dear jis tarha say ham aik mobiles shop say achay experience k sath acha kama saktay hain waisay he agar ham ko is baat ka experience hay k agar ham aik mobile ko 3000 main purchase kartay hain to usay hamain kam az kam 3500 main zarur sail karna chaye jis main hamain experience bhi milta jayega aur sath sath ham achi kamai bhi kar saktay hain aur agar ham is kaam ko zara barha kar kartay hain to mairay experience k mutabik yeh kaam thoray he dino main aik acha business ban sakta hay aur agar ham isay samjh saktay hain to is jaisa koi bhii aur kaam nai hay jis main hamain itni achi earning ka milna mumkin hay is kaam ko start karnay say pehlay hamain is baray main is k asool ko bhi janna lazmi hay jin k baghair agar ham isay start kartay hain to hamain kabhi kabhi bahut barra nuksaaan bhi ho sakta hay.
ADVANTAGES;
dear is kaam ko start kartay he ham kuch he dino main bahut kamanay main experts ho saktay hain qk is main ham nay jis mobile ko buy karna hay to usay apni marzi say karna hay aur agar ham phir ham usi mobiles ko sail kartay hain to ham phir bhi usay apni he marzi say sail karaingay jis main hamain jitni bhi required karni hay apni he marzi say karni hay aur agar ham is main 50 percent ka bhi marjan rkhtay hain to koi na koi zarurat mand ya pasand karnay wala hamko aisa bhi pay karnay k liye tayar hay jis main hamko har lihaaz main he faida hay aur munaffa hay.
DISADVANTAGES;
dear jaisay is kaam main bahut ziada faiday k ham umeedwaar hain waisay he is main hamari aik chotty c mistakes say ham bahut barray nuksaan main bhi parr saktay hain wo is liye k bahut saray mobiles aisay bhi hotay hain jo ziada tar chori k hotay hain jo ziada tar dakati k hotay hain jinko buy kartay wakt agar ham us banday ki koi bhi verified nai kartay hain to hamko baad main kisi bahut barry maslay ka samna karna parr skata hay aisi situations say bachnay k liye hamain aik registred pay proppeer tareekay say verified id card ki copy k baghair is kaam main koi bhi mistakes nai akrni chaye agr ham is baat pay amal akrtay huway isay kartay hain to isk ilawa is kaam main koi bhi nuksaan nai hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим