dear yeh baat ham sab jantay hain k karachi hamara sab say purana city hay jis main ham sab yeh bhi jantay hain k bahut puranay tareekhi mukamaat hain jinki ham main say bahut he kam logon nay sair kai hay jiski agar ham sair kartay hain to hamain un main bahut saray aisay bhi mukamaat miltay hain jin say hamin apnay knowledge main bahut kuch seekhnay ko bhi mil sakta hay aur ham un say bahut ziada faida bhi hasil kar saktay hain agar ham aik students hain tab bhi hamain in mukammaat ki sair karni chaye aur agar ham koi fargh hain to tab bhi hamain in main say har aik mukaam ki sair karnay main hamain bahut ziada faida bhi mil sakta hay aur sath sath ham kuch learn bhi kar saktay hain .
ADVANTAGES;
dear members karachi k tamaam historical places ki agar ham sair kartay hain to hamain tab yeh pata chaltay huway faiday miltay hain k yahan pay haamray quaid azam MUHAMMAD ALI JINNAH ka mizaar bhi hai jinhonay hamain aik laga risat aik alag mulak ka aisa tohafa di hay jisk baghair hamkabhi bhi azadi ka sans tak nai lay saktay hain karachi main asb say old zoo bhi hay jis main hamin pakistan ki tareekh main sab say old zoo ki sair karnay say bhi hamain bahut saray faiida ka milna mumkin hay karachi main agar ham thora sa bahir nikaltay hain to hamain pata chalta hay k hamara samundar kis tarha say hamaray har aik nazaray ko dilkash manzir ki tarha say paish karta hay jis main hamin aik sakoon milta hay jo sab say barrray faiday say koi kam nai hay .
DISADVANTAGES;
dear agar to ham karachi k nazdeek hain to hamain in sab tareekhi mukaam ki sair karnay main na to koi harj hay aur na hamain wahan pay kisi kisam k rehnay sehnay ki koi takleef ho sakty hay aur agar ham lahore jitna karachi say door hain aur hamainwahan pay koi bhi nai janta hay to hamaray liye aisay city main rehtay huway sair karna bahut he mushkil kaam hay qk aaj kal phir dubara karachi k kuch halaat theek na honay ki wjaha say hamain wahan say kuch bhi nuksaan mil sakta hay jis say haman wahan pay bach kar rehnay main he nuksnaa say ham bach saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим