Kya forex trading may nuksaan ka margin rakhna lazmi hay ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya forex trading may nuksaan ka margin rakhna lazmi hay ?
    Kya Forex trading may Kam kartay hoye haumay nuksaan ka margin lazmi rakhna hota hay?kya trading may nuksaan honay say profit ki umeed rakhni chahiye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya forex trading may nuksaan ka margin rakhna lazmi hay ?

    G han dear saf see bat hai kay ager ap nay trade lagna hai tu us mai ap ka kam hai kay ap usi hisab say trade lagtye hain jis hisab say ap kay pass es mai balnce hai tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur hamesha ye soch kay kam karain kay ap ko es mai nuqsan ka margin ap kay mind mai hona zaroori hai kiyu kay ap nay bina margin kay kam karna shuru jar diya tu ap kaliye kafi masla ban sakta hai kiyu kay ap ka account auto pay he wash ho jata hai ap nay waisye he trade open kar diya hai tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ager ap ko es mai risk zayda hai tu ap us side pay trade na lagain kiyu kay risk mai kam karnye ka ap ko kafi bara nuqsan ho jata hai tu ap acha kam karain per ap risk say hat kay mahnwt kay sath kam karain aur ap ka kam hai kay ap market stable honye tak es mai waite karain kiyu kay jub market stable ho jatye hai tu kam karna asan ho jata hai aur ap es mai achi tarhe trade open jar saktye hain tu ap nay kam karna hai tu ap esi tarha kam jarain ta kay ap ka har aik jagha pay ja jay faida ho jaye ap nay faida laina hai nuqsna tu ap nay karna nhi hai aur ap ka kam hai kay ao har aik trade mai mahnet kay sath kam jarain aur kosesh kiya karain kay ap es mai risk valnce kay hisab say kam liya jarain ta kay bad mai ap ko es mai nuqsan hota hai tu wo bhi aik limite mai he hota hai aur ap ko es mai profit kafi ho jata hai tu ap acha kam kartye hain tu ap ka kafi acha faida ho jata hai jub kay achye kam mai lose na honye kay brabar hai yani kay kafi kam lose hota hai tu anylsis kay hisab sya hamesha acha kam kiya iarain ta kay bad mai ap es mai asani kay sath kamyabi hasil kar laitye hain
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Kya forex trading may nuksaan ka margin rakhna lazmi hay ?

      trading mai loss or profit hota hain hamy loss ky loye kud ko tayr rahkna ho ga or agar hamy profit ho jy to hamy apny emotions ko qabo mai rahkna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy forex aik best businss hain hamy loss ka margin rahk ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik amm business jasa nahi han hum is mai agar lalchi ban ky kam karty hain to hamara account band ho jy ga hamy is mai ahteyt sy kam karn ho ga hum is mai agar bager learning ky kam karty hain to hamara account band ho jy ga forex ko samjna asan nahi hai hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex ko smjan aik din ka kam nahi hain yai aik best businss hain is mai usa or china jasy bary bary mmalik inlve hain forex pakistan mai legal ban cuka hain forex mai hum apny boss kud a he hoty hain hum is mai agar kam karty hwoe laalch karty hai nto hamy loss ho jy ga yai aik legal or kabe be badn na hony wala business hain hum is mai part time ya fll time kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana akr kam kari sakty hain yai aik famous business hain hum isy apna life tiem career be bna sakty hain forex mai hum apny boss kud ap he hoty han hum is mai agar lalach ko kabu mai rahk ky mahnet karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge
      • #4 Collapse

        Re: Kya forex trading may nuksaan ka margin rakhna lazmi hay ?

        yes ji haan dear bro hamen Forex trading mein apne loss ka margin rakhna jaruri hota hai agar Ham loss ka Margin rakhenge to humko loss hone ka jyada khatra nahin hota agar hamara mard kam hai aur ham Margin bhi aage se kam rakh dete Hain to Ham ismein na kam ho jaate Hain ismein hamen kamyabi nahin milati agar aapane ismein jitna hai to aapko chahie ki aap ismein apna Mar jaaun Baki kar kha Karen kyunki jisse aapka account se rahata hai agar margin hi nahin rahega agar negative mein hoga madam to aapke kam karna ka kuchh fayda nahin hoga aapko chahie ki aap ismein acchi tarah se work Karen aur kamyab Ho jaaun
        • #5 Collapse

          Re: Kya forex trading may nuksaan ka margin rakhna lazmi hay ?

          Trading aik business hai aur her trader ko yeh baat zehan mai rakhni chaiye kay trading mai loss bhi hota hai aur profit bhi hota hai. Traders ko yeh kabhi bhi nahi samajhna chaiye kay iss business mai sirf profit he hota hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai kiyu kay trading easy business tou hai laikin iss business ko technically he kerna behtar rehta hai. Forex trading mai jab market mai movement hoti hai tou traders uss movement ko samajh kay trading ker kay he faida utha saktay hain. Jo traders sirf movement ya price action pay trading ker rahey hotay hain unhain iss baat ka bohat khayaal rakhna chaiye kay market mai achanak movement pay kabhi bhi trade open nahi kerni chaiye kiyu kay achanak honay waali movement kisi wajah say demand ya supply mai koi gap anay ki wajah say he hoti hai. Uss mai trade open kernay say jaati ziada loss ho saktay hain. Market stable honay pay he trading theek rehti hai.

          Forex trading kertay huay traders ko apnay account balance ko iss tarah read kerna chaiye kay unhain pehlay say pata ho kay unn ka account Kitna loss bear ker sakta hai. Traders ko stop loss use kernay ki habit bhi banani chaiye takay apnay account ka loss unn kay apnay control mai he rahey. Jo traders apnay accounts kay losses ka margin set ker kay trading kertay hain unn ki trading ziada safe bhi rehti hai aur iss technique mai unhain small profits bhi hotay rehtay hain. Forex trading mai loss ka margin zaruri hota hai kay traders ko pata ho kiyu kay uss say he traders ko apnay accounts mai margins aur free margins ka bhi andaza rehta hai. Kisi bhi trader ko loss ho bhi jaey tou uss ki strategy aur planning he uss kay loss ko recover kernay mai madad daiti hai aur traders bohat barey barey losses techniques aur patience say trading ker kay recover ker laitay hain. Forex trading mai kuch bhi impossible nahi hai sirf achi learning, experience aur planning say he sub kuch mumkin ho jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Kya forex trading may nuksaan ka margin rakhna lazmi hay ?

            trading karne hin to hamy pahly learning gain karne ho ge hamy aik tiem tbale bana kar kam karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy hamy margin free account bana kar kam karn ho ga forex mai hamy loss hony py saber karna ho ga or hamy profit hony py happy hona chaeye lakin hamy apny emotions ko qabo mai rahk ky kam karna ho ga then hum kam kar ky earn akr saky gy yai aik asa business hain jo hamy learning be de raha hai or hamy earning be de raha hain hum is mai strugle karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex mai hum mahnet karty hain to hamy kamayebe milte hain lakin agar hum kma karty howe market k kise rule ko ingore kar dety hain to hamara account band ho jy ga hamy is mai analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga yai aik best busines hain is mai hamara koi be boss ahi hain hamy is mai new account bana kar forum mai kam karna hi ga hamy acha or mayre kam karna h ga then hum kam kar ky bons kama sak gy hamy bonus sy real account mai kam karan ho ga then hum profit kama saky gy hasiall hony waly profit ko hum skrils sy with draw kawa sakty hain forex aik best business hain is ko samjna asan nahi hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is jasa koi or business nah hain
            • #7 Collapse

              Re: Kya forex trading may nuksaan ka margin rakhna lazmi hay ?

