kon sa indicator sub sy best hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kon sa indicator sub sy best hain ?
    kon sa indicator sub sy best hin ? hmy kis indcitor ko use kar ky km krna ho g ky hamy munfa be mil jy or hum loss sy be bach sky ? mujy is bary mai information chaey hamy market mai indictor ko ignore kar den chaey y n ?
    الحمد لله رب العالمين

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kon sa indicator sub sy best hain ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Usman15245 پيغام ديکھيے
    kon sa indicator sub sy best hin ? hmy kis indcitor ko use kar ky km krna ho g ky hamy munfa be mil jy or hum loss sy be bach sky ? mujy is bary mai information chaey hamy market mai indictor ko ignore kar den chaey y n ?
    Dear aapane Apna question 3 different parts Mein divide kiya hai aur main aapke question Ka Jawab aap ki tarah step-wise Dena chahta hun Ta ke aap ko aasani ke sath samajh mein a Jaaye aur aapke liye yah post Ek mufeed or faydamand sabit ho sake.

    Dear aapke question ka pahla paath hai ki kaun sa indicator sabse best Hai To is wali se main aapko yah batana chahta hun market Mein jitni bhi indicators istemal ho rahe hote hain Unka purpose yah hota hai ki vah aapko market ki next movement ke bare mein indicate Karte rehte hain aur aapko Ek Idea Dete Hain Ki market ki next movement Kis Tarah hone ja rahi hai aur Market kaun se level ko jakar touch Karegi isase aapko Ek idea ho jata hai hai ki market ki next movement kis Taraf hone ja rahi hai aur aap ko trading karne mein madad milati hai dear jitni bhi market Mein indicator istemal ho rahe hain vah Sare hi best hote hain aur indicator different situation per uh Apne result se aapko indicate kar sakta hai lekin Fir Bhi Kuchh important indicator uski detail mein aapko Bata deta hun jinki proper learning aapke liye bahut faydamand sabit ho sakti hai.
    1: Moving Average Indicator
    2: Momentum Indicator
    3: fibonacci Indicator
    4: RSI Indicator

    Dear market Mein jitne bhi indicator istemal ho rahe hain Har indicator aapko Ek Achcha profit De sakta hai aur aapko nuksan FIR Socha sakta hai isliye indicator jitne bhi hain vah Sare hi best hote hain just Unki proper learning aapke liye important Hoti Hai Jis indicator ki aap Jyada learning hai aapke liye Vahi indicator Jyada best sabit ho sakhty han. Agar aapko moving average indicator ki Jyada Leti Hai To aapke liye moving average indicator hi jyada best ho sakta hai inke aap usko properly istemal karna Jante Hain.

    Dear aapke question ka last step hai kay agr Ham indicator ko ignore kar sakte hain ya nahin to agar aap indicator ko ignore kar denge to aap market ki next movement ko kabhi bhi nahin dekh Sakte aur aap ki decision-making galat ho sakti hai Jiska Sara effect aapki trading per ho sakta hai aur aap ki trading profitable Nahin ho sakti isliye Aap To Meri advice hai aap kabhi bhi indicators ko ignore na Karen.
    • #3 Collapse

      Re: kon sa indicator sub sy best hain ?

      Indicators according to Strategies best work krty hain
      Forex trading market ma three type ki trading ki jati hai
      1. Short term Trading
      2. Long term Trading
      3. Scalping Trading

      ab yeh ap py depend krta hai aoki selection kya hai aagr ap scalping krna chaty ho to apko Fibonacci retracement indicator dynamic momentum index indicator aor rerelative strength inddindex indicator
      use krna ho ga.
      agr ap long term trading krna chahty ho to moving average aor trendline
      ko follow kro gay.
      Agr ap short term intra day trading krny ma interested ho to apko bollinger band indicator use krna chye aor reversal trading strategies ko bhi uuse krna chye faida ho ga support and resistance ko follow krna aor probably proper stoploss and take profit ka iatemal krna bhi zaroori hai emotional conr control avoid greed
      Ky sath Positive Psychological Approach rakhni zaroori hai.
      • #4 Collapse

        Re: kon sa indicator sub sy best hain ?

        Bahot se indicators esy hey jes ko important aur best ham keh sakty hey traders ko etna samaj lena chaye key koi be indicator fazul nahi hota hay magar koch indicators ka result bahot hi acha hota hay aur professional traders key nazar me en indicators ko reliable samja jata hay ham esy hi koch indicators ka yaha par jaiza len gey jes ko bahot hi best samja jata hay,

        RSI indicator: RSI indicator ko me khud be use karta hon es key best hony par kesi ko shak nahi hona chaye ye technical indicator market ka overbought aur oversold zone hi neshan dahi karta hay agar koi indicator aur use na be kia jaye to ham RSI indicator key provide key gaye posts se be profitable trades open kar sakty hey,

        Moving average: Market ki movement ko ye indicators specific time key base par time frame ko use karty howy moving average data provide karta hay ye kam agar manual tareeqy se kia jaye to mushkil hony key sath ham se kesi point par ghalti be ho sakti hay magar ye indicator market ka correct moving average data provide karta hay aur ye hay be bahot hi powerful indicator jo key professional traders es ko use karna zarori samjty hey,

        Support and resistance: Ye esa indicator hay jo support and resistance levels key base par market ka top (selling area) aur resistance level (buying area) ka indication deta hay es indicator ko be technical base par best samja jata hay.
        • #5 Collapse

          Re: kon sa indicator sub sy best hain ?

          Aoa dear members. Forex me market flexible hoti hai sir isky trends b continuously change hoty. Rehty Hain isi liye hamain market ki movement ko b product krna part again. Market ki movement ko predict krny ky bht sy tatewqy Hain Jin me sy ek indicators ka hai.ham indicators laga dety Hain jis at hamain market ki movement ka pata chal jata hai k market oper ja Rai hai ya meechy. Indicator basically 4 types k hoty Hain . And Inka aona different Kam hai so ham yeh nai leg slaty k konsa indicator best hai. Har indicator ka alag usage hai. Indicators ki types meechy likhi hai hai.
          1- moving average indicator.
          2-momentum indicator.
          3- RSI indicator.
          4- fabinocci indicator
          • #6 Collapse

            Re: kon sa indicator sub sy best hain ?

            Dear brother Forex trading may koi bhi tool ho ya analaysis ho ya indicators hou haum trading may in ka istamaal aur purpose ko dekhty hoye aur samajhtay hoye apni Trading may effective way may istamaal kartay hay.haumay sab indicators ka knowledge hona chahiye .jab haum indicators ko istamaal kartay hay to hsmari trading power zayada hoti hay Kyun Kay indicators Kay istamaal ki waja say haumay market ki movement ka pata chalta hay jiss ki waja say haum trading kartay hay.forex trading may zayada istamaal honey walay indicators yeah hay RSI (RELATIV STRENGTH INDICATORS) MOVING AVERAGE INDICATORS , MOMENTUM INDICATORS ,FABINOCCI INDICATORS.
            Yeah indicators forex trading may traders zayada tar istamaal kartay hoye trading kartay hay in indicators ki mazeed aur bhi types hoti hay Jo different situations may traders istamaal kartay hoye trading kartay hay.forex trading may indicators appko ake andaza batatay hay market ki past movement ko analyz kartay hoye FUTURE may market ki movement ka batatay hay jiss ki base pay traders apni trading strategy banatay hay.forex trading may zayada tar traders RSI indicators ka istamaal kartay hoye trading kartay hay.yeah ake Technical Indicator hota hay Jo Kay appko market ki over sold aur over bought ki nishan dehi karta hay. Jab haum support aur resistance Indicator ka istamaal kartay hay to iss Kay through haumay support aur resistance levels ki base pay market ka top aur resistance kay indication dayta hay aur Forex trading may iss Indicator ko Technical Leve pay Best Indicator samjha jata hay.forex trading may haum different types ki trading kartay hay jesa Kay LONG TERM TRADING ,SHORT TERM TRADING ,aur SCALPING TRADING in sab types of Trading may haum trading INDICATORS istamaal kartay hoye trading kartay hay.jab haum trading kartay hoye Indicator ko follow kartay hoye trading kartay hay to haumay zayada profit hasal hota hay Kyu Kay Indicator apko market ki previous movement ki base pay next movement ka authentic idea provide kartay hay Jo appko trading May bohat help full hotay hay.
            • #7 Collapse

              Re: kon sa indicator sub sy best hain ?

              G dear waisye tu daikha jaye tu har aik broker best hai per jhan tak mera khyal hai tu sub say best jo imdicator hai matlab kay wo asan bhi hai aur best bhi hao wo hai rsi kiyu kay rsi ka kafi important rul hai na kam mai kiyu kay ap kam kartye hain tu ap ko pta ho ga kay kafi log hai jo es kay barye mai bat kartye haim balky practical bhi es mai kam kartye hain tu un ka kafi faida ho jata hao tu ap ka kam hai kay ap bhi apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap indicator har aik kay barye mai knowdge rakhain kiyu kay ap kay es kay barye mai knowdge acha hota hai tu ap ka kafi faida ho jata hai acha kam ap nay karna hai tu ap ka kam hai kay ap har aik imdicator kay barye mai jamye tu zayda acha hai kiyu kay indicator kay hisab say ap jub bhi kam kartye hain tu ap es mai kafi had tak kamyab ho jatye hain tu acha kam ap kartye rhain ta kay bad mai ap kaliye zayda masla nhi banta hai jub kay ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye haim tu acha kam kartye rhain ap ka kam hai kay ap hamesha acha kam kartye haim tu ap ka faida hota hai jub kay indicator aur tools ka apna he faida hai ager ap es kay hisab say ap ka kam acha ho jata hai aur ap es mai acha kam kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu acha kam kartye rhain ta kay bad mai ap kamyab ho jatye haim
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: kon sa indicator sub sy best hain ?

                Dear forex member forex indicator ak bhot best work ha as ke 3 types ha 1scaping trading 2short term trading 3long term trading forex ma kam kr na k lay hum ko indicator k bara ma jana bhot zaorie ha agr hum indicator k bara ma jana sakta ha too hum as ma jaldi kamyab ho sakta ha forex market ak bhot ache market ha forex ma hum kam kr k bhot zada fada hasle kr sakta ha forex ak bhot ache market ha agr hum ko indicator k bara ma knowledge hasil krta ha too hum bhot jaldi see forex ma kamyab ho sakta ha ap k pass agr acha indicator k bar m aknowlege ha too hum ko bhot jaldi forex ma kamyab ho sakta ha
                • #9 Collapse

                  Re: kon sa indicator sub sy best hain ?

                  moving common: market ki movement ko ye indicators unique time key base par time frame ko use karty howy transferring average information offer karta hay ye kam agar manual tareeqy se kia jaye to mushkil hony key sath ham se kesi point par ghalti be ho sakti hay magar ye indicator market ka accurate transferring common records provide karta hay aur ye hay be bahot hello powerful indicator jo key professional buyers es ko use karna zarori samjty hey,aid and resistance: Ye esa indicator hay jo assist and resistance tiers key base par marketplace ka pinnacle (selling region) aur resistance stage (buying place) ka indication deta hay es indicator ko be technical base par pleasant samja jata hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: kon sa indicator sub sy best hain ?

                    forex market Mein kam karne ke liye bahut sare indicators available hai har trader ki apni choice hoti hai ki vah kaun sa indicator use karna chahta hai agar aap is market mein main achcha indicator dhundh rahe hain to sabse accha indicator moving average hota hai ismein aapko yah fayda hai ki aap please mein moving average ka period apni marji se select kar sakte hain aur ismein ek hi time per different moving averages apne A4 paper use kar sakte hain isase aapko cross-over ki trading strategies mil jaati hai Jin per aap achcha profit bana sakte hain kyunki is market Mein jab aap trade karne ke liye moving average use karte hain to yah ek lagging indicator hota hai jo market keemat ko follow karti hui aapko signal de raha hota hai yah market mein aap jitna bhi time period select karte Hain uske liye hath se aapko trade batata hai agar aap is market Mein 4 ki ki time frame per trade kar rahe hain to ismein aapko jo period let karna hota hai 10 ka period per aapko last 10 candles ki ratio ke hisab se trend bata raha hota hai is market Mein kam karne ke liye aapko could decide karna hota hai is market mein aap kaise kam Karen agar aap kis market Mein kam karne ke liye indicator used kar rahe hain to aapko yah pata hona chahie is market Mein achcha result kaun sa indicator deta hai address market mein aap koi bhi indicator use kar rahe hain to aapko usmein trade karne ke liye khud decision Lena hota hai is market Mein jitne bhi trader kam kar rahe hain sab ko achcha result abhi milta hai jab vah is market Mein soch samajh Kar kam kar rahe hote Hain is market Mein indicator use karne ke kuchh rules hote hain agar aap ankush ko follow nahin karenge to aap is market Mein apna nuksan kar sakte hain aapko chahie kapus market Mein trade karne ke liye trading rules banaen aur indicator use karte waqt aap rules ko follow Karen agar aap is market Mein rules to break karenge to aapko ismein nuksan ho sakta hai aur indicator per trade karne se aapko achcha profit nahin milega.
                    • #11 Collapse

                      Re: kon sa indicator sub sy best hain ?

                      kon sa indicator sub sy best hin ?
                      Market ke andar Hamen bahut jyada indicators mil Jaate Hain free mein bhi Milte Hain aur Hamen pad indicator bhi mil Jaate Hain Agar Ham beginner Hain To Hamen chahie kya Ham free wale indicator ka istemal Karen wasy to free mein aur ped mein bahut jyada indicator Hain darjno ki tadad mein indicator Hain To Ham ais post main best indicator ka baty gey jin se ap market k trend ko find or trend ki strongness ka pata kar sakte hain vah indicator ke naam niche Diye gaye hain
                      moving average indicator
                      RSi indicator
                      M A C D indicator

                      parabolic Sar indicator
                      yeh bahut hi acche indicator hai agar Ham in indicator ko chart ke andar istemal Karte Hain To Ham asani k sath market ke trend Ka Pata Laga sakte hain aur is market ke andar Ek acchi trade laga ki profit Hasil kar sakte hain . In indicator Ko Hum Sirf trend ko identify karne ke liye istemal Karte Hain .
                      ADX indicator
                      yeh ek bahut hi Achcha indicator hai aur yah free indicator Hai isase Ham Agar ke chart k andar Lagate Hain To ais se ham trend ki strongness ko find kar sakte hain .

                      Indicator key use se Apne loss ko control Karen aur profit increase Karen ?
                      Ji bilkul is market ke andar agar aap apna loss stop karna chahte hain aur profit increase karna chahte hain to aap indicator ki madad se kar sakte agar aap chat ke andar 2 se 3 indicator ko back Waqt istemal Karte Hain Tu indicator aapko bahut jyada benefits provide kar sakte hai aap is market Mein indicator ki madad se Achcha profit Le sakte hain .
                      Forex trading Mein indicator ko ignore karna chahie ya nahin ?
                      Ji Nahin agar aap Aisa Karte Hain k ap chart mein Kisi indicator ka istemal Nahin karte To aap aasani ke sath is market ke andar technical analysis nahin kar sakte hain Kyunki indicator Ek Aisi alamat Hai jis ki madad se aap aasani ke sath market ke present trend ko find kar sakte hain aur Market ke trend ke strongness aur weakness ko talash kar sakte hain jisse aapko ismein analysis karne mein Aasani hoti hai aur aap ismein ek Achcha analysis Karke trade laga kar profit Le sakte hain .
                      • #12 Collapse

                        Re: kon sa indicator sub sy best hain ?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Usman15245 پيغام ديکھيے
                        kon sa indicator sub sy best hin ? hmy kis indcitor ko use kar ky km krna ho g ky hamy munfa be mil jy or hum loss sy be bach sky ? mujy is bary mai information chaey hamy market mai indictor ko ignore kar den chaey y n ?
                        Market ko analyse karne ke liye bahut se indicator hai aur ham kisi bhi indicator ko istemal karke market se fayda utha sakte hain jab Ham market ko analyse karte Hain to tab hamen indicator ki jarurat padati hai aur ham indicator ko istemal karke market kahana largest karne hai isliye hamen chahie ki Ham jarur indicator ko istemal Kiya Karen lekin indicator ko istemal karne ke liye hamen use indicator ke bare mein acchi tarah se maloom hona chahie tabhi hamen use indicator ko istemal karna chahie.
                        hamare liye sabse behtarin indicator vah indicator hai hai jisko Ham aasani ke sath samajh sakte hain aur agar Ham kisi indicator ko aasani kisan nahin samajhte Hain to fir hamen usko istemal bhi nahin karna chahie kyunki indicator hamare liye vahi behtar sabit ho sakta hai jiska hamen achcha tajurba ho jata hai aur jisse indicator ka hamen achcha to jarur banaa Ho vah hamare liye behtar sabit nahin ho sakta hai.
                        💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
                        • #13 Collapse

                          Re: kon sa indicator sub sy best hain ?

