Ye review Electric Kettle par mabni Hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Electric Kettle par mabni Hy
    dear friends electric kettle ek bahut acchi chij hai is kajari aap bahut kafi sare fayda utha sakte hain kyunki mujhe bhi aap Koi office ya kisi aise department organisation mein kam karte hain Jahan per kitchen ya gas ki solid maujud nahin hai to aap use waqt collect cattle use kar sakte hain is tractor cattle ke bahut sare advantages hai jiske sath sath kafi disadvantages bhi hai
    =>Advantages
    dear friends ke coffee sare advantages hai jaisa ki aap kafi chai ya kisi bhi Pani garam karne ke liye electric kettle ka use kar sakte hain kyunki electric kettle ek aisi chij hai jo aapki electricity per chalti hai aur aap isase aasani se kisi bhi jagah per use kar sakte hain aapke pass ek electric switch plug hona chahie jismein aap se connect karke on kar sakte hain aur ismein aap apni required chij banaa sakte hain iske Saath-Saath iske office is mein sabse best use hai
    =>Disadvantage
    iske kuchh disadvantage bhi hai jiske bhi sabse agar aap dekhen to isase aapki chai ka bod test nahin aata Jo asal mein t-test hota hai lekin iske sath sath yah hai ki short circuit hone ke bhi chances hote hain aur aapki home wiring jal sakti hai isliye aapko ismein bahut jyada careful hokar use karna hota hai iske liye aapko bahut jyada carefully iska use Tamil aana chahie
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Electric Kettle par mabni Hy

    Electric Kettle aik bohat hi achi ejaad hai hai ajkal log Tea bohat zayda pete hai our tea bar bar bana har gar main ek issue ban chuka hai lekin ab ham electric kettle k through na sirf tea asaani se bna sakte hai balke garm b rakh sakte hai is k lie hame zyada mehnat ki zarorat bhi nahi parti hai our pakistan main to ye zayda faide mand hai ku k sab jante hai k sardiyon main hame gass ki bohat problem hoti hai is lie ham bagair gas k bhi aram se tea bna sakte hai

    my Experience :

    main ne Anex Electric Kettle 1.7 Ltr Black (A4055) use ki hui hai dear friends ye aik bohat hi achi electric kettle hai our ache collor our achy meteril l se bani hoti hai hai is k bohat sary faidy hai is ki sab se achi bat ye hai k is mein ham tea ko tharms ki trha save b rakh sakte hai

    Features :

    is k bohat zayda featurs hai jo k isy kabl e bharosa bnate hai our aap isy asaani se use kar sakte hai our is se faida hasil kar sakte hai jo m mandrjah zail hain
    • 1.7 Liter 360(Degree) Rotational Plastic Kattle Concealed Heating Element
    • Automatic Lid-Opening Structure With Removable Filter
    • Automatically/Manually Switch Off
    • Indicator Light On The Switch
    • 1800-2150 Watts
    • Safety Locking Lid
    • 220-240v
    • 50~60hz
    Advantages :

    1=> is k sab se bara advantage ye hai k hamen gass ki koi problem nhi rehti hai ye electric hai our bijli se chalti ha
    2=> kuch electric kettle charge bb hoti hai jin ka ye faida ha k aap safr mai b un ko use kar k tae bna sakye hai our apne safr ko khusgwar bna sakte hain
    3=> bohat kam bijli ka kharch hota hai
    4=> munasab keemat me asaani se isi b bartean store se mil jati hain

    Disadvantages :

    dear friends is k kuch disadvantages b hain
    1=> is k short circuit hone ka b khatra hota hai
    2=> agar bijli na ho to is ko ham use nahi kar sakte hai gas ka koi option mojod nhi hota
    3=> zayda use karne par kharab ho jati hai
    4=> tea ka zyqa change kar deti hai
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Electric Kettle par mabni Hy

      Black and decker Electric kettle JC62 specifications and review
      Electric kettle best product hai is ko ap mobilize kr skty hain. Electricity available ho to kahrn bhi is ko use kia ja skta hai . Pakistan ma normal market sy mil jati hai different electronic companies apny aoni kattle bna rahi hain aor different prices ky satu market ma available hain. Imported kattlles bhi mil jati hain. Black and Decker jc 62 model 4500 mein aap mil jaati hai bahut reliable electric kettle hai
      Advantages:
      Electric kettle two types ki hai. Kch ky rod ander aagy huy hoty hain jin sy ap chay tea nhi bna skty ho oani garam kr skty ho.
      1. JC62 model ma rod ander nhi lga hua hai ap is ma tea bhi bna skty ho dohd bhi garam kr skty ho aor nuddles bhi bna skty ho.
      2. Electric kettle sardio ma chaye bnany ka asan tareeka hai.
      3. Office ma use kr ekty hain.
      4. Hostel ma use ki ja skti hain.
      5. Unmarried persons ky leay best tohfa hai chye ky shoqeen is sy faida utha sakty hain.
      6 . Is model ki warranty 2 year high.
      7. Cordless 360 base electric kettle hai is pe ap kisi bhi angle se is ko connect kar sakte ho.
      8. Anti-scale washable filter laga hua hai
      9. Auto shut off with boil dry protection option maujud ha.
      10. Concealed heating element laga hua hai rod nahin hai.
      Disadvantages:
      Children's ke liye electric kettle dangerous hoti hai
      Electric electricity consume karti hai 700W ki hoti hai.
      Is se aap teabag wali chai banaa sakte ho.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Electric Kettle par mabni Hy

        Dear friends haumay apni easiness aur comfort Kay liye achay products aur machinery ki zarorat parti hay jiss ko haum istamaal karney ki waja say haumay apna time safe kartay hoye Kam ko jaldi aur kam time may Kam ko complete Kar saktay hay Jab haum apney gharo may electric kettle ko istamaal kartay hay tou haumay bohaut zayada asani rehti hay chaye ya coofee ko ready bohaut zayada asani rehti hay electric cattle ko istamaal karna bohaut zayada asan hota hay haum iss ko Pakistan may kisi bhi achi electric market say asani Kay saath purchase Kar saktay hay iss ki Price bhi different model pay depend karti hay magar electric cattle bohaut zayada costly nai hoti hay electric cattle electricity say kam karti hay jesa Kay uss Kay name say hi zahir hay iss ko istamaal karney ki waja say bajli bhi thori istamaal hoti hay haum sardioo may apney rooms may electric cattle ko istamaal kartay hoye chaye bna kar enjoy Kar saktay hay electric cattle ko istamaal karna bohaut zayada asan hota hay aur har Ghar may usually mojod hoti hay.

        Advantages:

        Electric cattle ake bohaut achi home appliences hay jiss ko haum easily way may utilize kertay hay electric cattle ko haum apney offices may bhi rakh saktay hay aur chaye ya coofee tayar karney may iss ko istamaal kartay hay electric cattle ake bohaut achi chez hay iss ko haum easily kisi bhi electrical shop say khread saktay hay aur iss ki price bhi bohaut zayada munasib hoti hay haum asani say khread saktay hay electric cattle ki waja say bohaut zayada saholat rehti hay boys bhi issko istamaal kartay hoye apney liye chaye ya coofee easier way may bna saktay hay.

        Disadvantegs:

        Electric cattle sirf aur sirf bajli say kam karti hay aur with out electricity electric cattle kam nai karti hay aur na hi iss may gass ka koi option bhi nai hota hay aur electric cattle ko agar bohaut zayada aur regular basis pay istamaal Kia jaye tou iss Kay kharab honey kay chances zayada hotay hay electric cattle bohaut zayada time tak kam nai karti hay aur iss ki waja say electric shock laganay ka bhi khatra hota hay.
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Electric Kettle par mabni Hy

          Ye review electric cattle par mabnai hai.
          Dear ap na bohat he acha topic choice kia hai electric cattle her kisi ke zurarth hoti hi.
          Electric cattle ka istimal bohat ahm ho gia hai or ABI ye office or home main Regular use ho rahi hai..
          Dear electric cattle Pakistan ka tamam city main easley available hai .
          Or ham is ko normal rate main purchase Kar sakty Hain.
          Electric cattle plastic body or steel body main available hai
          Advantage.
          Dear electric cattle bohat achi ches hai
          Or us ka istemal bohat asan hai.
          Dear ye different size main available hai or different colour main be mil sakti hai .
          Disadvantage .
          Dear electric cattle ka main disadvantage ye hai ka ye light zaida use Karthi hai or us Waja SC bell bohat increase ho jata hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Electric Kettle par mabni Hy

            Assalamu Alaikum ummid karta hun ke aap khairiyat se Honge aajkal Bahut Si electric ji se ho gai hai Jisne Hamari Zindagi ko bahut hi Aasan kar diya hai isase hamara time bhi bacha jata hai aur ham use time Mein Koi Aur kam kar sakte hain electric Ne Hamare Zindagi ke kam Kaun Hyatt Aasan banaya hai aur in ka istemal bhi Roj Roj Badh Raha Hai . Jahan tak baat hai electric kettle ki bahut hi acchi applinces hai iska use karne se time ki bahut jyada bachat Ho jaati hai aur ham use time Mein Koi Aur kam kar sakte hain office jaane se pahle is mere ko Jay Jay kara taiyar ki Ja sakti hai ya office mein bhi Rakhi Ja sakti hai bahut hi acchi hai iska jyadatar use Bade shahron Mein Hota Hai hai yah Jyada expensive Nahin Hai online Bhi kharidi Ja sakti hai aur electric shop per bhi kharidi Ja sakti hai Yeh Jyada expensive Nahin Hai munasib kimat Mein Hamen mil sakti hai hi aap jis body Mein Chahe ise khareed sakte hain yah plastic body or steel body mein bhi available hai iska different size hota hai aap Jaise size mein se kharidna chahte hain usmein aap fek khareed sakte hain vah aur uska colour bhi dusre se hota hai aap Jis colour Main is Lena Chahe aap le sakte hain iska use karna Bhi Jyada Mushkil nahin hai bahut hi easy isko Ham use kar sakte hain.THANKS

            اب آن لائن

            Working...
            X