Kya hamen ek din mein ek Hi trade lagani chahie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya hamen ek din mein ek Hi trade lagani chahie
    Mere pyare forex members main aap sab se yah Janna chahta Hun ki kya hamen ek din mein ek trade lagani chahie yah hamen ek se zyada trade laga sakte hain please apna knowledge or experience share Karen...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya hamen ek din mein ek Hi trade lagani chahie

    Yes. Hamy ik din ma kiya hamy ik waqat ma ik trade lagani chahe. Forex trading ma ham tb he kamyab hoty hain jb ham apny free margin ko bacha kar rakhtyn hain. Forex trading ma free margin ese sorat ma bachaya ja sakta hai jb ham ik trade ko clear karny k bad second trade ka sochyn
    • #3 Collapse

      Re: Kya hamen ek din mein ek Hi trade lagani chahie

      hamy market ke movement ko dahk kar samj kar market mai trade laagane ho ge then hum kam karky earn kar saky gy forex market mai hamy aik time mai aik trade opne karne ho ge agar hum kam karty howe aik be mistake kar dety hain to hamara account band ho jy ga forex ko smjn aik din ka kam nahi hain yai aik world wide or kabe be band na hny walla acha business hain
      • #4 Collapse

        Re: Kya hamen ek din mein ek Hi trade lagani chahie

        Assalamualaikum forex members humai chaiya ka hum zyda sa zyda bonus likatha krky aik sath trade krna chaiya jis sa hum zyda sa zyda utha sky or zyda profit ban sky
        • #5 Collapse

          Re: Kya hamen ek din mein ek Hi trade lagani chahie

          dear member profit hasil karne ke liye hamen jyada Ka lalach Na lete hue ek hi trade lagani chahie aur hamen ek hi tractor Ka Kar profit and Karna chahie lekin bahut se aise members hai jo ki aisa Nahin karte aur vah loss le lete hain members ko chahie ki vah apni trade mein lawless Na Karen aur risk se avoid Karen tab hi profit earned karne mein kamyabi ho sakti hai
          • #6 Collapse

            Re: Kya hamen ek din mein ek Hi trade lagani chahie

            Dear friend agar forex trading men safe trading karna chahtay hen aur apnay account ko safe rakhna chahtay hen tu phir aik din men aik hi trade open karen kiun k jo log ziyada profit ka lalach kartay hen aur 2 ya 3 trades akathi open kar letey hen woh jaldi nakam ho jatay hen iss liay koshish karen k aik din men aik trade pe compromise karen
            • #7 Collapse

              Re: Kya hamen ek din mein ek Hi trade lagani chahie

              hum es mian 1 den main hum es main 1 he trade lga skty hain our humain es main mahant say hum es main kam kar kay hum es main uscess ho ksty hain our hum es main den main be kam kar skty hgain our hum es main rat mian be kam kar skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humian es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga
              • #8 Collapse

                Re: Kya hamen ek din mein ek Hi trade lagani chahie

                hamy aik din mai aik he trade lagane chahey hamt trade lagany ky har aik rules ko pora karna chahey hum is mai saha trade laga kar profit hasil karty hai hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hum aik time mai aik sy zeyada trade laga dy gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi qasur nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kya hamen ek din mein ek Hi trade lagani chahie

                  dear friends forex trading ki trf sa koe pabandi naen ha k sp kitni trades lgayn lwkin meray khial mn spko sik time mn dirf aik he trade lgani chsyay aur aik sa xiada trades naen lgani chayen krun k agr apki sb trades loss mn chali jayn to jald he account bhi wash ho jay ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya hamen ek din mein ek Hi trade lagani chahie

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Firzouqalikhan پيغام ديکھيے
                    Mere pyare forex members main aap sab se yah Janna chahta Hun ki kya hamen ek din mein ek trade lagani chahie yah hamen ek se zyada trade laga sakte hain please apna knowledge or experience share Karen...
                    Salam dear member apny sahi kaha hai humy ek din ek trade lgani cahiye agr apko trading k bare me acha experiance hai to ap us k liye zaida acha bonus hasil kr skyty hn apko chahiye k knowledge hasil kren us k bad hi trade lgayn agr ap l pass trading ka acha experiance ha to ap zaida trade bhi ek din me lga skty hn or profit hasil kr skty haiun....
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya hamen ek din mein ek Hi trade lagani chahie

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Firzouqalikhan پيغام ديکھيے
                      Mere pyare forex members main aap sab se yah Janna chahta Hun ki kya hamen ek din mein ek trade lagani chahie yah hamen ek se zyada trade laga sakte hain please apna knowledge or experience share Karen...
                      ji han dost apne sahi kaha hamain ek din main sirf ek din main soch samajh ke 1 hi trade lagana chahye jab ap soch ke samajh kar karna chahye jab ap esa karte hain to ap ko is ka bharpur faida hota hai our ap acha kaam kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya hamen ek din mein ek Hi trade lagani chahie

                        Trade lagane ki Koi limit nahin hoti Ham jitna marji chahe trade laga sakte hain yah sab hamare account per depend karta hai agar hamara account bahut bara hai aur hamara kaun se hua hai to Ham jyada se jyada train laga sakte agar Ham hard work karte hain aur jyada se jyada active rahte Hain to Ham jitna marji chahe trade laga sakte hain lekin jitna kam train lagaenge uttara jyada hamare liye fayda hoga aur hamen chahie ki kam se kam trade lagaen aur jyada se jyada benefit Hasil Karen aur apne time ko bhi waste na hone den..
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya hamen ek din mein ek Hi trade lagani chahie

                          Bro yah sab hamare nali chuka hai ki ham kitni trade laga sakte hain din mein jinka jyada achcha experience and knowledge hai vah bahut laga sakte hain aur bahut si trades mein profit and kar sakte hain mere Bhai isliye hamen chahie ki ham pahle to experience hasil Karen knowledge ke sath learning learning ko chhode Nahin jitna ho sake learn Karen Forex trading ko samjhe jab jakar ham experience to honge aur Forex trading mein achcha kam kar sakenge

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X