Meher banna Chahte Hain To Hamen demo account ke upar Jyada time spend karna hoga aur uske bad Hamen indicator ka istemal karna hoga Aisa indicator Jo buyer aur seller ki tadad batata Hai market ke andar bahut jyada indicator Hai Hamen Ek acche indicator Ka istemal Karna chahie aur beginner Ke Liye free wala indicator best hai unhen abhi pad indicator ko buy karne ki bilkul bhi zarurat Nahin Hai Uske bad iski movement ka andaza Ham analysis ki madad se bhi Laga sakte hain market Mein 3 type ke analysis kar sakte hain technical analysis fundamental analysis sentimeter analysis Agar Ham technical analysis Karte Hain To ismein Ham support and resistance uptrend downtrend Breakout retest ine chizon ko follow karte hain aur Agar Ham fundamental analysis Karte Hain To usmein Ham Kisi country ke economical situation ka jayza lete hain jaise ki Ham USD ke upar Koi trade Laga Rahe Hain To Ham America Ki present economical condition ke upar Nazar Dalenge Agar Uske economical situation best Hogi to Fir dollar grow Karega strong Hoga aur Agar America ke economical condition acchi Nahin Hogi To fir dollar ke down hone ke chance Jyada Hote Hain
      To market ke movement ka andaza Lagane ke liye Ham bahut jyada methods use kar sakte hain . Hamen ismein use Waqt Koi trade lagane chahie Jab Hamen 70% se upar believe ok market Hamare favour mein hi Rahe gi
      • #4 Collapse

        Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

        Trading market ki bullish and bearish movement
        Trading members apko profit earning jy leay market ky analysis ky according sell aor buy trade sy fauda hota hai agr market bullish trend ma ho to buy trade sy profit milta aor faida hota hai agr market bearish trend ma ho to bearish trade open krny sy faida milta hai

        [I]Traders ko trading ky leay technical fundamental aor sentimental analysis ky mutabiq trading krna hoti hai aor market ma news ky schedule ka bhi ilm hona zaroori hai achi aor safe tradinf ky leay traders ko management aor planning ky sath kam krna hota hai
        Candlestick chart ko amjh ky trade open krni aor support and resistance py atoploss aor take profit lgana bhi achi management hai[I/]

        Forum ma traders ko experience aor knowledge milta hai is ko use kr ky kamyab ho skty hain sary trading members ko responsibility aor honesty ky sath knowledge share krna chuie.
        • #5 Collapse

          Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

          my dear forex members forex market main market do trha se move karti hai jis main aik tu oper jati hai jis ko bullish market kahty hain or aik nechy jati hai jis ko hum breaish market kahty hain or hmain kisi aik trend ko follow kar k apni trading karni hoti hai q k aghr hum market ko achi trha se smjh nahi skty or market k trend ko apna freiend nahi bana skty tu hum kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty hain forex main market ko ap achi trha se analysis kar k apni trading karen jis main ap achi tarding kar skty hain or acha profit lay skty hain forex main jub market up and down main move kar rahi hoti hai tu es main market main side way trend hota hai jis main trading karna risky hoti hai jis main loss hony k chances zyda hoty hain es liye hmain market ko wahan pakrna hai jahan hmain faida mily ga or hmain loss na ho forex main aghr ap chahty hain k ap kamyab trading karen tu apko forex main market ko achi trha se samjah kr apni tarde krna hogi jis se hum kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main apko market ko smjhny ki ability ko strong krna hoga jis se ap achi trading kar skty hain
          • #6 Collapse

            Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Naheed11 پيغام ديکھيے
            keya market ke movement up hony par trader ko profit he hota ha ? jab markey down move karte hai akser trader ko loss he kue hota hai ? keya loss ka koi parmanet koi be hal nahe hai ? loss ko kasy katma keya jay ?
            Forex trading naam he movements mai kaam kernay ka hai. Forex trading business ka Sara phenomenon he demand aur supply pay work kerta hai aur jab bhi kisi aik mai izafa hoga tou dusray mai ultimately kami he aey gi. Jaisay kay maths ki language mai isay aik dusray ka reciprocal kaha jaa sakta hai kay jab demand barhay gi tou supply Kamm he hogi aur jab supply barhay gi tou demand Kamm ho jaey gi kiyu kay supply he demand say ziada hogi. Ab traders ko Inhi d2 prociples ko lay kay saari trading kerni hoti hai. Trading buy aur sell ka naam nahi hai trading aik complete business hai aur buy aur sell iss kay main elements hain jinn say business mai profit hotay hain.

