Ye Review " Competitions " Par Mabni Hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review " Competitions " Par Mabni Hai
    Assalamualeikum

    " Competitions Kay Peechay Ka Asal Maqsad "



    Aj Mai Apse Kuch Tafseel Mai Baat Karney Ja Raha Houn Wo Ye Hai Keh Jo Hum Forex Par Competitions Mai Hisa Lay Kar Achay Achay Bonus Hasil Kartay Hain Tu Kabhi Hum Ney Socha Hai Keh Hamein Forex Waly Koun Itni Payment Kartay Hain Ek Competitions Mai Sirf Postings Or Threads Kay Tu Aj Mai Is Par Ap Sab Say Khul Kar Baat Karoun Gah Or Apko Bataoun Gah Keh Hum Kesy Isay Zaida Say Zaida Faida Utha Saktay Hain Or Hamein Forex Sirf Competitions Kay Hi Koun Itni Payments Karta Hai Or Iskay Peechay Ki Kia Wajohat Hain Jo Hum Mai Say Kuch Logoun Ko Nhi Pata Tu Mera Ye Khayal Tha Keh Mai Ap Sab Kay Sath Share Karoun Ye Sab Malomat Takeh Forex Mai Aney Waly Log Bhi Isay Agah Rahein Or Achi Soch Rakh Kar Kaam Karein Forex Par Or Apna Faida Bhi Kartay Rahein Or Forex Ko Jitna Ho Sakein Pehlaein Takeh Forex Zaida Say Zaida Taraki Karey.Tu Ab Seedha Point Par Akar Baat Kartay Hain Keh Hamein Koun Milta Hai Competitions Ka Itna Bonus Tu Merey Andazay Say Jo Meney Socha Hai Wo Ye Hai Keh Jo Bhi Hum Apni Posts Ya Jo Bhi Hum Threads Kartay Hain Forex Kay Kuch Khail Yani Competitions Mai Tu Forex Ki Community Yani Un Kay Membaran Yani Members Alag Kartay Hain Kuch Khass Achay Mawaad Ki Posts Or Threads Ko Phir Un Threads Or Posts Say Ideas Letey Hain Yani Un Say Achay Khayalat Ya Khayal Letey Hain Tu Forex Waloun Ko Ye Faida Hota Hai Keh Ho Hamein Is Cheez Yani Hamrey Achay Mawaad Wali Posts Or Threads Kay Liye Hamein Acha Bonus Detey Hain Jo Keh Pora Withdraw Karwa Saktay Hain Hamein Bhut Acha Peesa Milta Hai Ismai..Tu Isiliye Hamein Chahiye Keh Hum Forex Forum Ko Taraki Ki Rah Par Gamazan Karein Takeh Forex Zaida Say Zaida Apney Members Ko Acha Support Karta Rahy Or Hum Sab Bhi Kamiyab Rahein Or Acha Kartay Rahein.Hamein Chahiye Keh Hum Forex Forum Ko Pehlaney Kay Liye Achay Say Achay Social Media Platforms Pay Share Karein Takeh Wahan Say Bhi Log Attract Houn Forex Ki Traf Or Acha Kaam Karein Or Achi Soch Kay Tehat Acha Natijah Laein.Or Ek Akhri Baat Yeh Hai Keh Forex Kise Ko Hire Nhi Karta Kaam Karney Kay Liye Log Apni Marzi Say Is Par Employment Kartay Hain Or Peesey Kamatey Hain Merey Bataney Ka Maqsad Ye Tha Keh Hum Is Mai Ye Nhi Umeed Laga Saktay Keh Ismay Hamein Kesy Peesey Milein Geh Or Kitney Milein Geh Ye Sab Forex Ki Traf Say Hota Hai Forex Waloun Ki Marzi Hoti Hai Keh Wo Hamein KItna Detey Hain HumJitni Mehnat Karein Geh Forex Par Hamein Usey Hisab Say Acha Result Bhi Mily Gah Or Hum Kamiyab Rahein Geh.Or Apko Ek Or Bhi Achi Cheez Batata Chaloun Keh Agr Hum Google Par Kabhi Kise Bhi Bank Ya Products Kay Barey Mai Search Kartay Hain Tu Agr Forex Mai Say Koi Esey Khass Or Achay Mawaad Wala Topic Ho Tu Wo Bhi Google Search Bars Mai Show Hota Hai Iska Bhi Bhut Faida Hota Hai Isay Jis Banday Nay Jo Post Banayi Hoti Hai Usey Fam Milti Hai Yani Shohrat Milti Hai.Esey Ye Bhi Ho Sakta Hai Keh Wo Or Dil Acha Laga Kay Kaam Karey Or Acha Peesa Kama Ley Kam Arsay Mai Hi.

