Ye review power bank par mabnai hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review power bank par mabnai hai.
    Dear aj main ap ka sath ak bohat he achi ches ja Zakir karny laga hon.
    Jis ke hamy bohat zaida zurarth us waqat hoti hai . Jis waqat light nai hoti ya pher ham safar par ja ray hon.
    Dear power different size main available Hain. Ye different price main available Hain.
    Ye USB charger Hain or is main light be hoti hai.
    Advantage.
    Dear power bank mobile shop par available hai.
    Ye different colour and price main available hai.
    Is main charge holding me different catigrai Hain.
    Disadvantage.
    Dear is main asa koi khas disadvantage to nai hai .
    Bus price bohat zaida hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review power bank par mabnai hai.

    Yes dear aapane bahut hi Achcha topic review ke liye select kiya hai aur current situation Mein is chij ki bahut hi jyada importance Hai Kyunki aajkal aap jitne bhi Logon Ko dekhte hain unke pass mobile lazmi hota hai koi aisa Fard Nahin Dekhenge Jiske pass mobile Nahin Hoga aur mobile ki Jab Ham baat karte hain to usse related Kuch Aise problem hote hain Jinka aapke pass solution Hona chahie.

    Mobile se related sabse pahle aapko iski charging car issue hota hai aur specially used condition Mein Jab aap Kisi journey per ja rahe ho aur use time per aapko mobile charge karna bahut hi Jaruri hota hai for example agar aap long tour per Ja Rahe Hain To usmein aap ke liye mobile ke charger ko carry karna bahut Mushkil hota hai isliye aap isko charge karne ke liye Power Bank ka istemal karte hain aur ismein aap Jab Bhi Power Bank ko istemal Karte Hain To Apne mobile ko aap 3 se 4 dafa full charge kar sakte hain.

    Jab aap Power Bank purchase karte hain to ismein aapko bahut sari variety mil sakti hai jo uski abilities aur capability ki basis per per hoti hai aur iski prices bhi different qualities ki base per bilkul hi different hoti hai agar aap ek acchi company ka Power Bank purchase Karenge to usse aapko Jyada vah vah while charging karne ki facility mil Jayegi aur iske sath sath aapke mobile ke liye bhi vah harmful Nahin rahega.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review power bank par mabnai hai.

      dear jis tarha is doure jadeed main hamaray liye har aik cheez faida mand sabit ho rahi hay waisay he hamaray liye har aik mushkilaat main bhi asaani ho rahi hay agar hamaray pass koi bhi aisa tareeka nai hay jis say ham apnay mobile phone ko charge kar saktay hain to hamaray pass aik latest tareeka hay isay charge karnay ka hamko aik achay power bank ki zarurat hay jiaki keemat bahut ziada nai hay agar ham isay apnay sath kisi safer pay bhi lay jatay hain to hamko is main bahut saray faiday ka milna mumkin hay qk ham kabhi bhi kisi aisi situtaions main phnas skatay haina jis main hamaray liye power bank jaisai facilities haaray bahut he kaam anay wali hay powre ka istemaal hamaray liye aik jaddeed tareeka hay jisay sirf aik he baar charge karnay say ham 3 say 4 daffa apnay android phones ki battery ko charge kar skatay hain aur agar ham apnay ghar main hain aur hamko is bary main informations hay k electricity fail ho gai hayto hamko apni mobile phone ko charge karnay k liye yeh sab say asaan tareka hay agar ham nai apnay ghar main koi roshni waghaira karni hay to tab bhi ham isk sath aik bulb chala saktay hain jis k sath ham andhairay ko khatam kar skatay hian aur isk sath sath ham is say aik time main 2 phones ko bhi charge kar skatay hain jisk itnay ziada faida hain usk apnay ghar main lay ana bahut eh zaruri hota hay magar ham aisay faiday wala kaam ko bahut he kam use kartay hain jiski hamko bahut he kam kadar hay ham kisi aisay phones ko bhi choose kar skatay hain jisk andar ab power banks lagay huway hain.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review power bank par mabnai hai.

        Dear brother aapane bilkul sahi baat ki hai Hamen Hamen Apne Safar ke liye Power Bank ki bahut jyada Jarur pakati Hai Kyunki Ham Agar Kisi bhi Aisi Jagah per Jaate Hain Ki Jahan bijali Mujhe Sar Na Ho aur aapke pass mobile charger ho aur lekin aap mobile charge nahin kar sakte isliye aapke pass Agar Power Bank Hogi to usse aap ko ya fayda Hoga usse aap ki battery timing acchi Rahegi Agar aapke pass Sacchi company ki power bank Hai To usse aapko bahut jyada fayda ho sakta hai aap ismein acchi Tarah apna mobile charge kar sakte hain aur aap Power Bank ka istemal acche se kar sakte hain Agar aapke pass Kisi bhi Jazz 4G device hai ya FIR aapko pass kiski Kishan ki aap ke pass koi bhi device Hai To usko aap aasani se charge kar sakte hain Ham dekhte hain ki Hamen mobile ki bahut jyada jarurat Hoti Hai isse pahle Ham Jab abhi dating ke liye Jaate Hain Kisi bhi enjoyment ke liye Agar ham ismein trip vagaira per Jaate Hain To Hamen Power Bank ki bahut jyada jarurat Hoti Hai To Agar Ham ismein Kisi acchi company ki power bank ko use Karenge to uska mein bahut fayda Hoga Kyunki Ham Dete Hain Ki hamare pass Har Jagah mobile charger available hota hai lekin charge karne ke liye bijali available Nahin Hoti to isliye Power Bank ke bahut jyada fayde hote hain aap aasani se apna mobile charge kar sakte hain aur ismein bahut acchi company ke powerbank Bhi a Rahe Hain Jo aapke Jyada Se Jyada Char ya Panch mobile charge Karva Dete Hain To agar aap ek mobile charge karenge to usse aapka bahut fayda ho sakta hai aap ko kisi ke sim Ki pareshani Nahin Hogi aap aasani se apne mobile per internet sambhal kar sakte hain aur aasani Se Usko charge bhi kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Ye review power bank par mabnai hai.

          Dear ap na bohat he acha topic choice kia hai kion ka power bank bohat achi chest hai or her member ko is ke zurarth hoti hai.
          Dear power bank ap ko asani sc mil sakta hai or different prices and size main available hai.
          Dear ye USB port hota hai or is ki charging ka lay mobile charger he istimal hota hai.
          Dear ye bohat he achievement main Jo hamy Safar main ya lighat na hony ke surath main faida dati hai
          Advantage.
          Dear power Bank different price main available Hain.
          Ye mobile shops SC mil Katy Hain.
          Is mail light be hoti hai.
          Ye different size main available Hain.
          Disadvantage.
          Dear ye bohat zaida mangay hoty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Ye review power bank par mabnai hai.

            Introduction :
            dear friends mobile phones aajkal aik ehm zarorat ban chuke hai our kahi b aap ko jana ho koi fangshan ho mobile ka use lazmi hota hai our ye se log buhat faide hasil karte hain lekin dear friends mobile phons k sat sab se bari problem is ki battery ka khatam ho jana hai agar aap kissi lambe safar par hai our aap k mobile k battery khatam ho jay to aap ko buat sari masibton ka samna karna par sakta hai lekin ab is ka hal be tlash kar liya gya hai aap ko preshan hone ki zarorat nahi hai aap pwer bank ka use kar sakte hai power bank drasal ek choti battery hoti hai jo k aik sell main band hoti hai jis ko charg kar k ham apne pas rakh sakte hai ye battery aap k mobile ko usb cable k sat charge kar sakti hai our aap k mobile k battery safar main bhi kabi low nahi ho g ye ail bohat achi chiz hai mobile rakhne wale is se faida hasil kar sakte hain

            Advantages :
            dear friends is k bohat sare faide hain
            1=> ham is ko kahin bhi le ja sakte hain our mobile charge kar sakte hain
            2=> is k sat ham ail time mai do ya zayda mobile bhi charge kar sakte hain
            3=> in o charge karna asaan hota hai
            4=> aam tor par ye saste bhi mil jate hai bahr haal standers companies apni munasab fee leti hain
            5=> aap ko safr main kabi b mobile band hone wali preshani ka samna nahi karna parta hai

            Disadvantages :
            dear friends in k kuch disadvantages bhi hain
            1=> in ko har time pass rakhna bhi mushkil hota hai
            2=> in ka zayda use aap k mobile ki battery kharab kar deta hain
            3=> in ki life bohat kam hai jaldi kharab ho jate hain
            Ayisha Cutey's Trading Journal
            https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
            • #7 Collapse

              Re: Ye review power bank par mabnai hai.

              Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review power bank pay mubni hay dosto ic say boot zaida faida hay aghar ap safer per jao gay to ya ap kay kam ay ga or ic kay boot zaida faida hay
              • #8 Collapse

                Re: Ye review power bank par mabnai hai.

                Faiday

                Dear friend As-Salaam-Alaikum ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai powerbank bahut hi jyada fayda Deta Hai Jaise ke Abhi Pakistan mein bahut jyada electricity ka problem Hai Jiski vajah se a Kahin Bhi electricity Nahin mil rahi hai aur Sara Din band rahti hai to iski vajah se Power Bank ki madad se aap apne phone ko charge kar sakte hain aur yah bahut Sare aapko benefits Deta Hai jaise ki aap multiphone ko bhi charge kar sakte hain aur uske alava aap Iske jariye koi bhi light ko bhi Chala sakte hain Kyunki 5 volt ki ki light bhi market Mein Aayi hai jinko aap use Karke Roshni Hasil kar sakte hain to vaise bhi Power Bank Agar Achcha ho to usmein light ka Option maujud hota hai to uski light ki madad se aap aap light band main Apna Kam kar sakte hain

                Nuqsan

                Dear friend Jaisa ki aap Sabhi Logon Ko Maloom Hai Ki Power Bank ki cost bahut jyada hai jaise ki agar aap koi bhi new power bank per change karna Chahe to vah 3000 se 5000 tak ka Milta hai agar aap is se kam koi bhi Power Bank Lete Hain To vah Achcha Kam Nahin Karta aur vaise bhi Power Bank ki bhi limit Hoti Hai 6 month ya 1 Sal mein Main Iske andar maujud sale bekar Ho Jaate Hain Jiski vajah se yah kam battery charge Karta Hai jaise ki agar aap koi bhi new power bank Lete Hain To vah aapke mobile ki battery 203 martba charge kar deta hai lekin Jab Jab Power Bank purana Hota Jata Hai To vah bekar Hota jata hai usse aap Puri battery ko charge bhi nahin kar sakte Hamesha acche powerbank ka intekhab Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review power bank par mabnai hai.

                  Hi friends
                  Power bank ek behtareen technology hai is ki mad say hum apna mobile charge Kar saktay Hain or internet USB bhi chalaee ja sakti hai is faiday beshumaar hain agar traveling mein hon or mobile phone dad ho jaey tu for charge Kar saktay hain iska backup bhtt acha hota hai .
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review power bank par mabnai hai.

                    Yaar view power Bank per mabni hai.....

                    Doston power Bank bahut hi acchi cheez haiagar hamare pass barish ki vajah se bijali available nahin hoti to Ham power pack istemal kar sakte hain power Bank ki bahut sari equsam hai aur mukhtalif limit power limit for example 3000 mah4000 mah200 power bank bijali se charge hota hai aur jab bhi available nahin hoti to is mobile ko charge kar sakte hain..
                    Advantages...
                    1)iske advantage hai kya kar aap kisi desert lakar mein chale Gaye Jahan light nahin hai to aapke pass agar power Bank hai to aap apna mobile isliye charge kar sakte hain
                    2) power bank off ke mobile ko samoth charging kar sakta hai
                    3)power Bank ki charging se aapka mobile bhi sev rahata hai ise darne ki koi baat nahin.

                    Disadvantages...
                    1)power Bank han time pass rakhna mushkil hota hai kya kiske wait zyada hota hai
                    2) isko jyada use karne se aapke mobile ki battery kharab ho sakti hai
                    3) iska disadvantage hai ki uski price bahut zyada hoti hai..
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review power bank par mabnai hai.

                      Assalamu Alaikum Aamir karta hun ke aap Karat se Honge aajkal Hamare Swagat ke liye Bahut Si Aisi electronic chijen a gai hai Jin ka bhosda use Kiya jata hai aur aaj ke Daur Mein unke bagair Rahana bahut zyada Mushkil Hai Power Bank bahut hi acchi Ek electronic chij hai iska bhi bahut jyada use Kiya Jata Hai famous hai bahut aur Iske advantages bhi hain aur Iske disadvantages bhi hai.

                      ADVANTAGE S

                      Doston Power Bank ke bahut jyada advantages Hai Isko use karna chahta Mushkil Nahin Hai is ki battery Agar Ho Jaaye to ise per charge Kiya Ja sakta hai yah se expensive Bhi Nahin Hai market per aapko yah aasani se mil sakta hai Chote Bade size mein different colours Mein available Hai Aap Jaisa Chahe Aisa khareed sakte hain ya expensive Nahin Hote lekin jo companies ke banae Hue hote hain vah Thode paise hote hain aur lifetime ke liye use hote hain aapko bhi yah sarur use karna chahie Safar ke doran Agar aapka mobile charge Na Ho To aap isko Le Ja sakte hain aur aap isko mobile ko charge kar sakte hain isase mobile jaldi charge ho jata hai aur ek power bank se do mobile mein charge Kiya Ja sakte hain iski battery Itni powerful hoti hai yah Aap Kahin Bhi aasani ke sath le Ja sakte hain.

                      DISADVANTAGE S

                      Doston jo aap aur Bank hote hain vah expensive Nahin Hote lekin jo Power Bank companies ki taraf se acche wale hote hain vah expensive hote hain unko award karna thoda Mushkil hota hai isiliye Ye Aise Power Bank Se Jyada life time ke liye bhi use Hote Hain Power Bank ki life bahut kam hoti hai agar yah damage Ho Jaaye ise koi problem ho jaaye to yah mobile ko bhi kharab kar sakta hai.THANKX
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review power bank par mabnai hai.

                        G han bhai ap bilkul thek kah rhe hain humein power bank bht hi zaida faida deta hai hum is ko safar ke doran agar mobile ki charigin khatam ho jaye to hum isy use kr ke mobile charge kr sakhtey hain aor mobile use kr sakhtey hain kun ke aksar lambe safar pr ap ko ye masla hota hai ke ap ka mobile off ho jata aor ap bht pareshan hotey na kisi se rabta ho sakhta hai na kisi se bat na mobile me kuch chala sakhta hain is liye wo agar koi journey waghera ho bht hi masla ho jata hia bnda pictures nhi click kr sakhta aor na hi internet use kr sakhta hai na games kuch bhi nhi agar mobile ki charging nhi ho gi to ap kya krain is gaye is liye ap ko chahiye ke jab ap ksi safar pr ja rhe hain to apne saaath power bank lazmi rakhna hai tab hi ap roz roz ke charing ke masla se chutkara pa sakhtey hain agar ap asa nhi krain gye to ap mobile use krna bht muskil ho jaye ga
                        First LEARN Then You Can Remove The "L"
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review power bank par mabnai hai.

                          Faiday

                          dear friend aap ki baat bilkul theek hai Power Bank Ek bahut hi acchi Sahu Hai Jiski madad se aap apne mobile device ko easily charge kar sakte hain aur Iske alava yah bahut hi fayda Deta Hai jaise ki aap travelling per hain ya FIR Kisi bhi to per Ja Rahe Hain To vahan aapko mobile charging mein koi bhi problem Nahin Hogi aur vaise jo abhi Power Banks a rahe hain Unki madad se aap light bhi Hasil kar sakte hain agar aap uske liye koi bhi Chhota Sa DC 12 volt ka bulb Jala sakte hain aur uske alava yah 203 battery mobile ki charge kar deta hai to isliye yah bahut hi benefit provide Karta Hai jaise ki aap apne Bistar per bhi Baithe Phone ko charge kar sakte hain to yah bahut hi accha Tarika aur isase aapko koi bhi Khatra bhi nahin Hota To isliye aap Power Bank Ka istemal Karke easily apne mobile device ko charge kar sakte hain aur se light band hone per electricity band hone per fayda bhi Hasil kar sakte hain

                          nuqsan define Power Bank ka sabse bada disadvantages yahi hai ki yah Kuchh Din chalne ke bad kharab ho jata hai Kyunki Aise hote hain maujud cells ki vajah se Power Bank band ho jata hai aur Iske alava yah Kafi Jyada costly hote hain Jiski vajah se log Inko purchase Nahin Karte to isliye ine ki kimat bhi kam honi chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review power bank par mabnai hai.

                            Asalam o alikum dear member

                            Introduction..

                            Dear member apny hmary sath bht acha review share Kia ha power bank ka Bary ma. Dear jesa k ap sb ko pata ha ka ajkl ka dur ma hr kisi ka pas mobile phones hain hr koi mobile phone ka istimal kr rha ha tu jis wja sy power bank ka b bht zaida istimal Kia jata ha. Dear power bank AK bht e zaida important chez ha is ko mobile chrging krny ka liye istimal Kia jata ha dear power bank ko chrge krka hm is ma mobile chrge kr skty hain apko yh different mah ma mil saktya ha mtlb k 5000mah ma b mil jata ha or b different ma mil jata ha ap apni marzi ka mutabiq is ko kha Reed sakty hain or easily is ma apna mobile chrge Kar skty hain yh apko easily mobile ki shop sy mil jata ha is ko istimal krny ka kafi zaida fayde hain.

                            Fayde.

                            Dear power bank AK bht e zaida important device ka tur pr use hota ha dear is ka sbsy phala fayda tu yh ha ka agr is ko chrge Kia WA ho or light na ho tu hm easily us ma apna mobile chrge krskty hain agr light na b ho tu us ma connect krka yh easily hm is ma apna mobile chrge krskty hain or dear agr ap log khi ghomny jaty hain ya kisi sfar pr jaty hain tu tb yh Power bank ap ka bht kam Ata ha ku ka ap NY isy AK dfa chrge Kia WA hota ha ti easily ap is ma apna mbl ko chrge kr skty hain or is trah apka mbl easily chrge hjta ha or yh apko market ma easily available hota ha or dsra kuch power bank asy hoty hain Jin ma kafi zaida mobile ko chrge krny ka option hota ha tu ap us Power bank ma 1 time pr kafi zaida mbl ko chrge kr skty haiin jo k apko kafi zaida apky liye yh acha ha..


                            Nuqsannat..


                            Dear jhan power bank ka fayde hain whan is ka nuqsant b hain kuch power bank kafi zaida expensive jinhn ap easily afford ni krskty hain or dear agr ap log pka is pr mbl chrge krna shuru krdty hain tu us wja sy apka mobile ki battery kafi zaida jaldi khrb hjati ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review power bank par mabnai hai.

                              Introduction:Power bank basically rechargeable battery hi hoti hay jo key charger ka kam deti hay, Power bank me secondary cell hoty hey jes me rechargeable hony ki quality majood hoti hay aur ye AC aur DC current (power supply) se recharge key ja sakty hey, ye rechargeable battery size key mutabeq hi charge hoti hay agar power bank me secondary cell large size key hoty hey to en me zeyada capacity ki power supply store ho sakti hay,

                              Advantages:Power bank jo key wireless Bluetooth key base par be charging kar sakty hey aur old model key power bank wire key sath be available hoty hey, ye easily market me low cost key base par available hoty hey, power bank ka advantage ye hay key ye hamy charger ka hi kam deta hay aur rechargeable battery ki waja se baghir power supply aur current key baghir be hamary mobile device ko charge kar sakty hey koi be power bank ho es me fast charging ki quality zaror majood hoti hay aur 1 hi power bank device key sath 4 mobile devices be charge key ja sakty hey,

                              Disadvantages: Power bank ko agar charge karny key ley connect kia jaye to ye bahot zeyada time leta hay jo be companies Power bank banati hey en ko chaye key es me fast charging ki quality zaror majood ho, me ab tak 5 power bank use kar chuka hon aur 2 years se be kam time me ye kharab ho chuky hey koi be power bank lena chahy to us ko low quality key low price ka power bank kabi be nahi lena chaye.
                              Click image for larger version

Name:	powerbank_capacity.jpg
Views:	1
Size:	168.8 کلوبائٹ
ID:	12335760

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X