              MY DEARS FRIENDS
              umeed ha kay app sab thk ho gay ji app ki bat thk ha forex aik lajwab business ha or bot sary asay hi log ha jo is ko join karty ha or achy earning hasil kar rahy ha or sath hi apny learning ko bi mazeed grow karty ah or expert trader ban nay kay lyai sab say important ha kay app kay pass market am learning ka hona zroori ha ji han jab bi ham market ma koi bi trade ko starts karty ha to ham ko apny loss kay margin ko cover karna parta ha or ya mumkin ha kyu kay forex market ma trade kay duran hamary pass do hi option hoty ha loss ya profit or jo bi trader apny loss kay margin ko kam say kam rakhta ha who hi success hasil kar sakta ha or ya app loss kay margin ko is tara say kam kar sakty ha oy ya is tara say hi mumkin ha
              1:::: TAKE PROFIT OR STOP LOSES
              ji han trade kay duran ham ko take profit or stop losses ko apply karna zroori ha jis say app market ma loses kay margin ko set kar sakty ha or sath hi is say app kam say kam loss ko hasil kar sakty ha or sab say zyida profit hasil kar skaty ha or ya bot hi important ha kyu kay jab ham trade ko starts karty ha to ham ko koi bi zroori kaam yad ata ha jo bot hi important ha to ham apna last point set kary gay or profit ko gain kary gay or kam los ko hasil kary gay
              • #8 Collapse

                Re: Kya forex trading may nuksaan ka margin rakhna lazmi hay ?

                g han dear bilkul ku kay jab tak ap log uqsan kay margen ko forex mai nhi rahk kay gay tab tak forex mai ap log kasy kamyab ho sahk tay hai ku kay ak loss hi ap ko bary profit dilwa sahk ti hai is lea ap ko ya mind set kar na chahae kay ap ko is mai loss bhi ho sahk ta hai or profit bhi ku kay forex trading mai dono cheezo ko face kar na perta hai is lea ap logo ko ap ni mahnat ko jari rahk na chahea or kosis kar ni chahea kay agr loss ho bhi jay tu ap bilkul pareshan na ho or na ap nay heart ko lose kary balkay ap mahnat kary or apnay loss ko cover kar nay ki kosis ku kay ak loss hi ap ko ya sabhk date hai kay abhi ap ko or knowledge or experience ki zarort hai or wo ap loss kay baade hasil bhi kar tay hai jo kay ap kay lea benefit hai ku kay jitnay zayada ap kay pass knowledge or experience ho ga ap ut na zayada achy or best trader ban sahk tay hai is lea ap ni mahnat ko jari rahk kay or ap kosis kary kay apny knowledge or experience ko zayada say zayada gain kary ap ko profit zaror milly ga
                • #9 Collapse

                  Re: Kya forex trading may nuksaan ka margin rakhna lazmi hay ?

                  g han dear forex main aghr ap apni trading karty hain tu apko es bat ko mind main rakhna hota hai aghr hmain loss ho jay tu hmain os ko recover bhi krna hai jub hum apni trading main loss k margin ko rakh kar apni trading karengy tu hmain apni trading main loss hony k bad apni trading karen jis se ap achi trading kar skty hain forex main har member ko chahye k apni trading main risk k margin ko kam se kam rakh kar apni trading karen q k apki trading main jitna risk hota hai otna he apki trading main loss hota hai es liye apko aghr forex main achi trading karni hai tu apko soch smjh kar apni trading karen forex main kub loss ho jay kisi ko bhi es bat ka pta nahi hota hai es liye aghr hum forex main kamyab hona chahty hain tu apko forex main achi earning kar skty hain
                  forex main achi trading or loss se bach kar apni trading krna chahty hain tu apko market ko achi trha se analysis kar k apni trading krna hogi jis se ap kamyab ho skty hain or ap jub apni trading karen tu apny TAKE PROFIT OR TAKE PROFIT ka lazmi use krna hota hai jis main ap k expected profit milta hai or apki trading bhi achi ho jati hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya forex trading may nuksaan ka margin rakhna lazmi hay ?

                    Bilkul dear friend Hamen Apne kam Mein nuksan ka margin rakhne Ki Har Mumkin koshish Karni chahie Kyunki Aisa bilkul bhi nahin Hota ki aap Kisi bhi kam Mein Har dafa Achcha profit hi Hasil Karen Balke aapko kabhi kabhi nuksan ka Samna bhi ho jata hai jo log nuksan ka margin rakhte Hue aur acchi planning ke sath kam karte hain UN logon ko bahut kam nuksan Ka Samna hota hai vah Hamesha Achcha fayda Hasil karne mein Kamyab Ho Jaate Hain Agar Ham bhi Forex trading Jaise behtarin business Ke Andar nuksan Ka margin rakhte Hue Achcha analysis karne ki koshish karen Achcha kam karne ki koshish karen to Ham Yahan per bahut acchi kamyabi Hasil Karenge Kyunki Forex trading business vah business Hai Jo Kabhi Bhi Hamari mehnat ko Aise hi nahin Jaane deta BalKe Hamen bahut Achcha fayda Deta Hai jisse Ham apni life ki na sirf problems ko solve kar sakte hain balke Ham apni family ko acche tarike se support karne mein Kamyab ho sakte hain aur apni bahut sari needs ko pura karne mein Kamyab ho sakte hain isliye Hamen is business ki importance ko samajhne ki koshish Karni chahie aur ismein kamyabi Hasil karne ke liye apni mehnat ko Hamesha continue Rakhna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya forex trading may nuksaan ka margin rakhna lazmi hay ?

                      Kya Forex trading may Kam kartay hoye haumay nuksaan ka margin lazmi rakhna hota hay?
                      Answer ; ji han aapane bilkul theek ka Agar ham Forex trading work Karte Hain To lazmi Hai ki Ham loss ka margin rakhen kiun k Forex trading Mein Kabhi Na Kabhi nuksan ka Samna bhi karna padta hai to isliye Hamen chahie ki Ham usmein jo bhi investment Karte Hain To nuksan Ka margin lazmi mein rakhen . Agar Ham Forex trading ke andar Apne nuksan kam karna chahte hain to Fir Hamare liye yah compulsory hai ki Ham Forex trading ka Jyada Se Jyada knowledge Hasil Karen iska basic aur advanced level knowledge Hasil Karen aur uske bad demo account ke upar Jyada Se Jyada practice Karen market ke sath Ham Jyada Se Jyada time touch Rahe Hain Ham Jitna Zyada time market ke sath touch Rahte Hain Ham utna hi Behtar market ko samajh lete hain aur utna Hi achcha Ham ismein analysis kar sakte hain aur Hamen bahut jyada strategies banane ka chance Milte Hain Agar Ham Forex trading ke sath touch rahte hain . Forex trading Ek bahut hi Achcha business hai agar ismein aap mehnat karte hain to aap ki mehnat Kabhi Jaya Nahin Hoti ismein aapko aapki mehnat ka fal Jarur Milta Hai ismein Aap unlimited earning bhi kar sakte hain agar ismein aap expert Hain To aapke liye yah bahut hi easy business hai
                      kya trading may nuksaan honay say profit ki umeed rakhni chahiye?
                      Answer ; Agar aapko Forex trading Mein loss Ho Jaaye to aapko bilkul bhi tension Nahin leni chahie balki Apne nuksan Ko profit ke andar change karna chahie aap Aisa kar sakte hain aur aap aasani ke sath Apna loss recover kar sakte hain agar aap sabar se kam lete hain aur apne mind ka istemal karte hue ismein kam Karte Hain bahut jyada log yah Galti Karte Hain Ki vah Apna loss ek hi trade ke andar recover karne ki koshish karte hain vah Kahate Hain Ki Ham ek hi trade mein loss recover kar lenge yah Apna account wash kar lenge to yah vah bahut badi galti karte hain Agar Ham ismein Sabar ke sath kam karte hain aur Forex trading ka knowledge ka istemal karte hue money management se kam Karte Hain To Ham Apna loss aasani ke sath recover kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya forex trading may nuksaan ka margin rakhna lazmi hay ?

                        Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
                        Ji han doston Yahan per bahut hi acchi baat ki ja rahi hai Forex trading Mein nuksan ka margin Rakhna bahut hi Jaruri hota hai Kyunki Har Bar laazmi Nahin Hota ki aap Har kam Mein Har Bar Kamyab ho sake kabhi kabhi aapko nuksan bhi ho jata hai jo log nuksan kam margin rakhte hain aur acchi planning ke sath kam Karte Hain unko bahut kam nuksan Hota Hai vah Log Achcha fayda Hasil karne mein Hamesha Kamyab Ho Jaate Hain doston Mere Khyal se Agar Ham bhi Forex Jaise behtarin business ke andar nuksan kam margin prapt Hue Achcha analyse karne ki koshish Karte Hain To Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain doston Forex Ek Aisa business Hai Jo hamari mehnat ko Aise Hi Jaane Nahin deta balke Hamari mehnat ka fal zrur deta hai aur Hamen bahut Achcha fayda Deta Hai jisse Ham na sirf apni problems ko solve kar sakte hain bol kar apni family ko ek acchi sport bhi de sakte hain isliye Hamen is business ki importance ko samajhne ki koshish karne chahie Aur Is per Kamyab hone ke liye mehnat continue khate Rahana chahie.THANKX
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya forex trading may nuksaan ka margin rakhna lazmi hay ?

                          g bhai jan jis tara ham markit ma profit hona pa khuch hota han or esi tara hamy markit ma losse hona pa parshan nai huna chaheya markit koi bi karobar koi bi ha os ma hamy losse or profit dono ka samna karna parta ha es liya hamy markit ma mehnat sa kam karna hu ga hamy markit ma aik asa kam karna hu ga jis sa hamy losse bi hu to ham markit ma hamy bohay hi samjdari sa kam karn hu ga kabi bi kisi kisam ki koi jaldbazi nai karni hu gi ya hamy markit ma bohat zyada losse da sakti ha hamy es markit ma ham jis tara bohat hosla sa profit hasl karta hn hamy esi tara markit ma losse ko bi mange karna hu ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya forex trading may nuksaan ka margin rakhna lazmi hay ?

                            Assalam oa alikum!dear forex member hum ko forex ma margin rahk na bhot zaroori ha jab hum kise cheez ma margin rahk tak ha too hum kise bhe loss ma apna margin ko pura kr sakta ha aap kisi bhi kam mein har dafa acha profit hi hasil karen balke aapko kabhi kabhi nuksan bhe ho sakta ha as lay hum ko margin rahk na bhot zaroori ha jab hum kise kam ma kamyabi hasil kara ga too forex trading business hai jo kabhi bhi hamari mehnat ko aise hi nahin jaane deta balka hamen bahut achi kamyabi ho jate ha sirf problem ko solve kar sakte hain balke ham apni family ko acche tarike see support karne mein kamyab ho sakte hain aur apni bahut sari needs ko pura karne mein kamyab ho sakte hain isliye hamen is business ki importance ko samajhne ki koshish karni chahie aur ismein kamyabi hasil karne ke liye mehnat ko hamesha continue rakhna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya forex trading may nuksaan ka margin rakhna lazmi hay ?

                              Forex business ki market ko bahot risky aur dangerous samji jati hay es ley agar es market me trading ki jaye to traders ko zarori nuqsan ka margin rak kar hi trading karna ho gi, Koi be trade open kia jaye to es me jes tarha se traders munafy ka margin rakty hey sath me nuqsan ka margin be rakna ho ga aur es key ley best tool hi stop loss ka hota hay, terminal me esy useful tools available hey jes ko use kar key ham nuqsan key margin ko be determine kar sakty hey, Forex market me risk to bahot zeyada ho sakta hay magar nuqsan ka margin agar ham raken gey to zaror apni trading me ham risk ko reduce kar saken gey, hamary ley best hi yahi hay key ham profit aur loss key margin ko agar raken gey to hamary ley Forex market me successful hony me etni hi asani ho gi jetni key traders ki kamyabi ko mushkil samja jata hay, loss margin na rakny ki waja se traders ko nuqsan bahot hi zeyada hota hay magar jab traders nuqsan key margin ko ignore karen gey to un ki trading performance weak ho gi aur profit progress me be kami aye gi, nuqsan key margin ko rakny se hi munafy key margin me be ham ezafa kar sakty hey, loss margin kam rakna chaye aur munafy ka margin zeyada rakna chaye esi ko discipline aur risk management ki trading kaha jata hay aur esi hi trading kar key ham kamyab ho sakty hey.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X