            Yeh baat traders ka low experience ko zaahir kerti hai kay profit sirf market ki up movement say he hota hai aur down movement say sirf loss he hota hai. Traders ko apna experience barhana chaiye aur trading kay baisc business model ko samajhna chaiye. Agar trading kay doraan buy ki trade hogi tou market ki up movement say profit hoga aur down movement say loss hoga. Issi tarah agar sell ki trade hogi tou down market movement say profit hoga aur up movement say loss he hoga. Loss say bachnay kay liye traders ko market ko sahi tarah judge ker kay he trades open kerni chaiye uss kay elawa koi tareeka nahi hai jiss say aisa ho sakey kay opposite movement pay bhi kisi trader ko loss na ho.

            Loss ka permanent solution ho he nahi sakta kiyu kay forex aik business hai aur business mai profit aur loss dono he ho saktay hain. Iss liye loss ko Kamm kernay aur recover kernay kay liye achi learning aur experience gain kerna chaiye iss kay elawa koi dusra na tou solution hai aur na he short cut hai
            • #7 Collapse

              Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

              G han dear es mai market ki condation hain kiyu kay ager market down ho jatye hain matlab kay pair down trend mai jata hai tu es mai kuch trader aisye hotye hain jin ko es mai faida bhi hota hai nuqsan tu hota hai trader ko per es mai kafi sarye aisye bhi hain jin ka faida bhi ho jata hai kigu kay ye tu kam pay depend karta hai na ap ka kam acha hai tu ao es mai down trend ka pta ho ga ap nay trade bhi down trend mai lagaya ho ga jis kay bad ap ka kafi faida down trend mai ho gaya ho ga jub kay ager ap ko es mai kay barye mai nhi pta tha ya ap nay bina anylsis kay he trade open kar diya ho ga tu ye ap ko nuqsan be daita hai acha kam hamesha faida daita hai jub kay ager ap daikh kay kam nhi jartye hain aur ap nay trade waisye he open kar diya hota hai tu es mai ap ka kafi nuqsan ho sakta hao tu ahtiyat kay sath hamesha acha kam karain ta kay ap better woek kar kay es mai kamyab ho jain tu acha kam kartye hain tu ap kamyab hai matlab kay ap trade waisye open na kiya karain es tarha ap nay bina daikh he trade open kar diya tu ap ka faida kam aur nuqsan zayda ho jata hai es mai bina anylsis kay ap kabhi trade na lain tu ap faida mai rhatye hain ajylsis kay bad he ap es mai trade laga kay faida laye laind tu zayda better hau
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Naheed11 پيغام ديکھيے
                keya market ke movement up hony par trader ko profit he hota ha ? jab markey down move karte hai akser trader ko loss he kue hota hai ? keya loss ka koi parmanet koi be hal nahe hai ? loss ko kasy katma keya jay ?
                brother is market main market moment up side bhi kr sakti hai aur down side bhi ho sakti hai ismein aapane market ki umra ko khud Sama Na hota hai aur iske bad is market Mein trade open karni hoti hai agar aap is market Mein trade open karne se pahle analysis kar lete hain to aapko yah pata chal jata hai ki is market mein aap kaise treat open karenge jisse aapko fayda ho jaega is market Mein trade open karne ke different tarike hote hain agar aap is market mein koi ek strategy banaa rahe hain to usmein aapane yah decide karna hota hai kya aapane entry kaise leni hai agar aap is market Mein indicators used karke trade lagate Hain to usmein jaise hi indicator aapko signal deta hai aap is market Mein trade open kar dete Hain agar aap is market mein main Koi to use kar rahe hain to use bhul ki madad se aap US market Mein acche analysis kar lete hain jisse aapko is market Mein acchi chij mil jaati Hain agar aap is market Mein apne analysis ko strong kar lenge to is market Mein aasani se achcha profit bana sakte hain is market Mein kamyab hone ke liye aapko mehnat karni hogi main wapas market Mein mehnat karte Hain to aap ko aasani se kamyabi Mil jaati hai kitne trade abhi is market Mein x band kar rahe hote hain unko is market ka experience ho jata hai aur vahi market Mein achcha kam kar sakte hain agar aap is market mein time spent karte Hain to aap mujhe pata hona chahie ki jo trader is market mein time lagta hai usko kamyabi tabhi milati hai jab horse market Mein soch samajh Kar kam karta hai agar aap is market Mein mistakes karte rahenge to aap kis market mein kabhi bhi kamyabi nahin milegi isliye aapko chahie kya aap is market Mein soch samajh Kar kam Karen aur apni mistake per control Karen agar aap se koi mistake Ho jaati hai to foran trade ko close kar den is tarah aap is market mein jyada nuksan se baat jaate Hain.
                • #9 Collapse