    " Allah Say Faryad Karo Har Cheez Ki Wo Sab Dy Gah "

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review &quot; Competitions &quot; Par Mabni Hai

    Yes dear aapane bahut hi informative post Hamare Sath share karte hue bahut acchi information Di Hai no doubt Jab Ham Pakistan Forex form per kam kar rahe Hote Hain To ismein Humko different competitions may participate karna Hota Hai competition ke different purpose ho sakte hain Pakistan Forex form Ke Do different competitions held Kiye Ja Rahe Hain Jin ka purpose aapki learning aur earning ko increase karna Hota Hai Kyunki competition Mein participate karne ke liye aapko bahut hi acchi quality ki post complete karna Hoti Hai Jab aap competition Mein participate karte hain to aapko bahut Achcha bonus bhi diya jata hai isliye aapko Puri Koshish Karna chahie ki Jab aap participation Karte Hain To aap aapki post ki quality aur knowledge ko increase karne ke bad hi different competition Mein participate Karen.

    Faidy :

    Dear jab aap competition Mein participate Karte Hain To ismein aapki earning bahut jyada ho sakti hai Kyunki aapko ismein Jitna Bhi bonus Milta Hai vah totally withdrawable hota hai aur aap apni earning ko increase kar sakte hain isliye agar aap trading Mein expert nahin hai to aap current situation may just participate Karen aur apni acchi quality ki post Karen Jiski basis per aapki income acchi ho sakti hai dear party speed karne se aap Kuchh Abhi e advantage Milta hai ki aapki learning bahut jyada acchi ho sakti hai Kyunki vah Pakistan Forex forum ke different competitions main bahut hi expert traders participate kar rahe hote hain Jiski vajah se aapko Unki experience aur Unka knowledge observe Karne Ko Milta Hai Jise aap ki learning increase hoti hai.

    Nuqsan :

    Dear sometime Kuchh member bahut jyada hardworking karte hain lekin rules and regulations ko follow Nahin Karte Jiski vajah se Unka bonus kaam aata hai to vah bahut jyada disappointed Ho Jaate Hain competition Mein Jab Koi member loose karta hai to uska matlab yah Nahin Hota ki usko Himmat Har Nahin chahie balki usko apni hardworking lagatar Jari rakhni chahie.
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review &quot; Competitions &quot; Par Mabni Hai

      Dear Buht hi khobsurat topic pay bat ki hain k humy pakistan forex treading wly international business ko join karny k bad buht si chezo main different chezo main Mukbly bazi k lay Participants karna phrta hain or wesy bhi inshn ko zindgii main khai na khai kesi kam main agr Muhkably bazi karna phry tu wo mostly kamo main fida mind hotii hain or kuch main nuksan day hotii hain jass k buht bhr nuksan uthna phrta hain lkn humra review forex main kamyab hony k lay hum as k muktalf forum pay mukbla bazi krty hain jha pay humy buht kuch seekhny ko milta hain as say hu ra target bhi complete ho jata hain ir humy kam karny main interesting bhi hotii hain.....

      ADVANTAGES....

      Forex k as forum main humy hisa lany say buht fida milta hain ku k as main hum jatna zyda mahant k sth time day kr acha quality wla meyarii forex k related khowlage share krty hain ya as main zyda time day kr mahant k sth work krty hain tu as min humy bouns bhi utha hi zyda milta hain jatna zyda hum as main kam karty hain zyda kam say humah bouns bhi zyda hasil hota hain jo hum mukaml tor pay withdrawal krva skty hain ya best forum hain.......

      DISADVANTAGE.....

      Humy Mukbly bazi wly section main hisa leny say phly zyda say zyda time apny khowlage pay dena chye ku k as section main buht achy khowlage experience ka buht important role Hota hain Jab k role ko follow karna un k mutabik work Kamrn hi humri kamyabii hain otherwise nuksan hota hain humsha us kam main mukbla karna jas main ap ki mahart achi hn jas main ap ka nuksan kam han kabi bhi jan Leva kamo main atna bhra risk ni lena jass sy ap ki zindgii chlii jaye ya buht bhra nuksan ho jaye.....
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review &quot; Competitions &quot; Par Mabni Hai

        Assalamu alaikum my dear all Forex member aaj garv competition per hai doston agar Ham competition ki baat karen to competition mein mehnat ki bahut jarurat hoti hai kyunki ismein sare log hissa lete hain aur ismein jo log bahut zyada mehnat karte hain vah competition Jeet jaate Hainagar Ham Pakistan form Forex ki baat karen to ismein bhi aajkal competition chal raha hai competition ke different purpose ho sakte hain Pakistan Forex form Ke Do different competitions held Kiye Ja Rahe Hain Jin ka purpose aapki learning aur earning ko increase karna Hota Hai Kyunki competition Mein participate karne ke liye aapko bahut hi acchi quality ki post complete karna Hoti Hai Jab aap competition Mein participate karte hain to aapko bahut Achcha bonus bhi diya jata hai isliye aapko Puri Koshish Karna chahie ki Jab aap participation Karte Hain To aap aapki post ki quality aur knowledge ko increase karne ke bad hi different competition Mein participate Karen Dear jab aap competition Mein participate Karte Hain To ismein aapki earning bahut jyada ho sakti hai Kyunki aapko ismein Jitna Bhi bonus Milta Hai vah totally withdrawable hota hai aur aap apni earning ko increase kar sakte hain isliye agar aap trading Mein expert nahin hai to aap current situation may just participate Karen aur apni acchi quality ki post Karen Jiski basis per aapki income acchi ho sakti hai dear party speed karne se aap Kuchh Abhi e advantage Milta hai ki aapki learning bahut jyada acchi ho sakti hai Kyunki vah Pakistan Forex forum ke different competitions main bahut hi expert traders participate kar rahe hote hain Jiski vajah se aapko Unki experience aur Unka knowledge observe Karne Ko Milta Hai Jise aap ki learning increase hoti hai Dear sometime Kuchh member bahut zyada hardworking karte hain lekin rules and regulations ko follow Nahin Karte Jiski vajah se Unka bonus kaam aata hai to vah bahut jyada disappointed Ho Jaate Hain competition Mein Jab Koi member loose karta hai to uska matlab yah Nahin Hota ki usko Himmat Har Nahin chahie balki usko apni hardworking lagatar Jari rakhn
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review &quot; Competitions &quot; Par Mabni Hai

          Assalamu Alaikum Forex members are aaj ka Hamara topic competition se related hai jaise ki AAP Sab Jante Honge informative baat hai ye Pakistan Forex from per kam kar rahe Hote Hain ismein Humko different competition Mein participate karna hota hai competition ke different purpose ho sakte hain Pakistan Forex form Mein Do different competition held Kiye Ja Rahe Hain Jin ka purpose ho sakte hain Pakistan Forex Ke Do different competition held Kiye Ja Rahe Hain Jin ka purpose aapki learning aur earning ko increase karna hota hai Kyunki competition may participate karne ke liye aapko bahut hi acchi quality ki post complete karna Hoti Hai Jab aap competition may participate Karte Hain Kyunki competition may participate karne ke liye aapko bahut hi acchi quality ki post complete karna Hoti Hai Jab aap complete karne mein paath competition may participate karte hain to aapko bahut Achcha bonus Diya jata hai Hamen tab Apne knowledge ko increase karte hue hi competition Mein participate karna chahie tabhi Ham Kamyab ho sakte hain
          Jab aap competition Mein participate Karte Hain To ismein aapki earning bahut jyada ho sakti hai Kyunki aapko ismein Jitna Bhi bonus Milta Hai Aap vah totally withdrawal hota hai aur aap apni earning ko increase kar sakte hain isiliye agar aap reading Mein padh Nahin Hai To aapko current situation may just participate Karen aur acchi quality ki post Karen Jiski basis per aap acchi income Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review &quot; Competitions &quot; Par Mabni Hai

            assalamu alaikum ji ummid hai aap khairiyat se honge no doubt aapane bahut hi acchi information apni post mein describe ki hai agar aap kisi bhi business ko run karte hain aur agar aapke business mein competition hai to fir aapko bahut tough kam karna hota hai aur jyada se jyada mehnat karni hoti hai kyunki competition mein aapane ke business ki prices aapki product key prices bhi bahut kam hoti hai kyunki market mein main bahut jyada competition hone ki vajah se aapko apne prices ko lo rakhna hota hai competition kya hota hai aur iske related main aapko kuchh information provide kar deta hun ki competition aur Monopoly mein kya Fark hai competition ke advantages or disadvantages kya hai

            ADVANTAGES OF COMPETITION :

            * Competition ka sabse bada advantage hai ki agar kisi bhi country mein ya kisi bhi market mein competition ho to usmein aap ko apni business price product price bahut low rate mein aur acchi quality mein milati hai agar aap ko kisi bhi business mein competition najar aaye to vahan per aapko bahut sari facilities provide ki jaati hai aapko discounts diye jaate Hain aapko new policies dig a jaati Hain aur aapki product ki price kam se kam hoti hai yahi sabse bada fayda hai competition ka

            * Jab bhi aapke business mein competition aaega to aapke a business main aapko aur hard work ke sath kam karna hoga bahut se log business mein isiliye hard work ke sath kam karte hain kyunki unke competition bahut jyada hi hota hai aur aapko market mein survive karna hota hai to uske liye aapko jyada se jyada mehnat aur hardwork ke sath business ma kaam karna padta hai

            * competition ki vajah se aap market mein product ki quality bahut acchi milati hai kyunki ek hi brand ke ek Hi product ke bahut sare competitor baithe hote hain jiski vajah se aapko product ki quality bahut acchi milati hai

            DISADVANTAGES OF COMPETITION :

            competition ka sabse bada disadvantage hai ki jab bhi market mein competition aata hai to traders ko bahut achcha profit nahin hota Dil ke unko prices low rakhni padati hai aur bahut se traders ko ISI vajah se market mein last bhi ho jata hai kyunki market mein competition bahut jyada hi hota hai aur kuchh log competition ke dekh Kar apne product ki quality ko bhi kam kar dete Hain jiski vajah se unki product se jyada sale hoti hai lekin Baki traders ke product sale nahin hoti

            DIFFERENCE BETWEEN COMPETITION AND MONOPOLY :

            competition aur Monopoly mein bahut jyada Park hai jab aap competition ko dekhte hain to usmein aapko market mein bahut sare traders najar aate Hain aur competition ki vajah se market mein product ka rate kam hota hai lekin agar kisi bhi jagah per monopoly paida Ho jaaye to Monopoly ki vajah se aapke kuchh Pacific product key price bahut jyada Hi Ho jaati hai yahi sabse bada disadvantage hai monopoli gaur monopoli aur competition donon ek dusre ke against hote Hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review &quot; Competitions &quot; Par Mabni Hai

              Mere Pyare doston aaj ke Jamane Mein Har field mein bahut jyada competition chal raha hai aur Bachpan Se Hi takriban 1 2 Sal se competition ka Awaaz ho jata hai aur Har bacha competition ke liye struggle Karte rahte hain Dosti competition ka jo sense hota hai yah Bachpan Se Hi bacchon mein Dala Jata Hai Apne Ghar se aur yah budhape Tak Jari rahata Hai 200 competition Aqua Thi Jabardast chij bhi hai aur yah Ek lanat bhi hai dusra main aapko bata do ke competition Agar acche kam mein ho to yah bahut hi jyada fayde ki aur Jabardast chij hai isase aapko bahut jyada fayda mil sakta hai Duniya Ke Liye bhi aur akhirat ke liye bhi aur Agar yah Duniya Bhi Agar usse ho aur dusre ko nuksan bhul Jane Ki Tarah Se Ho vah nausena ke kam Mein competition ho to bahut bada nuksan hai vah aapka bhi hai aap ki family ka bhi nuksan hai aapki Duniya bhi aur akhirat donon ke nuqsanat ho sakte hain to do to main aapko bata do ke competition Apne Hi Ghar se shuru ho jata hai khana khane se competition school mein number Hasil karne mein competition college is Mein competition universities Mein Pera Sita Ram Avtar Kishan ke mukabale Mulakat kiye Jaate Hain competition ke liye aur per aap Jab exam date to competition Army Mein Jaate Hain To competition ya koi aur job Mein Jaate Hain To aap competition Ko Jitna padega aapko Kyunki agar aap competition Main Har Jaate Hain up Chahe vah Koi Bhi field Ho interview for job selection ho ya Kuchh Bhi Ho To aap competition Mein jitne ke liye bahut jyada mehnat karte hain aur agar aap competition Mein Har Jaate Hain To aap ka nuksan ho jata hai dusron competition simply iska matlab yah hai ki aap dusre Logon ke sath Mukabala karte hain uske sath agar aap Muqabla Jeet Jaate Hain To aap Jeet Jaate Hain aapko jaapi Mil Jata Hai Koi bhi chij ho aap ko Mil Jata Hai Aur agar aap competition Mein Piche Reh Jaate Hain To aap ka nuksan n Hota Hai.

              Faidy:
              Jis Tarah Upar main doston bataya Hai Ek competition ke bahut jyada fayde hote hain Agar yah acche kam mein ho tab to doston main aapko Bata Do Ki competition mein aisa hota hai ki agar aap school mein competition mein party participate karte hain yah exams main aapka competition Ho kisi ke sath to Usi competition ke to aapko motivation Milta hai aur aap acche number Hasil karne ke liye Achcha ko Hasil karne ke liye yah Achcha takrir Mukabala Mein hissa lene ke liye aap competition ke liye apne aap ko Jyada Se Jyada struggle karte hain vah taiyar karte hain aur per competition mein aap acche number lete hain ISI ke base per aapko Jab Bhi Mil Jata Hai Aur yah Jindagi Ka Ek bahut hi Hamesha Hota Hai Har Jindagi Ki Har Mod per aapko competition Mein Hi Sar Lena padta hai Chahe vah job Ho Chahe vah ghar mein ho ya byro competition competition competition aur aapko Har Jagah competition ke liye taiyar Rahana padta hai aur agar aap competition Ke Liye taiyar Na Ho To doston main aapko yah Bata Do Ki Hamesha nakam Rahoge aur aapko Koi fayda Nahin Milega To jaruri hai kya kar aap Kisi bhi chij se fayda Hasil karne aur apni Jindagi Mein Kisi bhi Mod Mein fayda Hasil karne ke liye aapane Koshish Karna Ho To aap competition ke liye apne aap ko taiyar Rakhna padega aur aap Kisi dusre opposition ke sath competition Mein Rahoge tabhi aap ko fayda milega.

              Nuqsanat:
              Jis Tarah aapko Maine yah Bata Diya Upar ke section Mai Ke competition Agar acchi kam Mein Hai To fayda aur Agar bure Karmon Mein Hai To nuksan to do to main aapko Bata Do Ki agar aap Kisi crimes mein kisi Chhori Mein yah dusra wala ka Munh mein kisi dusre Logon ke sath competition karte hain yah jhagada Karte Hain To ismein aap ka nuksan Hoga aur Hamesha yah vah Ladka Mein competition Karne Se Jyada Se Jyada nuksan hota hai aur Aisa Bhi hota hai ki aap aur nuksan Jindagi bar pura nahin kar sakte Tu doston Jaruri hai ki acche kam Mein competition ho aur Bade kam Mein competition se apne aap ko Dur rakhen.

              اب آن لائن

              Working...
              X