Ya Review " Mobile per different application share krny" pa mabni hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ya Review " Mobile per different application share krny" pa mabni hai.
    Assalamu Alaikum dear senior and junior members aaj main aapse a mobile par kuch important aur famous applications share karne ke Hawale Se Apna review Dena chahta hun Jab aap apne mobile per Koi software download karna chahte hain aur aap Play Store Se Usko download nahin karna chahte aur Agar aapke pass internet ki facility nahin hai to aap apni Kisi bhi friend Se Usko apne mobile mein transfer kar sakte hain aur use application ke complete benefits aur advantages Hasil kar sakte hain agar aap apne mobile par koi bhi application Kisi friend se Lena Chahte Hain To ismein aapke pass bahut jyada option hoti hain aap vah bluetooth ya FIR Zapya ke through apne mobile mein transfer kar sakte hain.

    Faidy :

    1: jab ap kisi applications ko installed krna chahty hain tu apk liye bahut easy hota hai isko apny cell per transfer or install krna.

    2: is thrah applications receive krny pa apko Internet sa connected hona lazmi ni hota.

    3: dear mobiles per application transfer krny per ap usk advantages completely hasil kr sakhty hain.

    Nuqsan :

    Dear jab ap kei application transfer krty hain tu apko bahut carefully hona cheye kunk apko applications transfer krny per kuch virus bhi ah sakhty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ya Review &quot; Mobile per different application share krny&quot; pa mabni hai.

    “ Application Sharing “ Par Mubni Hai Ye Mauzo :


    Ap Sab Jantey Hain Keh Aj Kal Bhut Si Sources Agayi Hain Mobiles Apps Share Karni Ki Tu Aj Kal Koi Bhi Istamal Nhi Karta Mobile Apps Sharing Ko Koun Keh Aj Kal Sab Mobile App Store Ya Playstore Say Download Kar Letey Hain Han Agr Kise Ka Low Version Mobile Hai Yani Us Kay Pass Chota Phone Hai Tu Agr Us Mai Koi Application Support Nhi Karti Tu Hum Apney Phone Say Us Bandey Ko Transfer Kar Saktey Hain Application Or Wo Wahan Say Receive Kar Keh Istamal Kar Sakta Hai.Hum Bhut Say Tareekoun Sources Say Transfer Kar Saktey Hain Apps Jesy Keh Un Mai Say Kuch Khass Applications Or Sources Options Hain Wo Apko Mai Bata Deta Houn. Android Version Mai “ Bluetooth “ Kay Zariye Transfer Kar Saktey Hain Or IOS Version Mai Hum Airdrops Ya Bluetooth Dono Kay Sath Transfer Kar Saktey Hain Or Agr Hum Ney Kise Bhi Application Kay Sath Transfer Karna Hai Tu Hamein Bhut Hi App Ka Option Mil Jatey Hain Jesy Keh “ Zapya “ Sab Say Acha Or Tez Mobile Data Sharing App Hai Jis Say Hum Kuch Bhi Transfer Kar Saktey Hain Android To Android Or IOS Or Laptops Or Window Phones Mai Bhi Kar Saktey Hain Transfer.Or Bhi Bhut Si Apps Hain Sharing Kay Liye Jesy Keh SHAREit , EasyJoin , Portal , Superbeam , AirDroid , ShareMe Or Xender Jesi Applications Shamil Hain.In Sab Say Use Karney Kay Tareekey Takreeban Same Hain Jesy Keh Sab Mai Bluetooth On Kar Kay Har Cheez Send Hoti Hai Ya Virtual VPN On Kar Keh.Apko Iskay Fawaid Or Nuksanat Kay Barey Mai Bataoun Ismai.



    Fawaid : ( Advantages )



    Iska Pehla Ye Hai Keh Faida Is Mai Hum Asani Kay Sath Koi Bhi Files Ya Apps Transfer Kar Saktey Hain Bagheir Kise Bhi Pareshani Keh Or Is Main Hum Baghair Kise Bhi Network Sharing Keh Bhi Cheez Leey Deh Saktey Hain Kise Bhi Restrictions Kay Baghair.Agr Apko Koi Bhi App Istamal Karni Hai Tu Apko Chahiye Keh Ap Indian App Istamal Karein Sharing Kay Liye Koun Keh Us Mai Virus Nhi Hota.



    Nuksanat : ( Disadvantages )



    Iskay Bhut Say Nuksan Tu Nhi Hain Is Mai Ek Main Nuksan Ye Hai Keh Is Mai Jab Hum Apps Share Kar Rahy Hotey Hain Yah Kise Bhi Cheez Ko Begh Rahy Hotey Hain Tu Us Waqt Hamein Chahiye Keh Hum Koi Secure Tareeka Select Karein Takeh Hamein Kise Bhi Infected File Ya Kise Bhi Kism Kay Virus Ka Samnah Na Karna Parey Or Hamein Us Cheez Ka Faida Bhi Ho Na Keh Us Virus Say Hamari Device Ko Koi Bhi Problem Ya Koi Bhi Maslah Na Ho.Or Ismai Ek Or Bhi Bhut Bara Nuksan Ye Hia Keh Is Mai Jitni Bhi Chinese Aps hain Wo Sab Virus Infected Hoti Hain Un Sb Say Bhut Nuksan Hota Hai. So Agr Apney Koi Bhi App Istamal karni Hain Tu App In Chinese Apps Say Bach Kar Apps Ko Istamal Karaein.

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault (1).jpg
Views:	1
Size:	90.9 کلوبائٹ
ID:	12330546

    Click image for larger version

Name:	download (79).jpg
Views:	1
Size:	9.7 کلوبائٹ
ID:	12330547

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: Ya Review &quot; Mobile per different application share krny&quot; pa mabni hai.

      Ji Files aur apps sharing ky liye bhut si apps hmary playstore mein dekhi ja skti hain. Jo ky minutes mein bari files aur apps transfer kr deti hain. Aur unhi files ko agsr download krny lag jaye banda to ghanton download par lag skty hain. In apps mein zapya sab se famous hai. Jo ky aap ki apps ko ek mobile se dusry mobile mein transfer keny k liye ek bhut achi app hai. Iska istemal bhut easy hai. Aur aap apna mobile bluetooth ya hotspot ky zariye dusry mobike se conect krty hain aur phr dono mobiles mein apps aur dusri files ka tabadla ba asaani kar skty hain. Aur bhut bari files bhi kuch hi minutes mein ek mobile se dusry files mein share ki ja skti hain. Kyn k in ki data transferring ki limit bhut taiz haimaur 10 se 20 mbs per seconds ko transfer krny ki slaahiyat rkhi hain.

      Kuch apps mein virus hota hai. To in apos ko istemal krny se kabhi kbhar apps ky stah sath aap virus bhi dusry mobile kp transfer kr dety hain jo ky bhut khtrnak hota hai. To aap ko chahye ky esi apps share krny se guraoz kryn.
      • #4 Collapse

        Re: Ya Review &quot; Mobile per different application share krny&quot; pa mabni hai.

        asslam o alikam different application use krne k liye hume sab se phaly application dwonload krni hoti ha application dwonload krne k liye hume play store k zahrorat hoti ha har mobile mn play store hota ha ose hum har kisam ki application ko dwonload kr sakte hein Application Support Nhi Karti Tu Hum Apney Phone Say Us Bandey Ko Transfer Kar Saktey Hain Application Or Wo Wahan Say Receive Kar Keh Istamal Kar Sakta Hai.Hum Bhut Say Tareekoun Sources Say Transfer Kar Saktey Hain Apps Jesy Keh Un Mai Say Kuch Khass Applications Or Sources Options Hain Wo Apko Mai Bata Deta Houn. Android Version Mai “ Bluetooth “ Kay Zariye Transfer Kar Saktey Hain Or IOS Version Mai Hum Airdrops Ya Bluetooth Dono Kay Sath Transfer Kar Saktey Hain Or Agr Hum Ney Kise Bhi Application Kay Sath Transfer Karna Hai ise hum eik dosre mobile mn application ko kr sakte hein
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: Ya Review &quot; Mobile per different application share krny&quot; pa mabni hai.

          Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan AAP Sab Jante Hain Ki aajkal bahut sweet Sehore Yad a gai hai mobile App Share Karni ki to aajkal koi bhi istemal nahin karta mobile apps sharing ko Kuchh Kaun kya aajkal Sab mobile apps aur yah Play Store se download kar lete hain Agar Kisi Ka lock verification mobile hai yani Uske pass Chhota phone Hai To Agar use Mein Koi application support Nahin Kar Paye To Ham akshy use fak recreation vahan se receive Karke istemal kar sakta hai aur ham bahut se a tariko se is ko transfer kar sakte hain aur apps jisse kya ke unme se Kuch Khaas application aur vah se option hai vah aapko Main Bata deta hun ke andar Road vision Mein Bluetooth ke jariye transfer ke kar sakte hain aur receive allocation Mein Ham Android Jab donon Ke Sath transfer kar sakte hain aur agar humne Kisi bhi application ke sath transfer Karna Hai To Hamen bahut hi app ka option mil jaaye per hai Jaisa ke japiya sabse Achcha aur Tej mobile data sharing hai aur app Hai jisse Ham Kuchh Bhi transfer kar sakte hain Android to Android aur loss aur laptop with travel phones main bhi Ham kar sakte hain aur transfer Aur Bhi Bahut Si apps Hain Sharir ke liye Jaisa ke sahit ISI join portal super Bheem Android sharing aur X gender Jaisi application Shamil Hai ine Sab Se Ham use karne ke tarike se takriban same hai aur Jaise Ke Sab Mein bluetooth phone Karke Har chij send karte hain yah bahut hi Allah Ke Dhaar ka Malik Hota Hai

          Fayde

          Is ka pahla yah hai ki fayda ismein Ham aasani ke sath koi bhi files Apps transfer kar sakte hain aur bagair kisi bhi pareshani ke aur ismein ham bagair Kisi bhi network Shayari ke bhi Ham chij le de sakte hain aur kisi bhi restaurant ke bagair Agar aapko koi bhi app small karna hai to aapko chahie ki aap India app istemal Karen aur sharing ke liye Vahi aapke liye best hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Ya Review &quot; Mobile per different application share krny&quot; pa mabni hai.

            Aj Kal Koi Bhi Istamal Nhi Karta Mobile Apps Sharing Ko Koun Keh Aj Kal Sab Mobile App Store Ya Playstore Say Download Kar Letey Hain Han Agr Kise Ka Low Version Mobile Hai Yani Us Kay Pass Chota Phone Hai Tu Agr Us Mai Koi Application Support Nhi Karti Tu Hum Apney Phone Say Us Bandey Ko Transfer Kar Saktey Hain Application Or Wo Wahan Say Receive Kar Keh Istamal Kar Sakta Hai.Hum Bhut Say Tareekoun Sources Say Transfer Kar Saktey Hain Apps Jesy Keh Un Mai Say Kuch Khass Applications Or Sources Options Hain Wo Apko Mai Bata Deta Houn. Android Version Mai “ Bluetooth “ Kay Zariye Transfer Kar Saktey Hain Or IOS Version Mai Hum Airdrops Ya Bluetooth Dono Kay Sath Transfer Kar Saktey Hain Or Agr Hum Ney Kise Bhi Application Kay Sath Transfer Karna Hai Tu Hamein Bhut Hi App Ka Option Mil Jatey Hain Jesy Keh “ Zapya “ Sab Say Acha Or Tez Mobile Data Sharing App Hai Jis Say Hum Kuch Bhi Transfer Kar Saktey Hain Android To Android Or IOS Or Laptops Or Window Phones Mai Bhi Kar Saktey Hain Transfer.Or Bhi Bhut Si Apps Hain Sharing Kay Liye Jesy Keh SHAREit , EasyJoin , Portal , Superbeam , AirDroid , ShareMe Or Xender Jesi Applications Shamil Hain.In Sab Say Use Karney Kay Tareekey Takreeban Same Hain Jesy Keh Sab Mai Bluetooth On Kar Kay Har Cheez Send Hoti Hai Ya Virtual VPN On Kar Keh.Apko Iskay Fawaid Or Nuksanat Kay Barey Mai Bataoun Ismai.Iskay Bhut Say Nuksan Tu Nhi Hain Is Mai Ek Main Nuksan Ye Hai Keh Is Mai Jab Hum Apps Share Kar Rahy Hotey Hain Yah Kise Bhi Cheez Ko Begh Rahy Hotey Hain Tu Us Waqt Hamein Chahiye Keh Hum Koi Secure Tareeka Select Karein Takeh Hamein Kise Bhi Infected File Ya Kise Bhi Kism Kay Virus Ka Samnah Na Karna Parey Or Hamein Us Cheez Ka Faida Bhi Ho Na Keh Us Virus Say Hamari Device Ko Koi Bhi Problem Ya Koi Bhi Maslah Na Ho.Or Ismai Ek Or Bhi Bhut Bara Nuksan Ye Hia Keh Is Mai Jitni Bhi Chinese Aps hain Wo Sab Virus Infected Hoti Hain Un Sb Say Bhut Nuksan Hota Hai. So Agr Apney Koi Bhi App Istamal karni Hain Tu App In Chinese Apps Say Bach Kar Apps Ko Istamal Karaein.

            اب آن لائن

            Working...
            X