ye review electric and steam iron par mambi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review electric and steam iron par mambi hai
    introduction :
    dear friends electric iron jise ham am toor par electric istari kehte hai gharelu istamal ki bohat useable chiz hai is k bagair kisi ka guzara nahi hai electric iron ki madad se ham kaprey pres karte hain kahin b jana ho shadi bya ya koi b takreeb ho hame kapron ko press karne ki zarorat to parti hi hai so aaj ham best iron par bat karen ge or janae ki koshish kaen ge k kon c iron hamare liye best hai

    Feachers :
    dear friends electric and steam irons k features mandrja zail hain
    • electric iron ek choti ghrailu istamal ki chiz hai is jo k gamr hone par hamre kapron ko pres karti hai is main do mukhtlif dhaton ki bani hui strip hoti hai jab ye dono electric power ki wja se garm ho kar apasa main mil jati hai to iron kam karna shur kar deti hai our is ka necy wala his plane hota hai jab wo grmkapron par rakha jata ai to kapre press ho jate hain am toor par is ka drja hararat 121F se 250F tak hota hai

    • Stream iron aj kal zyda use ho rahi hai is k features electric se thore mukhtlif hote hai lekin ye kam wohi karti hai jo electric iron karti hai is k feachers mandrja zail hai

    1. steam vents
    2. steam blast system
    3. steam control system
    4. temperature control system
    5. self cleaning

    Which is the best in both ?

    dear friends ku k ye dono hi kapron ko press karne k use hoti hai is liye garo main dono ka use kiya jata ha lekin agr dekha jay k kon c best hai to mere kahyal main kuch khasosyat ki bunyad par steam idon electric se zayda aci hai our ham is ka us ekar sakte hai
    1. steam iron gas se chalti hai is liye bijli ka bil kam ata hai
    2. steam iron electric iron ki nisbat zyada paydar hoti hai
    3. steam iron ka electric short nai hota aksar gahro main iron short ki wjha se bohat nuksan ho jata hai
    4. steam iron electric iron ki nisbat thik kam karti hai

    Advantages :
    dear friends iron k advantages mandrja zail hai

    • iron electric ho ya steam hamare kapron ko press kar k khobsorat banati hai
    • bagari iron k ham kapre nahi press kar sakte hai
    • kapron main jan dalti hai

    Disadvantages :

    dear friends wese to is k koi disadvantage nai hai lekin phir b is k kuch nuqsan manrja zail hai

    • agr hamre pass bijli our gass na ho to kapre pres nahi ho sakte hai
    • electric iron k short hone par jan b ja sakti hai
    • steam iron ko ehtayt se na chalya ja to kapre jal jate hai
    • in ko ham apne sat kahi nhile ja sakte hai gar mai hi use ho sakti hai
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review electric and steam iron par mambi hai

    Electric and Steam Iron
    Dear forum members electric aor steam dono he irons jy aony apny features aor specifications hain agr ap is ko istemal krna chahty hoto aoko steam iron gas wali leni chye aor electric iron bhi water steam wali mil jati hai apko jo best ho use kren jesy ky ap janty ho kch jagon py steam iron gas sy use ki ja skti hai lkn us ky leay gas connection ap ky elaqy ma hona zarori hai jahan py gas nhi wahan yeh use nhi ho skti to aoko electric iron he use krna oary gi yeh sasti bhi hai.
    Advantages:
    Har chez ki apni khasosiat hoti hain aor unky apny faidy hoty hain gas wali istri ky bhi apny faidy hain apmo bijli ki bachat hoti hai apko maloom hai ky electric ki istri kam sy kam 1000w ki hoti hai aor bahot texi symeter ko ghumati hai. Agr apko electric iron use krni paryto aoko subah ky time use krni chue shmam ko use krny sy bill zeyada ata hai.
    Jin jagaon py bijli nhi gas bhi nhi wahan to dono use nhi ho skti hain .
    Gas iton jo steam wali hai is ko istemal krrny ka mera experience nhi hai ma ny electric ironhe istemal ki hai lehaza ma aoko is ky bary ma koi acha mashvara nhi dy skta hunsteam iron electric ki he best hai.
    Issy app cotton ky kapry asani sy istri kr ktys ho

    Disadvantages:
    Steam iron aokykapron py dagh lga skti hailknap is sy cottonmy kapry press kr skty hain steam istri ko bachin sy doorrakhna chye iron ko waisy bhi bacho ko nhi dena de
    deye wazni hoti hai gir ky chot lg skti hai grm ko hath lgain gay to hath jal jay ga
    • #3 Collapse