                  Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

                  Assalam alaikum kaisy hiuan sn=abhi dost umeed hai k sb khairiyat se hongy G to dostu Fprex market me Ek aisa system jb market up ya down hoti hai to Trader ko 2 chezu ka samna karna parta hai agar woh ek acha aur kabil trader hai to woh donu sortu me profit bhe le sakta hai agar market up ho tb bhe us ko profit hota hai agar markeyt down ho tb bhe usko profit hota hai Q k woh ek kabil trader hota hai usko pta hota hai K ab market down ho gi to woh aoni trade down py laga leta hai jb market up honi hoti hai Uska experiance usy bgta deta hai k Ab market up ho rhi hai Ab woh trade up py lgaye ga

                  Es k ulat agar ek new member trade karta hai jisko forex ka pt anhe hota forex market ka bhe pta nhe hota to woh donu sortu me bhe loss kr skta hai Q k us k pass koe knowledge nhe hota woh bs apna Luck azmata hai aur jis ki bina par usko loss ho jata hai es liye hume humesha ek achy broker ki zrurat rehti hai Q k ek acha broker he hume ek acha knowledge de sakta hai k Market kb Q Aur kaisy Up ya Down hoti hai
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

                    G dears Forex market me indecators ka ek ahem role hai indecator k bary Mukamal detail hona lzmi hai Q k agar trader Ko indecators ka pta nhe hoga to usko loss k chances barh jaty hain Forex trading naam he movements mai kaam kernay ka hai. Forex trading business ka Sara phenomenon he demand aur supply pay work kerta hai aur jab bhi kisi aik mai izafa hoga tou dusray mai ultimately kami he aey gi. Jaisay kay maths ki language mai isay aik dusray ka reciprocal kaha jaa sakta hai kay jab demand barhay gi tou supply Kamm he hogi aur jab supply barhay gi tou demand Kamm ho jaey gi kiyu kay supply he demand say ziada hogi. Ab traders ko Inhi d2 prociples ko lay kay saari trading kerni hoti hai. Trading buy aur sell ka naam nahi hai trading aik complete business hai aur buy aur sell iss kay main elements hain jinn say business mai profit hotay hain.
                       
                    • #11 Collapse

                      Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

                      Market sell Mein Jaaye iska yah matlab bilkul Bhi Nahin Hai Ki trader ko loss hota hai market ke andar two condition Mein trade ko open Kiya Jata Hai buy mein aur Sell mein Agar market ke andar buyer ki tadad se zyada ho to market uptrend banati hai aur Upar ki taraf Move karti hai agar market ke andar seller ki tadad zyada ho to market sell downtrend banati hai aur niche ki taraf Harkat Karte Hai Trading members apko profit earning jy leay market ky analysis ky according sell aor buy trade sy fauda hota hai agr market bullish trend ma ho to buy trade sy profit milta aor faida hota hai agr market bearish trend ma ho to bearish trade open krny sy faida milta hai
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