                          Indicators sab he achy hain aur different traders different indicators use karty hain. Indicators ager app ke trading strategy kay mutabiq ho tu phir indicators say traders ko achy results milty hain. Iss liye traders ko diffrenet type ke indicators apni trading strategy kay mutabiq test karny hoty hain aur iss mai say jo b ziada suitable lagay wohi use karna best rehta hai. Bhai jan apko is mein agar achi trade chahyte hain to apko chhaye k is mein moving average ko hi istamil meinlage pher j kar ap is mein achi earning hasil kar skate hain aur forex hi sab se best hain aur apko is mein ihtiyt se kam karna chaye pher ja kar ap is mein earn kar sakte hain aur is mein zada faida indicators par nahi hota hain
                          • #14 Collapse

                            Re: kon sa indicator sub sy best hain ?

                            Ji han bilkul vaise to bahut Sare indicators Aise Hain Jo ke bahut hi acche hain aur bahut sari website per bhi available hai jo Ke Acche indicators Logon Ko paison Ke Badle Dete Hain lekin Mere Khyal se purchase koi bhi indicator nahin karna chahie Kyunki indicators ka istemal sirf aur sirf market ki direction Maloom karne ke liye hota hai to isliye aapko chahie ki aap acche indicators ka intekhab Karen Jaise ke metatrader 4 ke original indicators bahut hi acche indicators hai aap Inko Agar istemal Karen aur in ko acchi Tarah Se Jaan len ke Kaise in ko use Karke kam Kiya Ja sakta hai to aapko Inspector indicators Nahin Mil Sakte Jaise ke metatrader 4 Mein original indicators maujud Hai Jin Mein RS Ek bahut hi Achcha indicators hai aur Iske alava m-cad aur uske alava bollinger band yah teenon indicator indicator hai agar aap Inko use Karen aur Inki strategy ko acchi Tarah Se Samay Le To aap bahut hi acchi trading kar sakte hain aap 80 se 90% signal in teenon indicators ko istemal karke hi Hasil kar sakte hain to isliye acche indicators metatrader 4 ke original indicators Hai Iske alava Agar aapko hi purchase karna chahte hain to Unka aapko Itna fayda Nahin Hoga Jitna yah original indicators aapko Denge Tu isliye Soch Samajh Kar acche indicators Ka istemal Karke trading Karen aap hundred percent profit ratio Hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kon sa indicator sub sy best hain ?

                              Friends aapki baat bilkul theek hai indicators bahut jyada benefit Dete Hain Kyunki bahut Sare log indicators Ka istemal Karke hi trading karte hain aur mera khud ka personal experience bhi indicators Ka istemal Karke hi hai main apne indicators ko istemal karke bahut sari acchi hai earning Hasil Ki Hai Lekin acche indicators vahi hai Joker original indicators Hai Jaise ke matter for Mein available hai Jaise ke upar bhai ne acchi Tarah Se gadi kiya hai ki indicator m-cad bollinger band ke donon bahut acche indicator se agar aap Inko regular istemal Karen ko acchi Tarah Se samajhne Kyunki Unki strategy ko samajhna bahut jyada Mushkil hota hai aap Inka time frame set Karke aur acchi strategy ko acchi Tarah Se samajh mein to aap Humse bahut jyada benefit Hansi kar sakte hain Kyunki yah indicators bahut powerful indicators Hai yah aapko market ki direction 70% to 90% Tak aapko batate Hain Jo ke bahut jyada hai Kursi acchi honi chahie backup mein balance Hona chahie aap hi in indicators ke Saman se bahut hi Achcha profit Hasil kar sakte hain to hard worker mehnat karne aur indicator acchi Tarah Se samajhne ke bad indicators ka istemal Karen aap 90% profit Hasil kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X