ye review local bus main safer karnay par mubni hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review local bus main safer karnay par mubni hay..
    dear waisay to aaj k is doeum main koi bhi aisa banda nai hay jo yeh chahta hay k usay kisi local bus main safer karna parr jaye magar kabhi kbhi aisay halaat ban jaya kartay hain k hamain aisi situations main bhi guzarna parta hay jisk liye agar ham khud ko manage nai akrtay hain to hamko kisi tarah say koi nuksaan ho sakta hay aur hamko koi faiday aur travel ki sahulat ka milna mumkin nai hota hay jis k liye ham aisay safer aur aisi bus k faiday aur nuksnaat ka jaiza laitay huway baat kartay hain.
    ADVANTAGES;
    dear agar ham kisi local area main kisi aisi local bus says afer kartay hain jisk baghair hamko koi bhi aur dusra sahara nazar nai at hay to hamain usk sath sath manage karnay main he faida hay taa k ham kisi aisay barray nuksaan say bach jayen aur agar ham aisa kartay hain to hamaray liye late say pounchnay main yeh ziada faida hay agar kisi aisay mukaam pay hamko pounchana hay jis main hamin barish waghair main pounchana mushkil hay to ham aisi local bus k zariye say bhi safar bhi kartay huway pounch saktay hain jis main hamain aisa karnay main ziada faida is liye hay k ham kisi pareshani say bhi bach saktay hain aur ham apnay maslay ko bhi achay tareekay say solve kar saktay hain.
    DISADVANTAGES;
    dear kisi bhi local area main local bus main safer karnay main koi nuksan nai hay wo is liye k agar ham kisi local area main rehtay hain ta ham local area main safer kartay hain to wahan pay koi bhi aisi convence nai mil sakty hay jis main ham fast tarha say safer kar saktay hain to hamain aisay karnay main koi bhi nuksaan ki gunjaish nai hay qk awahan pay koi aur convence hoge to tab he ham aisa karaingay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review local bus main safer karnay par mubni hay..

    Local bus me safar har kesi ne kia ho ga magar ab zeyada tar afraad apni car ya per motorcycles use karty hey es waja se bahot kam esy afraad hey jo ab be local bus me safar karny par majboor hey, esy afraad ki zarorat hi hoti hay esi waja se bus me safar karty hey agar ham motorcycle ya per apni car ko afford nahi kar sakty to majboor ho kar ham bus par hi safar karen gey, mery khayal me bus par safar karny ka experience hasil kesi ka howa ho ga, agar koi rich person be hay to us ne be bus me kesi na kesi time par safar kia hota ye bahot hi acha experience hota hay aur agar long distance ki kesi city me bus ka safar kia jaye to mery khayal me es safar ko ham bahot din tak yaad rak sakty hey khas kar weeding me baraat ki bat hoti hay to es me bus key safar ko hi behtar aur low price ka samja jata hay, bus me safar karny ka advantage hamy ye hota hay key Pakistan me ab Motorway ban chuki hay aur es motorway ka use karty howy ab bus ka safar bahot hi mehfooz ho chuka hay es ley zeyada tar afraad ab be koshish karty hey key train me safar karen ya per bus me safar karen, out of city key ley ab be bus chalti hey magar local bus jo key 1 hi city me chala karti ti Government of Pakistan ne es ko band kar dia hay, Lahore to Rawalpind, Karachi to Lahore es tarha key bahot sey buses ab be chalti hey aur en ki service be bahot hi achi hoti hay.
    • #3 Collapse

      Re: ye review local bus main safer karnay par mubni hay..

      Assalamu alaikum all members bahut se log kaise hote hain Jin ke pass Safar karne ke liye koi Sawari Nahin Hoti aur vo local bus main Safar Karke apni Manzil tye Karte Hain local bus Mai bahut se log Safar Karte Hain Ham Sab Jante Hain Ki science Ne bahut tarkki kar li hai aur ab Har Insan ke pass motorcycle aur kar maujud Hai jismein Safar Karke vah Apne Manjil taiy Karte Hain bahut se log Aise hote hain jinhe majbur local bus mein Safar karna padta hai local bus mein Safar karna Itna Aasan Nahin Hota ismein bahut se log Safar Karte Hain local bus mein Safar karne ke liye bilkul bhi Jagah Nahin Hoti bahut se log usmein Khade hokar Safar Karte Hain bahut se logon ka saman bhi local bus mein ghoom ho jata hai aur local bus Mai bahut se log ghutan Bhi mahsus Karte Hain old person local bus main bilkul bhi Safar nahin kar sakte.

      Advantages.

      Local bus ke bahut se advantages hai local bus se Ham aasani Se Apna Safar Tak kar sakte hain local bus Hamen dusri Sawari ke nibandh jaldi hi apni Manzil per pahuncha Deti Hai agar Ham apni Manzil per jaldi pahunch na Chahte Hain To Hamen local bus ko join karna chahie local bus bahut kam Waqt mein bahut jyada Safar karti hai Aur Ek Musafir ko jald hi uski Manzil per pahuncha Deti Hai Jo log bahut jald apni Manzil Tak pahunch na Chahte Hain unhen chahie ke vah local bus mein Safar Karen local bus mein Safar Karne Wale bahut jald hi apni Manzil par pahunch Jaate Hain Agar Ham jaldi apni Manzil Tak pahunch na Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham dusri Sawari ke naisbitt local bus mein Safar Karen.

      Disadvantages.

      Local bus ke bahut se disadvantages hai local bus mein bahut jyada log maujud Hote Hain Jiski vajah se bus mein baithane ki jagah Nahin Hoti aur bahut se log ismein Khade hokar Safar Karte Hain bahut acche log kaise Hote Hain Jo motorcycle par Safar nahin kar paate aur vah local bus ke through apni Manzil Tak pahunch Jaate Hain.
      • #4 Collapse

        Re: ye review local bus main safer karnay par mubni hay..

        Aapane local bus ke upar bahut hi Achcha review Kiya Hai local bus Hamare liye bahut hi faydemand hoti hai ismein Ham bahut hi kam rate mein bahut jyada Lamba safalta hi kar sakte hain local bus ke jarie se Ham Pakistan ke kisi bhi Kone Mein Ja sakte hain aur vah bhi bahut hi kam Waqt mein Local Bus ka rate bahut hi kam hota hai jo ki Garib logo ke liye bahut jyada fayda man sabit hota hai vah jo Garib log hote hain vah local bus ke jarie aise hi Apna safalta Karte Hain local bus ke advantage aur disadvantage main aapke sath share karne ja rahi hun .

        Advantage.

        Local bus ke bahut jyada advantage hote hain local bus Garib tab ke ke liye bahut jyada faydemand sabit Hoti Hai Kyunki local bus correct bahut hi kam Hota Hai aur yah bahut hi kam Waqt Mein Humne Hamare Makan Tak pahuncha Dete Hain is Hamara time nahin Hota local bus Kesariya se Ham bahut jaldi Ek Shahar Se dusre Shahar pahunch Jaate Hain isase Hamara time nahin Hota aur ham Is Tarah bahut hi kam rate mein Lamba safalta kar sakte hain iska Ek fayda yah bhi hai ki agar Ham apni gadi Mein Safar Karte Hain To to usne Jyada kharcha Aata Hai jisse Hamara phone nahin kar paate isliye ham log cal bus mein Safar karna Jyada Pasand Karte Hain.

        Disadvantage.

        Local bus ke bahut jyada disadvantage Hote Hain Jis Tarah iska Ek advantage yeah Hai Kahi Hamen bahut hi kam Waqt Mein Hamen Hamare Mein kam per pahuncha Deti Hai Usi Tarah Iske kiye nuksan Hota Hai ke yah bahut jyada Tej Raftar Mein Chalti Hai Jiski vajah se accident hone ka bahut jyada Khatra hota hai jisse bahut jyada Jaane aur Mali nuksan ho sakta hai aur local bus ka ek nuksan bhi hota hai jo Hamen Shahar ke a main road Tak pahuncha deti hai na ke Hamare use Mein kam Tak pahunch Aati Hai Jahan per Ham Janna Chahte Hain isliye Hamen Tak jaane ke liye Paidal Chalna padta hai isase hamara bahut sa time Jaya ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: ye review local bus main safer karnay par mubni hay..

          Dear friend local Buses per Travel karna Kafi Mushkil hota hai Kyunki Local Bus Mein Ek to bahut zyada Rush hota hai dusra Pakistan mein local bus ki condition bhi itni acchi Nahin Hoti to Koi Bhi Insan ya nahin Chahta ki vah Local Bus per Saffar Kare but Kuchh majburiyan Aisi hoti hai ki Hamen local Buses per Traveling karna padta hai Local Bus ka safar karte hue aapko Jahan Mushkil Ka Samna karna padta hai vahan per Aise advantages bhi mil Jate Hain Jo ki aap avail karte hue Apne safar ko Aasan aur aur bahut hi Sasta bhi banata hai agar aap Local Bus per Safar Karte Hain To to aapko bahut zyada kiraya nahin daina padta aap bahut kam paison se Apna Safar kamyabi ke sath pura kar sakte hain isi Tarah agar aap local bus per Saffar karte hain to aapko public Mein Safar karte hue environment bahut acchi milati hai jis se aap apne safar ko bahut enjoy Karte Hain

          Advantages
          Local Buses py travel karne ki sabse acchi facility yah hoti hai ki aapko kiraya bahut kam pay karna padta hai agar aap own arrangement Car ya kisi Vehicle par Saffar
          karte hain to aapko bahut jyada expensive padta hai public transport per Jab aap Safar karte hain to aapko environment bahut acchi milati hai aur aap kam paison se apne safar ko kamyabi ke sath pura kar sakte hain Aaj Kal Pakistan mein local bus bahut acchi services de rahi hai agar aap long term travel karna chahte hain to to Dewao aur Faisal moviers aapko bahut acchi services de rahi hain Jin Se aap easily Ek City se dusri city mein travel kar sakte hain Faisal Movers Aur Dewoo ki service bahut hi acha business class facility day Rani han jis mein aap aap apne safar ko bahut hi Reliable aur khusgwaar banaa sakte hain
          Agar aap City ke andar travelling karna chahte hain to bade shahron Mein Metro Bus ki facility Pakistan mein bahut hi acchi service de rahi hai jisse aap apne safar ko bahut hi khushgawar banate hue kam kirae ke sath business class bus ki facility Le sakte hain aur apne safar ko reliable bana sakte hain

          Disadvantages
          Local bus mein Safar karte hue aapko bahut zyada Hoshiyar Rahana padta hai Kyunki local bus mein bahut zyada Rush hota hai aur in local buses mein Mein Jaibb kuttron se Hoshiyar Rahana padta hai agar aap local bus mein Safar Karte Hain tu jaib kutry Aksar aapki Jeb Kat lete hain Iske alava local buses main aapko Kafi Time lagta hai apne travel ko pura karne ke liye aur roads Ki Halat bhi itni acchi Nahin Hoti to aapko local bus mein Safar karte hue Kafi Mushkil Ka Samna karna padta hai
          • #6 Collapse

            Re: ye review local bus main safer karnay par mubni hay..

            Aaj Ki Duniya Mein bahut se Aise log bhi Hote Hain Jinke Paas apni Sawari Nahin Hoti Jab unhen Koi safalta karna hota hai to unhen majbur Local Bus ka istemal karna padta hai local bus ke jarie aise hi vah Apne Makan Tak Ja pahunchTe Hain vaise to bahut hi Sawariya hoti hain lekin local bus mein jaane se a aapko bahut hi kam kharcha Aata Hai Iske jariya se aap kam paison mein bahut hi Lamba safalta hi kar sakte hain local bus ke jariya se aap ek Shahar Se dusre Shahar bahut hi jaldi pahunch Jaate Hain Kyunki bus bahut jyada Tej Raftar ke sath Chalti Hai Jiski vajah se aap apna Safar jaldi tarah kar paate hain aur Is Tarah Se aapka time bhi Jaya Nahin Hota local bus ke Kuchh advantage hai aur kuchh disadvantage bhi hain

            Advantage

            Local bus Uske advantage Jiye Hain Ki is ismein aap bahut hi kam Waqt mein bahut hi Lamba safar tey kar sakte hain kabhi kabhi Aise halat mein Jaate Hain Kya aap ki apni Sawari kharab ho Jaati Hai Ya uski Koi chij ki Tut Jaati Hai Ya kharab ho Jaati Hai to use Waqt aapko Local Bus mein Safar tey karna padta hai Kyunki bus ek bus aapko chal rahi aap ke Makan aap Jahan Jana Chahte Hain Wahan Tak pahuncha Deti Hai isase aapka time bhi bache jata hai aur aapke paise bhi bacch Jaate Hain

            Disadvantage

            Local bus ke disadvantage Bhi Jyada Hai Jiski vajah se Hamen nuksan ka Samna karna padta hai local bus mein Safar Karke Ham Apna paisa to Bacha sakte hain lekin ismein Hamari Jaan ka KhadShah hota hai Kyunki local bus Jis speed Mein Chalti Hai use Tarah Se accident hone ka Khatra Hota Hai Jiski wajah se Hamara Mali aur Jaani nuksan ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: ye review local bus main safer karnay par mubni hay..

              Assalaam o alikum dear friends ap sab ko pata ha k bus aik aisi vehicle hai jo public transport k liye use hoti hai aur bus normaly long route par safar karny k liye use ki jati hai but kuch buses local rute par bhi chalai jati hain kyun k bahut se aisy log hoty hain jin k pass personnel gari nahi hoti tu wo local bus aur public transport par safar karty hain tu buses aj kal different companies ki hoti hain aj kal bahut he comfortable aur luxury buses aa gai hain jin mein safar karna bahut easy hai
              ADVANTAGES:-faidy
              Bus par safar karny k bahut zayada faidy hoty hain jaisy k apni car par safar karna expensive hai kyun k zayada petrol zaya hota aur local bus par safar karny ka kiraya kam hota hai aur bus par safar karny se thakawat nahi hoti aur seats comfortable hoti hain aur agar neend ayn tu so bhi sakty hain aur bus ka ye bhi advantage hai k bus ka air conditioner bhi acha hota hai
              DISADVANTAGES :- nuqsaan
              Dear local bus par safar karny ka ye loss hota hai k jeb kutry bahut hoty hain bus mein jo logon ki jeb kat lety hain long rute par safar karty waqt thak jata hai banda aur bus k driver bus over speed chalty hain jis ki waja se accident k chance hoty hain
              • #8 Collapse

                Re: ye review local bus main safer karnay par mubni hay..

                Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review jo hay ya local bus main safer karny per mubni hay dosto local bus main na to ap ki seat paki hoti hay or na hi ap ko sakon hota hay or na hi ap time py apni manzal pay jaty hain or ic ka bas hak hi faida hay kay ap ka kria kam lagta hay
                • #9 Collapse

                  Re: ye review local bus main safer karnay par mubni hay..

                  Yes dear aapane bahut hi important topic apni review Mein Hamare Sath share kiya hai no doubt Pakistan mein local buses per travelling karne ka bahut jyada consept tha aur ab gradually Ja concept kam Hota ja raha hai uski bahut sari regions Hai Jiski wajah se Local Bus per travel karna ka trend khatm Hota ja raha hai lekin agar aap Kuchh time pahle is trend ko dekhte hain to Pakistan ki majority local bus se travel karti thi aur apni required destination per Jaane ko buses ko hi preference karti thi iski bahut sari reasons Thi Jiski vajah se bus score apni travelling ke liye select karna hi sabse Achcha Samjha jata tha.

                  Local bus se travelling karne se Pakistan ki aap Different cities may easily travel kar sakte hain aur ismein aapko bahut Sare advantages Mil Rahe hote hain aapki travelling bahut Aasan Hoti Hai Kyunki ismein aapko acchi company mil rahi hoti hai aur aap gathering ko enjoy karte hue apni required destination per pahunch Jaate Hain aur ismein aapko bahut jyada charges bhi nahin Dena Hote Agar aap Yahi travelling special gadi per Jaaye to aapko bahut jyada paise consume karne Honge.

                  Faidy :

                  Local transport Pakistan ke almost Sare cities may provide ki ja rahi hai jismein aap pure Pakistan ki Kisi bhi location Mein easily travel kar sakte hain agar aap Local Bus per travel kar sakte hain to ismein aapko bahut jyada safety mil rahi Hoti Hai Kyunki Jab aap bilkul Akela driver Karte Hain To usmein aap ki safety ko Khatra ho sakta hai. Iske sath sath Jab aap local bus ko apni travelling ke liye select karte hain to aapko bahut jyada charges bhi nahin Dena Hote aur jab office ko apni transport ya Kisi E special gadi se compare karte hain to aapko bahut economical travelling feel hoti hai.

                  Nuqsan :

                  Dear jab aap Local Bus per Safar Karte Hain To ismein sometime aapko bahut sari Aisi Baton ko ignore karna hota hai jo aap ko Pasand Nahin Hoti sometime aapke sath travelling Karne Wale smoking kah Rahe hote hain Yaseen related kuch Aisi e baten hoti hain jinko Local Bus per travel karte ho ya aap ko ignore karna Hota Hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review local bus main safer karnay par mubni hay..

                    Local bus ke bare mein aapane bahut hi hi acchi aur informative post ki hai Maine aapki post ko read Kiya hai hai Jahan Tak main khud bhi samajhta Hun to hamen apne city mein main local bus per hi Safar karna padta hai kyunki Jin logon ke pass koi bike nahin hoti hai to UN logon ko local bus per hi Safar karna padta hai.

                    Lekin kuchh local bus mein bahut hi behtarin hoti hai aur unki service bahut acchi hoti hai aur kuchh vishesh ki service bahut hi hi buri hoti hai jiski vajah se hamen kafi pareshani ka samna karna padta hai isliye main samajhta hun ke hamen acchi baat specific karna chahie local barson mein kafi pareshani hoti hai aur isliye hamen koshish karni chahie ki Ham use baat per Safar Karen Jo acchi service deti Ho.

                    Benefits:
                    Local bus ka sabse bada benefit yah hai hai ki iska karaya bahut hi kam hota hai jisko ham aasani ke sath pay kar sakte hain aur hamen Koi pareshani nahin hoti hai aur iske alava agar humne thoda sa bhi dur Jana ho to local bus se Ham ja sakte hain Jo long route ki buses hoti hain vah city area mein main break nahin lagati hain aur hamen Paisa FIR nahin kar sakte hain isliye local bus hamare liye best Hain jab hamen ek jagah se dusri jagah Jana hota hai to Ham aaram ke sath Safar kar sakte hain aur Inka kiraya bhi kafi mein naseeb hota hai.

                    Disadvantage:
                    local buses ka sabse bada disadvantage ya hai ine logon ki service bahut hi kharab hoti hai aur in ki timing ki Koi pabandi nahin hoti hai inki apni marji hoti hai aur jab Jay chahte Hain kisi bhi jagah per ruk jaate Hain aur jab jaaye chahe chalna shuru kar dete hain aur iske alava bus ka driver aur conductor educated nahin hote Hain Jo ke aksar unka behaviour theek nahin hota hai aur vah passengers ke sath theek tarike se baat bhi nahin karte hain aur unki dealing bhi theek nahin hoti hai local buses ka sabse bada disadvantage yahi hai agar local buses main educated driver aur conductor Ho to fir local buses mein Safar karna bahut hi behtar hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review local bus main safer karnay par mubni hay..

                      Hello guyz.. yeh review *local bus* me safar krne pe h.. Isme apko local bus me safar krne k faidy or nuksan dono k bry me btayega ..pr is se phle apko pta hona chahye k local bus knsi hti or us pe safar kesa hota h .. is bus me safar aisa hta h k yeh rasty me ruk ruk k passengers ko uthati or conductor alab alag seat pe aa k sawari se paisa leta h..
                      *Advantanges:*
                      Local bus me sfar krne k faidy yeh hty k yeh local hti...yani hr koi isme safar kr skta h.. or yeh hr stop se uthati h apko...yani ap jahan b kisi b stop pe agr ruken tou wo apko wahan se utha skti or ap asani se bus me ja skte.. dusra faida yeh k yeh sasti hoti..iska karaya kafi kam hta..bqi buses se agr iska comparison kia jaye tou... Yeh apki money ko less consume krtii... Or ap is pe safar kr k apne paisy bacha skte...agr private transport pe sfar kren tou wo mehnga b hta... pr yeh us muqably me momey saver h..
                      *Disadvantages:*
                      Local bus ka nuksan yeh hta h k jgah jgah stops pe ruktii h...or ap ko thra ziada wqt lgta apni destination tk phnchne me...or yeh stressfull b hota h... aisy local buses me sfar krna thra harmful b hta agr health ko dekha jye tou.. isme dhakay khajal khawari b bht hti..or trrah trah k log ispe swar hty.. or kuch log aisy b hty ho smoking krte..or smoke tou wsy b harmful h... specially un logon k lye jinhen aisy asthmas problems hon ! so in short, it can be harmful as well..!
                      • #12 Collapse

                        Re: ye review local bus main safer karnay par mubni hay..

                        Dosto ap ko pata hain aj kal k door main safar karm aik dusry k ghr ana jana milna milap ya sub buht zurarii hain lkn us k lay humy kesi asy aria main jana hn jha pay local buss chltii hn ghao k kesi aria main wha aksr abi tk local busse chltii hain tu humy mjobr ho kr wha safer tu karna Hota hain lkn us bass k safer k apny mazy hoty hain jass pay karua buht kam khato or bhago k Beach say rod niklta hain wha say ta bass guzrti hain Thandie Hava or sarsabz khato ka manzr humy buht skun deta hain......

                        ADVANTAGES :::::::%%%%%

                        Wesy tu local buss pay koi safer ni karna chata lkn jass aria main local bass chalti hain wha bhrii buss ni chal skti as lay local buss hi wha zurari samjy jatii hain humy buht enjoy karny ko maltii hain jass ka karia buht kam hota hain wo jga jga pay rukti hain logo ko utrti hain uthti hain wo atna bhri ni hotii us ki wnindo kuly hoti hain jan say humy ghao ki khato ki Green sabzy ki Thandie Hava lagti hain......

                        DISADVANTAGES ::::::%%%%%

                        disto wesy tu mry khayl say koi bhi ni chata k main local bass pay safer kro ku k wo buht zyda tang krti hain jga jga rukti hain late punchti hain wha logo ka buht hi zyda rush hota hain us pay safe jrna buht hi zyda mushkil hota hain....
                        • #13 Collapse

                          Re: ye review local bus main safer karnay par mubni hay..

                          dear pal nearby Buses in line with travel karna Kafi Mushkil hota hai Kyunki nearby Bus Mein Ek to bahut zyada Rush hota hai dusra Pakistan mein nearby bus ki condition bhi itni acchi Nahin Hoti to Koi Bhi Insan ya nahin Chahta ki vah local Bus consistent with Saffar Kare however Kuchh majburiyan Aisi hoti hai ki Hamen local Buses per visiting karna padta hai neighborhood Bus ka safar karte hue aapko Jahan Mushkil Ka Samna karna padta hai vahan in line with Aise benefits bhi mil Jate Hain Jo ki aap avail karte hue Apne safar ko Aasan aur aur bahut hi Sasta bhi banata hai agar aap neighborhood Bus consistent with Safar Karte Hain To to aapko bahut zyada kiraya nahin daina padta aap bahut kam paison se Apna Safar kamyabi ke sath pura kar sakte hain isi Tarah agar aap local bus in keeping with Saffar karte hain to aapko public Mein Safar karte hue surroundings bahut acchi milati hai jis se aap apne safar ko bahut enjoy Karte Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: ye review local bus main safer karnay par mubni hay..

                            Asslamolikum !

                            Aj ma jis topic ka jawab deny ja raha ho wo local bus masafar karny pr mabni ha is bary ma hma is jawab ma tafseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsanat ko dekhy gan umed karta ho is say apko boht faida ho ga to ham start karty han jesy kay ap sab ko pta ha ek vechile safar karny ka liye isti mal hoti ha local bus par safar karna ek traf say bachat bhe han or ek taraf say dushwari bhe ha local bus pa safar karny asy ap kay pesy bhe bach sakty han or ka kharcha bhe kam hota ha Aj kal to ocal bus ta trand boht kam ho gaya ha pahly zada tar log local bus par he safar karty han lekn ab har koi bussines class ya apni car wagra par safar karta ha or aj bhe kuch log asy majood ha jin ko local bus par safar karna parta ha q kay wo buissiness clas afford nahi kar sakty han or wo local busses ko he choose karty han

                            Advantages :
                            local bus par safr karny karny kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han local bus par safar karny say pesy kafi kam lagty han or wo safar bhe jaldi tah ho jata ha or local buses shehar kay under say aopna root kart han jabkay abussines class byus ka root shehr aky bahir say hota ha or is kay ilawas agr hma thoera sa bhe door jan hota ha to ham local bus kay zariya ja sakty han or bussines class bus jaga jaga ga par stop nahi par stop nahi hoti ha jis kay muqably ma ham agr local nbus ma kahi bhe stop karnha hota ha to ham kar lety han or bhe is kay kafui zada faidy han.
                            Disadvantages :
                            local bus kay boht zada faidy kay sath satrh is kay kuch nuqsanat hbe han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han local bus aram day nahi hota ha or is ma is ki miqdarr say zada log bethy ya khary hotyy han jis say bus ka mahool boht khrab hota ha or local bus ma koi bhye faciility nahi hoti han local bsu ma bhaly he karaya thora hota ha par wo bilkul bhe aram day or comfartable nahi hoti han.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ye review local bus main safer karnay par mubni hay..

                              Ap ka review mjy bhut pasand aya hai
                              Local bus mein bahut sare log safer karte Hain I think local bus ka safar bahut thaka dene wala Safar hota hai kyunki local safar mein jitni bhi buses istamal ho rahi hai wo sari ki sari purani chal rahi hai agar road achcha Ho to local bus ka safar thoda aasan ho jata hai Varna local bus mein Safar karna bahut mushkil kam hai local bus ma karya kam hota hai aam tor pa log itna karya afford ni kr sakty es waja sa wo local bus ka intahab krta hn mgr jahn local bus ma karya ki bachet hoti hai wahn bus ma rash hony ki waja sa mushkil ka samna b krna parta hai or different qisam k logo sa wasta parta hai privacy distrub hoti hai mgr ab log local bus ma safer krna pasand ni krta ku k business class garian a chuki hu ya apni gari ma jana pasand krta hn ku k es sa waqt ki bachet hoti hai or safer b sakoon ka hota hai aik mashoor kahwat hai k safer krna ma bachet kbi b na karo safer hamesha acha hona chahey agr ham business class ma safer krta hn tu wo jaga jaga stop b ni krti or us ma seat k hisab sa passenger hoty hn jab k local buss jaga jaga ruk k passenger leti hai jes sa time waste hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X