                        Ye traders ky analysis par depend krta Hai agar traders ne market ki up direction ka analysis kr rakha hai aur market down move kr jati Hai to definite baat hai ky Un ka analysis Un ko loss dy GA Agar market down move kr jati Hai aur Agar market Un ki favor mein move kr jati Hai to woh acha faida hasil krny mein Kamyab ho jaen ge is liye humein chahie ky market ka analysis strong Bane ki Har Mumkin koshish kren kyun KY jo importance hmare analysis ko di jati hai woh kisi aur cheez ko nahi do ja sakti Hai jitna acha analysis ho GA utna acha profit hasil Kiya ja sake GA aur Jitna weak analysis ho GA utna he big loss face krna pare GA Agar hum a pni trading ko successful bnana chahty hain to humein Har tarha se apny analysis ko behter bnane ki koshish Mein Kamyab Hona are ga us ky baad he market ki movement ky according trading kr KY profit hasil Kiya ja sake GA aur apni trade ko nuqsaan mein Jane se bcha ya ja sake ga otherwise hum kabhi bhi ache traders nahi ban saken ge aur na he kabhi ache kamyabi hasil krny Emin aur apny future ko secure bnane mein agy ja saken ge
                        • #13 Collapse

                          Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

                          aoa dear members. jasiy k ap janty hian k forex market ek asa forum hai ji me mroket ka trend contineously change hota rehta hai . market me ups and down aty rehty hian. is market k ups and down mevements ka traders p bht asar parta hia because isi ki buniyad par traders ko profit ya loss hota hia agr traders ny koi product buy kr k rakhi hia and market ka trend oper vhala jata hia to us sy us ko bht faida honey wala hia, and ager trader ny koi product buy kr k rakhi hai and market ka trend neechy chala jata hia to us ko los honey k chances bht hoty hain is sorratehaal me usy patience krni parti hia market kan trend oper jany ka wait krna parta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

                            Trading market ma kam kr na k lay bullish and bearish movememt k pata ho na bhot zaroori hota ha jab humra pass knowledge ho ga to hum as ma kam kr sakta ha forex market ma kam kr na k lay learning k ho na bhot zaroori ha jab hum koi kam krta ha too as k knowledge ho na bhot zaroori ha aur as k sath hum ko market k up and down ho na k pata bhi ho aur hum ko market ke news k pata ho ga too hum as ma achi tara see kamyab ho sakta ha forex market ak bhot ache market ha jas ma hum kam kr k apna knowledge ko gain kr sakta ha hum ko acha broker k sath kam kr na chaya jab hum kise acha broker k sath kam krta ha too hum bhot zada tarkee kr sakta ha forex market ma hum ko profit as time he mila ga jab hum ache tara see kam kr ga aur as k sath humra knowledge bhe gain ho ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

                              Dear forex member Forex trading esa business hay jiss may Sara business market ki movement pay hi depend hota hay haumay trading karney Kay liye market ki movement Kay mutabiq Kam karna hota hay aur market ki movement high swing may ho ya low swing may ho haumay analaysis kartay hoye trading karni parti hay jab haum trading analaysis ki base pay kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur forex trading may profit bhi hasal hota hay.forex trading may traders zayada tar market ki y up ya down honey Kay saath hi apni abilities aur learning ki base pay trade open kartay hay.

                              Forex trading may trading hoti hi market ki movement Kay mutabiq hay achay aur experienced traders hamesha fundamental analysis aur technical analysis ko istamaal kartay hoye trading kartay hay aur market ki movement Kay mutabiq trading kartay hay haumay trading may yeah bat zehan nasheen Karni chahiye kay haum kabhi bhi market Kay trends Kay opposite direction may ja Kar trading nai kar saktay hay Kyu Kay faida mand honey ki bajay nuksan uthana parta hai .

                              Forex trading may traders ko market ki movement ka samna karna parta hay apni mehnut aur appni learning ki base pay jab traders ko trading karney Kay liye market ki news aur trends ka mukamal knowledge hoga to wo market ki har movement ko analyz kar saktay hay aur uss y mutabiq confident ho Kar trading Kar saktay hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X