      Re: ye review electric and steam iron par mambi hai

      Dear aapane bahut hi Achcha review Hamare Sath share Kiya Hai jismein aapane electric aur steam iron ke bare mein bataya hai dekhte hain ki Aam gharon Mein Jab Ham koi bhi Stri istemal karte hain to use ko Ham Ek electric iron hi istemal Karte Hain ismein Ham Ko ya fayda hota hai ki Ham aasani se apne kapde press kar sakte hain dear agar aap ismein ek specific company ki steam iron ya FIR aap ismein specific company ki electric iron ke bare mein Bata dete to isase aapka review Jyada clear Ho Jana Tha.

      Dear sabse pahle main aapko yah batana chahta hun ke Ham dekhte hain ki jo bhi electric iron istemal ki Jaati Hai vah Tamam Chhote gharon Mein istemal ki Jaati Hai Kyunki uska ya fayda hota hai ki vah Chhoti hoti hai aur isase aasani se koi bhi kapde press kar sakte hain vah jo bhi Aryan istemal ki Jaati Hai vah Chhoti hoti hai lekin aapko ismein acchi company ki istemal Karni chahie Kyunki Ham dekhte hain ki yah bijali bahut jyada consume Karti Hai To uske liye agar aap acche company ki istemal Karenge to aapko iska Jyada fayda Hoga Aapke bill Mein Bhi Kami a sakti hai.

      Aur ham dekhte hain ki steam iron sirf aur sirf ham ismein vah log istemal Karte Hain Jinke Liye proper pressing ka kam Karte Hain Jo log pressing ka kam karte hain vah usmein steam iron ka istemal karte hain St Mariam ke yah fayde hote hain kya aap ismein aasani se kapde press kar sakte hain ya size mein badi hoti hai.
      • #4 Collapse

        Re: ye review electric and steam iron par mambi hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے

        Ref :.ye review electric and steam iron per mabni hai ...

        Assalamu Alaikum... ji D year off aapane bahut Achcha topic liya hai bahut acche topic per review pesh Kiya Hai iron Har Ghar ki jarurat hoti hai Kuchh karo Mein electric iron use hoti hai aur kuchh log steam iron use karte hain kapde Har Ghar Mein press kiye Jaate Hain aur Har Ghar Mein iron ki jarurat hoti hai hai isliye Ham baat karenge iron ke Kuchh advantages ke bare mein....

        Jyadatar gharon Mein electric iron ko use Kiya jata hai hai yah Har Ghar ki buniyadi jarurat hai hai kapdon ko iron karne se a kapdon mein jaan a Jaati Hai Agar iron na ho to hamare kapde bilkul bhi acche Na Lage Iske alava Ayan Hamesha acchi quality ki kharidna chahie Taake aapke kapde kharab Na Ho.

        Iske sath sath steam iron ko bhi use Kiya jata hai hai lekin steam iron ko jyadatar professionals use karte hain Jinka press ka bahut jyada kam Hota Hai Taron Mein jyadatar electric iron hi istemal ki Jaati Hai steam iron se a hamara bijali ka kharcha kam Hota Hai hi I lectric iron bijali bahut jyada consume karti hai.

        Isliye Aap Jo Bhi iron use Karen bahut hi Itihaas se Karen aur bacchon ki pahunch se a Chahe vah steam iron Ho ho ya electric iron Ho ho Dur rakhen thanks.
        • #5 Collapse

          Re: ye review electric and steam iron par mambi hai

          Electric iron steam iron.

          My forum member aaj main aapko electric iron and steam iron ke bare mein brief karunga jisse aap Ham to aur stri bhi kahate HainJahan gas available hai vahan steam iron bahut jaruri hai aur iska nahin karna kaise Mal kar sakte hain agar aap steam iron istemal karna chahte hain to aap electric ki jagah gas wale kyunki gas desh ka kharcha bahut kam hota hai electric ki jagah iski bahut sare advantage or disadvantage jaen Jo niche bade karunga sabse pahle main aap logon ko iske advantage bataunga

          Advantages...
          Har chij ki apni khushiyan hoti hai ISI tarah steam iron ki bhi apni Khushiaata haielectric iron Ho St merryn hamare kapdon ko press karke khubsurat banati hai aur yah kam time mein hamara bahut kam karti hai hare kapdon ko press karke kapdon mein Gyan Dal deti hai hamare kabra ki looking bahut acchi hoti hai yah bahut bade advantage haiiski I'm self cleaning kar sakte hain steam block system hai aur ismein control panel bhi Lage hote hain iske bawse advantage hai

          Disadvantages.
          Steam iron aapke kapdon per daag laga sakti hai sattai maran aapke bacchon ko nuksan per ja sakti haisattai maran vaise bacchon ko nahin Deni chahie agar gir jaaye to yah kharab ho jaati hai yah uski disadvantage hai St Mary nagar ki jaldi kharab hoti haiagar electric steam iron hai agar bijali Na Ho to aap kapre press nahin kar sakte electric current ko short hone per jaan bhi ja sakti hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: ye review electric and steam iron par mambi hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
            introduction :
            dear friends electric iron jise ham am toor par electric istari kehte hai gharelu istamal ki bohat useable chiz hai is k bagair kisi ka guzara nahi hai electric iron ki madad se ham kaprey pres karte hain kahin b jana ho shadi bya ya koi b takreeb ho hame kapron ko press karne ki zarorat to parti hi hai so aaj ham best iron par bat karen ge or janae ki koshish kaen ge k kon c iron hamare liye best hai

            Feachers :
            dear friends electric and steam irons k features mandrja zail hain
            • electric iron ek choti ghrailu istamal ki chiz hai is jo k gamr hone par hamre kapron ko pres karti hai is main do mukhtlif dhaton ki bani hui strip hoti hai jab ye dono electric power ki wja se garm ho kar apasa main mil jati hai to iron kam karna shur kar deti hai our is ka necy wala his plane hota hai jab wo grmkapron par rakha jata ai to kapre press ho jate hain am toor par is ka drja hararat 121F se 250F tak hota hai

            • Stream iron aj kal zyda use ho rahi hai is k features electric se thore mukhtlif hote hai lekin ye kam wohi karti hai jo electric iron karti hai is k feachers mandrja zail hai

            1. steam vents
            2. steam blast system
            3. steam control system
            4. temperature control system
            5. self cleaning

            Which is the best in both ?

            dear friends ku k ye dono hi kapron ko press karne k use hoti hai is liye garo main dono ka use kiya jata ha lekin agr dekha jay k kon c best hai to mere kahyal main kuch khasosyat ki bunyad par steam idon electric se zayda aci hai our ham is ka us ekar sakte hai
            1. steam iron gas se chalti hai is liye bijli ka bil kam ata hai
            2. steam iron electric iron ki nisbat zyada paydar hoti hai
            3. steam iron ka electric short nai hota aksar gahro main iron short ki wjha se bohat nuksan ho jata hai
            4. steam iron electric iron ki nisbat thik kam karti hai

            Advantages :
            dear friends iron k advantages mandrja zail hai

            • iron electric ho ya steam hamare kapron ko press kar k khobsorat banati hai
            • bagari iron k ham kapre nahi press kar sakte hai
            • kapron main jan dalti hai

            Disadvantages :

            dear friends wese to is k koi disadvantage nai hai lekin phir b is k kuch nuqsan manrja zail hai

            • agr hamre pass bijli our gass na ho to kapre pres nahi ho sakte hai
            • electric iron k short hone par jan b ja sakti hai
            • steam iron ko ehtayt se na chalya ja to kapre jal jate hai
            • in ko ham apne sat kahi nhile ja sakte hai gar mai hi use ho sakti hai
            Walekum assalam yes dear aapane bahut acchi explanation di hai aur aur Hamare Sath Achcha Apna knowledge or experience share Kiya Hai steamer Iron Hulk Har Ki Zaroorat Hai Aur Har Ghar Mein use ho rahi hai Kyunki aajkal iron To Har Ghar Mein istemal Hoti Hai yah kapde press karne ke liye use ki jaati hai agar aap Ko Kisi function mein jana Ho party per Jana ho to iske liye aapke pure kapde press Hona Jaruri hote hain Kyunki aap ke kapde aapki personality ko in hens karte hain aur aapke kapde tab hi Acche Lagte Hain Jab Ke press hui ho iske liye iron bahut jyada Jaruri Hoti Hai steamer iron a Kaisi iron Hoti Hai jismein Ek Aisa electronic function Hota Hai Jis Se Khud BA Khud Hi automatically kapdon Ko Thoda Thoda Pani pata rahata hai aur Kyunki is kapde bahut jyada acche press hote hain isiliye Mishra steamer iron hi he is Tamal Karni chahie yah bahut acchi hoti hai aur affordable price Mein market Mein maujud hoti hai

            اب آن لائن

            Working...
            X